MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBharat-Vyas
HomeBharat-Vyas
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kali ek tumse puchhun baat ke jab hoti hai aadhi raat kaun bhanwra banke chupchaap teri bagiyaa mein aata hai chura ke tera man le jaata hai kali ek tumse puchhun baat ooooo ooo ooo oo kali se kaahe puchhe baat kali se kaahe puchhe baat pyaar mein hoti hai ye ghaat nain ke chalte hain jab baan baan ka jaadu chhata hai bechara khich khich aata hai kali se kaahe puchhe baat ooo oo oo oo oo nirday bhanwra kyun kunjan ki gali gali mein ghoomta nirday bhanwra kyun kunjan ki gali gali mein ghoomta kaun bharosa kare jo phirta kali kali ko choomta kali kali ko choomta parakh karta bhanwra din raat kaun vo kali jo deve saath kamalni se jab milte nain chain man ka kho jaata hai rain bhar bandh bandh jaata hai kali se kaahe puchhe baat ooo oo oo oooo sang nibhe na kali hai gori bhanwar ka kaala rang re sang nibhe na kali hai gori bhanwar ka kaala rang re kaare badarwa se puchho jo rakhe bijuriya sang re rakhe bijuriya sang re madhur gore kaale ka saath ke jyun milte hain din click here
aa aaaaaaa aa aa aaaaa kalpana ke ghan baraste kalpana ke ghan baraste geet geele ho rahe bhaaw rimjhim kar rahe hain bhaaw rimjhim kar rahe hain swar raseele ho rahe kalpana ke ghan baraste nachati shyamal ghatayein thirkati barasat hai ik kahani banke aayi yeh suhani raat hai jhoomta phirta pawan hoo jhoomta phirta pawan jhonke nasheele ho rahe kalpana ke ghan baraste kis pranay ki aag mein jal geet gata hai pawan geet gata hai pawan mang bharta hai dulhan ki motiyon se yeh gagan motiyon se yeh gagan jhuk rahe tere nayan jhuk rahe tere nayan kitne lazeele ho rahe kalpana ke ghan baraste geet geele ho rahe bhaaw rimjhim kar rahe hain bhaaw rimjhim kar rahe hain swar raseele ho rahe kalpana ke ghan baraste click here
main albeli nayi naveli haaye akeli naar aayi tere dwaar piya main saj solah singaar kaari kaari kaari andhiyari thi raat ek din ki baat jab saghan gagan se ghananana nananana garaj uthi saawan ki ghataa ghunghat mein chhupa kar chapal chapal bijali ki chattaa ek naar kar ke singaar ek naar teekhi talvaar ya thi vah kataar karke singaar chali uss paar jahaan the uske kisan muraar chhamak chhum chhum jhamak jhum jhum chhamak chhum ho kaari kaari kaari andhiyari thi raat ek din ki baat jab saghan gagan se ghananana nananana garaj uthi garaj uthi saawan ki ghataa ghunghat mein chhupa kar chapal chapal bijali ki chattaa ek naar kar ke singaar ek naar ek naar teekhi talvaar ya thi wo kataar karke singaar chali uss paar jahaan the uske kisan muraar chhamak chhum chhum jhamak jhum jhum chhamak chhum chhum sanan sanan pawan chale jhanan jhanan jhanjar bole amrut ghole dil na dole kaamaniyaan chalen haule haule nayan jhuke pag na ruke bela milan ki na tale achra dhale achra click here
karm kaho kismat kahoooo chahe kaho taqdeer pehle bana praarabdhooo paachhe bana shareer karm ki ghathari laadh ke jag mein phire insaan jaisa kare waisa bhare vidhi ka yahi vidhaan aaaaaa aa aa aa hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm karam kare kismat bane jeevan ka ye marham praani tere haath mein hi tera apna karammm click here
kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun ho kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan kavi ki madhur kalpana ho tum aaaaaaaa kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan ya sarita jal ki tarang ho ya sarita jal ki tarang ho arun kamal ki madhu musukaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo ritu vasant ki pratham kali ho oooo ooo ritu vasant ki pratham kali ho sawan ki pehli barsat ya chir birohi dono dayon ke ya chir birohi dono dayon ke madhur milan ki pehli raat kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan nav youvan ki pratham drishti ho nayanon ki pehli pehchaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo click here
arre kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo dhande ki kuchh baat karo kuchh paise jodo sher shairi kaviraja na kaam aayegi kavita ki pothi ko deemak khaa jaayegi bhaaw chadh rahe naaj ho raha mehngaa din din bhookhe maroge raat kategi taare gin gin isiliye kehtaa hoon bhaiyyaa ye sab chhodo dhande ki kuchh baat karo arre chhodo kalam chalaavo mat kavita ki chaaki ghar ki rokad dekho kitne paise baaki arre kitna ghar mein ghee hai kitna garam masaala kitne paapad badi mangodi mirch masaala kitna tel noon mirchi haldi aur dhaniya kaviraja chupke se tum ban jaao baniyaa arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao paise arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao gehoon par ho ghazal dhaan ke sher sunaao noon mirch par chaupaai chaawal par dohey jugal koyeley par kavita likho to sohey arre kam bhaade ki kam bhaade ki kholi par likho qawwali kam bhaade ki kholi par likho qawwali jhan jhan karti kaho rubaai paise waali click here
bikhar gaye bachpan ke sapne armaanon ki shaam dhale kahin saje baraat kisi ki kahin kisi ka pyaar jale keh do koi na kare yahaan pyaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar preet patanga diye se kare preet patanga diye se kare uski hi lau mein wo jal jal marre mushkil raahein yahaan ashk aur aahein yahaan iss mein chaen nahin na karaar keh do koi na kare yahaan pyaar humne to samjha tha phool khile humne to samjha tha phool khile chun chun ke dekha to kaante mille ye anokha jahaan hardum dhokha yahaan iss viraane mein kaisi bahaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar click here
oyee yoon yoon yoon yoon yoon yoon khaali peeli kaahe ko akkhaa din baithe boom maartaa hai khaali peeli khaali peeli khaali peeli kaahe ko akkhaa din baith ke bom maartaa hai khaali peeli kaahe ko akkhaa din baith ke bom maartaa hai left left left right halt bistar uthke bathroom mein tu jaake snaan kar hamaam lux se ragad ragad badan ko saaf kar khatiya se chhod vaasta taiyaar tera naashta bhabhi take hai raasta o aalsi he he o aalsi kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarta hai bom maarta hai khaali peeli kaahe ko akkhaa din baith ke bom maartaa hai khaali peeli haan henw mew ye ladki phir yahaan kyun aa gayi naana ne kiya ghotaala o gadbad jhaala samajh nahin aala re hoye naana ne kiya ghotaala o gadbad gadbad jhaala samajh nahin aala re tur tur naanaji ne baithe baithe apni akal ghumaayi hai naanaji ne baithe baithe apni akal ghumaayi bacho bacho ji bacho bacho ji ye naar naveli padhaane tumhe aayi hai padhaane tumhe aayi hai cat maane billi rat maane chooha click here
aaaa aaaa aaaa aaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa jaise naar koi ho raswanti sa ni dha ma dha ni sa ga ma ga ma dha ni sa re sa ni dha ni sa re sa ni sa re sa ni dha ni ni dha ni ni dha ni ma dha dha ma dha dha ma dha ga re ga ma dha ni sajj singaar ritu aayi basanti jaise naar koi ho raswanti daali daali kaliyon ko titliyaan choome phool phool pankhadiyaan khole amrit ghole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya kaahe kaahe ghata mein bijali chamke kaahe ghata mein bijali chamke ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho chori chori mann pankhi ude naina jude aaaaaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole click here
kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai jaane waale khush ho ke jaana hum pade behosh hain ruk gaya carvaan reh gaye bedam kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein hanste hanste loot gaye hum iss bhare baazaar mein ye jahaan beraham kya jeeyenge hum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum click here
laagi tumse lagan saathi chhoote na haye chhoote na kabhi chhoote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na chaahe kismat humko thukraaye chaahe duniya dushman ban jaaye chaahe kismat humko thukraaye chaahe duniya dushman ban jaaye chaahe sab roothen tu roothe na laagi tumse lagan saathi chhoote na haye chhoote na kabhi chhoote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa haaa aaaaa aaaaa haaa aaaaa yeh preet ke hain naazuk dhaage duniya ki nazar kahin na laage yeh preet ke hain naazuk dhaage duniya ki nazar kahin na laage koi pyaar hamaara loote na laagi tumse lagan saathi chhoote na haye toote na kabhi toote na naata janam janam kaa toote naa haye toote na kabhi toote na laagi tumse lagan saathi chhoote na click here
o oo oo o o oo oo oo main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa dharti ki kaaya soyi ambar ki maaya soyi jhil mil taaron ke neeche sapnon ki chhaaya soyi main dhoondhoon re tu kho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o jaaane hawaayein kahaan khoyi saagar ki bhi lehrein soyi duniya ka sab dukhda bhar ke teri do ankhiyaan re kyun royi aansoon ke shabnam dho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o aansoon tere mujh ko de de badle mein meri hansi le le tera to mann sukh se khele mera hriday tera dukh jhele naye beej khushi ke bo jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o click here
main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai aaj keh do naa jee khol ke jo dil mein chhupi baat hai main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum ik pal bhi nahin door hon chaand taaron ki hum ko kasam main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan aaaa haaa haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa oooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo click here
maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya paap kaho ya punay kaho maine peena seekh liya maine peena seekh liyaa ek chhavi thi laakhon mein aan basi in ankhon mein ek kali muskayi thi mann bhanvre ko bhaai thi ek din pyaar ka phool khila mere sur ko geet mila par kismat laayi rang naye sur chhute aur geet gaye bheech bhanwar tune chhoda bhare prem mein munh moda pyaar pe aisa waar kiya ufff jeena uff jeena dushwaar kiya ab sharab ne saath diya to tujh bin jeena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya log kahen kyun ha ha ha ha ha ha log kahen kyun peete ho mann kehta kyun jeete ho jeene ki koi chaah nahin marne ki koi raah nahin jeevan hi jab rog yahaan bolo iski dawa kahan pyaar ke jaam na peete hum kho kar hosh na paate ghum humne manzil dhundhi thi lekin kismat roothi thi raah mein saathi haayeee raah mein saathi chhoot gaya thes lagi dil toot gaya ab to isi nashe ke dhagon se dil seena seekh click here
oooommmmm man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan madhur madhur madhu been bajaavan sa ma ma ma ga ga ma dha ni sa re sa ni dha pa ma ga re sa ni sa man bhaavan sangeet suhaavan aadi brahma lay sur upjaaye aaaaa aadi brahma lay sur upjaaye sapt suran ke haath sajaye maha guni naarad ne apni veena par kiske gun gaaye man bhaavan sangeet suhaavan saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe aa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe jan kan ki sangeet sudha se dason dishayen bol uthe jal thal dole ambar dole dhara ka kan kan bol uthe mahadev ka maharaag sun sheshnaag bhi dol uthe gege tit dhage tit kata gina dha tu na gi na tu na dha tuna dha tuna dhatu na ke tagena tu na dha tu na dha tu na dha tu na ge tagena tu na dha tu na dha tu na dha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan click here
man ki gagariya mein tu chamka kamal khila meri aas ka nazar utha ke dekha to nikla tu chanda aakaash ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya man madhuban mein tu muskaayi phool khila meri aas ka palak khuli to dekha ye maine sapna tha madhumaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya gaa utha tha dil mera kisi ke pyaar mein beh gaye wo geet aansuon ki dhaar mein kiski ye nazar lagi mere singaar mein kaante hi mile humein to is bahaar mein ek bhanwre ne kali ko behka khel rachaaya raas ka bhor bhayi ud gayaa bedardi dhokha tha vishwaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya ik nazar se tune man ko jagmagaa diya ik nazar se pyaar ka diya bujha diya ik lehar ne hum ko kinaare laga diya ik lehar ne aa ke bhanwar mein dooba diya tere pyaar mein hum ne khela khel ye aas niraas ka aisi pyaas jagaayi hai tune ant nahin is pyaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye click here
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaa meghava gagan beech jhanke meghava gagan beech jhanke jhuke baadal sakhi nacho nacho ri jhuke baadal sakhi nacho payal jhan jhana ke jhan jhana ke meghava gagan beech jhanke meghava gagan beech jhanke chaaron ore dekho jadu chhaya chaaron ore dekho jadu chhaya lachakne do guiya gori gori kaya chaaron ore dekho jadu chhaya baja lo jhan jhan rang mein aake jhumo re magan chhan chhan balkhake meghava gagan beech jhanke nacho ri payal jhan jhana ke jhan jhana ke meghava gagan beech jhanke pa ni dha ni sa dha ga pa dha pa ga sa ni dha pa ga ni sa sa dha ga re re ni re sa badi pyaari bela aayi aali badi pyaari bela aayi aali zara leke thumka nacho de de tali badi pyaari bela aayi aali kateele nayan karke baanke rijha lo sajan ko naina mila ke meghava gagan beech jhanke nacho ri payal jhan jhana ke jhan jhana ke meghava gagan meghava gagan meghava gagan beech jhanke click here
aaa aaaaa aaaa aaaa mera pyaar mera pyaar tadapta hai mere dil ki kali murjhaayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai maine bahaar maangi thi angaar ban gayi duniya do din ka pyaar maanga tha deewaar ban gayi duniya singaar singaar takta hai sapnon ki aankh bhar aayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai jab unse milan hua tha unse jab aankh ladi thi maine na kisi se puchha jaane wo kaisi ghadi thi mera baag mera baag ujadta hai maali ne nazar phiraayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai click here
mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo chhaye huye andhkaar mein tum deep se jalo mere laadlo tum phoolo falo mere dulaaro aankhon ke taaro mujhko nahin tum bhulaana maata na hogi baaba na honge tum ko akele hi jaana tum ko akele hi jaana palte raho tum pyaar mein sab sang sang chalo mere laadlo tum phoolo falo rona nahin tum sona nahin tum soye jagat ko jagaana rukna nahin tum jhukna nahin tum pranon ki baazi lagaana pranon ki baazi lagaana aa yogi bano tum karm ke aur dharm par chalo mere laadlo tum phoolo falo chhayegi aandhi aayenge toofan jyoti ye bujhne na paaye chhoti umar hai lambi dagar hai pag na kahin dagmagayen pag na kahin dagmagayen kaanton bhare sansaar mein tum phool se khilo mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo click here
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dam mera main kuchh kahun to kaise ghum se haden khushi ki jaan milin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam kitne din guzar gaye kismat ko sote sote kitni umr kat gayi din raat rote rote phir bhi to badnaseebi kam nahin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam mere sanam mere sanam click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kali Ek Tumse Puchhun Baat Sakshi Gopal (1957) 04:00 40594
 
Poster of Sakshi Gopal (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 04:00   Song Number : 40594   

Kalpana Ke Ghan Baraste Amar Jyoti (1967) 03:55 36995
 
Poster of Amar Jyoti (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Mahipal, Ulhas
Duration : 03:55   Song Number : 36995   

Kari Kari Kari Andhiyari Thi Raat Navrang (1959) 08:00 11258
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 08:00   Song Number : 11258   

Karm Kaho Kismat Kaho Karm (1977) 02:51 13522
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Shivpuri
Duration : 02:51   Song Number : 13522   

Kaun Ho Tum Stree (1961) 03:23 14285
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
V Shantaram, Sandhya
Duration : 03:23   Song Number : 14285   

Kavi Raja Kavita Ke Navrang (1959) 02:23 36884
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Duration : 02:23   Song Number : 36884   

Keh Do Koi Na Kare Yahaan Pyaar Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:38 13287
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 13287   

Khaali Peeli Kaahe Ko Tamasha (1952) 03:58 20680
 
Poster of Tamasha (1952)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:58   Song Number : 20680   

Kuhu Kuhu Bole Suvarna Sundari (1958) 06:20 14307
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Anjali Devi, Nageshwar Rao
Raag- 
Sohini
Taal- 
Tintal
Duration : 06:20   Song Number : 14307   

Kyun Mile Tum Hum Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:46 12872
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Ashok Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 12872   

Laagi Tumse Lagan Saranga (1960) 03:47 38123
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar, Jayshree Gadker
Duration : 03:47   Song Number : 38123   

Main Jaagon Re Tu So Jaa Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:33 13133
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 03:33   Song Number : 13133   

Main Yahaan Tu Kahaan Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:42 12869
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Niroopa Roy
Duration : 03:42   Song Number : 12869   

Maine Peena Seekh Liya Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:31 36860
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta
Duration : 03:31   Song Number : 36860   

Man Bhaavan Sangeet Suhaavan Chandramukhi (1960) 03:29 38308
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Manna Dey
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 38308   

Man Ki Gagariya Piya Milan Ki Aas (1961) 04:02 17665
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Duration : 04:02   Song Number : 17665   

Meghva Gagan Beech Harishchandra Taramati (1963) 05:19 37654
 
Poster of Harishchandra Taramati (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Helen
Duration : 05:19   Song Number : 37654   

Mera Pyaar Tadapta Hai Amar Jyoti (1967) 03:22 39954
 
Poster of Amar Jyoti (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:22   Song Number : 39954   

Mere Ladlo Tum Phoolo Sant Gyaneshwar (1964) 04:40 39432
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:40   Song Number : 39432   

Mere Sanam Sun Mera Ghum Naag Mandir (1966) 03:34 37838
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37838   
Karaoke Songs of bharat vyas, Sad Songs of bharat vyas, Love Songs of bharat vyas, Dance Songs of bharat vyas, Hip-hop songs of bharat vyas, Best songs of bharat vyas, Super hit songs of bharat vyas, hit songs of bharat vyas, duet songs of bharat vyas, solo songs of bharat vyas, old songs of bharat vyas, famous songs of bharat vyas, Hindi Karaoke Songs of bharat vyas, Hindi Sad Songs of bharat vyas, Hindi Love Songs of bharat vyas, Hindi Dance Songs of bharat vyas, Hindi Hip-hop songs of bharat vyas, best Hindi songs of bharat vyas, super hit Hindi songs of bharat vyas, hit Hindi songs of bharat vyas, duet Hindi songs of bharat vyas, solo Hindi songs of bharat vyas, old Hindi songs of bharat vyas, famous Hindi songs of bharat vyas, Sing Along Songs of bharat vyas, Sing Along Sad Songs of bharat vyas, Sing Along Love Songs of bharat vyas, Sing Along Dance Songs of bharat vyas, Sing Along Hip-hop songs of bharat vyas, Sing Along Best songs of bharat vyas, Sing Along Super hit songs of bharat vyas, Sing Along hit songs of bharat vyas, Sing Along duet songs of bharat vyas, Sing Along solo songs of bharat vyas, Sing Along old songs of bharat vyas, Sing Along famous songs of bharat vyas