Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main hoon mister johnny maine sab mulkon ka piya hai paani saari duniya ghoom ghaam ke bana hoon hindustani tum puchhoge kyun main abhi batata hoon main hoon johnny bada tufaani ho main hoon johnny bada tufaani main hoon mister johnny maine sab mulkon ka piya hai paani saari duniya ghoom ghaam ke bana hoon hindustani oo tum puchhoge kyun main abhi batata hoon main hoon johnny bada tufaani ho main hoon johnny bada tufaani ek mulk ki suno kahaani mili wahan ik husn ki raani jab tak tha kaldaar jeb mein tab tak thi har baat suhani ik din boli suno sanam maal hajam aur khel khatam chali gayi woh mujhe chhod kar dekar thanda paani main hoon mister johnny maine sab mulkon ka piya hai paani saari duniya ghoom ghaam ke bana hoon hindustani tum puchhoge kyun main abhi batata hoon main hoon johnny bada tufaani ho main hoon johnny bada tufaani duje mulk gaya main yaar mil gayi ik banki sarkaar khoob hua pehle toh pyaar baad mein mujh ko hua bukhaar ik din boli johnny yaar ham
are kuchh nahinnnn kuchh nahin are kuchh nahin kuchh nahin phir kuchh nahin hai bhaata jab rog ye lag jaata main hoon prem rogi haan main hoon prem rogi meri dawa to karaao main hoon prem rogi meri dawa to karaao jao jao jao kisi vaidh ko bulao main hoon prem rogi phir kuchh nahin hai bhaata jab rog ye lag jaata main hoon prem rogi meri dawa to karaao main hoon prem rogi kuchh samjha kuchh samajh na paaya kuchh samjha kuchh samajh na paaya dilwale ka dil bhar aaya aur kabhi socha jayega kya kuchh khoya kya kuchh paaya jaa tan laage wo tan jaane jaa tan laage wo tan jaane aisi hai iss rog ki maaya meri iss halat ko haan meri iss halat ko nazar naa lagaao meri iss halat ko nazar naa lagaao o jao jao jao kisi vaidh ko bulao main hoon prem rogi hoooo oooooo ooooo oooooo soch raha hoon jag kya hota soch raha hoon jag kya hota iss mein agar ye pyaar na hota mausam ka ehsaas na hota gul gulshan gulzaar na hota hone ko kuchh bhi hota par hone ko kuchh bhi hota par ye
main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi tune aankhon se peelayi wo nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman mein phool bikhre hain gulaabi gulaabi gulaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi ishq mein jeena sambhal ke dil ka paimaana naa chhalke behki behki teri nazren khaab dikhlaati hain kal ke khaab dikhlaati hain kal ke teri mehfil mein o saaki hum chale aaye nashe mein ab to bas ye hai tamanna umr kat jaaye nashe mein umr kat jaaye nashe mein ishq hai tera sawaaliiiii ishq hai tera sawaali husn hai mera jawaabi jawaabi jawaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi main teri duniyaa mein aa ke reh gaya khud ko bhula ke kya ho anjaam naa jaaneee hosh ulfat mein ganwaa ke bekhudi ke ye taraane yun hi gaaye jaa deewane ishq rang laayega apnaaa aa gaye ab wo zamaane teri mastaani ye baaten aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri
main hoon shab tu hai subah ishq mein tu hai jahaan main hoon lab tu hai duaa main zameen tu aasmaan tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla na rahaa kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai ho kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai kadmon mein bichh gaya hai aasmaan bhi tu rubaru hai kuchh bhi na kami hai tum mile mil gaye tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke ho khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke hasrat rahi naa abb toh koi baaqi poore huye hain armaan do dilon ke tum mile mill gaye tum mile mill gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa
hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani tune kaisa jaadoo kiya reeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani tune mujhe bas mein kiya tadpaaya jab chaaha chheda jeeya dhadkaaya tu hai bada paapi piyaa reeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani soyi nahin main to kayi raaton seeee meethi meethi pyaar bhari baaton seee loot liya tune jiyaa reeeeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani tune bada dhoka kiya gori seeeee kore kore mann pe mere chori seee naam apna likh diya reeeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani tune kaisa
haan main hoon to chhota aadmi main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon aye palat aye guru sun le haha matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai pooja kar ya ke bandagi jeene ka naam zindagi aa ee ee oo oo ae ai ghum na kar gujratan jo gayi milegi dooji achchhi madrasan ya bachchi chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi houw chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi main
main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein tha kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna wo mera haath wo mera haath wo mera haath wo mera haath daba kar guzar gaya kaise wo mera haath daba kar guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa zaroor us ki tawajo zaroor us ki tawajo ki rehbari hoge nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil main aaj uski hooo main aaj uski gali se guzar gaya kaise main aaj uski gali se guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya
hmmm zuzu zuuu uuuuu uuuuu zuzu zuuu uuuuu uuuuu main husn ka hoon deewana aur aashique mera naam hai are iss shaher ki har gali mein ye naam badnaam hai main husn ka hoon deewana aur aashique mera naam hai are iss shaher ki har gali mein ye naam badnaam hai mere kisse o humnasheen thode se sach hain thode nahin o dilrubaa main bewafaa tu bewafaa ye kya pata mere kisse o humnasheen thode se sach hain thode nahin hey jitne haseen hain unn sab ki neenden maine churayiiiiii mujh pe ye ilzaam hai main husn ka hoon deewana aur aashique mera naam hai are iss shaher ki har gali mein ye naam badnaam hai iss jahaan mein ghum hain kayi meri nazar mein khushiyaan nai ke jaise tu ye khushboo main aur tu ye jaadooo iss jahaan mein ghum hain kayi meri nazar mein khushiyaan nai hey o duniyaa waalon din zindagi ke aise guzaaroooooo ye mera paigaam hai main husn ka hoon deewana aur aashique mera naam hai are iss shaher ki har gali mein ye naam badnaam hai zuzu zuzu zuuuuu uuuuu
hmmmm hmmmm main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor tu mera raaja main teri raani tu mera raaja main teri raani chal padi main saath tere saari duniyaan ko bhulaa ke tu mera raaja main teri raani tu mera raaja hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna hoo hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna aangan mein utari hai chaandani raaten hum baithe karte hain prem ki baaten ye baaten ye raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilaana hoooo bhool na jaana main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante ho kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante hoooo humne sajaayi pyaar se apni galiyaan kaanten chun chun ke bikhraayi kaliyaan ye
main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon hooo oooo hoooo oooo kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kitni pyaari pyaari teri ye naadaani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise jaise seep mein moti hai saagar mein paani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se ye tujhko kaise samjhaaun tu deewani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon
dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri haa samjha tha main ye hai khadi lekin wahaan koi aur thi inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon logon kehne do isko ye hai koi deewana hoye hoye hoye main naa jaanun kisi ko itna mera fasaana aa aa aa ekdam galat fasaana hai ekdam galat fasaana hai insen to puraana hai apnaa silsilaa dekho to pyaar inko bhi hai mera khumaar inko bhi hai inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon maine kab isko chaaha keh do itna naa phenke haaye haaye haaye aashique banne se pehle apni soorat to dekhe oooo oooo oooo soorat bhali buri kya hai soorat bhali buri kya hai sauda to nazar ka hai sauda pyaar ka inko kahaan ghum doston ruswaa huye hum doston
main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye jo be amal ho wo badla kisi se kya lega jo be amal ho wo badla kisi se kya lega ab iss ke baad me ra imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main uska ho nahin sakta bata na dena use main uska ho nahin sakta bata na dena use lakeeren haath ki apni wo sab jala lega lakeeren haath ki apni wo sab jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi main
main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga are paagal wahi hoga jo man zoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga gulabi honth naazuk se ye kala til hai ya kaatil ye mana zulfe nagin hain magar hai pyaar ke kabil agar bijli nigahon ki gire dil par to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ho ooo aa aa aa aaaa baharon mein hararat hai nazaron mein hai teekhapan ye kya hone laga mujh ko ye kyun saanson mein hai uljhan shararat hai hawaaon mein uda aanchal to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ye bikhre se khayalon kaa simatna hai bada mushkil gulon ka khud bhi kanton se lipatna hai bada mushkil bana lun aashiyaan apna jo kanton mein to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga
main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye sab ki bidaai maine ki haay sab ki bidaai maine ki haay mujhko bida karne na wo aaye mujhko bida karne na wo aaye maa ke liye bachchon se hua na itna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye kya munh dikhaun sare gaon ko kya munh dikhaun sare gaon ko maine pukara sabke naam ko maine pukara sabke naam ko koi na aaya dekha rasta kitna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye
main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga aapke shehar mein hai pehla tamasha mera dekh kar boliye hai mere bare mein aapki raaye kya main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar jaisa jaadugar hai goga goga husn ki mehfilen main saja doon yahan aasmaan se pari main bula doon yahan dekhiye kya karishme dikhata hoon main kaise laila ko majnu banata hoon main jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar
o oo oo o o oo oo oo main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa dharti ki kaaya soyi ambar ki maaya soyi jhil mil taaron ke neeche sapnon ki chhaaya soyi main dhoondhoon re tu kho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o jaaane hawaayein kahaan khoyi saagar ki bhi lehrein soyi duniya ka sab dukhda bhar ke teri do ankhiyaan re kyun royi aansoon ke shabnam dho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o aansoon tere mujh ko de de badle mein meri hansi le le tera to mann sukh se khele mera hriday tera dukh jhele naye beej khushi ke bo jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o
main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao geeton mein chhupa loon bain sajan tum so jaao so jaao so jaao phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke so gayi sunder sejj ki kaliyaan so gaye khilte bhaag dulhan ke khul kar ro len nain hooo oooo khul kar ro len nain sajan tum so jaao so jaao so jaao jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul apna ghunghat aap ulat kar khol di maine paanv ki chhagal ab hai chain hi chain hooo oooo ab hai chain hi chain sajan tum so jaao so jaao so jaao main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao so jaao hmm hmm hmm hmmm hmmm
main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai main jaanti hoon aankhon mein jhanko mere sapnon ki raani padh ke to dekho padh ke to dekho mere dil ki kahaani aankhon mein jhanko mere sapnon ki raani padh ke to dekho padh ke to dekho mere dil ki kahaani main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai tum jaanti ho sapnon mein aake yahi tumne kaha tha neend khuli to neend khuli to dekha koi nahin tha sapnon mein aake yahi tumne kaha tha neend khuli to neend khuli to dekha koi nahin tha tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai main jaanti hoon dil mein tumhaare piya chhalne ki
main jab bhi akeli hoti hoon main jab bhi akeli hoti hoon tum chupke se aa jaate ho aur jhaank ke meri aankhon mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mastaana hawaa ke jhonkon se har baar wo parde kaa hilna parde ko pakdne ki dhun mein do ajnabi haathon kaa milna aankhon mein dhuwaan saa chhaa jaana aankhon mein sitaare se khilnaa beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mud mud ke tumhaara raste mein takna wo mujhe jaate jaate aur mera thithak kar ruk jaana chilman ke kareeb aate aate nazron kaa taras kar reh jaana ek aur jhalak paate paate beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho barsaat ke bheege mausam mein barsaat ke bheege mausam mein sardi ki thitharti raaton mein pehron wo yun hi baithe rehna haathon ko pakad kar haathon mein aur lambi lambi ghadiyon ka kat jaana baaton baaton mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho ro ro ke tumhen khat likhti hoon ro ro ke tumhen khat likhti hoon aur khud padh kar ro
laaaa laaa lala lalaaaaaaa laaaaaaaa zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana aisa naa ho duniyaa kahe haaye ke ye kya huaaaa main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii heyyyy hoooooo heyyyyy heyyyy hoooooo hooooo preeeem pyaar deewaanaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Hoon Mister Johnny Mai Baap (1957) 04:48 36733
 
Poster of Mai Baap (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Johny Walker
Duration : 04:48   Song Number : 36733   

Main Hoon Prem Rogi Prem Rog (1982) 08:23 32718
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 08:23   Song Number : 32718   

Main Hoon Saaki Ram Aur Shyam (1967) 03:45 14061
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:45   Song Number : 14061   

Main Hoon Shab Tezz (2012) 04:57 32549
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Mohit Chauhan
Duration : 04:57   Song Number : 32549   

Main Hoon Teri Prem Deewani Azaad (1978) 05:15 18231
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 18231   

Main Hoon To Chhota Aadmi Chhota Aadmi (1986) 07:15 35884
 
Poster of Chhota Aadmi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Jainendra Jain
Music Director- 
Mahesh Naresh
On Screen Actors- 
Naresh Kanodia, Others
Duration : 07:15   Song Number : 35884   

Main Hosh Mein Tha Mehdi Hassan 07:09 18825
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 18825   

Main Husn Ka Hoon Deewana Tumhari Kassam (1978) 04:51 16334
 
Poster of Tumhari Kassam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:51   Song Number : 16334   

Main Ik Chor Tu Meri Raja Rani (1973) 04:53 11879
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 11879   

Main Ik Raaja Hoon Uphaar (1971) 04:35 14384
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Swaroop Dutt
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14384   

Main Inpe Marta Hoon Teesri Manzil (1966) 05:18 15743
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:18   Song Number : 15743   

Main Is Umeed Pe Chandan Dass 06:30 19760
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:30   Song Number : 19760   

Main Iss Masoom Chehre Ko Baghi Shahzada (1963) 04:41 36200
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 04:41   Song Number : 36200   

Main Ja Rahi Thi Leke Bidaai (1974) 04:22 36175
 
Poster of Bidaai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Durga Khote
Duration : 04:22   Song Number : 36175   

Main Jaadugar Hai Mera Naam Goga Jaadugar (1989) 11:27 36805
 
Poster of Jaadugar (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 11:27   Song Number : 36805   

Main Jaagon Re Tu So Jaa Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:33 13133
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 03:33   Song Number : 13133   

Main Jaagun Saari Bahurani (1963) 03:22 12803
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:22   Song Number : 12803   

Main Jaanti Hoon Mem Didi (1961) 04:12 12214
 
Poster of Mem Didi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kaysi Mehra, Tanuja
Duration : 04:12   Song Number : 12214   

Main Jab Bhi Akeli Hoti Dharmputra (1961) 06:43 13077
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 06:43   Song Number : 13077   

Main Jab Chhedunga Dil Ponga Pandit (1975) 08:19 13963
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 08:19   Song Number : 13963   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of