Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj
HomePankaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lehra ke jhoom jhoom ke la muskura ke la phoolon ke ras mein chand ki kirne milake la kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin jaa mehkade se meri jawani utha ke la na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha kadam larkhara hi gaye peete peete kadam larkhara hi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee
beparda nazar aayin jo kal chand biwiyaan akbar zameen mein gairate kaumi se gad gaya poochha jo maine aapka parda wo kya hua kehne lagi ke akal pe mardon ki pad gaya niklo naa benaqaaaaaab niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein do soch kar jawaaaaaaab zamaana kharaab hai do soch kar jawaaaaaaab
kaun hai jisne mai nahin pee hai kaun jhoothi kasam uthata hai maikade se jo bach nikalta hai teri aankhon mein doob jata hai jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya jab saaki ne paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya jab saaki ne paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab aaye sharabi masti mein sab doob gaye yun masti mein hungama hua ik basti mein hungama hua ik basti mein log aaye jab maikhaane tak paimaane toot gaye paimaane toot gaye saaki ki nakaboo ulatte hi keemat na rahi paimaane ki raunak hi gayi maikhaane ki raunak hi gayi maikhaane ki sab peene lage jab aankhon se paimaane toot gaye paimaane toot gaye saaki ki nazar jab tang hui sheeshon ki kismat sang hui yun saari faza berang hui yun saari faza berang hui maikhaane mein aisi jung hui paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya
Phir Haath Mein Sharab Hai
phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein shayad ek roz tera roop kahin par dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya khwaab chun loon to kahin waqt se chhup kar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon
piya milan ko jaana haan piya milan ko jaana jag ki laaj mann ki mauj dono ko nibhaana piya milan ko jaana haan piya milan ko jaana kaante bikhara ke chaloon paani jhalka ke chaloon kaante bikhara ke chaloon paani jhalka ke chaloon sukh ke liye sez rakho sukh ke liye sez rakho pehle dukh uthaana piya milan ko jaana piya milan ko jaana payal ko baandh ke payal ko baandh ke uthi chugnaan ke payal ko baandh ke dheere dheere dabe dabe paun ko badhaana piya milan ko jaana haan piya milan ko jaana bujhe diye andheri raat aankhon par dono haath bujhe diye andheri raat aankhon par dono haath kaise kate kathin baat kaise kate kathin baat chalke aajmaana piya milan ko jaana haan piya milan ko jaana jaana piya milan ko jaana jaana piya milan ko jaana piya milan ko jaana haan piya milan ko jaana
pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye wo aa ke chala jaaye phir kis liye saaj sajaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte honthon par rukhi hansi seene mein chot ubalte jiski phoolon ki maala teri sej saji kaaton se kahin door khada tera premi teri yaad mein aansun bahaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye
aaaaye prem bel mein phool na patte na fal na fal itne aaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye phir bhi man kitna murakh hai phir bhi man kitna murakh hai preetam pe mar jaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte tadap tadap mar jaaye tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora kali kali pe bhaware bhawara premi ka bholapan dekho premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye heyy premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte mar kar jeena aaaaa jee kar marna aaaaaaaaaaaaaaaaaa mar kar jeena jee kar marna hasna haskar aanhe bharna man hi man mein rokar premiiiiii man hi man mein rokar premii man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye heyyy man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte
prem ka naata chhutaa prem ka naata chhutaa naata chhuta prem na chhuta naata chhuta prem na chhuta baat ka paalan chhuta aaaa aaa prem ka naata chhutaa prem ka naata chhutaa nem dharm ke bol re gyani bol nem dharm ke bol re gyani bol kya sachcha kya jhootha baat ka paalan chhuta aaaa aaa prem ka naata chhutaa prem ka naata chhutaa aap ne sej ki sobhaaa aap ne sej ki sobha mann ka dheeraj loota kaise kate niraas wo jeevan kaise kate niraas wo jeevan har ek sahara chhuta baat ka paalan chhuta aa haa haa haa prem ka naata chhutaa prem ka naata chhutaa haaa
rishta tera mera sab se hai aalaa rishta tera mera sab se hai aalaa main teri maiyya tu hai mera lala tu mera lala rishta tera mera sab se hai aalaa main teri maiyya tu hai mera lala tu mera lala rishta yashoda ka jo shyaam se hai kaushalya ka rishta jo raam se hai rishta yashoda ka jo shyaam se hai kaushalya ka rishta jo raam se hai jo faatimaa kaaaaaaaaa jo faatimaa ka husenon hasan se rishta hai isaa ka jo mariyam se bandhan ye saare jahaan se niraala bandhan ye saare jahaan se niraala main teri maiyya tu hai mera lala tu mera lala rishta tera mera sab se hai aalaa main teri maiyya tu hai mera lala tu mera lala maagun muraaden duwaaen lootaun har saal tera janamdin manaaun maagun muraaden duwaaen lootaun har saal tera janamdin manaaun khaali kabhi bhiiiiiiiiiii khaali kabhi bhi naa ho meri gaagar tujh pe lootaun main mamta ka saagar mamta ke aanchal mein tujhko hai paala mamta ke aanchal mein tujhko hai paala main teri maiyya tu hai mera lala tu mera lala rishta
aaa aaa aaa aaa aaa sabak jisko wafa ka yaad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin hamara ghar naa phir aabaad hoga hamara ghar naa phir aabaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge ke pahre par khada saiyyaad hoga ke pahre par khada saiyyaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga suna hai suna hai suna hai suna hai ab mohabbat karne wala suna hai ab mohabbat karne wala wafa ki shart se aazaad hoga wafa ki shart se aazaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara zikr sabke
sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash kyun ki unki tarah ladkhdaata hoon main meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai jo samajh mein na aaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon haal sun kar mera sehme sehme hain wo haal sun kar mera sehme sehme hain wo koi aaya hai zulfein bikhere huye maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai dum nikalne na
zindagi mere liye kimati nemat teri mujhko paida kiya tune ye hai kudrat teri imtehaan loongaa main do chaar baras karke gunaah jurm mere hain jyada ke hai rehmat teri khalik hai har ek sheh ka bata tu hi bata main banda hoon aur tu hai khuda tu hi bata karta hoon bura main to saza deta hai hum donon mein kya fark raha tu hi bataa sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein ab elaahi mere pairon mein ujala de de sabr de ya mere zakhmon ko umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai us sulagti huyi deewaar ko saya de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke
achhi surat ko sawarne ki zururat kya hai achhi surat ko sawarne ki zururat kya hai saadgi bhi to qayamat ki ada hoti hai pilana farz tha kuchh bhi pila diya hota sharab kam thi to paani mila diya hota sagar se surahi takrati sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata tum zulf agar lehra dete tum zulf agar lehra dete saawan ka mahina aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata jeene ki ada se na waakif insaan ko bhi jeena aa jata jeene ki ada aaaa jeene ki ada se na waakif insaan ko bhi jeena aa jata thodi si agar tum de dete thodi si agar tum de dete zaahid ko bhi peena aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata kismat mein na thi ye do raatein ek pyaar ki ek tanhaayi ki kismat mein na thi ye do raatein ek pyaar ki ek tanhaayi ki ek raat mein jeena aa jata ek raat mein marna aa jata ek raat mein jeena aa jata ek raat mein marna aa jata tum zulf agar lehra dete tum zulf agar lehra
sala main to sahab ban gaya are sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka haaa sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande waah fakire waah fakire soot pahan kar kaisa koode phande kauaa jaise pankh mayur ka apni dum mein badhen apni dum mein badhen apni dum mein badhen kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha kya jaano hum iss bheja mein kya kya naksa khincha leader log ki unchi baatein kya samjhe tum nicha kya samjhe tum nicha mera wo sab jhahil pan gaya hey sala main to sahab ban gaya sala main to sahab ban gaya hey sahab banke kaisa tan gaya ye soot mera dekho ye boot mera dekho jaise gorra koi london ka tarapapapapapapa tarapapapapapapa surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli kaisa
sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi maathe pe sitaaron ki jagmag bangal ka jaadu baalon mein honthon pe tabbasum phoolon ka kashamir ki rangat gaalon mein bijali jo humaare dil pe giri un aankhon mein thi kajal jaisi un aankhon mein thi kajal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi mehafil mein jidhar wo aaye nazar har aankh udhar ho jaati hai wo jab aaye wo jab jaaye logo ko khabar ho jaati hai wo jab bhi nikalti hai ghar se baj uthati hai paayal jaisi ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi ye jhuki hui rangi palake ye chehare ka sharmilaapan layaa hai bana ke usko dulhan ye joban ye albelaapan dekho to wo sar se paon talak lagati hai tajmahal jaisi ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi har jazba sher mein dhal jaaye har baat kavita ho jaaye jo dekhe use wo kho jaaye jo mile wo shaayar
hey chandrachooda madanantaka shoolaapaaney shaano gireesha girijesha mahesha shambho bhootesha bheetbhaysoodan maamanaatham sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha kailaash shail prinipaat prishaank pehe mrityunjaya pranayarantri jagnaya paat naaraayana priy madprahar shaktinaath sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha hey paarvathee hridayvallabh chandramouley bhootaadhip pramatnaath gireeshchaap hey vaamdev bhav rudr pinaakpaaney sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha visvesh vishvbhavnaashak vishvaroop visvatmaka tribhuvanaik gunaadhikesha hey vishvabhanja hey vishvabhanja hey vishvabhanja karunaamay deenbandho sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha sansaarsukh gahanaa jagadeesh raksha
tere mandir ka hoon deepak jal raha tere mandir ka hoon deepak jal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa jal rahaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha kya tu mere dard se anjaan hai teri meri kya nayi pehchaan hai jyun bina paani bataasha gal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha ek jhalak mujhko dikha de saanware saanware mujhko le chal uss badum ki chhanv re saanware o re chhaliyaaaaa o re chhaliyaa kyun mujhe tu chhal rahaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha main to kismat baansuri ki baanchtaa ek dhun se sau tarah se naachtaa aankh se jamana ka paani dhal rahaaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha
teri daya se aye sahi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi mann ke nadi mein aayi baadh mann ke nadi mein aayi baadh mauj uthi nayi nayi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi chaman hans raha hai bahaar aa rahi hai har ek khilti kopal vipat ki kalii hai hawa mast hai aur gul khil rahe hai jidhar aankh uthaao khushi hi khushi hai hothon pe aa gayi hai hansi dil ki kali bhi khil gayi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi
kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo tamaam umr kahaan koi saath deta hai tamaam umr kahaan koi saath deta hai main jaanta hoon magar thodi door saath chalo main jaanta hoon magar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi hai door saher thodi door saath chalo abhi hai door saher thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Samjho Ke Hum Pee Gaye Pankaj Udhas 07:19 17916
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:19   Song Number : 17916   

Niklo Na Benaqab Pankaj Udhas 07:11 17998
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:11   Song Number : 17998   

Paimaane Toot Gaye Pankaj Udhas 06:06 18384
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
S D Chaturvedi, Babu Das
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:06   Song Number : 18384   

Phir Haath Mein Sharab Hai Pankaj Udhas 04:27 40504
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:27   Song Number : 40504   

Phir Hatheli Pe Lakiro Ka Samunder Dekhon Pankaj Udhas 03:22 40490
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mukhtar
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 03:22   Song Number : 40490   

Piya Milan Ko Jaana Kapaal Kundala (1939) 03:51 12307
 
Poster of Kapaal Kundala (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:51   Song Number : 12307   

Pran Chahe Naina Na Chaahe (Geet) Pankaj Mullick 03:07 15043
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:07   Song Number : 15043   

Prem Bel Mein Phool Na Patte (Geet) Pankaj Mullick 03:31 15044
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:31   Song Number : 15044   

Prem Ka Naata Chhuta Nartaki (1940) 03:05 12411
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Leela Desai, Jagdeesh Sethi
Duration : 03:05   Song Number : 12411   

Rishta Tera Mera Jai Vikraanta (1994) 05:02 31559
 
Poster of Jai Vikraanta (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt
Duration : 05:02   Song Number : 31559   

Sabak Jisko Wafa Ka Yaad Hoga Jawaab (1985) 04:17 37347
 
Poster of Jawaab (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Smita Patil, Raj Babbar
Duration : 04:17   Song Number : 37347   

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin Pankaj Udhas 06:07 18248
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:07   Song Number : 18248   

Sabr De Ya Mere Zakhmon Ko Pankaj Udhas 08:52 32297
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:52   Song Number : 32297   

Sagar Se Surahi Pankaj Udhas 06:50 35942
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:50   Song Number : 35942   

Sala Main To Sahab Ban Gaya Sagina (1974) 03:06 12464
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 12464   

Sawan Ke Suhaane Pankaj Udhas 07:32 18280
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Indipop
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:32   Song Number : 18280   

Shiv Stotram Yatrik (1952) 03:02 14053
 
Poster of Yatrik (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:02   Song Number : 14053   

Tere Mandir Ka Hoon Pankaj Mullick 03:28 15510
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:28   Song Number : 15510   

Teri Daya Se Nartaki (1940) 03:09 15187
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdeesh Sethi
Duration : 03:09   Song Number : 15187   

Thodi Door Saath Chalo Pankaj Udhas 06:28 36023
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:28   Song Number : 36023   
Karaoke Songs of Pankaj, Sad Songs of Pankaj, Love Songs of Pankaj, Dance Songs of Pankaj, Hip-hop songs of Pankaj, Best songs of Pankaj, Super hit songs of Pankaj, hit songs of Pankaj, duet songs of Pankaj, solo songs of Pankaj, old songs of Pankaj, famous songs of Pankaj, Hindi Karaoke Songs of Pankaj, Hindi Sad Songs of Pankaj, Hindi Love Songs of Pankaj, Hindi Dance Songs of Pankaj, Hindi Hip-hop songs of Pankaj, best Hindi songs of Pankaj, super hit Hindi songs of Pankaj, hit Hindi songs of Pankaj, duet Hindi songs of Pankaj, solo Hindi songs of Pankaj, old Hindi songs of Pankaj, famous Hindi songs of Pankaj, Sing Along Songs of Pankaj, Sing Along Sad Songs of Pankaj, Sing Along Love Songs of Pankaj, Sing Along Dance Songs of Pankaj, Sing Along Hip-hop songs of Pankaj, Sing Along Best songs of Pankaj, Sing Along Super hit songs of Pankaj, Sing Along hit songs of Pankaj, Sing Along duet songs of Pankaj, Sing Along solo songs of Pankaj, Sing Along old songs of Pankaj, Sing Along famous songs of Pankaj