Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMeena
HomeMeena
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz tum dena saath mera o humnawaaz ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o
jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo haan pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo ye soch ke ghabraaun aashique na ban jaaun jab se tumko maanga hai sanam neend hai na mujhe kahin chain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari hooooo toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari teri yaad jo aati hai koi dard jagaati hai jab se tumko paaya hai sanam dekhun sapne din rain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain
laaa lala lala lala laaaaa haaaaa aaaaa aaaaa haaaaa haaaaa haaaa jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein chhoone se mere surkh labon ki kaliyaan aaaa haaa nikhri oooo hooo jaise aaaa haaaa khul ke aaj talak dil mein jo dabe hain armaan hmm hmm keh doon hmm hmm sajnaa hmm hmm khul ke lala la lala lala lala lala lala chupke se kyun baat chale chaahat ke maaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein aaj mujhe dekhen ye nazaare jaise hmm hmm main hoon hmm hmm sundar hmm hmm sapnaaaa aaj to ye gulzaar ye gul ye shaakhen aaaa haaaaa roke laa laa chaahe hmm hmm jitna lala la lala lala lala lala lala choom hi legi meri nazar tumko hazaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein
jhoole mein pawan ke aayi bahaar nainon mein naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke ho o dole mann mora sajna dole mann mora ho ji ho o o o dole mann mora sajna chunariya baar baar dhalke jhoole mein pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o o o meri taan se uncha tera jhulna gori meri taan se uncha tera jhulna gori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori tu hai jeevan singaar pyaar chhalke jhoole mein pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o o o baadal jhoomte aaye gaagar pyaar ki laaye baadal jhoomte aaye gaagar pyaar ki laaye koyal kookti jaaye ban mein mor bhi gaaye koyal kookti jaaye ban mein mor bhi gaaye chhedein hum tum malhaar pyaar chhalke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhedein hum tum malhaar jhoole mein pawan ke aayi bahaar nainon mein naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke
aa aa aa aa aa aa aa aa aa jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke huye gulabi laal sunehere rang dal badal ke jyoti kalash chhalke ghar aangan van upavan upavan karti jyoti amrit se sinchan mangal ghat dhalke mangal ghat dhalke jyoti kalash chhalke paat paat briwaba hariyala dharti ka mukh huaa ujala sach sapne kal ke sach sapne kal ke jyoti kalash chhalke usha ne aanchal phailaya phaili sukh ki sheetal chhaya niche aanchal ke niche aanchal ke jyoti kalash chhalke jyoti yashoda dharti gaiyya nil gagan gopal kanhaiya shyamal chhabi jhalke shyamal chhabi jhalke jyoti kalash chhalke jyoti kalash chhalke
kidhar main jaaun samajh na paaun bulaa rahin hain do raahen idhar hai mamta aur udhar hain bheegi huyi nigaahen kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare haay is tarah bhaag kisi se roothe naa haay is tarah bhaag kisi se roothe naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali hote hote saath kisi kaa chhoote naa hote hote saath kisi kaa chhoote naa bante bante
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa
kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain sahara dhundhne mein besahare aa hi jaa te hain na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke mager raaton ko ye saathi humare aa hi jate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ke khud lehron talak chal kar kinaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain
kaise koi jiye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye baadal hai yaa dhuwaan aag lagi kahaan jaltaa na ho kahin mera hi aashiyaan angaare the aansoon nahin wo dil mein jo piye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye taaren naa jaane unchaayi gagan ki aakhen naa samjhe gehraayi mann ki gehraayi mann ki taaren naa jaane pyaase papihe ne aas thi baandhi udd gaye baadal aa gayi aandhi humne jo chheda dil ne hansi se honth see liye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa kaun gali gayo shyaam shyaam kaun gali gayo shyaam kaun gali gayo shyaam aaaaaaaaaa bata de sakhi ri bata de sakhi ri more raam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam
kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye haan dilruba hum hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya kya kya kiya tum ne mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa hum bhi to jeete hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman dil ki ye duniya hai tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa
Kitni Jawan Hain Raat
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa
bichhade abhi to hum bas kal parson jeeyungi main kaise iss haal mein barson maut naa aayi teri yaad kyun aayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi honthon pe aayi meri jaan duhaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi ik to sajan mere paas nahin re duje milan di koi aas nahin re duje milan di koi aas nahin re uss pe ye saawan aayaaaa uss pe ye saawan aayaa aag lagaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi toote zamaane tere haath nigode haath nigode jin se dilon ke tune sheeshe tode sheeshe tode hizr ki unchiiii hizr ki unchi deewar banaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi baagh ujad gaye baagh ujad gaye khilne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle koyal ki koooooook koyal ki koook ne hook utaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o
lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda hooooooo de kar jhoothe laare hooooooo de kar jhoothe laare lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda baabu ji ki baat niraali baabu ji ki baat niraali dil bhi khaali jeb bhi khaali dil bhi khaali jeb bhi khaali ho phir bhi akad dikhaaye ho baabu ji phir bhi akad dikhaaye ho baabu ji samjh naa aaye re lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda baabu ji se maange paise baabu ji se maange paise baabu ji bole paise kaise baabu ji bole paise kaise jaa len den par khaak muhabbat pa bade farmaa gaye hain len den par khaak muhabbat pa bade farmaa gaye hain lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Koi Baat Bigad Jaaye Jurm (1990) 08:00 18679
 
Poster of Jurm (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar, Payam Saidi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:00   Song Number : 18679   

Jab Se Tumko Dekha Damini (1993) 05:05 13019
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:05   Song Number : 13019   

Jeene Ka Din Gomti Ke Kinare (1972) 04:58 11950
 
Poster of Gomti Ke Kinare (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rahman
Duration : 04:58   Song Number : 11950   

Jhoole Mein Pawan Baiju Bawra (1952) 03:26 12815
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:26   Song Number : 12815   

Jyoti Kalash Chhalke Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 03:40 12897
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 12897   

Kabhi Kisi Ki Khushiyaan Koi Loote Naa Zindagi Aur Khwab (1961) 04:17 36222
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 36222   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 03:32 13003
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:32   Song Number : 13003   

Kahin Se Shaam Hote Hi Shatranj (1956) 03:01 37405
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:01   Song Number : 37405   

Kaise Koi Jiye (Female) Baadbaan (1954) 03:06 12186
 
Poster of Baadbaan (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Timir Baran - S K Pal
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:06   Song Number : 12186   

Kaun Gali Gayo Shyaam Pakeezah (1972) 02:46 13900
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Parveen Sultana
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Duration : 02:46   Song Number : 13900   

Kehta Hai Dil Tum Ho Mere Liye Mem Sahib (1956) 03:19 37348
 
Poster of Mem Sahib (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shammi Kapoor
Duration : 03:19   Song Number : 37348   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 03:41 20786
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20786   

Kitni Jawaan Hai Raat Azaad (1955) 03:15 40578
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 40578   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   

Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 15735
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 15735   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Lambi Judaayi Hero (1983) 06:34 20823
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Reshma
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:34   Song Number : 20823   

Lara Lappa Ek Thi Ladki (1949) 06:35 11975
 
Poster of Ek Thi Ladki (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
Vinod
On Screen Actors- 
Meena Shori, Moti Lal
Duration : 06:35   Song Number : 11975   
Karaoke Songs of Meena, Sad Songs of Meena, Love Songs of Meena, Dance Songs of Meena, Hip-hop songs of Meena, Best songs of Meena, Super hit songs of Meena, hit songs of Meena, duet songs of Meena, solo songs of Meena, old songs of Meena, famous songs of Meena, Hindi Karaoke Songs of Meena, Hindi Sad Songs of Meena, Hindi Love Songs of Meena, Hindi Dance Songs of Meena, Hindi Hip-hop songs of Meena, best Hindi songs of Meena, super hit Hindi songs of Meena, hit Hindi songs of Meena, duet Hindi songs of Meena, solo Hindi songs of Meena, old Hindi songs of Meena, famous Hindi songs of Meena, Sing Along Songs of Meena, Sing Along Sad Songs of Meena, Sing Along Love Songs of Meena, Sing Along Dance Songs of Meena, Sing Along Hip-hop songs of Meena, Sing Along Best songs of Meena, Sing Along Super hit songs of Meena, Sing Along hit songs of Meena, Sing Along duet songs of Meena, Sing Along solo songs of Meena, Sing Along old songs of Meena, Sing Along famous songs of Meena