Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lipileni kanti baasa thelipindi chilipi aasa nee kannula kaatuka lekhalalo nee sogasula kavitha rekhalalo ila ila chadavani nee lekhani pranaya rekhani badhulaina leni lekha brathukaina prema lekha nee kaugita bigisina swasalatho nee kavithalu nerpina prasalatho ila ila raayani na lekhani pranaya rekhani lipileni kanti baasa thelipindi chilipi aasa amavasya nisilo koti thaaralunna aakasham vethukuthu undi vedhana thaanai thidiya nati jabili kosam velugu needalennunna velagaleni aakasham lalalala aaaa lalalala aaaa aa tanana tanana tanana tanana eduguthu undi vennela thaanai okka naati punnami kosam lipileni kanti baasa thelisindi chilipi aasa aksharala needalalo nee jaadalu chusukuni aa padhala allikalo nee pedhavulu addhukuni nee kantiki paapanu nenai nee intiki vaakili nenai gadapa daataleka nanne gadiya vesukunnanu gadiyaina neevu leka gadapalekunnanu badhulaina leni lekha brathukaina prema lekha nee kaugita bigisina swasalatho nee kavithalu nerpina prasalatho
Little Jack Horner
Little Peter Rabbit
lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye dil unko dhoondta hai ghum ka singaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke ik saans reh gayee hai wo bhi na toot jaaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye roti hain aaj hum par tanhaayian humari roti hain aaj hum par tanhaayian humari wo bhi na paayen shayad parchhaaiyaan humari badhate hi ja rahe hain mayusiyon ke saaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lau tharthara rahi hai ab shamen zindagi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki mar kar hi ab milenge jee kar to mil na paye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye
lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain humko mohabbat ka raag sunaati hain raag sunaati hain lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai jaise bahaaron mein phool mahakta hai phool mahakta hai lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge dil ki lagi hai kya hum bhi jaanenge hum bhi jaanenge lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar
lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati apne rang jamaati aayi balkhati sharmaati aayi duniya ki rangeen chaman mein bijali si lehraati aayi aaaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati baalon mein ghan kaale kaale gaalon mein rangeen ujaale baanki chitwan baat anokhi peene ke andaaz niraale aaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat
lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main na band baaja naahi baraati khushiyon ki saugaat leke lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main devar dulha bana sar pe sehra sajaa bhabhi badh kar aaj baliyaan leti hai prem ki kaliyaan khilen pal pal khushiyaan milen sache mann se aaj duwaayen deti hai ghode pe chad ke chala hai baanka apni dulhan se milne lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main wah wah raam ji jodi kya banaayi devar devraani ji badhaayi ho badhaayi sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaayi aayi hai shubh ghadi aaj bani main badi kal tak ghar ki bahu thi ab hoon jhethaani huqm chalaungi main aankh dikhaungi main sehmi khadi rahegi meri devarani hazaar sapne palkon mein apne deewani main saath leke lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main
lo chehraa surkh sharaab hua haaye aankhon ne saagar chhalkaaya lo chehraa surkh sharaab hua aankhon ne saagar chhalkaaya ye gussa haaye ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua ye garm nighaah tauba tauba pathar mein bhi aag bhadak uthe uss dil ka khuda hi haafiz hai jo teri nazar se takraaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua dekho to zara tum mausam ko mausam bhi larajta hai darr se wo khauff se bijli kaanp uthi baadal ka josh utar aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua kyun aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko honthon ki laali kehti hai ik shola lab tak bhad aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua
apne chehre se zara zulfen hatate jaaiye meri kismat ke andheron ko mitaate jaaiye band kaliyaan inn haseen honthon ki ab khilne bhi do muskuraane ke ye din hai muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi duniyaan se judaa khilne ki adaa daaman mein bahaaren laayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi doshiza alhad naadaan husn se apne hai anjaan pyaar ki naa jaane pehchaan dil hi mein dil ke armaan ithlaati bal khaati madmaati dhoom machaati lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi
mat puchho jo khushi ke maare aaj hai apna haal aankhon mein chhaayi hai masti behek rahi hai chaal ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke aaj duniya hai hamaari haay aaj duniya hai hamaari chalenge tan ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hain sehre mein hamne apne armaanon ke phool sajaaye sehre mein pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hain sehre mein hamne apne armaanon ke phool sajaaye sehre mein dil ke gulshan se haye dil ke gulshan se laaye hai jo chun chun ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke wahaan talak khushiyaan hi khushiyaan nazar jahaan tak jaati hai khush kismat logon ko kismat aisa din dikhlaati hai wahaan talak khushiyaan hi khushiyaan nazar jahaan tak jaati hai khush kismat logon ko kismat aisa din dikhlaati hai isi din ko haye isi din ko
pyaar to kya milta apnon se thokar ke kaabil kehlaaye kaat ke apna dil bhi diya to chor bane kaatil kehlaaye lo hum chale ho oo lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan ke khush raho le ke tum phool sa ek jeevan chaand sa ek sapna lo hum chale ho oo jo ho sake dekho maamta ke mukhde ko jo ho sake dekho maamta ke mukhde ko ke chhod jaate hain apne hi tan ke tukde ko tumhi nahin ho oo tumhi nahin poochhte kis tarah guzregi zindagi ki ghadiyaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan lo hum chale ho oo diya hai kya humne jo ye jaan jaaoge diya hai kya humne jo ye jaan jaaoge to bhar ke aankh tum hum ko gale lagaaoge magar humen ho oo magar humen tum agar yaad bhi kar loge ye bhi hoga ehsaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan ki khush raho le ke tum phool sa ek jeevan chaand sa ek sapna lo hum chale
lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo milne paayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa chup hai zubaan lekin chaahat ye keh rahi hai mere hi khoon ki nadiyaan uss dil mein beh rahi hain main pyaar kaa hoon baadal aur wo hai meraa saayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa dil keh rahaa hai mera usko gale lagaa loon seene ki aag ko main us pyaar se bujhaa loon maali kaa ghar ujad gayaa aur phool rang laayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa
lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye nainon ne tere sajan mann ko lubha ke chhoda dil pe kiya wo jaadoo apna bana ke chhoda mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye armaan bhare do dil hain duniyaa pe hai jawaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani ooo hoooo ooooo oooo oooo rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon roshni waale mere naam se jalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain neend se mera taalluk hi nahin barson se neend se mera taalluk hi nahin barson se khaab aa aa ke meri chhat pe tehalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye aur sab log yahin aa ke phisalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain
are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye haan log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye o dekho o kidhar o udhar wo wahan haye haye haye are log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye kahe gussa unhe aa gaya haan ham ko maza aa gaya ho ho gussa unhen aa gaya ho ham ko maza aa gaya yun dagmagaaye kadam jaise nasha chhaa gaya is dil ke sare arma nikal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi sathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki daulat ke kanton se kaliyan bhali pyaar ki ho nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki dekho hamaare raste badal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye dhanwaan dekhe zara haan ye khel
na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla ho sakta hai dushman ko bhi kehne lag jaun yaar ho sakta hai dushman ko bhi kehne lag jaun yaar din ko raat raat ko din phir bhi mere pyaar tum na kehna pagla jab sab log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla dhundhli ujli tasveeren hain dhuan dhuan si raat dhundhli ujli tasveeren hain dhuan dhuan si raat dil ki bhool bhulaiyon mein hi kho gayi dil ki baat dard bahe aankhon se banke aansu mujhsa pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla
log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain tumne jis haal e pareshan se nikala tha hamein aasra de ke mohabbat ka sambhala tha humein sochte hain ke wahi sochte hain ke wahi haal dobara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain yun bhi ab tumse mulakaat nahin hone ki mil bhi jaao mil bhi jaao to koi baat nahin hone ki aakhri baar bas ab aakhri baar bas ab zikrr tumhara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain aakhri baar khayalon mein bula lein tumko aakhri baar kaleje se laga lein tumko aur phir apne tadapne aur phir apne tadapne ka nazara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein
Log Kehte Hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm dere naa aaaa log kehte hain main sharabi hoon log kehte hain main sharabi hoon tumne bhi shayad yehi soch liya haaan log kehte hain main sharabi hoon kisipe husn ka gurur jawaani ka nasha kisi ke dil pe mohabbat ki ravaani ka nasha kisiko dekh ke sanson se ubharta hai nasha bina piye bhi kahin had se guzarta hai nasha nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara kise hai hosh mere saamne to lao zara nasha hai sab pe magar rang nashe ka hai juda khili khili huyi subah pe hai shabnam ka nasha hawa pe khushbu ka badal pe hai rimjhim ka nasha kahin suroor hai khushiyon ka kahin ghum ka nasha nasha sharaab mein hota to nachati botal maikade jhoomte paimanon mein hoti hulchal nasha sharaab mein hota to nachti botal nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara log kehte hain main sharabi hoon thodi aankhon se pila de re sajni deewani thodi aankhon se pila de re sajni deewani tujhe main tujhe main tujhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lipileni Kanti Bhasha Srivaariki Premalekha (1984) 04:45 40527
 
Poster of Srivaariki Premalekha (1984)
 
Category
Telugu
Year- 
1984
Music Director- 
Pasupuleti Ramesh Naidu
On Screen Actors- 
Naresh, Poornima
Duration : 04:45   Song Number : 40527   

Little Jack Horner Nursery Rhymes (English) 01:17 39532
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 01:17   Song Number : 39532   

Little Peter Rabbit Nursery Rhymes (English) 03:00 39520
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 03:00   Song Number : 39520   

Lo Aa Gayee Unki Yaad Do Badan (1966) 05:19 20829
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20829   

Lo Aaye Hain Naya Ghar (1953) 03:50 16283
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Begum Para
Duration : 03:50   Song Number : 16283   

Lo Aayi Hai Jawaani Pehchan (1970) 05:22 40717
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 05:22   Song Number : 40717   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Lo Chali Main Hum Aapke Hain Koun (1994) 02:56 20830
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:56   Song Number : 20830   

Lo Chehra Surkh Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:53 13107
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:53   Song Number : 13107   

Lo Ek Kali Muskaayi (Sad Version) Ek Kali Muskayee (1968) 04:02 13220
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:02   Song Number : 13220   

Lo Hum Aaye Dulha Aan Baan (1972) 05:49 40807
 
Poster of Aan Baan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Rakhi, Pran
Duration : 05:49   Song Number : 40807   

Lo Hum Chale Chhod Ke Ghar Nahin Meri Bhabhi (1969) 05:27 17659
 
Poster of Meri Bhabhi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:27   Song Number : 17659   

Lo Khoon Se Khoon Juda Huaa Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:32 38774
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:32   Song Number : 38774   

Lo Pyaar Ki Ho Gayi Jadoo (1951) 03:37 13396
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:37   Song Number : 13396   

Log Har Mod Pe Jagjit Singh 05:42 15999
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:42   Song Number : 15999   

Log Jal Gaye Raaste Pyar Ke (1982) 05:30 38121
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 38121   

Log Kahenge Pagla Pagla Ghungroo Ki Awaaz (1981) 03:48 40087
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 03:48   Song Number : 40087   

Log Kehte Hain Bahu Begum (1967) 03:32 36107
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 36107   

Log Kehte Hain Khudgarz (1987) 07:02 40145
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Bhanu Priya
Duration : 07:02   Song Number : 40145   

Log Kehte Hain Main Sharabi Hoon Sharaabi (1984) 05:15 37001
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Amitabh Bachchan
Duration : 05:15   Song Number : 37001   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of