Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main dhundti hoon kahaan ho sanam nazar nazar behek rahi hai aaj jhoom ke gaa rahi hai zindagi ek bas teri kami hai sanam pukaarta hai dil tujhe sanam sanam nazar nazar chahek rahi hai aaj chhed de mastion ki raagini main hoon jab tere liye kya hai ghum ye fiza ye raat ki jawaniyaan tere mere pyaar ki kahaaniyaan ye fiza ye raat ki jawaniyaan tere mere pyaar ki kahaaniyaan meharbaan tumhaari meharbaaniyaan jeete hain tere liye khuda kasam meharbaan tumhaari meharbaaniyaan jeete hain tere liye khuda kasam main dhoondhti hoon kahaan ho sanam nazar nazar behek rahi hai aaj jhoom ke gaa rahi hai zindagi ek bas teri kami hai sanam pukaarta hai dil tujhe sanam sanam nazar nazar chahek rahi hai aaj chhed de mastion ki raagini main hoon jab tere liye to kya hai ghum husn ka nikhaar hai tere liye zulf ki bahaar hai tere liye husn ka nikhaar hai tere liye zulf ki bahaar hai tere liye aur ye khaak saar hai tere liye shikwe sab mita diye khuda kasam aur ye khaak saar hai tere
main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein raste mein mujhe ik phool mila to maine kaha maine kaha aye phool tu kitna sundar hai lekin tu raakh hai mauj nahin jaa mujhko teri khoj nahin main dhund raha tha sapnon mein main deewana anjaane mein jaa pahuncha phir maikhaane mein raste mein mujhe ik jaam mila to maine kaha maine kaha aye jaam tu kitna dilkash hai lekin tu haar hai jeet nahin jaa teri meri preet nahin main dhund raha tha sapnon mein main badh kar apni hasti se guzraa taaron ki basti se raste mein mujhe phir chaand mila to maine kaha maine kaha aye chaand tu kitna roshan hai par dilbar tera naam nahin jaa tere bas ka kaam nahin deepak ki tarah jalte jalte jeevan path par chalte chalte raste mein mujhe sansaar mila to maine kaha maine kaha sansaar tu kitna achchhaa hai lekin zanjeer hai dor nahin jaa tu mera chitchor nahin main dhund raha tha sapnon mein kuchh aur chala main banjaara
main dil hoon ek armaan bharaaaa tu aa ke mujhe pehchaan zara main dil hoon ek armaan bharaaaa ik saagar hoon thehra thehraaaa ik saagar hoon thehra thehra tu aa ke mujhe pehchaan zara main dil hoon ek armaan bharaaaa khud maine husn ke haathon meinnnnn shokhi ka chhalaktaa jaam diyaaaa gaalon ko gulaabon ka rutbaa kaliyon ko labon ka naam diyaa naam diyaaa aankhon ko diya saagar gehraaaaa aankhon ko diya saagar gehra tu aa ke mujhe pehchaan zara main dil hoon ek armaan bharaaaa ye sach hai teri mehfil mein ye sach hai teri mehfil mein mere afsaane kuchh bhi nahin par dil ki daulat ke aage duniyaa ke khajaane kuchh bhi nahin yun mujh se nighaaon ko naa churaaaa yun mujh se nighaaon ko naa churaaaa tu aa ke mujhe pehchaan zara main dil hoon ek armaan bharaaaa
main doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob jata hoon phoolon ko tune rangat dedi suraj ko ujala ujala suraj ko ujala zulfo se tune paani jhhatka taron ki ban gayi mala dekho taron ki ban gayi mala honth hai tere do paimane honth hai tere do paimane paimano ki masti mein doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob jata hoon bhoole se tu jo bagh mein jaye patta patta dole re dole patta patta dole tirchhi nazren jidhar bhi pheke bharke sau sau shole re shole bharke sau sau shole gaal hain tere ha ha do angare hu huu gaal hain tere do angare angare ki garmi mein doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki haa jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob dooob dooob jata hoon
mainnn dulhan teri main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri thehro zara sa main ghunghat giraa loon thehro zara sa main ghunghat giraa loon nainon ke darpan se mukhda chhupa loon gore tan ko chura loon gore tan ko chura loon mann ko samjha loon aati hai sharam jalta hai diya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri chaand sitaaron ke bhi deep bujhaye chaand sitaaron ke bhi deep bujhaye ek dusre ko donon dekh na paaye pahle door chale jaaye pahle door chale jaaye phir nazdeek aaye kya maine kaha kya tumne kiya main dulhan teri tu dulha piya na chhedo abhi jalta hai diya main dulhan teri hmmmmmmmm main dulhan teri hmmmmmmmm
main ek haseena wo ek deewana taaron bhari raat me pehli mulaqaat me bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya main ek haseena wo ek deewana taaron bhari raat me pehli mulaqaat me bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya kaise shuru hui dil ki kahaani suno kaise shuru hui dil ki kahaani suno me sharma rahi thi kahin jaa rahi thi kiya ek ishaara kisi ne pukara aye ji suniye to maine dekha ghoom ke usne dekha jhoom ke bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho gaya do din naa main mili uska mujhe khat mila do din naa main mili uska mujhe khat mila likha tha sitamgar naa aayi tu jaa kar khata ho gayi kya khafa ho gayi kya ohoo do din me ye haal hai dekho to kamaal hai bas usne dekha maine dekha pyaar ho gaya pyaar ho gaya ho
Main Ek Nanha Sa
main ek paheli hoon barson se akeli hoon mujhe jaanne wala koi nahin pahchanne wala koi nahin main ek paheli hoon barson se akeli hoon mere paas aa mere meharbaan na de door hi se saja mujhe main hoon ek charag bujha hua tu jala sake to jala mujhe tu jala sake to jala mujhe main ek paheli hoon barson se akeli hoon meri kab se hai yahi arzoo ke mujhe gale se lagaye tu tere dil ka dard mitaaun main mere dil ki pyas bujhaye tu mere dil ki pyas bujhaye tu main ek paheli hoon barson se akeli hoon tujhe kya khabar ke tere liye main na jane kab se udas hoon mera pyaar dekh ke har ghadi tere saath hoon tere paas hoon tere saath hoon tere paas hoon main ek paheli hoon barson se akeli hoon mujhe jaanne wala koi nahin pahchanne wala koi nahin main ek paheli hoon barson se akeli hoon
mmmmm mmmmmm mmmmmm mmmmmm mmmmmm mmmmmm mmmmm mmmmmm main ek sadi se baithi hoon main ek sadi se baithi hoon iss raah se koi guzra nahin kuchh chaand ke rath to guzre the kuchh chaand ke rath to guzre the par chaand se koi utra nahin main ek sadi se baithi hoon main ek sadi se baithi hoon din raat ke dono pahiye bhi kuchh dhool udaa kar beet gaye beet gaye din raat ke dono pahiye bhi kuchh dhool udaa kar beet gaye main man aangan mein baithi rahi main man aangan mein baithi rahi chaukhat se koi guzra nahin main ek sadi se baithi hoon main ek sadi se baithi hoon aakaash bada buddha baba sab ko kuchh baant ke jaata hai jaata hai aakaash bada buddha baba sab ko kuchh baant ke jaata hai aankhon ko nichoda maine bahut aankhon ko nichoda maine bahut par koi aansu utra nahin main ek sadi se baithi hoon main ek sadi se baithi hoon
main faraar sa tere saath mein lakeeron si chhapti rahe tu mere haath mein chala hai jiya nayi chaah mein ae suraj ujaale bichhade tu meri raah mein dhaage bina silunga main piche khada milunga main sardi lage tujhe to main meri tapish tujhe udha dunga main faraar sa tere saath mein lakeeron si chhapti rahe tu haan mere haath mein jo meri rooh mein hai wo tera pyaar hai paani ki paalki mein suraj sawaar hai kirnen lutaana yun hi re tere dukhon ka yun dhadkan pe karz hai tere liye chalen saanson ka farz hai main faraar si tere saath mein lakeeron sa chhapta rahe tu mere haath mein chala hai jiya nayi chaah mein ae suraj ujaale bichhade tu meri raah mein ho jismon ki aanch mein bhi khushboo sa laag hai bheege hain baal mere boondon mein aag hai sadiyaan bita de yun hi re tu hai to har kami kaafoor ho gayi mutthi mein dhool thi sindoor ho gayi main faraar si tere saath mein lakeeron sa chhapta rahe tu mere haath mein chala hai jiya nayi chaah mein ae suraj ujaale
main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao maana aaj ki raat hai lambi maana din tha bhari par jag badla badlegi ek din taqdeer hamaari us din ke khwaab sajaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao ji karta hai jeete ji main yun hi gaata jaaun gardish mein thake haaron ka matha seh phir ik din tum dohraao hmm hmmm hmm hmm hmmm sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum main gaaun
lara lala lara lala lara lala lara lala lara lala lara lala main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao maana aaj ki raat hai lambi maana din tha bhaari maana aaj ki raat hai lambi maana din tha bhaari par jag badla badlegi ek din taqdir hamari uss din ke khwaab sajaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao kal tum jab aankhen khologe jab hoga ujiyaaraa kal tum jab aankhen khologe jab hoga ujiyaaraa khushiyon ka sandesa lekar aayega samay har taara mat aas ke deep bujhao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao naa ji karta hai jeete ji main yunhi gaata jaaun ji karta hai jeete ji main yunhi gaata jaaun gardish mein thake haaron ka maatha sahlata jaaun phir ik din tum doharaao phir ik din tum doharaao sukh sapnon
apni nigaah e shauq ke qaabil banaa diyaa humko duwaayein do tumhen qaatil banaa diyaa are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko bana daali maine teri zindgaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai mere pyaar ne di hai tujhko jawaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani mehlon mein hogi
main gaon ki bholi naar main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye sakhi wo angreji bole sakhi wo angreji bole main thehri anpadh aur ganwaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na jaane unhen hua kya hai na jaane unhen hua kya hai wo jab se kalkatte se aaye nahin karte seedhe munh baat main kehna chahun jee ka haal main kehna chahun jee ka haal wo padhte rehte hain akhbaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai masehri maange sone ko buri lagti hai chaarpaai na bajre ki roti man bhaaye na bajre ki roti man bhaaye na ghar ka amras aur achaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar sakhi kuchh sochte rehte hain sakhi kuchh sochte rehte hain wo saari raat nahin sote main unke paas to hoti hoon wo mere paas nahin hote jo parvat
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
diya jalaoon diya jalaoon main ghee ka diya jalaon re ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao chain na din bhar rainan nindiya chain na din bhar rainan nindiya bikhar gayi bisar gayi maathe ki bindiya nainan neer bahaun re ghar aao ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao badi der se khadi suhagan badi der se khadi suhagan raah takat hai bihaari aao mann ke meet ab aao aao mann ke meet ab aao pooja karun tehaari ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao
main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar qaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya pyaar se jisne giraftaar kiya dil mera usko dua deta hai humne dekha ye ajab deewaana qaid hoke bhi maza leta hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya sakhtiyaan qaid ki tum kya jaano chaahte ho to rihaayi le lo ab kapas hi mein pada rehne do chaahe badle mein khudaayi le lo umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya maine khwabon ka sahaara leke do ghadi tumse mohabbat ki hai tum ise laakh mohabbat kehlo hum to samjhenge shararat ki hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein
main gwalo rakhwalo maiya main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo kaun kami maakhan ki apne jo main par ghar jaaun raaz mein tere chaahe jitno khaaun aur khilaaun chor naa hove laal tihaaro kaahe mann bharmaayo kaahe mann bharmaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo tu maiya hai sneh ki jyoti hum sab teri kirne tere aanchal ki chhaya mein behte sukh ke jharne tere charnon ki dhuli mein maiya swarg samaayo maiya swarg samaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo brij ko maakhan mero maakhan naahi ye bharjori ye adhikaar janam ko mero kaun kahe ye chori wo murakh agyaani jisne mohe chor bataayo mohe chor bataayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo
main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bahaye liye jaa rahi hai jawaani samundar ki mauj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bahaye liye jaa rahi hai jawaani samundar ki mauj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai koi aeb mujh mein nahin aye zamane mere dil mein koi kharabi nahin koi aeb mujh mein nahin aye zamane mere dil mein koi kharabi nahin kadam dagmagate hain masti mein mere magar main kasam se sharabi nahin main uske khayalon mein jhoomta hoon main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai hooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo guzarti hoon gulshan se to raaste mein nahin baat karti baharon se main guzarti hoon gulshan se to raaste mein nahin baat karti baharon se main jo kuchh puchhti hoon to bas
main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon rishton ka roop badalta hai buniyaden khatam nahin hoti hmmm khwabon ki aur umangon ki miyaden khatam nahin hoti ek phool mein tera roop basa ek phool mein meri jawaani hai ek chehra teri nishani hai ek chehra meri nishani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon tujhko mujhko jeevan amrit ab in haathon se peena hai inki dhadkan mein basna hai inke saanson mein jeena hai tu apni adayen baksh inhen main apni wafayen deta hoon jo apne liye sochi thi kabhi wo saari duwayen deta hoon main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Dhoondhti Hoon Shrimati 420 (1956) 03:21 19301
 
Poster of Shrimati 420 (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:21   Song Number : 19301   

Main Dhund Raha Tha Mome Ki Gudiya (1972) 08:54 13770
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 08:54   Song Number : 13770   

Main Dil Hoon Ek Armaan Anhonee (1952) 03:41 12684
 
Poster of Anhonee (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:41   Song Number : 12684   

Main Doob Doob Jata Hoon Black Mail (1973) 03:47 17877
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 17877   

Main Dulhan Teri (Part I) Dulhan (1974) 04:32 18501
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:32   Song Number : 18501   

Main Ek Haseena Woh Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:44 20850
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Others
Duration : 04:44   Song Number : 20850   

Main Ek Nanha Sa Harishchandra Taramati (1963) 03:48 39383
 
Poster of Harishchandra Taramati (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:48   Song Number : 39383   

Main Ek Paheli Hoon Ek Paheli (1971) 04:09 36311
 
Poster of Ek Paheli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Tanuja
Duration : 04:09   Song Number : 36311   

Main Ek Sadi Se Lekin (1990) 05:35 19234
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Duration : 05:35   Song Number : 19234   

Main Faraar Sa Running Shaadi (2017) 05:04 40522
 
Poster of Running Shaadi (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Tanveer Ghazi
Music Director- 
Anupam Roy
On Screen Actors- 
Amit Sadh, Taapsee Pannu
Duration : 05:04   Song Number : 40522   

Main Gaaun Tum (Sad) Brahmachari (1968) 03:25 39085
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:25   Song Number : 39085   

Main Gaaun Tum So Jaao Brahmachari (1968) 04:52 20851
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 20851   

Main Galiyon Ka Rajaa Dharam Veer (1977) 05:00 18092
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:00   Song Number : 18092   

Main Gaon Ki Bholi Naar Pankaj Udhas 06:27 16965
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:27   Song Number : 16965   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Ghee Ka Diya Jaloon (Geet) C H Atma 02:46 16531
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:46   Song Number : 16531   

Main Gunehgar Hoon Nai Roshni (1967) 05:39 13069
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 05:39   Song Number : 13069   

Main Gwalo Rakhwalo Maiya Mohd Rafi 03:28 16165
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:28   Song Number : 16165   

Main Har Dam Raaste Ka Patthar (1972) 05:18 37738
 
Poster of Raaste Ka Patthar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Laxmi Chhaya
Duration : 05:18   Song Number : 37738   

Main Har Ek Pal Ka Kabhi Kabhie (1976) 03:04 39904
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:04   Song Number : 39904   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of