Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeReena
HomeReena
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re kahaan se tu aaya kahaan jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu dhuwaan ban gayi hai khayaalon ki mehfil mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ooooo megha re megha re megha re megha re mere ghum ki tu dawaa re dawaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re barasne lagi hain boondennnn tarasne laga hai mann hooo oooo zara koi bijali chamkiiii larajne laga hai mann aur naa dara tu mujhko oo kaale kaale ghan mere tan ko chhoo rahi hai preet ki pehli pawan ooooo megha re megha re megha re megha re meri sun le tu sadaa re
drame pachaas karte hain chhore ye mujhpe marte hain meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai mary sau takka teri hai mera naam mary hai mary sau takka teri hai mere jazbaat ko kaahe footpath pe bhari dopehari paidal chalaaye dheere dheere se kyun teri deewani ko agarbatti ke maafik jalaaye mujhe chhoo le zara jee le zaraa baahon mein kas ke dabaa ke nahi to sandook mein rakhungi kya joban ka beema karake mujh pe ye saare note kharche hain meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai mary sau takka teri hai na na na na na mera naam mary hai mary sau takka teri hai haaye badi garmi hai re teri har baat mein aaja saanson ka ac chala dun hogi pardes ki pehalwani teri aaja do ghoont desi pilaa doon teri aankhein hain ya chumbak piya mujh ko teri ore kheenche kabhi galti se tu seeti baja meri bhi khidki ke neeche auron mein ye bhi to meri dhadkan ki galiyon mein lekin tere hi charche hain mera naam mary hai
mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya aa aa aa aa aa aa kahin kho na jaayein ye reh guzar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa aa aa aa aa aa aa kise hai pata kise hai khabar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa jo gharon ko chhodke hain chale jo gharon ko chhodke
mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mushkil mein jaan aayi aaya honthon pe tera naam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam tera jalwa khoob tera parda khoob kya parda kya jalwa ye dil tujhse hai mansoob mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai dar ka fakeer hoon main banda aseer hoon main tujh pe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai tujhpe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai main apne meharbaan se ab kya kahun zubaan se aahon se ishq mein lete hain aashiq zubaan ka kaam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam hai intezaar mushkil sooni hai dil ki mehfil kab teri deed hogi maston ki
mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko waqt beeja tha boya tha uske liye waqt beeja tha boya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye mere din raat ki ye roshani le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na
meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tera hunsala badega tera hunsala badega daaman tu thaam lega rakh doon jo haath dil par rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri hum tujhe duniyaa se hokar bekhabr dekha kare hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo ooooo oooo ooo ooo mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai
naa jaane kaise pal mein badal jaate hain naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey kyaa jaane kaise rangon mein dhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil mein kaante chubhaate hain ye jaane kahaan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin magar haar kar kyon dukhon se koi zehar ghol de zindagi mein kahin sab khel hai taqdeer kaa taqdeer se hi badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey rishtey kabhi toote kahaan jo
main chaand nigal gayi ho ji main chaand nigal gayi daiyya re hoon bhitar bhitar aag jale baat karoon to sek lage aji bhitar bhitar aag jale baat karoon to sek lage ho main chaand nigal gayi daiyya re ang pe aise chhaale pade tez tha jhaonka ka karoon sisi karti sisi sisi karti main maroon zabaan pe laaga ji laaga ji re zabaan pe laaga zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye tere isaq ka zabaan pe laaga laaga re zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye re tere isaq ka namak isaq ka haye re tere isaq ka balam se maanga maanga re balam se maanga re balam se maanga maanga re namak isaq ka haye re tere isaq ka zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye re tere isaq ka haye re tere isaq ka tere isaq ka sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhamiye haan haan haan ji haan aahh sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhammiye udhari dene lage hain gali ke baniye baniye koi to gaadi ko bhi luta de koyi to gaadi aji thodi thodi shahad chata de thodi thodi tez
o ajnabi mere ajnabi o ajnabi mere ajnabi o ajnabi mere ajnabi o ajnabi mere ajnabi haan na jaane aaye tum kahan se itna pyaar laaye tum kahan se na jaane aaye tum kahan se itna pyaar laaye tum kahan se ye raat bhi hai saji saji o ajnabi mere ajnabi haa haa haa aa ha haaa aaaa aaaa aaaa haan dilwale dekho phir mile hain mile hain jaane kahan hum chale hain chale hain nazron se nazren mili hain honton se honth sile hain haan dilwale dekho phir mile hain jaane kahan hum chale hain nazron se nazren mili hain honton se honth sile hain haan ek aag si hai dabi dabi o ajnabi mere ajnabi hmm pyaar ka mausam aata hai aata hai ek baar dil diya jaata hai ek baar ek baar jawan jawan dil ki dhadkan mein koi samaata hai koi samaata hai ek baar ek baar o mujhe kya hua main udne lagi o ajnabi mere ajnabi sa sa dha sa ga pa ra dha pa sa ga ga dha ni dha ma ma dha ga ni sa dha sa sa sa sa sa dha sa sa sa sa sa ajnabi tera dil churane aaya hai ajnabi neenden udaane aaya hai lootne waala chain kahan paaye
o meri chhammak chhallo o meri chhammak chhallo do din ki hai zindagaani o meri chhammak chhallo do din ki hai zindagaani tu pyaar mujhe kar aise main likh doon prem kahaani o mere raam lubhaya o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani mauka hai mauj mana lo kab kiski rahi jawaani o meri chhammak chhallo o mere raam lubhaya likhne ka shauk mujhe hai likhta hoon dil ki baaten likhne ka shauk mujhe hai likhta hoon dil ki baaten thodi si din ki baaten thodi raton ki baaten din ke kya taur tareeke raton ki niyat kya hai tum to kya jaano ispar mausam ki chahat kya yeeh yeeh dil jo kehta hai usko aankhon se main kehta hoon dil jo kehta hai usko aankhon se main kehta hoon dil ki haalat ko samjho rut hai kitni mardaani o mere raam lubhaya o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani mauka hai mauj mana lo kab kiski rahi jawaani o meri chhammak chhallo o mere raam lubhaya sun sun ke bol bole mera dil baitha jaaye sun sun ke bol
hooo rasiyaaaaaaa rasiyaaaaaaaa baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ohooo gesuoon si kaali ratiyaaan adharon pe kaape batiyaan sanwali si saanse mori araj sunaaweeee aake mori shwet preet pe rang sajaa de baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le
o re kaanchiiiiiiiiiiiiiiii o re kaanchi kaanch ki gudiya honthon mein baandhe prem ki pudia naa use khole naa munh se bole palkon pe rakh ke aankhon se tole naa use khole naa munh se bole palkon pe rakh ke aankhon se tole suniyo suniyoooooooooooo suniyo suniyo misri se meethi aankhon mein band hai baat raseeli haan naa unhen khole naa munh se bole palkon pe rakh ke aankhon se tole naa unhen khole naa munh se bole palkon pe rakh ke aankhon se tole pahadi paar chalna hai to parbat hata doon ghataaon mein kahin chhupna hai to saawan bula doon mahuaa mahuaa mehka mehka mehka mehka mahuaa mahuaa pahadi paar chalna hai to parbat hata doon ghataaon mein kahin chhupna hai to saawan bula doon koi udta hua panchhi bata dega thikaana jahaan se din nikalta hai use bhi lete aana mahuaa mahuaa mehka mehka mehka mehka mahuaa mahuaa o re kaanchi kaanch ki gudiya honthon mein baandhe prem ki pudia naa use khole naa munh se bole palkon pe rakh ke aankhon se tole suniyo suniyo misri
o saathi re din doobe na o saathi re din doobe na aa chal din ko roke dhoop ke peeche daude chhaanw chhooye na o saathi re o saathi re din doobe na aa chal din ko roke dhoop ke peeche daude chhaanw chhooye na o saathi re o saathi re din doobe na thaka thaka suraj jab nadi se hokar niklega hari hari kaayi pe paanw pada to phislega tum rok ke rakhna main jaal giraaun tum pith pe lena main haath lagaaun din doobe na haan teri meri atti batti daant se kaati katti re jaiyo na o piyu re o piyu re na jaiyo na hoo kabhi kabhi yun karna main daantu aur tum darna ubal pade aankhon se meethey paani ka jharna tere kehre badan mein sil jaaungi re jab karwat lega chhil jaaungi re ho sang le jaaunga teri meri angni mangni ang sang laagi sangni sang le jaaun o piyu re o saathi re din doobe na aa chal din ko roke dhoop ke peeche daude chhaanw chhooye na o saathi re
main jantar se hi darta hoon bas pyaar ka mantar karta hoon main jantar se hi darta hoon bas pyaar ka mantar karta hoon in chakkar mein na padta hoon haaye rabba yeh kya ho gaya kya pyaar kiya kambakht ishq main to haar gaya kambakht ishq mujhe maar gaya kambakht ishq haaye rabba yeh kya ho gaya kya pyaar kiya kambakht ishq main to haar gaya kambakht ishq mujhe maar gaya kambakht ishq haaye rabba yeh kya ho gaya yeh hey archo ki pariyon ka mela hai aur maine bhi har khel khela hai tu kya jaane main deewana hoon kachchi kaliyon ka kyon na mane main aawara aashiq hoon galiyon ka kya pyaar kiya kambakht ishq main to haar gaya kambakht ishq mujhe maar gaya kambakht ishq haaye rabba yeh kya ho gaya kya pyaar kiya kambakht ishq main to haar gaya kambakht ishq mujhe maar gaya kambakht ishq haaye rabba yeh kya ho gaya meri phasne ki nahin chahat thi lekin kismat ne mujhe rahat di tu kya jaane main deewana jo tera ho gaya kyun na maane main tere pyaar mein hi kho gaya kya
dham dham dhadam dhadaiya re sabse bade ladaiyaa re omkara hey omkara dham dham dhadam dhadaiya re sabse bade ladaiyaa re omkara hey omkara hey omkara re omkara are dham dham dhadam dhadaiya re sabse bade ladaiyaa re omkara hey omkara hey omkara re omkara hey aankehn tej tataiyaa dono jeebh saanp ka phoonkara omkara hey omkara are bijuri sa kondhe sir pe jiski talwaar ka jhankaara omkara hey omkara omkara re hey omkara maathe par tirsul ke jaise teen teen bal padte hain are kaan pe zun renge to bhaiya raan bacha chal padte hain are maathe par tirsul ke jaise teen teen bal padte hain kaan pe zun renge to bhaiya raan bacha chal padte hain gali gali mein gali gali mein gali gali mein bhaiye baitha hai chauk pe goonja hunkaaraaaaa omkaraaa are dham dham dham dham dham dhadam dhadaiya re sabse bade ladaiyaa re omkara hey omkara hey omkara re aye aye omkara chhat pe aa kar giddh baithe aur par naalon se khoon bahe are kaun gira hai kaun kata hai kis maatam hai kaun kahe
panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neele gagan mein pankh pasaare saari dharti apni hoti apne hote saare nazaare khuli fizaaon mein udte khuli fizaaon mein udte apne dilon mein hum saara pyaar samoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain lehrein hi lehrein banti hain hum dono jo hum dono jo milte to kuchh aisa hota sab kehte ye leher leher
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hoooo ooooo ooooo aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya hooo pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya hooo tan man kisi ne tujhe tan man kisi ne tujhe arpan kiya pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya hooo pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya ik teri khushi ke kaaran ik teri khushi ke kaaran laakh sahe dukh humne o saajan laakh sahe dukh humne o saajan hans ke judaayi ka hans ke judaayi ka zehar peeya pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya hooo pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya dil mein tera pyaar basaya hoo dil mein tera pyaar basaya dil ko jaise rog lagaya dil ko jaise rog lagaya saari umar kaa saari umar ka dard liyaaa pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya hooo pardes jaa ke pardesiyaa bhool na jaana piya ab jaaoge kab aaoge jab aaoge tab aaoge ab jaaoge kab aaoge jab aaoge tab aaoge itne din hain itne din
pari re tu pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise jannat se aayi piya main tujhe lene shukriyaa ji yahaan main hoon maze mein duniyaa humari hai sitaaron ki duniyaa meri bhi duniyaa bahaaron ki duniyaa raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja aye naadaan tu kya jaane aa mere sang deewane dikhlaaun apna jahaan pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaa aaaa aaaa ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo mere jahaan mein heere moti ke mehal hai mere jahaan mein bhi to yaaron ke dil hai masti mein doobi hawaa mere chaman mein mehnat ki khushboo yahaan ki pawan mein apni zameen hai jannat humari thukraao
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Megha Re Megha Pyaasa Sawan (1981) 06:41 14004
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:41   Song Number : 14004   

Mera Naam Mary Brothers (2015) 05:11 37128
 
Poster of Brothers (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Atul Gogavale, Ajay Gogavale
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Sidharth Malhotra
Duration : 05:11   Song Number : 37128   

Mere Humsafar Mere Humsafar Refugee (2000) 07:51 20921
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 07:51   Song Number : 20921   

Mere Mehboob Tujhe Salaam Baghavat (1982) 06:11 35904
 
Poster of Baghavat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Reena, Hema Malini
Duration : 06:11   Song Number : 35904   

Mere Pee Ko Pawan Ghulami (1985) 04:45 32093
 
Poster of Ghulami (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:45   Song Number : 32093   

Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 06:09 12793
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 12793   

Meri Zindagi Ke Malik Imaan Beiman (1997) 06:52 13370
 
Poster of Imaan Beiman (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:52   Song Number : 13370   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   

Naa Jaane Kaise Pal Mein Badal Jaate Hain Badalte Rishtey (1978) 05:31 21001
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 21001   

Namak Omkara (2006) 06:55 11145
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kareena Kapoor
Duration : 06:55   Song Number : 11145   

O Ajnabi (Happy) Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 06:39 32955
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Chitra, K K
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Duration : 06:39   Song Number : 32955   

O Meri Chhammak Chhallo Pyaasa Sawan (1981) 05:06 39692
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 05:06   Song Number : 39692   

O Rasiya Kurbaan (2009) 03:08 17021
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 17021   

O Re Kanchi Asoka (2001) 05:39 16769
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shaan, Sunita Rao, Chorus
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kareena Kapoor
Duration : 05:39   Song Number : 16769   

O Saathi Re Omkara (2006) 05:27 11146
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kareena Kapoor
Duration : 05:27   Song Number : 11146   

Om Mangalam Kambakkht Ishq (2009) 04:25 37228
 
Poster of Kambakkht Ishq (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 04:25   Song Number : 37228   

Omkara Omkara (2006) 05:24 11147
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kareena Kapoor
Duration : 05:24   Song Number : 11147   

Panchhi Nadiyaa Pawan Ke Jhonke Refugee (2000) 08:46 21085
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 08:46   Song Number : 21085   

Pardes Jaa ke Pardesiyaa Arpan (1983) 06:57 19153
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 06:57   Song Number : 19153   

Pari Re Tu Udhar Ka Sindur (1976) 05:28 18557
 
Poster of Udhar Ka Sindur (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 05:28   Song Number : 18557   
Karaoke Songs of reena, Sad Songs of reena, Love Songs of reena, Dance Songs of reena, Hip-hop songs of reena, Best songs of reena, Super hit songs of reena, hit songs of reena, duet songs of reena, solo songs of reena, old songs of reena, famous songs of reena, Hindi Karaoke Songs of reena, Hindi Sad Songs of reena, Hindi Love Songs of reena, Hindi Dance Songs of reena, Hindi Hip-hop songs of reena, best Hindi songs of reena, super hit Hindi songs of reena, hit Hindi songs of reena, duet Hindi songs of reena, solo Hindi songs of reena, old Hindi songs of reena, famous Hindi songs of reena, Sing Along Songs of reena, Sing Along Sad Songs of reena, Sing Along Love Songs of reena, Sing Along Dance Songs of reena, Sing Along Hip-hop songs of reena, Sing Along Best songs of reena, Sing Along Super hit songs of reena, Sing Along hit songs of reena, Sing Along duet songs of reena, Sing Along solo songs of reena, Sing Along old songs of reena, Sing Along famous songs of reena