Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYogesh
HomeYogesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm haan yun hi mehke preet piyaa ki mere anuraagi mann mein rajnigandhaa phool tumhari mehke yun hi jeewan mein haan yun hi mehke preet piyaa ki mere anuraagi mann mein adhikaar yeh jab se saajan ka har dhadkan par maana maine adhikaar yeh jab se saajan ka har dhadkan par maana maine main jab se unke saath bandhi yeh bhed tabhi jaana maine kitna sukh hai bandhan mein rajnigandhaa phool tumhari mehke yun hi jeewan mein haan yun hi mehke preet piyaa ki mere anuraagi mann mein har pal meri in aakhon mein bas rehte hain sapne un ke har pal meri in aakhon mein bas rehte hain sapne un ke mann kahtaa hai main rangon ki ik pyaar bhari badli ban ke barsoon un ke aangan mein rajnigandhaa phool tumhari mehke yun hi jeewan mein haan yun hi mehke preet piyaa ki mere anuraagi mann mein
rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan jab ghungharuon ki bajti hain boondein armaan humaare palkein na moondein kaise dekhein sapne nain sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se haai karein ab kya jatan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan
rim jhim gire sawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj iss mausam mein lagi kaisi yeh agan rim jhim gire sawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj iss mausam mein lagi kaisi yeh agan la la la la la la la pehle bhi yun to barse the badal pehle bhi yun to bheega tha aanchal la la la la la la la lalaaa pehle bhi yun to barse the badal pehle bhi yun to bheega tha aanchal abke baras kyun sajan sulag sulag jaaye mann bheege aaj iss mausam mein lagi kaisi yeh agan la la la la la la la la iss baar sawan behka hua hai iss baar masuam behka hua hai la la la lala la lalaa laaaaa iss baar sawan behka hua hai iss baar masuam behka hua hai jaane pee ke chali kya pawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj iss mausam mein lagi kaisi yeh agan rim jhim gire sawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj iss mausam mein lagi kaisi yeh agan rim jhim gire sawan la la la la la la la la rim jhim gire sawan
ghir aayin kaari ghata matwaari ghir aayin kaari ghata matwaari saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re bela chameli ki kaliyaan chatak gayin bela chameli ki kaliyaan chatak gayin mehkat ban ki bayaar re mehkat ban ki bayaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re khil gaye hatheli pe mehndi ke boote khil gaye hatheli pe mehndi ke boote lachkat jhoolan se daaaar re dhaani chunar more sar pe naa thehre dhaani chunar mori sar pe naa thehre chudiyaan kare jhankaaaar re chudiyaan kare jhankaaaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re baadal beech bijuriyaa chamke baadal beech bijuriyaa chamke dhundhun main balma ki baaaanh re aadhi rain jab bole papihaa aadhi rain jab bole papihaa jiyaraa pe lagat qataaar re jiyaraa pe lagat qataar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji bheeji sajanwaa ki seeeej re bheej gayi mori haaye kori chunariyaa bheej
Sau Baar Banakar
kanhaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa o re kanhaa shyam rang ranga re har pal mera re shyam rang ranga re har pal mera re mera matwaala hai mann madhuban tera re shyam rang ranga re har pal mera re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re nahin chein pade nahin chein pade dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade mohe kaahe chhale haan haan dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade kanhaaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa sune jamuna ke tatt sune saare panghat aa jaa re wo krishana kanheiya sune jamuna ke tatt sune saare panghat
takra gaye do baadal ambar pe to barasne lagi boondein bikhar ke takra gaye doooo maushami kitna pyaara naam hai iss naam ka saath toh har mausam se hai chaahe wo sardi ka ho ya garmi ka patjhad ka ho ya saawan ka aaha chhodo jao bade wo ho tum naam mera jod diya mausam se sanam mausam phir bhi mausam hai sanam naam mera joda na bata khud se kyun balam mujhse milao ye nain to aise na jalaao mere man ko takra gaye doooo ye saawan ka mausam toh khoobsoorat hai hi lekin tumhaari iss khoobsoorat umar ne isse aur bhi khoobsoorat bana diya hai jaane aayi kaisi ye umar ban ke chali khilne lagi sooni raah par tan mein mann mein uthi ye lehar tujhse sajan takraye man jaaun main bikhar aag lage re saawan ko chhoo gaya mere daaman ko ooo oooo takra gaye do baadal amber pe to barasne lagi boondein bikhar ke takra gaye do
aa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa achchha beta bolo to pa ni sa re ga re ga sa re ni sa pa pa ni sa re ga re ga sa re ni sa pa pa ma ga ma pa ni pa ma ga ma pa ni wahh pa ma ga ma pa ni pa ma ga ma pa ni bahut achchha re ga sa re ni sa re ga sa re ni sa bahut achchha teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye ho teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye dil ye armaanon bhara laaye ham pe ho jaaye karam haye jo tera apni kismat bhi sanwar jaaye zara teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye dil ye armaanon bhara laaye ham pe ho jaaye karam haye jo tera apni kismat bhi sanwar jaaye zara teri galiyon mein hum aaye zindgi teri bahaaron mein muskaaye sada tere daaman ko na chhoo paaye ghum ki hawa zindgi teri bahaaron mein muskaaye sada tere daaman ko na chhoo paaye ghum ki hawa hum garibon ki lage tujhko duaa teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum
hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum jo nahin to kaisi khushi maayusiyon mein doobi hai zindagi mujhe tum bin har palchhin dasta hai soonapan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tumhen jo dekha to palkon tale laakhon diye se dekho jalne lage mera tann mann mera jeevan tumse hi hai magan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan
tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye main hoon wahi tum ho wahi mausam hai wahi bikhri huyi phoolon par shabnam hai wahin phir kyun puraani aaj kahaani lagti hai nayi jab se naye matlab yeh jeene ke samajh paaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye kaun si ye manzil hai kaisa hai safar itni haseen pehle nahin lagti thi dagar inn raahon pe aao basa lein sapnon ka nagar jab se mujhe pyaar bhare iss mod pe tum laaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye tumne chhua mujhpe hua jaane kya asar andekhi uthne lagi man mein ik lehar kyun na yeh lamhe milke chun lein hum tum jhoom kar jab se tere geet mere inn honthon par aaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye
tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye kya kahun tumse keh nahin sakta bin tumhare main reh nahin sakta kya kahun tumse keh nahin sakta bin tumhare main reh nahin sakta tumko gar aitbaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye dil pe mujhko to aitbaar nahin ye wo seh hai jise qaraar nahin dil pe mujhko to aitbaar nahin ye wo seh hai jise qaraar nahin dil pe gar ikhtiyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye jab tamanna shabaab par aaye har taraf ik khumaar sa chhaye jab tamanna shabaab par aaye har taraf ik khumaar sa chhaye weh kismat jo yaad aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye
mere liye to bas wahi pal hain haseen bahaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke main jaanta hoon pyaar ki pooja yahaan apraadh hai apraadh ye har pal karun mann mein yahi ik saadh hai mann mein yahi ik saadh hai mujh ko mili hai ye khushi jeevan ki baazi haar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke seekha nahin maine kabhi saiyanm se mann ko baandhana hai saadhna meri tumhare roop ki aaradhna roop ki aaradhna tum saath do to tod doon saare niyam sansaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke
tumne piya o tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika shyaam kahin shyaam kahin ban jaiyo na tu meri sudh bhulai ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya mere mitva re mere mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje maang bhare maang bhare meri nisdin ab sinduri sanjh aike tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke
tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna aa aa aa tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara
oh wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la mausam ho koi bhi jab wo yaad aaye halki dhoop chhalki baadal khoob chhaye khayalon ko ye bekhudi usne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la saanson pe likha hai unka naam aise ambar pe saji hai har din shaam jaise mujhe mastiyaan har ghadi usne di hain wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la wo hain to jawaan hain saare ye nazaare kaliyaan mehki mehki kunche pyaare pyaare bahaaron ko ye taazgi usne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la
yahaan ab kya rehna yahaan ab kya rehna kisi se kya kehna chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan jab tak hai zindgaani sun dukh ki har kahaani sun dukh ki har kahaani har aansu ganga jal hai samjhe ye kaun gyaani samjhe ye kaun gyaani man tarse chal ghar se kahe pyaasi teri aatma chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin tera saathi hain sab dhan ke samjhe dukh na tere koi man ke koi man ke matlab ke sab hain tere yaar yahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan man ke hain khel saare man se insaan haare man se insaan haare dhunde man pyaar jaa kar har ghar har dwaare dwaare har ghar har dwaare dwaare raah chale path na mile chahe aayen bhale andhiyaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin
ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin chale jo saath do kadam wo humsafar mila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin wo kaise log hain jinhen naseeb hai khushi wo honge aur raas jinko aayi dosti mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke pyaar ka koi bhi phool pyaar se khila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye kya makaam hai ye aa gaya hoon main kahan ke ajnabi se lag rahe hain mujhko sab yahan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke door tak ummeed ka koi bhi silsila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin koi mujhe pukaar le koi to de sada main der tak is intzaar mein khada raha sharab ne diya hai saath iska shukriya sharab ne diya hai saath iska shukriya ye baat hai naseeb ki kisi se
ae ae ae ae ae ae ae ae yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai aaj wo jalwon ke rang machal ke chhalka doon chhodiye hangaama chalta rahe na halka ho o hum bhi to dekhen teri adaayen kya tera andaaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain hey yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai chahiye kya usko jisko kisi ka pyaar mile yaar ki albeli do baahon ka haar mile ho jab se mila hai yeh pyaar tera khud par mujhe naaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain hey yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai
yeh din kya aaye lage phool hasne dekho basanti basanti hone lage mere sapne yeh din kya aaye lage phool hasne sone jaisi ho rahi hai har subah meri lage har saanjh ab gulaal se bhari chalne lagi mehki hui pawan magan jhoom ke aanchal tera choom ke yeh din kya aaye lage phool hasne wahan mann bawara aaj ud chala jahan par hai gagan salona sanwlaa jaa ke wahin rakh de kahin mann rangon mein khol ke sapne yeh anmol se yeh din kya aaye lage phool hasne dekho basanti basanti hone lage mere sapne yeh din kya aaye lage phool hasne
oooooooooooo aaaaaaaaaaaa yeh jab se huyiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiii yeh jab se huyiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiiiiiii yeh jab se huyiiiii pade jo mere tan pe ye sune jeewan pe salone teri dhoooooooop nikhar gayi main to sawar gaya dekho ye mera roooooop pade jo mere tan pe ye sune jeewan pe salone teri dhoooooooop nikhar gayi main to sawar gaya dekho ye mera roooooop kahe mose darpan ho gayi tu nayiii yeh jab se huyiiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiii yeh jab se huyiiiiiii kya jaadu kiya tene baandha jo tujhe maine ye aanchal seeeeee jhooome re mann mera likha hai naam tera jo kaajal seeee kya jaadu kiya tene baandha jo tujhe maine ye aanchal seeeee jhooome re mann mera likha hai naam tera jo kaajal seeee jidhar ab main dekhoon bus dikhe re tuiiiii yeh jab se huyiiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rajnigandhaa Phool Rajnigandha (1974) 03:33 21150
 
Poster of Rajnigandha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vidya Sinha
Duration : 03:33   Song Number : 21150   

Rim Jhim Gire Saawan (Male) Manzil (1979) 03:59 21164
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Kafi
Duration : 03:59   Song Number : 21164   

Rim Jhim Gire Sawan (Female) Manzil (1979) 03:17 32846
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 03:17   Song Number : 32846   

Saawan Ki Aayi Bahaar Junoon (1978) 04:12 12301
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jenifar Kendal, Others
Duration : 04:12   Song Number : 12301   

Sau Baar Banakar Ek Raat (1967) 03:10 38261
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 38261   

Shyam Rang Ranga Re Apne Paraye (1980) 05:48 12277
 
Poster of Apne Paraye (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 05:48   Song Number : 12277   

Takra Gaye Do Mazaaq (1975) 03:20 11171
 
Poster of Mazaaq (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:20   Song Number : 11171   

Teri Galiyon Mein Hum Minoo (1977) 05:55 40037
 
Poster of Minoo (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 05:55   Song Number : 40037   

Tum Ho Mere Dil Ki Manzil (1979) 03:14 13687
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:14   Song Number : 13687   

Tum Jab Se Jeevan Mein Kissi Se Na Kehna (1983) 05:18 13600
 
Poster of Kissi Se Na Kehna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:18   Song Number : 13600   

Tum Jo Aao To Pyaar Aa Jaaye Sakhi Robin (1962) 04:19 16309
 
Poster of Sakhi Robin (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Robin Banarji
On Screen Actors- 
Babu Raje, Neelofar
Duration : 04:19   Song Number : 16309   

Tum Samne Baithi Raho Mohd Rafi 03:01 16410
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Shyam Sagar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:01   Song Number : 16410   

Tumne Piya Diya Sab Kuchh Mujhko Us Paar (1974) 04:01 32158
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:01   Song Number : 32158   

Tunak Tunak Dhun Daler Mehndi 05:00 11665
 
Poster of Daler Mehndi
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Daler Mehndi
Singer- 
Daler Mehndi
On Screen Actors- 
Daler Mehndi
Duration : 05:00   Song Number : 11665   

Wahin Chal Mere Dil Shaukeen (1982) 04:33 17636
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty
Duration : 04:33   Song Number : 17636   

Yahaan Ab Kya Rehna Annadata (1972) 04:50 16799
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:50   Song Number : 16799   

Ye Baat Hai Naseeb Ki Ehsaan Aap Ka (1986) 06:18 36447
 
Poster of Ehsaan Aap Ka (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijayendra, Deepti Naval
Duration : 06:18   Song Number : 36447   

Ye Range Mehfil Shaukeen (1982) 03:48 40851
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:48   Song Number : 40851   

Yeh Din Kya Aaye Chhoti Si Baat (1975) 03:08 12990
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Vidya Sinha
Duration : 03:08   Song Number : 12990   

Yeh Jab Se Huyi Us Paar (1974) 04:30 14387
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:30   Song Number : 14387   
Karaoke Songs of Yogesh, Sad Songs of Yogesh, Love Songs of Yogesh, Dance Songs of Yogesh, Hip-hop songs of Yogesh, Best songs of Yogesh, Super hit songs of Yogesh, hit songs of Yogesh, duet songs of Yogesh, solo songs of Yogesh, old songs of Yogesh, famous songs of Yogesh, Hindi Karaoke Songs of Yogesh, Hindi Sad Songs of Yogesh, Hindi Love Songs of Yogesh, Hindi Dance Songs of Yogesh, Hindi Hip-hop songs of Yogesh, best Hindi songs of Yogesh, super hit Hindi songs of Yogesh, hit Hindi songs of Yogesh, duet Hindi songs of Yogesh, solo Hindi songs of Yogesh, old Hindi songs of Yogesh, famous Hindi songs of Yogesh, Sing Along Songs of Yogesh, Sing Along Sad Songs of Yogesh, Sing Along Love Songs of Yogesh, Sing Along Dance Songs of Yogesh, Sing Along Hip-hop songs of Yogesh, Sing Along Best songs of Yogesh, Sing Along Super hit songs of Yogesh, Sing Along hit songs of Yogesh, Sing Along duet songs of Yogesh, Sing Along solo songs of Yogesh, Sing Along old songs of Yogesh, Sing Along famous songs of Yogesh