Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit%20Singh
HomeJagjit%20Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ha r har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev shiv shankar aadi dev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev har har har mahadev parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar parmeshvar akhileshvar tandav priye shashishekhar tandav priye shashishekhar har har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath vishvadhaar vishvanaath gangaadhar dheennaath har har har mahadev har har har mahadev shiv shankar aadi dev har har har mahadev jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot chandradhaari jatajoot
hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka agey ka kechu tulha bandho agey ka kechu tulha bandho kya bharwa sathan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kaha bisasa is bhande ka kaha bisasa is bhande ka itnak laagey thankaa hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka sagal dharam punya phal pawo sagal dharam punya phal pawo dhur bancho sab jan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kahe kabir suno re santo kahe kabir suno re santo yeh man uran pakheru banka yeh man uran pakheru banka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle niklna khuld se aaaadam kaa sunte aaye hain lekin bahot beaabroo ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa ussi ko dekh kar jeete hain jiss qaafir pe dam nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim kahin aisa naa ho yaan bhi wahi qaafir sanam nikle kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz par itna jaante hain kal wo jaata tha ke hum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
hey gobind hey gopal hey gobind hey gopal hey dayaal naath hey gobind hey gopal hey gobind hey gopal hey dayaal naath praan naath anaath sakhe praan naath anaath sakhe deen dard nivaar hey samrath agam pooran hey samrath agam pooran hey samrath agam pooran moho maaya dhaar andh koop maha bhayaan andh koop maha bhayaan andh koop maha bhayaan naanak paar utaar
heyyyy aaaa heyyyyyy hey krishna gopal hari hey deen dayal hari hey krishna gopal hari hey deen dayal hari tum karta tum hi kaaran tum karta tum hi kaaran tum karta tum hi kaaran hey param kripal hari hey deen dayal hari hey krishna gopal hari hey deen dayal hari raath haanke ranbhumi mein aur karam yog ke maram bataye ajar amar hai param tatv yun kaya ke dukh sukh samjhaye sakha saarthi sharnaget ke sakha saarthi sharnaget ke sada pritpal hari hey deen dayal hari hey param kripal hari hey krishna gopal hari shyam ke rang mein rang gayi meera ras khan to ras ki khan huye jag se aankhen band kari to surdass ne daras kiye maat jashoda brij naari ke maat jashoda brij naari ke maakhan chor hari hey deen dayal hari jai krishna gopal hari jai nand ke laal hari
hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari bhav sagar se paar utaaro hey bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tiharii hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari hey shiv shankar hey karunakar chandra lalaat bhabhoot ramaye chandra lalaat bhabhoot ramaye kati bagambar hari kar mein damru gale bhujanga nandi thado dware kar mein damru gale bhujanga nandi thado dware hey gangadhar daras dikha do hey gangadhar daras dikha do hey bhole bhandari hey gangadhar daras dikha do hey bhole bhandari janam maran ke tum ho swami janam maran ke tum ho swami hey shankar abhilashi kan kan mein hai roop tumhara kan kan mein hai roop tumhara hey bhole kailashi charan sharan mein aaya jogi charan sharan mein aaya jogi rakhiyo laaj hamaari hey shiv shankar hey karunakar suniye araj hamari bhav sagar se paar utaaro bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tihari bhav sagar se paar utaaro aaye sharan tihari hey shiv shankar hey
hijaab e fitna parwar ab utha leti to achchha tha hijaab e fitna parwar ab utha leti to achchha tha khud apne husn ko parda bana leti to achchha tha teri neechi nazar khud teri kismat ki muhaafiz hai teri neechi nazar khud teri kismat ki muhaafiz hai tu is nashtar ki tezi aazma leti to achchha tha tu is nashtar ki tezi aazma leti to achchha tha tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai tere maathe ka teeka mard ki kismat ka taara hai agar tu saaj e bedaari utha leti to achchha tha khud apne husn ko parda bana leti to achchha tha tere maathe pe ye aanchal bahut hi khoob hai lekin tere maathe pe ye aanchal bahut hi khoob hai lekin tu is aanchal se ekparcham bana leti to achchha tha tu is aanchal se ek parcham bana leti to achchha tha
hmmm hmm hmm hmmm hmmm haaa haaa haaa haaa haaa haaa hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa la lala lala la unse nazren kya mili roshan fizaayen ho gayi aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la lala lala la khulti zulfon ne sikhaayi mausamon ko shaayari jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai jhukti aankhon ne bataaya maikashi kya cheez hai ishq kije phir samjhiye ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai hum labon se keh naa paaye unse haal e dil kabhi hmm hmm hmm hmm la lala lala hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain khushboo jo lootati hai maslate hain usi ko ehsaan ka badlaa yahi milta hai kali ko ehsaan to lete hain sila bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain karte hain mohabbat kaa aur ehsaan ka saudaa matlab ke liye karte hain imaan ka saudaa darr maut ka aur kauf e khuda bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ab mom pinghal kar koi paththar nahin hota ab koi bhi qurbaan kisi par nahin hota yun bhatke hain manzil ka pata bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain bhool gaye hain bhool gaye hain
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa
hum to yun apni zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile har wafaa ek jurm ho goya har wafaa ek jurm ho goya dost kuchh aisi berukhi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile phool hi phool humne maange the phool hi phool humne maange the daag hi daag zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile jis tarah aap humse milte hain jis tarah aap humse milte hain aadmi yun naa aadmi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile
huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon idhar se guzraa tha idhar se guzraa tha socha salaam kartaa chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dilllllllllllll dillllll dillll dillll dillll dilllll nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai tumhaari zulf ke tumhaari zulf ke saaye mein shaam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon unhen ye zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid zid zid zid zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mera ye shauk ke sabse qalaam
ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye kab se wo leke meri jaan gaye kab se wo leke meri jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye tum jo aaye to bhari mehfil mein tum jo aaye to bhari mehfil mein dil gaye haath se eemaan gaye dil gaye haath se eemaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye jis jagah par na farishte pahunche jis jagah par na farishte pahunche us jagah aaj ke insaan gaye us jagah aaj ke insaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye
iss duniya mein apna kya hai iss duniya mein apna kya hai kehne ko sab kuchh apna hai iss duniya mein apna kya hai tere saath gayi woh raunak tere saath gayi woh raunak ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai iss nagri ke kuchh logon ne iss nagri ke kuchh logon ne dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai
Jaane Woh Kaise Log The
jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de
jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad ab iraadon pe bharosa hai naa tauba pe yakeen mujhko le jaaye kahaan tashnaalabi shaam ke baad yun to har lammmha teri yaad kaa bhojhal guzraaaa dil ko mehsoooos huyi teri kami shaam ke baad yun to kuchh shaam se pehle bhi udaasi thi adeeee ab to kuchh aur badhi dil ki lagi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad
jab kisi se koi gila rakhna jab kisi se koi gila rakhna saamne apne aaina rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna yun ujaalon se waasta rakhna yun ujaalon se waasta rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho iss mein rone ki kuchh jagah rakhna iss mein rone ki kuchh jagah rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna masziden hain namaazion ke liye masziden hain namaazion ke liye apne ghar mein kahin khuda rakhna apne ghar mein kahin khuda rakhna milna julna jahaan zuroori ho milna julna jahaan zuroori ho milne julne ka hauslaa rakhna milne julne ka hauslaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab
jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya aaine siyah ho gaye aaine siyah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin hum hi dard e raah ho gaye hum hi dard e raah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dost khair baah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Har Mahadev Jagjit Singh 07:44 40011
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:44   Song Number : 40011   

Hari Bin Kaun Sahai Jagjit Singh 05:22 39414
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:22   Song Number : 39414   

Hazaaron Khwahishen Aisi Jagjit Singh 05:41 15119
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:41   Song Number : 15119   

Hey Gobind Hey Gopal Jagjit Singh 05:44 15515
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:44   Song Number : 15515   

Hey Krishna Gopal Hari Jagjit Singh 07:38 32551
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:38   Song Number : 32551   

Hey Shiv Shankar Hey Karunakar Jagjit Singh 07:47 19384
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 19384   

Hijaab e Fitna Parwar Jagjit Singh 05:01 38891
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:01   Song Number : 38891   

Hoshwalon Ko Khabar Kya Jagjit Singh 05:08 11261
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:08   Song Number : 11261   

Hum Dosti Ehsaan Wafa Jagjit Singh 04:30 18806
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18806   

Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 06:29 16543
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rahi Masoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:29   Song Number : 16543   

Hum To Yun Apni Zindagi Se Mile Jagjit Singh 03:42 17867
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:42   Song Number : 17867   

Huzoor Aapkaa Bhi Ehtraam Karta Chaloon (Live) Jagjit Singh 07:47 14688
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 14688   

Ik Nazar Dekh Ke Hum Jaan Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:37 36604
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 36604   

Is Duniya Mein Jagjit Singh 03:07 18957
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:07   Song Number : 18957   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaate Jaate Wo Mujhe Jagjit Singh 06:40 39829
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 39829   

Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi (Lovingly Yours) Jagjit Singh 04:52 15997
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 15997   

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Jagjit Singh 06:05 18807
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:05   Song Number : 18807   

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jabse Hum Tabaah Ho Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:33 37007
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 37007