Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSadha
HomeSadha
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara main kab se taras raha tha mere aangan mein koi khele nanhi si hasi ke badle meri saari duniya le le tere sang jhool raha hai meri baahon mein jag saara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara aaj ungali thaam ke teri tujhe main chalna sikhlaaon kal haath pakadna mera jab main boodha ho jaaon tu mila to maine paaya jeene ka naya sahara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara mere baad bhi iss duniya mein zinda mera naam rahega jo bhi tujhko dekhega tujhe mera laal
tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ik khawaab tha sab loot gaya sab kho gaya tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna aathon pehar barse gagan iss aangnaa tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse
tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein ho teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein ho tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai halka halka sa jeeya mein jaane dard ye kaisa hai tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein ho taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein hmm hmmm hmmm hmm hmmmmm inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se aag si lagti hai jeeya mein saawan ki ghataon se tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa ho intezaar tera karti hoon aahen main bharti hoon raaton mein intezaar tera karti hoon aahen main bharti
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse
tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko kisi hasina ko jab bhi dekha to pyaar karne lage usi ko nayi bhala iss mein baat kya hai ke ye fasana bahut suna hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete bagair koi suboot mange humari chahat ko maan lete tumhari aankhon mein kaash hota humari aankhon mein jo nasha hai humari aankhon mein jo nasha hai yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen ye daur sa bas yunhi chalega to leke saaki ka naam pilen
aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aao baitho humare pehlu mein penhaa le lo meri jalti huyi aankhon pe ye aankhen rakh do aye mere pyaar ke khaabon ki haseen shehzaadi honth kyun kaanp rahe hain zara kuchh to bolo tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aaj khelo meri zulfon se izaazat hai tumhen mujhko chhoo lo meri nas nas mein sharaare bhar do mere dildaar meri aankhon mein rehne waale main tumhaari hoon meri maang mein taare bhar do tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le
aaj phurkat ka khwaab toot gaya mil gaye tum hijaab toot gaya tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe kho gaye husn ki bahaaron mein keh diya raaz e dil ishaaron mein kaam hum bemisal kar baithe kaam hum bemisal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe kitne majboor ho gaye dil se soche samjhe bagair kaatil se soche samjhe bagair kaatil se zindagi ka sawaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe ye adayein ye shokhiyan tauba bas khuda hi khuda hai us dil ka jo tumhaara khayaal kar baithe jo tumhaara khayaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe
yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalte hain jab se toone nigaah pheri hai din hai soona to raat andheri hai chaand bhi ab nazar nahin aata ab sitaare bhi kum nikalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain lut gayi wo bahaar ki mehfil chhut gayi hum se pyaar ki manzil zindagi ki udaas raahon mein teri yaadon ke saath chalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain tujh ko paa kar humein bahaar mili tujh se chhutkar magar ye baat khuli baagbaan bhi chaman ke phoolon ko apne pairon se khud masalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain kyaa kahein tujh se kyun huyi doori hum samajhte hain apni majboori tujh ko maaloom kyaa ke tere liye dil ke ghum aansuon mein dhalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag
ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa kaisa bedardi haiiiiiii kaisa bedardi hai iski to marzi hai jab tak jawaani hai ye rutt suhaani hai nazren judaa naa hon armaan khafaa na hon dilkash bahaaron mein chhup ke chanaron mein yun hi sadaa hum tum baithe rahen gum sum wo bewafaaa jo kahe humko jaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa bechain rehta haiiiiii bechain rehta hai chupke se kehta hai mujhko dhadakne do shola bhadakne do kaanton mein kaliyon mein saajan ki galiyon mein phera lagane do chhodo bhi jaane do kho to naa jaaunga main laut aaunga dekha suna samjhe achhchhaa bahaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa saawan ke aate hiiiiii saawan ke aate hi baadal ke chhate hi phoolon ke mausam
hooooooooooo ye bansi haaye yeh bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye ye bansi nadiya ke teer mohee dekh ke akeli mujh ko sikhaane aayi preet paheli nadiya ke teer mohee dekh ke akeli mujh ko sikhaane aayi preet paheli jiya uljaaye mohee lalchaaye kitt jaaun haayee aaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye ohh bansi bus mein na dil na ye nain humaare bachpan jo ruth gaya ruth gaye saare bus mein na dil na ye nain humaare bachpan jo ruth gaya ruth gaye saare mere mann bhaaye chori chori aaye dil mein samaaye aaaa aaaa aaaaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye
ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai tumhen jaantaa hai jo ghum ke safar mein mera humsafar hai main kyun saath uska naa dunga khushi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai hargiz nahin hai mohabbat ke kuchh khel aankhon ne meri bigadte bhi dekhe hansi hi hansi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein abhi to umeedon ki duniyaa jawaan hai
yeh parda hata do zara mukhda dikha do yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin o majnu ke nana mere pichhe na aana ja pyaar karne waale teri khair nahin are o hum pe marne waale teri khair nahin yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin yeh parda hata do ek to soorat pyaari upar se gusse ki laali bachna ae dil aaj hai koi bijli girne waali ek to soorat pyaari upar se gusse ki laali bachna ae dil aaj hai koi bijli girne waali ye bijli giri to tumhin pe giregi ja pyaar karne waale teri khair nahin are o hum pe marne waale teri khair nahin yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin yeh parda hata do shukar karo ke pade nahin hain meri maa ke dande ek haath mein ho jaate armaan tumhaare thande shukar karo ke pade
teri talaash mujhko laayi kahaan kahaan se sun le mera fasaana ab to meri zubaan se maine wahin wahin par sajjde kiye hain tujhko zulfon ko tu udati guzri jahaan jahaan se iraan humne dekha dekha hai cheen humne lekin kahin na dekha tujhsa haseen humne koi bhi jab na paaya tere muqaable ka aawaz tujhko di hai o naazneen humne o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki o bewafaa haseena haathon mein haath le le kaam aayega ye tere deewana saath le le deewana koi mujhsa tujh ko nahin milega chaahe to ik nazar mein kul kaayenaat le le o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tujhe Suraj Kahoon Ek Phool Do Mali (1969) 05:43 13231
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Sadhana
Duration : 05:43   Song Number : 13231   

Tum Bin Sajan Barse Gaban (1966) 04:34 11977
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 11977   

Tum Ko Bhi To Aisa Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 05:21 12583
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 05:21   Song Number : 12583   

Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:05 12090
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:05   Song Number : 12090   

Tumhen Mohabbat Hai Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:25 32086
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 05:25   Song Number : 32086   

Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye Rajkumar (1964) 05:27 15731
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:27   Song Number : 15731   

Tumse Izhaar E Haal Mere Mehboob (1963) 03:25 13735
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 13735   

Yaad Mein Teri Mere Mehboob (1963) 04:34 12158
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 12158   

Ye Dil Deewana Hai Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:47 21434
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sadhana
Duration : 04:47   Song Number : 21434   

Yeh Bansi Kyun Gaaye Parakh (1960) 03:17 13911
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:17   Song Number : 13911   

Yeh Mere Andhere Ujaale Prem Patra (1962) 04:09 11830
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 11830   

Yeh Parda Hata Do Ek Phool Do Mali (1969) 04:41 21478
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Sadhana
Duration : 04:41   Song Number : 21478   

Zabaan E Yaar Mann Ek Musafir Ek Hasina (1962) 07:31 13227
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 07:31   Song Number : 13227   
Karaoke Songs of sadha, Sad Songs of sadha, Love Songs of sadha, Dance Songs of sadha, Hip-hop songs of sadha, Best songs of sadha, Super hit songs of sadha, hit songs of sadha, duet songs of sadha, solo songs of sadha, old songs of sadha, famous songs of sadha, Hindi Karaoke Songs of sadha, Hindi Sad Songs of sadha, Hindi Love Songs of sadha, Hindi Dance Songs of sadha, Hindi Hip-hop songs of sadha, best Hindi songs of sadha, super hit Hindi songs of sadha, hit Hindi songs of sadha, duet Hindi songs of sadha, solo Hindi songs of sadha, old Hindi songs of sadha, famous Hindi songs of sadha, Sing Along Songs of sadha, Sing Along Sad Songs of sadha, Sing Along Love Songs of sadha, Sing Along Dance Songs of sadha, Sing Along Hip-hop songs of sadha, Sing Along Best songs of sadha, Sing Along Super hit songs of sadha, Sing Along hit songs of sadha, Sing Along duet songs of sadha, Sing Along solo songs of sadha, Sing Along old songs of sadha, Sing Along famous songs of sadha