Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePradeep
HomePradeep
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mamdaaram muddu mamdaaram mamdaaram mudda mamdaaram mudduke muddoche muvvakae navvochchae mudduke muddoche mamdaaram muvvallae navvimdi simgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram mudduke muddoche mamdaaram muvvallae navvimdi simgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram adugulaa ashtapadulaa nadakalaa jeevanadulaa adugulaa ashtapadulaa nadakalaa jeevanadulaa paruvaala paravallu parikinee kuchchillu viri vaalu jada kuchchula samdallu kanne pillaa kaadu kalala kaanaachi kaluva kannulaa kalala doboochi mudduke muddoche mamdaaram muvvallae navvimdi simgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram mudda mamdaaram mugdha srmgaaram palukulaa raachilakalaa alakalaa praema molakalaa palukulaa raachilakalaa alakalaa praema molakalaa mali samdhya velugullo naarimja ramgullo kurisaeti pagadaala vadagallu mallepuvvaa kaadu marula maaraani bamti puvvaa pasupu taanu paaraani mudduke muddoche mamdaaram muvvallae navvimdi
muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan keh rahe hain nazare pukaar ke beet jaaye na din ye bahaar ke sansanati hawaon ke beech mein taar chhede hain dil ke sitaar ke ye suhana sama hain umange jawan phir khule kyun na dil ki juban muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan aaj kaisi suhaani ye raat hai zindagi mein nayi ek baat hai in sitaaron ki rangeen chhaonv mein do dilon ka anokha ye saath hai hum tumhare huye tum humare huye pyaar ka muskuraya jahan muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
aaaa aa aa aa aa aa na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re jaadu bhi jane wo tona bhi jane najariya se dil ko pirona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane tu hi na mane na mane na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re tan se lubhaye adaon se loote pal mein wo mane to pal mein hi roothe bairan ke hote hain sab roop jhoote bairan ke hote hain sab roop jhoote tu hi na jane na jane na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re
neelalu kaarena kaalaalu maarena nee jaali ne panchukona ne laali ne paadalena jaaji poose vela jabilli vela poola dola nenu kaana neelalu kaarena kaalaalu maarena nee jaali ne panchukona ne laali ne paadalena jaaji poose vela jabilli vela poola dola nenu kaana sureedu nelaredu sirigala dorale kaarule poori gudisello peda manasullo veligeti deepaalule aaa ningi ee nela konagala sirule levule kalimi lemullo karige premallo nirupeda logillule neelalu kaarena kaalaalu maarena nee jaali ne panchukona ne laali ne paadalena jaaji poose vela jabilli vela poola dola nenu kaana ee gaalilo theli vethalanu mariche velalo kaliki vennello kalala kannullo kalathaari povaalile aa thaaralo theri thala thala merise reyilo vodilo nuvvunte vodigi pothunte kadatheri povaalile neelalu kaarena kaalaalu maarena nee jaali ne panchukona ne laali ne paadalena jaaji poose vela jabilli vela poola dola nenu kaana neelalu kaarena kaalaalu maarena nee jaali ne panchukona ne laali ne paadalena
aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aane lagi maut ki sadaa ab mera caarwaan chala aane lagi maut ki sadaa ab mera caarwaan chala aa bhi ja tere kadmon pe waar doon yeh jaane naa sama aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan sun mere aakhiri khata rukne lagi meri zubaan sun mere aakhiri khata rukne lagi meri zubaan khatam hone ko hai ab jahaan se ulfat ki daastaan aa mere raanjhnaa rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aa mere raanjhnaa
o o o o baby o hoo mudke zara o hoo arre kiye ja o hoo halka halka ishara o o o o baby o hoo mudke zara o hoo arre kiye ja o hoo halka halka ishara o o o o baby ho hoo hum dekhe ya na dekhe kya matlab tumse banti ho tum ya sach much roothi ho humse hum dekhe ya na dekhe kya matlab tumse banti ho tum ya sach much roothi ho humse hum hai khafa hmm hmm phir tumhe kya hmm hmm rasta chhodo humara o o o o baby ho hoo mudke zara ho hoo arre kiye ja ho hoo halka halka ishara o o o o baby ho hoo uthti hain unchi maujen badhti hain uljhan aise mein sunti jaao is dil ki dhadkan uthti hain unchi maujen badhti hai uljhan aise mein sunti jaao is dil ki dhadkan socho zara hmm hmm kya kahega hmm hmm dariya ka ye kinara o o o o baby ho hoo mudke zara ho hoo arre kiye ja ho hoo halka halka ishara o o o o baby ho hoo jo kuchh hai mere dilmein mat bahlao jee mar jaye marne wala tum sharmao ji jo kuchh hai mere dilmein mat bahlao jee mar jaye marne wala tum sharmao ji chup ke se aa hmm
ooooooooooooooooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila kaa kare deep jab bhuj gayi baati bichhad gaya mera saathi tune todi meri beena de ke sahaara chheena laaj tujhe kyun naa aati chain mera loot ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila maine kab tode bhala chaand sitaare tere phir kyun bhujaaye tune dil ke ujaare mere maine kab tode bhala chaand sitaare tere phir kyun bhujaaye tune dil ke ujaare mere mujhe meri jaan de de preet ko ye daan de de khoye huye mere praan de dil mera tod ke bata tujhe kya mila oooooo zindagi ke dene waale zindagi ke lene waale preet meri chheen ke bata tujhe kya mila
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
phool sa chehraaaaaa phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye jo bhi dekhe ho jaaye paagal apni to haalat kya kahiye phool sa chehra apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhakna apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhaknaaaaaaaa haath lage to kumhlaa jaao aisi nazaakat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaaye ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaayeeeeeee upar se bholi ander se qaatil haaye upar se bholi ander se qaatil aisi sharaarat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam hai jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam haiiiiiiiii mil jaaye jiss ko tum si haseena uski to kismat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya
raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye aisa ujaalaa koi mann mein samaaye jis se piyaa ka darshan mil jaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay jis kaa ho deep wo sukh nahin paaye jyot diye ki duje ghar ko sajaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din khud nahin jaanoo dhoondhe kis ko nazar kaun dishaa hai mere man ki dagar khud nahin jaanoo dhoondhe
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
hoooooo oooooo oooo oooo ooooooo hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata udhar wo chup idhar seene mein hum toofan chhupaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni samjh paaye naa jab apne paraaye to paraaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo
Saathi Hai Albela
saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaz e dil chhed de hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mujhe chaand kyun taktaa hai mujhe chaand kyun taktaa hai mera kaun ye lagta hai mujhe shaq yahi hota hai mujhe shaq yahi hota hai mere chaand se jalta hai humen iski kya parwaah hai humen iski kya parwaah hai saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaz e dil chhed de hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm tere dar pe sar jhuk jaaye tere dar pe sar jhuk jaaye yahi zindagi ruk jaaye kali dil ki ye khil jaaye kali dil ki ye khil jaaye khushi pyaar ki mil jaaye kabhi phir ghumin naa aaye kabhi phir ghumin naa aaye saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar
saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana pyaar humara ban jaaye naa fasaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane apni bala se koi maane yaa naa maane pyaar mein itne bhi bano naa deewane pyaar mein itne bhi bano naa deewane saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan
sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge
do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
tera aana bhi dhokha tha tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tujhe paa kar har ik shay ki tamanna chhod baithe the humein ab ye na samjhaana mohabbat ik tamaasha hai mohabbat ik tamaasha hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha jo dil mera nahin badla nazar teri bhi kyun badle magar duniya to kehti hai yahaan aisa bhi hota hai yahaan aisa bhi hota hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha
kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare kahin na mann ka meet mila to aaya tere dwaare tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas preet ki bhiksha prem ki shiksha maang raha ye daas maang raha ye daas na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar ban ban chhana maine tujhe devi maana maine sun le meri pukaar sun le meri pukaar na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi
teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge iss raah mein apni maut sahi ye raah bhi chal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se parwane magar ye kehne lage deewane to jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muddhuke Muddhoche Mudda Mandaram (1981) 04:35 36777
 
Poster of Mudda Mandaram (1981)
 
Category
Telugu
Year- 
1981
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Ramesh Naidu
On Screen Actors- 
Poornima, Pradeep, Annapurna
Duration : 04:35   Song Number : 36777   

Muskurati Huyi Chandani Albeli (1955) 03:17 32256
 
Poster of Albeli (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 32256   

Na Jaiyo Re Sautan Ghar Saiyaan Kaagaz Ki Nao (1975) 04:21 38084
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Aruna Irani
Duration : 04:21   Song Number : 38084   

Neelalu Mudda Mandaram (1981) 03:50 16357
 
Poster of Mudda Mandaram (1981)
 
Category
Telugu
Year- 
1981
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Ramesh Naidu
On Screen Actors- 
Annapurna, Pradeep
Duration : 03:50   Song Number : 16357   

O Mere Raanjha Heer (1956) 02:52 14052
 
Poster of Heer (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nutan
Duration : 02:52   Song Number : 14052   

O O Baby Mudke Zara Police (1958) 03:25 32744
 
Poster of Police (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ouseppachan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 32744   

O Zindagi Ke Dene Wale Nagin (1954) 03:58 13814
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Bhupali-Todi
Duration : 03:58   Song Number : 13814   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Phool Sa Chehra Raat Aur Din (1967) 04:38 12446
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:38   Song Number : 12446   

Raat Aur Din Raat Aur Din (1967) 05:32 12444
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Pradeep Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 12444   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Rula Kar Chal Diye Badshah (1954) 03:55 12282
 
Poster of Badshah (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:55   Song Number : 12282   

Saathi Hai Albela Hum Matwale Naujawan (1961) 03:17 39438
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 39438   

Saaz E Dil Chhed De Passport (1961) 03:47 12421
 
Poster of Passport (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pramod Chakravorty
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 03:47   Song Number : 12421   

Saiyaan Chhod De Baiyaan Rakhi (1962) 03:18 12453
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep, Waheeda Rehman
Duration : 03:18   Song Number : 12453   

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527   

Sunaaun Kiss Ko Afsaana Shirin Farhad (1956) 03:21 15669
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 15669   

Tera Aana Bhi Dhokha Tha Mere Arman Mere Sapne (1963) 03:18 39156
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:18   Song Number : 39156   

Tere Dwar Khada Ek Nagin (1954) 03:00 13816
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 13816   

Teri Yaad Mein Jalkar Nagin (1954) 02:26 13817
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 13817   
Karaoke Songs of pradeep, Sad Songs of pradeep, Love Songs of pradeep, Dance Songs of pradeep, Hip-hop songs of pradeep, Best songs of pradeep, Super hit songs of pradeep, hit songs of pradeep, duet songs of pradeep, solo songs of pradeep, old songs of pradeep, famous songs of pradeep, Hindi Karaoke Songs of pradeep, Hindi Sad Songs of pradeep, Hindi Love Songs of pradeep, Hindi Dance Songs of pradeep, Hindi Hip-hop songs of pradeep, best Hindi songs of pradeep, super hit Hindi songs of pradeep, hit Hindi songs of pradeep, duet Hindi songs of pradeep, solo Hindi songs of pradeep, old Hindi songs of pradeep, famous Hindi songs of pradeep, Sing Along Songs of pradeep, Sing Along Sad Songs of pradeep, Sing Along Love Songs of pradeep, Sing Along Dance Songs of pradeep, Sing Along Hip-hop songs of pradeep, Sing Along Best songs of pradeep, Sing Along Super hit songs of pradeep, Sing Along hit songs of pradeep, Sing Along duet songs of pradeep, Sing Along solo songs of pradeep, Sing Along old songs of pradeep, Sing Along famous songs of pradeep