Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumkum
HomeKumkum
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tere saath hi jeeyenge tere saath hi marenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tha jheel ka kinaara paani baras raha tha baahon mein le ke mujh ko tumne yahi kaha tha ye ghata se baal kaale teri chaal jaise naagan tu husn waadiyon ka tera pyaar jaise saawan tujh se juda naa honge naa tujhe juda karenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana phoolon ke beech the hum sooraj bhi doobta tha aankhon pe honth rakh ke jab tumne ye kaha tha main chun ke laaun taare teri maang main sanwaarun apni dulhan bana ke tujhe umr bhar nihaarun tere bol meethe meethe sun kar jiya karenge
oye oye oyeeeee wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhn main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le marzi uski marzi jaise chaahe aazmaa le saath agar uske main din raat rahunga bhool ke bhi phir to na ye baat kahunga wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun chori dil ki chori raste chalte mujhko loota chori dil ki chori raste chalte mujhko loota samjho kuchh bhi samjho par na samjho itna jhutha chain nahin ab to bura haal hai mera apni kasam ek hi savaal hai mera wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun bas kar aashiq main
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa koi bhi waada yaad na aayaa koi kasam bhi yaad na aayee meri duhaai sun le khudaai mere sanam ne ki bewafaai dil toot gaya deewaana sun le anajaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa phooloon se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaante bichhaaye main hoon deewaana deewaangi ne ek bewafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa yaaden puraani aane lagin kyaa aankhen jhukaa li kyaa dil mein aaya dekho nazaaraa dilbar humara kaise humaari mehfil mein aayaa hai saath koi begaanaa sun le anjaan zamaana
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa
ye raat bhi jaa rahi hai ke ghum ki ghata chhaa rahi hai mere humdam tu nahinnnn aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi nahin jiss taraf koi manzil usi raah pe chal rahi hoon teri yaad mein o sitamgarrrrr shamma ki tarah jal rahi hoon jal rahi hoon shamma bhujhi jaa rahi hai mere humdam tu nahin aaya aaaaa aaaaaa hoooo ooooo ooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaajaaa huyi dushmani aasmaan ki muhabbat ki har daastan se kahin ye naa ho ke tu aayeeee chale jaayen hum iss jahaan se iss jahaan se honthon pe jaan aa rahi hai mere humdam tu nahin aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi hai
ye vaada karen jahaan bhi rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera dil ko mila hai dil ka sahaara saath na toote ab ye humaara muskuraa ke qadam hum mila ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein tumse mohobbat meri hui hai tum jo mile ho duniya mili hai har zamaane ki nazren bacha ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen aaaa aaaa aaaa aaaaaaa
ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ah ha ha ho ho ho hi ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm um um ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil insaan ka nahin kahin naam o nishaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes bekaron ke hain kai kaam yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan beghar ko
zara si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi zara si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi zara idhar to dekhiye nigahen to milaiye zara idhar to dekhiye nigahen to milaiye ye naram honth is tarha na daanton mein dabaaiye ye honth kya dabe yahan to jaan hi nikal gayi huzoor kya khata huyi nigah kyun badal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi zara si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi hamare pyaar ka jawaab gairon ko na deejiye hamare pyaar ka jawaab gairon ko na deejiye zara sambhal ke baithiye paseena ponchh leejiye ye aap kya chale yahan chhuri si dil pe chal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi zara si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal gayi huzoor kya khata huyi nigaah kyun badal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Waada Bhool Na Jana Jalte Badan (1973) 06:06 13413
 
Poster of Jalte Badan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Kumkum
Duration : 06:06   Song Number : 13413   

Woh Jharokhe Se Shreeman Funtoosh (1965) 05:34 40494
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:34   Song Number : 40494   

Ye Dard Bhara Afsaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:10 11916
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anoop Kumar, Kumkum
Duration : 05:10   Song Number : 11916   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Ye Raat Bhi Jaa Rahi Hai Sau Saal Baad (1966) 03:27 14163
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:27   Song Number : 14163   

Ye Waada Karen Jahaan Bhi Rahen Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:32 40763
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kumkum, Dharmendra
Duration : 03:32   Song Number : 40763   

Yeh Hai Bombay Meri C I D (1956) 04:06 21439
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Kumkum
Duration : 04:06   Song Number : 21439   

Zara Si Baat Pyaar Ki Salaam Memsaab (1961) 03:38 36619
 
Poster of Salaam Memsaab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Subbi Raj, Kumkum
Duration : 03:38   Song Number : 36619   
Karaoke Songs of Kumkum, Sad Songs of Kumkum, Love Songs of Kumkum, Dance Songs of Kumkum, Hip-hop songs of Kumkum, Best songs of Kumkum, Super hit songs of Kumkum, hit songs of Kumkum, duet songs of Kumkum, solo songs of Kumkum, old songs of Kumkum, famous songs of Kumkum, Hindi Karaoke Songs of Kumkum, Hindi Sad Songs of Kumkum, Hindi Love Songs of Kumkum, Hindi Dance Songs of Kumkum, Hindi Hip-hop songs of Kumkum, best Hindi songs of Kumkum, super hit Hindi songs of Kumkum, hit Hindi songs of Kumkum, duet Hindi songs of Kumkum, solo Hindi songs of Kumkum, old Hindi songs of Kumkum, famous Hindi songs of Kumkum, Sing Along Songs of Kumkum, Sing Along Sad Songs of Kumkum, Sing Along Love Songs of Kumkum, Sing Along Dance Songs of Kumkum, Sing Along Hip-hop songs of Kumkum, Sing Along Best songs of Kumkum, Sing Along Super hit songs of Kumkum, Sing Along hit songs of Kumkum, Sing Along duet songs of Kumkum, Sing Along solo songs of Kumkum, Sing Along old songs of Kumkum, Sing Along famous songs of Kumkum