MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSunil Dutt
HomeSunil Dutt
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne suna tha ek hai bhaarat sab mulkon se nek hai bhaarat lekin jab nazdeek se dekha soch samajh kar theek se dekha humne nakshe aur hi paaye badle huye sab taur hi paaye ek se ek ki baat juda hai dharm juda hai jaat juda hai aapne jo kuchh humko padhaaya wo to kahin bhi nazar na aaya jo kuchh maine tumko padhaaya usmein kuchh bhi jhooth nahin bhaasha se bhaasha na mile to iska matlab phoot nahin ek daali par reh kar jaise phool juda hai paat juda bura nahin gar yunhi watan mein dharam juda ho jaat juda apne watan mein wahi hai jab quraan ka kehna jo hai ved puraan ka kehna phir yeh shor sharaaba kyun hai itna khoon kharaaba kyun hai apne watan mein sadiyon tak is desh mein bachcho rahi hukoomat gairon ki abhi talak hum sab ke munh par dhool hai unke pairon ki ladwaao aur raaj karo ye un logon ki hikmat thi un logon ki chaal mein aana hum logon ki zillat thi ye jo bair hai ek dooje se ye jo phoot aur ranjish hai unhi videshi aakaaon ki sochi samjhi bakhshish hai
ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil itt aur dhundhu chaahe utt aur dhundhu koi mehfil milna mushkil aa ke saraahne tere tujhko jo dekha har saans mera phir to khushboo se mehkaa jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koi manzil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil resham se gesun tere raaten milan ki khaamosh lab kehte hain baaten milan ki dekhe hazaaron qaatil tujhsa haseen koi qaatil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil beech bhanwar mein dilbar chhod naa dena naazuk hai dil bechaara tod naa dena duniyaa ke toofanon mein aisa nazaara aur saahil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil
in aankhon ke zeenon se is dil mein utar jaaun tum mujhko ijazat do main itna to kar jaaun main khoob samjhti hoon hai dil mein tumhare kya aa jaaun main baaton mein aur hadse guzar jaaun honthon ki yahi waadi manzil hai mere dil ki main iske siwa tum hi batlao kidhar jaaun khwabon se haqeeqat ki duniya ke taraf aao tum chaho jidhar jaana main kaise udhar jaaun main pyaas hoon sehra ki tum ek samandar ho tum chaho to jee loon main tum chaho to mar jaaun pahuncha do mujhe ghar tak baahon ki hifazat mein raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ye sulagte huye din raat kise pesh karoon ishq ki garmi e teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon ishq ki garmi e aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ishq ki garmi e koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e
itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ki too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mera saath kahan tak dogi tum main des bides ka banjara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane main tab tak saath chaloon tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam
Itna Na Mujhse (Male)
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare
jaane aaj kya hua aisa kabhi hua na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha meetha meetha dard sa uthe ang ang mein jaage koi aag si jeene ki umang mein hawa se tape badan jaisa kabhi tapa na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha chaya chaya door tak rangon ka gubaar hai aisa to na tha jahaan ho na ho yeh pyaar hai khwabon ka sama saja jaisa kabhi saja na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha jaane aaj kya hua aisa kabhi hua na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha
jaane jahaan paas aayo aayo na kya kaha hmm hmm soch lo ye hawayein kya kahengi ye nazaare kya kahenge do jawaan dil magar door door jal rahe hain apni apni aag mein aayo na hawaayon ko dekho nazaaron ko dekho jo mujhse hain badhke haseen mera husn to hai nigaahon ka dhoka ye dhoka na khana kahin jaane bahaar jaane jigar rabz ki in chanchal lehron mein kyun na hum donon beh jaayen chillaane do in saanson ko hum chupke se kuchh keh jaayen aur zara jo paas aa jaayo ghulti milti in saanson ki khushboo jeevan jot banegi preet haha hansegi haina ye saanson ki khushboo ye baaton ka jaadu ye saazish hai halaat ki ye nagmon ki baarish ye saazon ki halchal hain bas ek hi raat ki ye khamoshi ye aadhi raat chaand ki aankhen ojhal ojhal aise mein kyun na hum donon chalte jaayen badhte jaayen aur jahaan akaash zameen se mil jaaye dum tod dein hum donon subah sawere koi farishta sair ko aaye dekhe do thandi laashon ko aur shabnam ke katre chunkar unko ek kafan pehna de mera is
jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jo humpe uthi pal bhar ke liye jo humpe uthi pal bhar ke liye wo aankh hain ab inn aankhon mein jo zulf hawaa se bhi naa khuli wo zulf khuli inn saanson mein hain dil pe hain dil pe unhin kadmon ke nishaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin ab chain kahaan aye dil jab tak ab chain kahaan aye dil jab tak wo daaman apne haath nahin armaan hai ye jeete jee kaa koi pal do pal ki baat nahin ab hum hain ab hum hain aur ye donon jahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin hooo unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin
hm hm hm hm hm hm hmm jalte hain jiske liye teri aankhon ke deeye dhoondh laaya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye jalte hain jiske liye teri aankhon ke deeye dhoondh laaya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye dard banke jo mere dil mein raha dhal na saka jadoo ban ke teri aankhon mein ruka chal na saka dard banke jo mere dil mein raha dhal na saka jadoo ban ke teri aankhon mein ruka chal na saka aaj laya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye dil mein rakh lena isse haathon se ye chhoote na kahin geet nazuk hai mera sheeshe se bhi toote na kahin dil mein rakh lena isse haathon se ye chhoote na kahin geet nazuk hai mera sheeshe se bhi toote na kahin gun gunaonga yehi geet main tere liye jalte hain jiske liye jab talak na ye tere ras ke bhare hothon se mile yunhi aawara phirega ye teri zulfon ke tale jab talak na ye tere ras ke bhare hothon se mile yunhi aawara phirega ye teri zulfon ke tale gaaye jaaunga yahi geet main
janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam thehre kabhi hum na thehre manzil se pehle kahin hooooo aao ke hum khul ke barsein pyaasi hai dil ki zamin in labon se aur aage hum ko jaana nahin janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam bichhade kabhi hum na bichhadein saath rahe har kadam hooooo badle jahan hum na badlein pyaar kabhi ho na kam is janam mein is kasam ko bhool paayein na hum janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam aa ho ho ho la la la la la la la la aa aa aa ho ho ho la la la la la la aa aa
jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana sholaa thaa bijali thi yaa koi tutaa taaraa thi wo jo bhi thi mere hi pyaar kaa nazaraa thi wo sholaa thaa bijali thi yaa koi tutaa taaraa thi wo jo bhi thi mere hi pyaar kaa nazaraa thi wo yahin thi wo tasveere jaanaa naa magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana kuchh bhi ho mere dil phir bhi usko pana to hai gulshan se sehraa se dhundh kar use lanaa to hai kuchh bhi ho mere dil phir bhi usko pana to hai gulshan se sehraa se dhundh kar use lanaa to hai wo hi nahin to duniyaa viraanaa magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaa ke kar gayi deewaana magar thi kaun yahi nahin jaanaa
ruk ja tere haath bandhe hain karmon ki zanzeer mein apne khoon ko gale lagaana nahin teri takdeer mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai tune saari khushiyaan kho dee paap ki kaali raaton mein reh gaye ghum ke jalte aansu teri pyaasi aankhon mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai pyaar ka daaman maila na ho apne daag chhupa le tu tere kiye ki yahi saza hai maut ko gale laga le tu kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai apne daag chupa le tu maut ko gale laga le tu maut ko gale laga le maut ko gale laga le maut ko gale laga le
mujhe jab jab bahaaron ka zamaana yaad aayega kahin apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha mujhko barbaadi ka koi ghum nahin mujhko barbaadi ka koi ghum nahin ghum hai barbaadi ka kyun charcha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaan ek chhota sa tha mera aashiyaan aaj tinke se alag tinka hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha sochta hoon apne ghar ko dekh kar sochta hoon apne ghar ko dekh kar ho na ho ye hai mera dekha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha dekhne waalon ne dekha hai dhunwa dekhne waalon ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha
kehna hai kehna hai kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar tum se kehne waali aur bhi hain pyaari baatein tum se kehne waali aur bhi hain pyaari baatein saamne sab ke bolo kaise keh doon saari baatein aaj magar bas itna hi karna hai ikraar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kab se dil ne mere maan liya hai tumko apnaa kab se dil ne mere maan liya hai tumko apnaa aankhen meri dekh rahi hain jaagte sote ye sapna mere galle mein daal rahi ho tum baahon ka haar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman
khush raho saathiyo khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen chhod ke hum chale humen chhod ke ghum chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai ho mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai behte behte magar ye aaj aansoo tham chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na hanste hanste tumhari aankhen kar ke nam chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa gayi re judaayi aayin prem ki ratiyaan gayi
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Suna Tha Ek Hai Bharat Didi (1959) 04:32 39862
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:32   Song Number : 39862   

Ik Tera Sundar Mukhda Bhai Bhai (1970) 04:20 12904
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12904   

In Aankhon Ke Zeenon Se Faasle (1985) 03:01 37375
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:01   Song Number : 37375   

Ishq Ki Garmi E Jazbaat Gazal (1964) 03:16 13262
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 13262   

Itna Na Mujhse Chhaya (1961) 03:53 20596
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 20596   

Itna Na Mujhse (Male) Chhaya (1961) 03:42 38735
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 38735   

Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 03:36 12555
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 12555   

Jaane Aaj Kya Hua 36 Ghante (1974) 03:48 37274
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 37274   

Jaane Jahaan Paas Aao Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 03:53 40226
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naidu
Duration : 03:53   Song Number : 40226   

Jab Dekh Liya Chirag (1969) 04:44 12998
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 12998   

Jalte Hain Jiske Liye Sujata (1959) 04:06 12001
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Kafi
Duration : 04:06   Song Number : 12001   

Janam Janam Faasle (1985) 04:06 20645
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 04:06   Song Number : 20645   

Jhalak Dikhaa Ke Manzil Manzil (1984) 03:52 19146
 
Poster of Manzil Manzil (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Others
Duration : 03:52   Song Number : 19146   

Kaisa Hai Naseeb Tera Paapi (1977) 04:40 11915
 
Poster of Paapi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Sunil Dutt
Duration : 04:40   Song Number : 11915   

Kal Chaman Tha Khandan (1965) 04:44 13545
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 13545   

Kehna Hai Padosan (1968) 03:53 20754
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 20754   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Khush Raho Saathiyo Zindagi Zindagi (1972) 04:26 14460
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 04:26   Song Number : 14460   

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   
Karaoke Songs of sunil dutt, Sad Songs of sunil dutt, Love Songs of sunil dutt, Dance Songs of sunil dutt, Hip-hop songs of sunil dutt, Best songs of sunil dutt, Super hit songs of sunil dutt, hit songs of sunil dutt, duet songs of sunil dutt, solo songs of sunil dutt, old songs of sunil dutt, famous songs of sunil dutt, Hindi Karaoke Songs of sunil dutt, Hindi Sad Songs of sunil dutt, Hindi Love Songs of sunil dutt, Hindi Dance Songs of sunil dutt, Hindi Hip-hop songs of sunil dutt, best Hindi songs of sunil dutt, super hit Hindi songs of sunil dutt, hit Hindi songs of sunil dutt, duet Hindi songs of sunil dutt, solo Hindi songs of sunil dutt, old Hindi songs of sunil dutt, famous Hindi songs of sunil dutt, Sing Along Songs of sunil dutt, Sing Along Sad Songs of sunil dutt, Sing Along Love Songs of sunil dutt, Sing Along Dance Songs of sunil dutt, Sing Along Hip-hop songs of sunil dutt, Sing Along Best songs of sunil dutt, Sing Along Super hit songs of sunil dutt, Sing Along hit songs of sunil dutt, Sing Along duet songs of sunil dutt, Sing Along solo songs of sunil dutt, Sing Along old songs of sunil dutt, Sing Along famous songs of sunil dutt