Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharma
HomeSharma
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


toone zindagi mein aake toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di toone pyaar yun nibhaake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di ab gawaara nahin koi aur bhi ho jo meri tarah yun tumpe mare chhuna to door hai ab na manjoor hai koi mere siwaa tera zikr bhi kare toone faasle mitaake toone faasle mitaake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di zindagi badal di teri taarif kar aayina bhi kare tod doon main use dil mera kahe tu hai mera junoon mere dil ka sukoon main deewaana hoon tera koi kuchh bhi kahe ye deewaangi badhake ye deewaangi badhake zindagi ho zindagi badal di toone zindagi mein aake zindagi ho zindagi badal di zindagi badal di zindagi badal di zindagi badal di
naam naa jaane dhaam naa jaane jaane na seva pooja jaane bas itna ajaan hum ek bina nahin dujja nahin dujja tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum dharti aakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho deepak suraya chandrata ras mein raama tum hi jyoti prakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate jeevan mann ke har patjhar mein raama ek tumhin madhumaas humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb ashru humari aankhon mein tum raama tum honthon par haans humare raama tum asha vishwaas humare raama humare daata humare tum
tum chaand se haseen ho taaron se poochh lo tum chaand se haseen ho taaron se poochh lo phoolon se khub roo ho bahaaron se poochh lo tum chaand se haseen ho kyun dekhti hai meri nazar tumko baar baar kyun dekhti hai meri nazar tumko baar baar apni nazar ke shokh ishaaron se poochh lo tum chaand se haseen ho kismat mein ho judaayi to kaise milaap ho kismat mein ho judaayi to kaise milaap ho behti nadi ke donon kinoron se poochh lo tum chaand se haseen ho kuchh aansuon se poochh lo ulfat ki talkhiyaan kuchh aansuon se poochh lo ulfat ki talkhiyaan ek badnaseeb pyaar ke maaron se poochh lo tum chaand se haseen ho taaron se poochh lo phoolon se khub roo ho bahaaron se poochh lo tum chaand se haseen ho tum chaand se haseen ho
dar bhi tha thi deewaarein bhi tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera pratima ke paawan charnon mein main deepak ban kar muskaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya devalay ban gaya suhawan maa tumse mera ghar aangan devalay ban gaya suhawan maa tum se mera ghar aangan aanchal ki mamta maaya mein paayi sukh ki sheetal chhaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara tumne hi mere jeevan ke sapnon ko sach kar dikhlaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari rehne do mere maathe par maa tumne jo haath badhaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se
tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge ke jo pooja ke qaabil hai wohi yun rang badalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhari ek na manenge karenge aaj manmaani bahot tarsaaya hai tumne nahin ab aur tarsenge sataaya to nahin karate kabhi qismat ke maaron ko kisi ki jaan jaayegi kisi ke armaan nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa manaya tumko kitni baar lekin tum nahin maane to ab majboor ho kar hum shararat par bhi utrenge haqeeqat kya hai yeh pahle bata dete to achha tha khud apne jaal se hi hum na jaane kaise nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge kayi din baad
ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preet ki dori mein bandh kar donon mann hi mann muskaaye dekho ulajh gaye do naina jab tak ghar na aaye sanwariya tadpe hai gori jaise jal bin machhariyaa baat takat apne sajan ki raah mein nain bichhaye dekho ulajh gaye do naina raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan laaj bhare nainon se man ki baat kahi naa jaaye dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina
utha utha ho sakalik vache smarava gajmukh riddhi siddhicha nayak sukh dayak bhaktansi utha utha ho sakalik vache smarava gajmukh angi shendurachi uti matha shobhatase kiriti keshar kasturi lallati haar kanthi sajira utha utha ho sakalik vache smarava gajmukh kani kundalanchi prabha surya chandra jaise nabha kani kundalanchi prabha surya chandra jaise nabha maji naagbandi shobha smarata ubha jawali to utha utha ho sakalik vache smarava gajmukh kase pitambarachi dhati hati modakanchi vati ramanand smarata kanthi to sankati paavato utha utha ho sakalik vache smarava gajmukh vache smarava gajmukh
wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim gagariya barse rim jhim jhim gagariya barse aise mein jariya nahin jarse aise mein jariya nahin jarse humra jiya ghabraaye ab to raha na jaaye wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha sar sar sar chale sard hawayen sar sar sar chale sard hawayen phool hanse kaliyaan muskaayen phool hanse kaliyaan muskaayen humko ye samjhayen hum mil kar naachen gaayen wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim barse hain sitaare rim jhim jhim barse hain sitaare aap huye hain jab se humaare aap huye hain jab se humaare hum phoole nahin samaaye
main kaise usse pasand karoon main kaise aankhen band karoon wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin tum aaise usse pasand karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli champa kaise bhaaye usse jiske mann basi chameli uska dukh hai mera dukh meri souten meri saheli mere bina akele tum ho tumhre bina wo akeli mat ye deewar bulund karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin o o o o o o o o o o o o uska naam na le mujhko nafrat hai uske naam se thak gaye ho bechain ho tum so jaao aaraam se ye rain milan ki raina hai milkar bhi door
Yaaro Sab Dua Karo
yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa kaari andhiyari aadhi raat mein tu aayaa laadlaa kanhaiyaa meraa hoooo laadlaa kanhaiyaa meraa kaali kamli waalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa sun mere pyaare boli muskaati maiyaa sun mere pyaare gori gori raadhikaa ke nain kajraare kaale nainon waali ne hoooo kaale nainon waali ne aisaa jaadu daalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki
aaaa aaaaa hooooooo karmanye wadhikaraste maa faleshu kadaachan karam kiye ja phal ki ichchha mat kar ae insaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan karam kiye ja fal ki ichchha mat kar ae insaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan is praani ka kasht door karo maharaaj ye kaun hai devi kya kasht hai ise roop chand hai resham waala kapde ka vyapaari bees baras tak saath rehkar bhaag gayi iski naari aur agar wo saath mein rehti mar jaati bechaari achchha pati dev ke man bhai thi baala ek kunwaa aree re re raaa pati bana patni ka dushman sankat mein thi jaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan
zaraa tham ja tu zaraa tham ja tu ae saawan mere saajan ko aane de aane de aane de mere roothe piya ko phir meri bigdi banaane de banaane de banaane de zaraa tham ja tu odhni pe bijliyon ki got main lagaaungi odhni pe bijliyon ki got main lagaaungi pees ke kaali ghataayein kaajal banaaungi pees ke kaali ghataayein kaajal banaaungi garaj baadal ki apne dil ki dhadkan mein basaaungi teri nanhi phuhaaren goondh ke maala banaaungi salone ke rijhaane ko salone ke rijhaane ko mujhe sapne sajaane de zaraa tham ja tu ae saawan mere saajan ko aane de aane de aane de zara tham ja tu
jaane kaun hawaaa ka jhoonka jeevan yahan badal jaaye jaane kab koi hatyara walmiki ban jaye zindagi naam hai waqt ki maar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka raah sachchai ki mushkilon se bhari par na saahas ruka aur na himmat dari yuhi tapkar sabhi paap jal jayenge pehle kante to chun phool mil jayenge rasta hai yahiiii rasta hai yahi tere uddhar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka dard se jo mile wo khushi hai teri aansuon se khile wo hansi hai teri dekh mausam naya rang lane laga phool khilne lage waqt bhane laga roop hoga nayaaaa roop hoga naya tere sansaar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Toone Zindagi Mein Aake (Male) Humraaz (2002) 05:14 18636
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel
Duration : 05:14   Song Number : 18636   

Tum Asha Vishwaas Humare Subah (1982) 05:43 18319
 
Poster of Subah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 05:43   Song Number : 18319   

Tum Chaand Se Haseen Ho Aurat Teri Yehi Kahani (1954) 03:10 15550
 
Poster of Aurat Teri Yehi Kahani (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Boota Ram Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:10   Song Number : 15550   

Tum Se Hi Ghar Ghar Kehlaya Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 05:02 37638
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sailesh Kumar, Meena Kumari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 37638   

Tumhare Bin Guzaare Atma Ram (1979) 06:32 12748
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Vidya Sinha
Duration : 06:32   Song Number : 12748   

Ulajh Gaye Do Naina Dekho Ek Saal (1958) 03:27 16236
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Des
Duration : 03:27   Song Number : 16236   

Utha Utha Ho Sakalik Lata Mangeshkar 03:15 37943
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Marathi
Lyricist
Ramanand Sharma
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:15   Song Number : 37943   

Wo Dekho Dekha Dekh Raha Tha Fariyad (1964) 02:53 39916
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:53   Song Number : 39916   

Woh Aurat Hai Tu Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:51 14162
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 14162   

Yaaro Sab Dua Karo Ram Shankar 05:10 11364
 
Poster of Ram Shankar
 
Category
Indipop
Music Director- 
Jaspal Mony
Singer- 
Ram Shankar
Duration : 05:10   Song Number : 11364   

Yashomati Maiyaa Se Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:12 21429
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 03:12   Song Number : 21429   

Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 03:11 16203
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shashikala
Duration : 03:11   Song Number : 16203   

Yeh Hai Geeta Ka Gyaan Sanyasi (1975) 06:58 39701
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 06:58   Song Number : 39701   

Zara Tham Jaa Tu Jogan (1950) 02:39 14349
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Himmat Rai Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:39   Song Number : 14349   

Zindagi Naam Hai Hatyara (1977) 03:54 32530
 
Poster of Hatyara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:54   Song Number : 32530   
Karaoke Songs of Sharma, Sad Songs of Sharma, Love Songs of Sharma, Dance Songs of Sharma, Hip-hop songs of Sharma, Best songs of Sharma, Super hit songs of Sharma, hit songs of Sharma, duet songs of Sharma, solo songs of Sharma, old songs of Sharma, famous songs of Sharma, Hindi Karaoke Songs of Sharma, Hindi Sad Songs of Sharma, Hindi Love Songs of Sharma, Hindi Dance Songs of Sharma, Hindi Hip-hop songs of Sharma, best Hindi songs of Sharma, super hit Hindi songs of Sharma, hit Hindi songs of Sharma, duet Hindi songs of Sharma, solo Hindi songs of Sharma, old Hindi songs of Sharma, famous Hindi songs of Sharma, Sing Along Songs of Sharma, Sing Along Sad Songs of Sharma, Sing Along Love Songs of Sharma, Sing Along Dance Songs of Sharma, Sing Along Hip-hop songs of Sharma, Sing Along Best songs of Sharma, Sing Along Super hit songs of Sharma, Sing Along hit songs of Sharma, Sing Along duet songs of Sharma, Sing Along solo songs of Sharma, Sing Along old songs of Sharma, Sing Along famous songs of Sharma