Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jinkeya kanne chenna havalada banna chenna aragili ninna roopa chennadalli chenna aa aa belagina bisili chenna hongeya neralu chenna gelathiye ninna sneha chinnakintha chenna aa aa aa cheluveya nota chenna olavina maathu chenna mallige hoove ninna naguvu innoo chenna cheluveya nota chenna
manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru ladhati sainik ladhu nagrik ladhtil mahila ladhtil balak sharth ladhyachi karu jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru desh aamucha shivraayaacha desh aamucha shivraayaacha zhashivalya ranraanicha zhashivalya ranraanicha shir talhaati dharu jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru shastraghata shastrach uttar bhue na deu ek tasubhar shastraghata shastrach uttar bhue na deu ek tasubhar maru punha avtaru jinku kinva maru jinku kinva maru manusakichya shatrusange yuddh aamuche suru jinku kinva maru jinku kinva maru jinku kinva maru haani hovo kitihi bhayankar haani hovo kitihi bhayankar pidhyapidhya he
bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai gaanv ka panghat panghat ka paani bhare gagariya koi deewani thandi thandi purvaayi mein meethi meethi khushboo mat puchho us khushboo mein hota hai kaisa jaadu jaadu aisa hota hai ke har koi jhumta rehta hai jis desh mein bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta
jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain hum ban kar kyun deewaar rahen ye soch ke hum sharminda hain ye soch ke hum sharminda hain dar koi aur khule na khule teri raah ko humne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe wo phool tha aur ke joode ka hum jis se daaman bhar baithe hum jis se daaman bhar baithe humne khud apni bahaaron ka veeraan se rishta jod diya haaye jod diya jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera
jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera jab yaad kabhi tum aaoge samjhenge tumhen chaha hi nahin rahon mein agar mil jaaoge sochenge tumhen dekha hi nahin sochenge tumhen dekha hi nahin jo darr pe tumhare jaati thi unn raahon ko humne mod diya haaye mod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera hum kaun kisi ke hoten hain koi hum ko yaad karega kyun apne do aansu bhi hum par koi barbaad karega kyun koi barbaad karega kyun uss maajhi ko hi gila humse majdhaar mein jisne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera
Jis Din Is Duniya Se Nafrat
jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon jis din se maine tumko dekha hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon iss dil ne jab se tumko paaya hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon gar izaajat hoooo to bata doon shokhi hai nazaakat hai nazron mein sharaarat hai aisa bhi sharmaana kya keh do ke muhabbat hai kehne ki zarurat kya baaton ki haqeeqat kya chhalke naa nighaahon se aisi bhi muhabbat kya kuchh khoya khoya dil bhi rehta hai kuchh chori chori maine bhi socha hai gar izaajat ho to bata doon izaajat ho to suna doon zulfon ko sanwaara bhi chehre ko nikhara bhi ab to de do jaane jaan baahon ka sahaara bhi masti ka zamaana bhi khushiyon ka khazaana bhi paaya to tumhen paaya jeene ka bahaana bhi ab duniyaan kitni rangeen duniyaan hai iss dil mein ik sapna sa jaaga hai izaajat ho to suna doon gar izaajat ho toooo bata doon dil ko naa sambhaaloon to seene se laga
Jis Din Se Mile Tum Hum
jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi khoobsurat bahaaron ki galiyaan sahi jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe uss chaman se humen phool chunna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke yaa chala jaaunga main ye jag chhod ke jiss jagah yaad teri sataane lage jiss jagah yaad teri sataane lage uss jagah ek pal bhi theharnaa nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin
jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane leke rahoongi badla tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane hoooo qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega diya hai jo mujhko wahi tu mujh se paayega wo ghadi aa gayi aa gayi teer ban ke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jaadoo tera kiss pe chala ho gaa kisi din ye faisla wo ghadi aayegi aayegi jaana tune abhi ye kahan jaana hai kise jeena hai aur kis ko mar jaana hai hoga tera aashiq zamaana auron ka dil hoga tera nishaana naaz na kar yun teere nazar pe aaye humen bhi teer chalana jo hain khiladi unhe khel ham dikhaayenge apne hi
jis ke sir upar tu swaami so dukh kaisa paave jis ke sir upar tu swaami so dukh kaisa paave bol na jaane maya madmata marna cheet na aave marna cheet na aave ee ee jis ke sir upar tu swaami so dukh kaisa paave satnaam vaheguru mere raam raaye tu santa ka sant tere tere sevak ko bhao kich naahi jam nahi aave nede jo tere rang raate swaami tin ka janam maran dukh naasa teri bakhsh na mete koi satguru ka dilaasa satguru ka dilaasa jis ke sir upar tu swaami so dukh kaisa paave naam dhyaayan sukh phal paayan aath pehar aaradhe teri sharan tere parwaase panch dusht le saadhe gyaan dhyaan kich karm na jaana saar na jaana teri sab te waddaa satgur nanak jin kal raakhi meri jin kal raakhi meri jis ke sir upar tu swaami so dukh kaisa paave
jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye humne kafas mein dekhi humne kafas mein dekhi fasle bahaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barson jis mod par kiye the wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha karte rahe hain jiska karte rahe hain jiska hum intezaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the
jis path pe chala uss path pe mujhe aanchal to bichhane de saathi na samajh koi baat nahin mujhe saath to aane de jis path pe chala uss path pe mujhe jis path pe chala uss path pe mujhe aanchal to bichhane de saathi na samajh koi baat nahin mujhe saath to aane de jis path pe chala thak jaayega jab raahon mein baahon ka sirhaana doongi baahon ka sirhaana doongi tere sune sune jeevan mein main pyaar ka rang bhar doongi main pyaar ka rang bhar doongi mujhe tere kadam mujhe tere kadam nahin bindiyaa se kam maathe pe sajane de saathi na samajh koi baat nahin mujhe saath to aane de jis path pe chala jeevan ki dagar pe tujhko saathi ki zuroorat hoogi saathi ki zuroorat hoogi diya kaise jalega akele baati ki zuroorat hoogi baati ki zuroorat hoogi main banoongi piya main banoongi piya tere path ka diya diya path mein jalaane de mujhe saath to aane de mujhe saath to aane de
jise dil mein basana chaaha tha use dil mein apne basa na sake par ab ye tamnna hai dil ki humen yaad bhi uski aa naa sake dhoka ye tera kab tak chalta jo haal tha aakhir khul ke raha jo haal tha aakhir khul ke raha dil toot gaya achcha hi hua hum aur to thokar khaa na sake jise dil mein basana chaaha tha use dil mein apne basa na sake ab aur nahi uljhan koi ek tees abhi tak baaki hai ek tees abhi tak baaki hai kyun gair ko hum apna samjhe iss ghum ko dil se bhoola na sake jise dil mein basana chaaha tha use dil mein apne basa na sake par ab ye tamnna hai dil ki humen yaad bhi uski aa naa sake
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa jise tu kubool kar le wo adaa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le main wo phool hoon ke jisko gaya har koi masal ke meri umr beh gayi hai mere aansuon mein dhal ke main wo phool hoon ke jisko gaya har koi masal ke meri umr beh gayi hai mere aansuon mein dhal ke jo bahaar ban ke barse wo ghataa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le tujhe aur ki tamanna mujhe teri aarzoo hai tere dil mein ghum hi ghum hai mere dil mein tu hi tu hai tujhe aur ki tamanna mujhe teri aarzoo hai tere dil mein ghum hi ghum hai mere dil mein tu hi tu hai jo dilon ko chain de de wo dawaa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le meri bebasi hai zaahir meri aahen beasar se kabhi maut bhi jo maangi to naa paayi uske darr se meri bebasi hai zaahir meri aahen beasar se kabhi maut bhi jo maangi to naa paayi uske darr se jo
jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat phase kidhar are waah re waah re teri bambai aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya maal naa sahi jaan to bachi bhaag bhaag mistar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se dekh naaznin hum bhi hain hasin itna naaz naa kar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab sarkaar ho paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hooooooo oooooo oooooooo ik din kisi faqeer ne ik baat kahi thi ab jaa ke dil ne maana maanaa wo baat sahi thi jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro main nahin kehta main nahin kehta kitaabon mein likha hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro haan khuda hai yaaro hum to kya haiiiii oooooooo hum to kya hai wo farishton ko aazmaata hai hum to kya hai wo farishton ko aazmaata hai bana kar humko mitaata hai phir banaata hai aadmi toot keeee ooooo oooooo aadmi toot ke sau baar juda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro haan khuda hai yaaro kab talak humse oooooooo kab talak humse ye taqdeer bhala ruthegi kab talak humse ye taqdeer bhala ruthegi inn andheron se ujaale ki kiran phutegi ghum ke daaman meinnnn oooo oooo ghum ke daaman mein kahin chain chhupa hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai
hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan gagan door ho jaaye zameen chaahe saagar mein dhans jaaye gagan door ho jaaye zameen chaahe saagar mein dhans jaaye toofaano ki oz mein chaahe saara jag kho jaaye paaon na rookne paaye hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan jiske sheesh pe haath hazaaron chhu na koi paayega jiske sheesh pe haath hazaaron chhu na koi paayega hari naam se ye parbat bhi tinka ban jaayega dhool mein mil jaayega hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan bhakt aur hari ka bandhan to jyun deepak aur baati bhakt aur hari ka bandhan to jyun deepak aur baati usi jyot se ye jalti hai uss mein hi mil jaati deh amar ho jaati hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan jiska
jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda wo bewafaaaa wo bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila main bewafaaaa haan main bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi jiske liye sab ko chhoda ussi ne mere dil ko toda la lala la lala lala la lala la la la la la la dekho kya khush hoke pyaal ko jhankaare jal ke reh jaaye dil aise kare ishaare dekho kya khush hoke pyaal ko jhankaare jal ke reh jaaye dil aise kare ishaare aage mere sitamgar gair ke dil mein bas ke kaisi besharmi se baat kare hans hans ke kaise kahoon kya ho gaya kal mera dil thi jo dilrubaa kaise kahoon kya ho gaya kal mera dil thi jo dilrubaa wo bewafaaaa wo bewafaaaa kisi aur ke saajan ki saheli ho gayi hoo tujhse pyaara koi mila chhoda tujhe to kyun hai gila main to hoon ek titali udne phirne waali kaise rahungi baithi ek hi dil
jiss ke sapne humen roz aate rahe dil lubhaate rahe ye bata do bata do ye bata do kahin tum wohi to nahin wohi to nahin ho jiss ke sapne humen roz aate rahe dil lubhaate rahe ye bata do kahin tum wohi to nahin wohi to nahin jab bhi jharnon se maine suni raagini jab bhi jharnon se maine suni raagini main ye samjha tumhari hi paayal baji ho jiss ki paayal pe ho jiss ki paayal pe hum dil lutaate rahe jaan lutaate rahe ye bata do kahin tum wohi to nahin wohi to nahin jiss ke roz roz geet hum gaate rahe gungunaate rahe ye bata do kahin tum wohi to nahin wohi to nahin aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo ooo oooo oooooo oooooo ooooo oooo jab bhi thandi hawaa gungunaati chali jab bhi thandi hawaa gungunaati chali main ye samjhi tumhaari hi murli baji jiss ki murli pe jiss ki murli pe hum lehraate rahe bal khaate rahe ye bata do kahin tum wohi to nahin wohi to nahin ho jiss ke sapne humen roz aate rahe dil lubhaate rahe ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jinkeya Kannachenna Shankar Guru (1978) 01:36 19060
 
Poster of Shankar Guru (1978)
 
Category
Kannada
Year- 
1978
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Upendra Kumar
Singer- 
Dr Rajkumar
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Jaya Mala
Duration : 01:36   Song Number : 19060   

Jinku Kinva Maru Ravindra Sathe 04:24 39668
 
Poster of Ravindra Sathe
 
Category
Marathi
Singer- 
Ravindra Sathe
Duration : 04:24   Song Number : 39668   

Jis Desh Mein Ganga Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 05:33 39385
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Music Director- 
Anand Raj Anand
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Govinda, Rinki Khanna
Duration : 05:33   Song Number : 39385   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Female) Saheli (1965) 03:55 14041
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana
Duration : 03:55   Song Number : 14041   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Male) Saheli (1965) 03:53 11991
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 11991   

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Maa Baap (1960) 04:37 38249
 
Poster of Maa Baap (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 38249   

Jis Din Se Maine Tumko Parwana (1971) 05:32 11860
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Yogeeta Bali
Duration : 05:32   Song Number : 11860   

Jis Din Se Mile Tum Hum Lalkaar (1956) 03:26 38061
 
Poster of Lalkaar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sanmukh Babu
On Screen Actors- 
Mahipal, Nirupa Roy
Duration : 03:26   Song Number : 38061   

Jis Gali Mein Tera Ghar Kati Patang (1970) 04:21 20678
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 20678   

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Don (1978) 04:21 12200
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen
Duration : 04:21   Song Number : 12200   

Jis Ke Sir Upar Tu Swaami Man Jeete Jag Jeet (1973) 03:15 38117
 
Poster of Man Jeete Jag Jeet (1973)
 
Category
Punjabi
Year- 
1973
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 03:15   Song Number : 38117   

Jis Mod Par Kiye The Chitra Singh 05:56 40518
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Faakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:56   Song Number : 40518   

Jis Path Pe Chala Yaadgar (1970) 04:11 20679
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:11   Song Number : 20679   

Jise Dil Mein Basana Ada (1951) 02:52 12618
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 02:52   Song Number : 12618   

Jise Tu Kubool Kar Le Devdas (1955) 03:27 13063
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:27   Song Number : 13063   

Jiska Joota Usi Ka Sar Guest House (1959) 03:20 40618
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:20   Song Number : 40618   

Jiska Koi Nahin Laawaris (1981) 04:15 20681
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:15   Song Number : 20681   

Jiska Saathi Hai Bhagwaan Usko Kya Aastik (1956) 04:06 16191
 
Poster of Aastik (1956)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
S P Kalla
Music Director- 
Narayan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sahu Modak
Duration : 04:06   Song Number : 16191   

Jiske Liye Sab Ko Chhoda Saajan Ki Saheli (1980) 08:00 14121
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rajendra Kumar, Rekha
Duration : 08:00   Song Number : 14121   

Jiss Ke Sapne Humen Geet (1970) 05:21 20682
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:21   Song Number : 20682   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of