Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun haaye seene mein tadapta hai dil e naashaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun jab nahin koyi khataaaa jab nahin koyi khataaaaaa meri to phir aisi saza itna samjha do ke meri zindagi barbaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun dil kisi majboor ka haye dil kisi majboor ka dil kisi majboor kaaaaa dil kisi majboor ka bekaar tadpaane se kya tum nahin aate to phir aaye tumhaari yaad kyun lab pe hai fariyaad kyun aasra dekar sahaaraaaa aasra dekar sahaaraaaaaa todna achchha nahin todna achchha nahin gar tumhen barbaad karna tha kiya aabaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun
kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya aankhon mein maine kajal daala maathe pe bindiya lagayi aise mein tu aa jaaye to kya ho raam duhaai chupke mann mein armaanon ne lee aisi angdai koi dekhe to kya samjhe ho jaaye rusvaai maine kyun singaar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya aaj wo din hai jiske liye main tadpi banke radha aaj mere mann ki bechaini badh gayi aur zyaada pyar mein dhoka na kha jaaye ye mann seedha saada aisa na ho jhootha nikle aaj milan ka vaada maine kyun aeitbaar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine
hmmmm hmhm hmhm kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye kab koi sapna bikhre yahaan par kab koi sach ho jaaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye kab koi sapna bikhre yahaan par kab koi sach ho jaaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye hmm hmm hmm hmm yun hi mere beet gaye din yahan din yun hi mere beet gaye din yahan din magar ye asha kahe pal chhin ek din tere din badalenge ghum ke dhalenge saaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye kab koi sapna bikhre yahaan par kab koi sach ho jaaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye chahun mujhe koi mile meet man meet chahun mujhe koi mile meet man meet mere saath jo gaaye mere geet jiske sahare sanson ka ye safar mera kat jaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye kab koi sapna bikhre yahaan par kab koi sach ho jaaye kise khabar kahaan dagar jeevan ki le jaaye kab koi sapna bikhre yahaan par kab koi sach ho jaaye kise khabar kahaan dagar
aarzoooen ro rahi hainnnnnn hasraten barbaad hainnnnnn hum zamaane mein fakat ik dukh bhari fariyaad hai kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi kabhi ek khwaab dekha tha mere pehlun mein tum hoge mere pehlun mein tum hoge kahaani pyaar ki aankhon hi aankhon mein bayaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai ye paani ban ke kehta hai naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi
koi dil mein hai aur koi hai nazar mein muhobbat ke sapne ae ae main kis pe lutaaun isi kashmakash mein jiye jaa raha hoon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon udhar dil muhobbat mein unko diya hai idhar farz ka bojh sar pe liya hai aree zindagi toone ye kya kiya hai kise yaad rakhoon kise bhool jaaon na bas mein hai mere unhe bhool jaana na bas mein hai inko nazar se girana meri bebasi ka bas itna fasana kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon
kishori tor chokher jole kishori tor chokher jole shagor keno katha bole re kishori tor chokher jole shagor keno katha bole re o mon badhiis keno mayar dore shonar kachay shikal pore rakhis keno pakhitaa reee kishori tor chokher jole shagor keno katha bole re o mon badhiis keno mayar dore shonar kachay shikal pore rakhis keno pakhitaa reee kishori tor bisonnotaay agun amar nivite chay re kishori tor bisonnotaay agun amar nivite chay re o pagol kayaay chayay onek tofat bipod hole mayar songat bolche amaay moner daktare kishori tor obhimane kishori tor obhimane amar ki sukh doyal jane re o doyal jibon amar mayar badhon dabdho sudhui sukher kadon jontronate mukti sadhon re oo oo tui jodi amar hoyti ami hoitam tor kolete bosaiya tore koritam ador tui jodi amar hoyti ami hoitam tor kolete bosaiya tore koritam ador tui jodi amar hoyti ami hoitam tor kolete bosaiya tore koritam ador kishori tui lojja paile kishori tui lojja paile gaan uiraa jaayyy pakhna maila ree
kisi aasmaan pe to saahil milegaa kisi aasmaan pe to saahil milegaa kisi aasmaan pe to saahil milegaa main laane wahi aasmaan ja raha hoon main laane wahi aasmaan ja raha hoon jahaan pe zamin aasmaan chhu rahi hai wahin ja raha hoon wahaan ja raha hoon wahin ja raha hoon wahaan ja raha hoon kisi aasmaan pe to saahil milegaa kayi baar dekhi hain sindoori shamen kayi baar dekhi hain sindoori shamen upath se pare jagmagaati huyi kayi baar khamoshiyon mein suna hai guzarti hai mujhko bulaati huyi guzarti hai mujhko bulaati huyi jahaan pe mile wo jahaan ja raha hoon jahaan pe mile wo jahaan ja raha hoon main laane wahi aasmaan ja raha hoon main laane wahi aasmaan ja raha hoon kisi aasmaan pe to saahil milegaa bahut baar socha ye sindoori raugan bahut baar socha ye sindoori raugan jahaan pe khada hoon wahin pe bichha doon ye suraj ke zarre zamin pe mile to ek aur aasmaan main zamin pe bichha doon ek aur aasmaan main zamin pe bichha doon jahaan pe mile wo jahaan ja raha
haai hmmm hmm hmm ho o o hoooo kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon hoo khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe dushmanon se mohabbat hai shaayad main iss dosti dushmani se khafaa hoon main iss dosti dushmani se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon magar main jahaan jab jise dekhtaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua
aaraam se dil door hai aur dard se majboor oo oo ooo kyun phir bhi nahin meri mohabbat tujhe manzoor kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko milega tujhe ho milega tujhe meri baahon mein kho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara tera dil hi khud tera dushman hai warna tera dil hi khud tera dushman hai warna tujhe muskuraane se kyun koi roke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein ho sama hi ja inmein meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein khule hain in aankhon ki kab se jharokhe kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara
Kisi Gul Ki Yeh Kismat Hai
kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai gila hum kya karen iska haseenon ki ye aadat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm jo dil ko churaye usi ko dil chahe ajab hai fasana dil ka jo apna banaye usi ka ban jaye chalan hai purana dil ka haye purana dil ka kasam apni ke is dil ki badi bholi tabiyat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm nigahein katilaana adaayein zalimaana to jaye nazaraana hi sahi kisi pe mar jana hain jeene ka bahaana dil apna deewana hi sahi haye deewana hi sahi marein na kyun khushi se yun ke qaatil khoobsurat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm nazar takraye to sar ko jhukaye sharm ke bahane se koi gazab aur dhaye haseen ban jaye badan ko churane se koi haye bahane se koi ye sharmana ye ghabrana ada hai ya qayamat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm
kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho uska nasha hai jo ki jhumega jhumayega ussi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega uska nasha hai jo ki jhumega jhumayega ussi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega darna na ghabrana na o babu ji sharmana na hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho ankhon se jafaayein aur dil mein wafaayen hain ye toh matwaale dilbar ki adaayen hain ankhon se jafaayein aur dil mein wafaayen hain ye toh matwaale dilbar ki adaayen hain roothe to manana na aur jaaye to bulana na hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho khud to pyaase mare auron ko na peene de yahi to hai duniyaa na jeeye aur na jeene de khud to pyaase mare auron ko na peene de yahi to hai duniyaa na
aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaa kisi ke waade pe kyun kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na wo hamare huye aur na hum rahe apne aaaa na wo hamare huye aur na hum rahe apne mohabbaton ka ajab mohabbaton ka ajab karobaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya wo khel khel rahe the wo khel khel chuke hooo wo khel khel rahe the wo khel khel chuke khata hamari thi kyun khata hamari thi kyun unse pyaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla hoo bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla sharabkhane ka rukh sharabkhane ka rukh ikhtiyar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya
kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai mohabbat hi judaai kaa mohabbat hi judaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai puraane log chehre par naya chehra lagaaye puraane log chehre par naya chehra lagaaye milen gairon se hans ke apnon se milte hain aaye hayaa bhi behayaai kaa hayaa bhi behayaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bahot nazdik se dekha hai humne kuchh ameeron ko ye daulat har buraayi kaa ye daulat har buraayi kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise jo kuchh kehna zaroori ho to insaan chup rahe kaise ye chup dil ki duhaayi ka ye chup dil ki duhaayi ka sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab
kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten kabhi hum kahenge unse kuchh dil ki baaten kabhi milke gayenge tarane wafa ke kisi ki mohabbat mein yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi mohabbat ki shamma yun hi dil mein jalegi isse kya bujhayenge jhonke hawa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil oooo kahin pyar kanta banke chubhata hai dil mein muhabbat nibhayenge hum muskura ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh
kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain mite jo pyaar ke liye woh zindagi jale bahar ke liye woh zindagi kisi ko ho na ho humen to aitbaar jeena isi ka naam hai rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka ke mar ke bhi kisi ko yaad aaenge kisi ke aasuon mein muskaraenge kahega phool har kali se baar baar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye
kisi ki yaad mere aas paas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin har aaine ki nazar be libaas rehti hai har aaine ki nazar be libaas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas
kisi ko de ke dil koi nawaasanj e fughaan kyun ho na ho jab dil hi seene mein to phir munh mein zubaan kyun ho wafa kaisi kahaan ka ishq jab sar phodna thehra to phir aye sang dil tera hi sang e aastaan kyun ho yahi hai aazmaana to sataana kis ko kehte hain aduu ke ho liye jab tum to mera imtihaan kyun ho qafas mein mujh se roodaad e chaman kehte na dar humdam giri hai jis pe kal bijli woh mera aashiyaan kyun ho
aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa chhupa ke rakhna muhabbat ko iss zamaane se ke aaj saans bhi lena kisi bahaane se kisi ko pata na chale baat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka kisi ko pata na chale baat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka bura haal hai dil ke jazbaat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka kisi ko pata na chale baat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka naa dil tha naa dil mein ye armaan the naa dil tha naa dil mein ye armaan the ye lab muskurahat se anjaan the judaai mein hum to pareshaan the khuda meharbaan tha naa insaan the magar aaj kya zikr sadmaat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka kisi ko pata na chale baat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka muhabbat aji yun machalne lagi muhabbat aji yun machalne lagi shamma jaise mehfil mein jalne lagi chhuri maan lo dil pe chalne lagi koi dil ki hasrat nikalne lagi badalne laga rang haalat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka kisi ko pata na chale baat ka ke hai aaj waada mulaaqat ka sajaaon ye raahen bichhaon nighaahen khabar unki aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kis Liye Aankhon Mein Aansu Aaiye (1949) 03:16 39688
 
Poster of Aaiye (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 39688   

Kis Liye Maine Pyar Kiya The Train (1970) 03:41 17987
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda, Rajesh Khanna
Duration : 03:41   Song Number : 17987   

Kise Khabar Kahan Dagar Do Ladke Dono Kadke (1979) 05:50 36386
 
Poster of Do Ladke Dono Kadke (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Amol Palekar
Duration : 05:50   Song Number : 36386   

Kise Maalum Tha Saqi (1952) 03:28 15736
 
Poster of Saqi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Prem Nath, Madhu Bala
Duration : 03:28   Song Number : 15736   

Kise Yaad Rakhoon Anuraag (1956) 03:12 15548
 
Poster of Anuraag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh, Usha Kiran
Duration : 03:12   Song Number : 15548   

Kishori Tor Chokher Jole Rupam Islam 04:09 17610
 
Poster of Rupam Islam
 
Lyricist
Rupam Islam
Music Director- 
Rupam Islam
Singer- 
Rupam Islam
Duration : 04:09   Song Number : 17610   

Kisi Aasman Pe To Sahil Milega Kashish (1980) 04:26 17652
 
Poster of Kashish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:26   Song Number : 17652   

Kisi Baat Par Main Kisi Se Khafaa Bemisal (1982) 05:09 20778
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:09   Song Number : 20778   

Kisi Din Zara Dekh Mera Amar Deep (1958) 03:22 19363
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Padmini
Duration : 03:22   Song Number : 19363   

Kisi Gul Ki Ye Kismat Hai Sanjog (1971) 05:04 38104
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Mala Sinha
Duration : 05:04   Song Number : 38104   

Kisi Ka Dil Chura Lena Khoobsurat Dhokha (1959) 03:17 19131
 
Poster of Khoobsurat Dhokha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravindra Kapoor
Duration : 03:17   Song Number : 19131   

Kisi Ka Dil Lena Ho Dilli Ka Thug (1958) 04:33 13125
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Smriti Biswas
Duration : 04:33   Song Number : 13125   

Kisi Ke Waade Pe Kyun The Burning Train (1980) 05:38 32699
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:38   Song Number : 32699   

Kisi Ki Bewafai Ka Main Awara Hoon (1983) 05:00 10689
 
Poster of Main Awara Hoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 10689   

Kisi Ki Mohabbat Mein (Part I ) Kaise Kahoon (1964) 04:58 32484
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Nanda
Duration : 04:58   Song Number : 32484   

Kisi Ki Muskurahaton pe Anari (1959) 04:27 20780
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 20780   

Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 03:40 13400
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13400   

Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai Pankaj Udhas 06:48 11347
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:48   Song Number : 11347   

Kisi Ko De Ke Dil Chitra Singh 03:24 40519
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:24   Song Number : 40519   

Kisi Ko Pata Na Chale Lootera (1965) 05:51 13616
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi Baran
Duration : 05:51   Song Number : 13616   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of