Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit%20Singh%20
HomeJagjit%20Singh%20
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ko kya ho gaya khuda jaane kyun hai aisa udaas kya jaane keh diya maine haal e dil apnaa keh diya maine haal e dil apnaa isko tum jaano ya khuda jaane jaante jaante hi jaanega jaante jaante hi jaanega mujh mein kya hai abhi woh kya jaane tum na paaoge saada dil mujhsa tum na paaoge saada dil mujhsa jo tagaaful ko bhi hayaa jaane dil ko kya ho gaya khuda jaane
din guzar gaya aitbaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein unki ik nazar kaam kar gayi unki ik nazar kaam kar gayi hosh ab kahan hoshiyaar mein hosh ab kahan hoshiyaar mein mere kabze mein kaaynaat hai mere kabze mein kaaynaat hai main hoon aapke ikhtiyaar mein aankh to uthee phool ki taraf aankh to uthee phool ki taraf dil ulajh gaya husn e khar mein dil ulajh gaya husn e khar mein tujhse kya kahein kitne ghum sahe tujhse kya kahein kitne ghum sahe hamne bewafa tere pyaar mein fikr e aashiyaan har khiza mein ki fikr e aashiyaan har khiza mein ki aashiyaan jala har bahaar mein aashiyaan jala har bahaar mein kis tarah ye ghum bhool jaayen hum kis tarah ye ghum bhool jaayen hum wo juda hua ishtihaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein
din kuchh aise guzaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi aainaa dekh kar tasalli huyi aainaa dekh kar tasalli huyi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi pak gayaa hai shajar pe phal shaayad pak gayaa hai shajar pe phal shaayad phir se patthar uchhaaltaa hai koi phir se patthar uchhaaltaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi der se goonjte hain sannaate der se goonjte hain sannaate jaise hamko pukaartaa hai koi jaise hamko pukaartaa hai koi jaise hamko pukaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi
dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale maine dekhe hain kai rang badalne waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale tumne chup reh ke sitam aur bhi dhaaya mujh par tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon aur honge tere baazar mein bikne waale aakhiri baar salaam e dil e mustar le lo phir naa lautenge shab e hijr ke rone waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale
dosti jab kisi se ki jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye maut ka zehar hai fizaaon mein maut ka zehar hai fizaaon mein ab kahan ja ke saans li jaaye ab kahan ja ke saans li jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye bas isi soch mein hoon dooba hua bas isi soch mein hoon dooba hua ye nadi kaise paar ki jaaye ye nadi kaise paar ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye mere maazhi ke zakhm bharne lage mere maazhi ke zakhm bharne lage aaj phir koi bhool ki jaaye aaj phir koi bhool ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye botalen khol ke to pee barson botalen khol ke to pee barson aaj dil khol ke bhi pee jaaye aaj dil khol ke bhi pee jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye
dukh mein sumiran sab kare sukh mein kare na koi dukh mein sumiran sab kare sukh mein kare na koi jo sukh mein sumiran kareeeee jo sukh mein sumiran kare dukh kahe ko hoye dukh kahe ko hoye aisi vaani boliye man ka aapa khoye aisi vaani boliye man ka aapa khoye auron ko sheetal kareeeee auron ko sheetal kare aapo sheetal hoye aapo sheetal hoye bada hua to kya hua jaise ped khajoor bada hua to kya hua jaise ped khajoor panchi ko chhaya nahinnnnn panchi ko chhaya nahin phal laage ati door phal laage ati door aaaaa aaaaaaa ooo durlabh manush janam hai koi na duji baat pakka phal jo gir padaaaaaa pakka phal jo gir pada lage na duji baar lage na duji baar aaaaa aaaaaa mangan maran saman hai mat mango koi bheekh mangan maran saman hai mat mango koi bheekh mangan se marna bhalaaaaaa mangan se marna bhala ye satguru ki seekh yeh satguru ki seekh heyeee eeeeeee kaashi kaba ek hai ek hai raam raheem kaashi kaba ek hai ek hai raam raheem maida ek pakwaan bakhub maida ek
dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere dard hamaara koi na jaane apni garaj ke sab hain deewane dard hamaara koi na jaane apni garaj ke sab hain deewane kiske aage rona royen des paraaya log begaane dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna laakh yahaan jholi phaila le kuchh nahin denge ye jag wale laakh yahaan jholi phaila le kuchh nahin denge ye jag wale patthar ke dil mom na honge chahe jitna neer bahaa le dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere
hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaaaa ayeeeeeeee ayeeeeeeee aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa duniyaaaaaaaaaaaa duniyaaaaa duniyaaaaaaaaa duniyaaaaa jise kehte hain jaadoo kaa khilona hai duniyaaaaa duniyaaaaa jise kehte hain jaadoo kaa khilona hai mil jaaye to mitti hai mil jaaye to mitti hai kho jaaye to sona hai duniyaaaaa duniyaaaaa achchha sa koi mausam achchha sa koi mausam tanhaa saa koi aalam har waqt kaa rona to har waqt kaa rona to bekaar ka rona hai duniyaaaaa duniyaaaaa jise kehte hain jaadoo kaa khilona hai barsaat kaa baadal to deewana hai kya jaane deeeeewaana deeeeewaaana deeewaana deeeewaana deewaana deewaana barsaat kaa baadal to deewana hai kya jaane kiss raah se bachna hai kiss raah se bachna hai kiss chhat ko bhigona hai duniyaaaaa duniyaaaaa jise kehte hain jaadoo kaa khilona hai ghum ho ke khushi donon kuchh der ke saathi hai kuchh der ke saathi hai kuchh der ke saathi hai kuchh der ke saathi hai saathi saathi hai ghum ho ke
eh jag meet na dekhyo koyi sagal jagat apne sukh lagyo sagal jagat apne sukh lagyo dukh mein sang na hoyi dukh mein sang na hoyi eh jag meet na dekhyo koyi eh jag meet na dekhyo koyi daarah meet poot sambandhi daarah meet poot sambandhi sagare dhan sio laage jab hi nirdhan dekhyo nar ko sang chhaad sab bhaage sang chhaad sab bhaage kaho kahaa yaa mann baure ko in sio neyo lagaayo deena naath sakal bhey bhanjan jas tha ko bisraayo suaan poochh jo bhayo na sudho bohot jatan main keeno nanak laaj biradh ki raakho naam tihaaro leeno naam tihaaro leeno naam tihaaro leeno
ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai zulm ki raat bahut zald dhalegi ab to aag chulhon mein har ek roz jalegi ab to bhookh ke maare koi bachchaa nahin royega chain ki neend har ik shaksh yahaan soyega aandhi nafrat ki chalegi na kahin ab ke baras pyaar ki fasal ugaayegi zameen ab ke baras hai yakeen ab naa koi shor sharaaba hoga zulm hoga naa kahin khoon kharaaba hoga oss aur dhoop ke sadme naa sahegaa koi ab mere des mein beghar naa rahegaa koi naye waadon kaa jo daala hai wo jaal achchhaa hai rehnumaaon ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai
ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke sehbaa ki aabroo par paani naa pher saaki sehbaa ki aabroo par paani naa pher saaki main khud hi pee raha hoon aansun mila mila ke main khud hi pee raha hoon aansun mila mila ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke wo meri lagjishon par tanqeed kar rahe hain wo meri lagjishon par tanqeed kar rahe hain jo maikade mein khud hi chalte hain ladkhada ke jo maikade mein khud hi chalte hain ladkhada ke ik din tu aa ke meri mannat ki laaj rakh le ik din tu aa ke meri mannat ki laaj rakh le kab se ujaadta hoon mehfil saja saja ke kab se ujaadta hoon mehfil saja saja ke peene gaye the chal ke laaye gaye utha ke ek jaam mein gire hain kuchh log ladkhada ke imaan nazeer apna de aayen hain button ko imaan nazeer apna de aayen hain button ko dil ke bade
ek parwaaz dikhaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai jiski aankhon mein kati thi sadiyaan jiski aankhon mein kati thi sadiyaan usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai usne sadiyon ki judaayi di hai sirf ik safhaa palat kar usne sirf ik safhaa palat kar usne saari baaton ki safaai di hai saari baaton ki safaai di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai phir wahin laut ke jaana hoga phir wahin laut ke jaana hoga yaar ne kaisi rihaayi di hai yaar ne kaisi rihaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai aag mein kya kya jalaa hai shabh bhar aag mein kya kya jalaa hai shabh bhar kitni khushrang dikhaayi di hai kitni khushrang dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai ek parwaaz dikhaayi di hai teri aawaaz sunaayi di hai
ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain kitni saundhi lagti hai tab kitni saundhi lagti hai tab maazi ki ruswaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein mere saath chala aaya hai mere saath chala aaya hai aap ka ik saudaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai unki baat suni bhi humne unki baat suni bhi humne apni baat sunaayi bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi
faasila to hai magar koi faasila nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin faasila to hai magar koi faasila nahin aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi hooo aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi aap ye bataiye aap to khafa nahin aap ye bataiye aap to khafa nahin kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin leejiye bula liya aapko khayaalon mein hooo leejiye bula liya aapko khayaalon mein ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum kaisi kal hawa chali koi jaanta nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin
gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan shankar suman bhavaani nandan shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan siddhi sadan gajvadan vinaayak siddhi sadan gajvadan vinaayak kirpa sindhu sundar sablaayak shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan modak priyamud mangal daataa modak priyamud mangal daataa vidya vaardhi buddhi vidhata shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan maalat tulsidaas kar jode maalat tulsidaas kar jode bashu raam siya maanas more shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan shankar suman bhavaani nandan shankar suman bhavaani nandan gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan gaaiye ganpati jagvandan
ghamaan di raat lammi ja mere geet lamme ne na bhayde raat moukdi na mere geet moukde ne ghamaan di raat lammi ja mere geet lamme ne na bhayde raat moukdi na mere geet moukde ne ahye sare kinne ke dhonge ne kise ne haat na paaye ahye sare kinne ke dhonge ne kise ne haat na paaye na barsataan ch chadde ne te na odha ch soukhde ne ghamaan di raat lammi ja mere geet lamme ne na bhayde raat moukdi na mere geet moukde ne ahye phathan ishq de yaaro enha di ki dava hove ahye phathan ishq de yaaro enha di ki dava hove ahye hath layaan vi dukh de ne malam layaan vi dukh de ne ghamaan di raat lammi ja mere geet lamme ne na bhayde raat moukdi na mere geet moukde ne
ghar se nikle the hausla kar ke ghar se nikle the hausla kar ke laut aaye khuda khuda kar ke ghar se nikle the hausla kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke dard e dil paaoge wafaa kar ke humne dekha hai tajurbaa kar ke zindagi to kabhi nahin aayi zindagi to kabhi nahin aayi zindagi to kabhi nahin aayi maut aayi zara zara kar ke log sunte rahe dimaag ki baat log sunte rahe dimaag ki baat log sunte rahe dimaag ki baat hum chale dil ko rehnuma kar ke kiss ne paaya sukun duniyaa mein kiss ne paaya sukun duniyaa mein kiss ne paaya sukun duniyaa mein zindgaani ka saamna kar ke ghar se nikle the hausla kar ke laut aaye khuda khuda kar ke ghar se nikle the hausla kar ke
ghum badhe aate hain qaatil ki nighaahon ki tarah tum chhupa lo mujhe ae dost gunaahon ki tarah apni nazron mein gunehgaar na hote kyun kar dil hi dushman hai mukhalif ke gawaahon ki tarah har taraf zeest ki raahon mein kadi dhoop hai dost har taraf zeest ki raahon mein kadi dhoop hai dost bas teri yaad ke saaye hain panaahon ki tarah tum chhupa lo mujhe ae dost gunaahon ki tarah jinki khaatir kabhi ilzaam uthaaye faaqir wo bhi pesh aaye hain insaaf ke shaahon ki tarah ghum badhe aate hain qaatil ki nighaahon ki tarah
gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai gum sum gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hai ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare raat baithi hai baahen pasaare siskiyaan le rahen hain sitaare koi toota hua dil pukaare humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa gum sum ye jahaan hai humdum tu kahaan hain ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa ghumzadaa ho gayi zindagi aa bhi jaa
hmm hmm hmm hmm hmm hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo muskurahat hai husn ka zevar muskurahat hai husn ka zevar muskurana na bhool jaya karo muskurana na bhool jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo waah had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho jhuthi qasmein zurur khaya karo jhuthi qasmein zurur khaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ko Kya Ho Gaya Khuda Jaane Jagjit Singh 03:19 40794
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:19   Song Number : 40794   

Din Guzar Gaya Jagjit Singh & Chitra Singh 08:31 37301
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:31   Song Number : 37301   

Din Kuchh Aise Guzaarta Hai Koi Jagjit Singh 05:24 39729
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:24   Song Number : 39729   

Dost Ban Ban Ke Mile Mujhko Mitaane Wale Jagjit Singh 04:22 16020
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:22   Song Number : 16020   

Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye Jagjit Singh 05:45 37308
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:45   Song Number : 37308   

Dukh Mein Sumiran Sab Kare Jagjit Singh 07:29 37350
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:29   Song Number : 37350   

Dukhi Man Mere Jagjit Singh 04:59 38318
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 38318   

Duniya Jise Kehte Hain Jagjit Singh & Chitra Singh 07:09 11257
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 11257   

Eh Jag Meet Na Dekhyo Koi Jagjit Singh 05:19 17227
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:19   Song Number : 17227   

Ek Brahman Ne Kahaa Hai Jagjit Singh 04:01 15962
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:01   Song Number : 15962   

Ek Jaam Mein Jagjit Singh 06:27 18819
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 18819   

Ek Parwaaz Dikhaayi Jagjit Singh 06:04 16871
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:04   Song Number : 16871   

Ek Puraana Mausam Lauta Jagjit Singh 06:19 16864
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:19   Song Number : 16864   

Faasila To Hai Magar Jagjit Singh & Chitra Singh 06:44 37995
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37995   

Gaiye Ganpati Jagvandan Jagjit Singh 04:54 17617
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Goswami Tulsidas
Music Director- 
J S R Madhukar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 17617   

Ghamaan Di Raat Lammi Jagjit Singh 03:51 32186
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Punjabi
Duration : 03:51   Song Number : 32186   

Ghar Se Nikle The Hausla Kar Ke Jagjit Singh 06:04 17856
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:04   Song Number : 17856   

Ghum Badhe Aate Hain Jagjit Singh 03:58 36960
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Aarzoo Mehek
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:58   Song Number : 36960   

Gum Sum Ye Jahan Hai (Live) Jagjit Singh 02:37 17983
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 02:37   Song Number : 17983   

Hans Ke Bola Karo Jagjit Singh 03:50 35944
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:50   Song Number : 35944