MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBharat-Vyas
HomeBharat-Vyas
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne baalon mein saawan ki ghata gaalon pe poonam ki chhata baalon mein saawan ki ghata gaalon pe poonam ki chhata ghunghta hata gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne chanchal chanchal chaal tumhari hirni dhokha khaye gora gora dekh ke mukhda chanda chhup chhup jaaye baat kare to phool jhade muskaye to rang bhare baat kare to phool jhade muskaye to rang bhare julum kare gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne pal mein maare pal mein hilaye chhup chhup baan chalaye neel kamal se in nainon ka bhed samjh na aaye kabhi kabhi to pyar kare kabhi kabhi takraar kare kabhi kabhi to pyar kare kabhi kabhi takraar kare ras ke bhare gori nain tumhare kya kahne gori nain tumhare kya kahne click here
haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein dard hi bhar diya dil ke har taar mein aaj koi nahin mera sansaar mein chhod kar chal diye mujhko majhdhaar mein haaye teer e nazar ka nishaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main main kisi ka nahin koi mera nahin main kisi ka nahin koi mera nahin iss jahaan mein kahin bhi basera nahin mere dil sa kahin bhi andhera nahin meri iss shaam ka hai savera nahin haaye bhula hua ik fasaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main click here
haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya pyaar kiya kaliyon ke mehkte angon se pyaar kiya maine gul ke gulaabi gaalon se aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar kiya nargis si naseeli aankhon se pyaar kiya badali ki rangeeli zulfon se khuli chandani mein aa haa haa khuli chandani mein maine abhisaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya thaam liya seene pe uchhalti lehron ko jhoom utha baahon mein pakad tufaanon ko aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa choom liya bijali ke machalte hoonthon ko loot liya maine mast ubharti bahaaron ko raat click here
haule haule oo haule haule ghoonghat pat khole balamwa bedardi haule haule ae maane na maane na zulmi sainyaan pakde bainyaan haay daiya jiya mora dole haule haule bhole bhole haay bhole bhole zahar kaahe ghole nayanawa bedardi bhole bhole oye dekho ji dekho ji dil ki chori kar ke gori ye chhori meethi meethi bolein bhole bhole haule haule ghoonghat pat khole balamwa bedardi haule haule ho oo oo oo bedardi bedardi bedardi roop kaisa diya hai tujhe raam ne chaand sharmaaye gori tere saamne kiya humko badnaam tere naam ne mera daaman kyun aaye ab thaamne hey daalo daalo na jaadu ka dora chhaliya chhora man mora khaaye hichakole haule haule ho oo oo saajaniya saajaniya saajaniya dekho aankhein milaao dekh bhaal ke zara samjho ishaare meri chaal ke haay lachkaao kamar ye sambhaal ke rakh dogi kaleja nikaal ke haay ho jhanan jhanan jhaanjhar jhamake bijali chamke tham tham ke bhadake dil mein shole bhole bhole click here
haule haule hawa dole haule haule hawa dole kaliyon ke ghoonghat khole aaja mere man ke raaja pihu pihu papiha bole haule haule hawa dole kaliyon ke ghoonghat khole aaja mere man ke raaja pihu pihu papiha bole haule haule hawa dole kaare kaare baadra chhaye kaun sandesha laaye kaare kaare baadra chhaye kaun sandesha laaye saawna suhavan aaya piya mere tum na aaye haule haule hawa dole kaliyon ke ghoonghat khole aaja mere man ke raaja pihu pihu papiha bole haule haule hawa dole birhi gagan roye mere do nayan roye birhi gagan roye mere do nayan roye piya tum paas nahin kahaan kis desh khoye piya tum paas nahin kahaan kis desh khoye ghan ghan baadra gaaje jhan jhan paayal baaje ghan ghan baadra gaaje jhan jhan paayal baaje chhaye chhaye haaye bahaar chhaye chhaye haaye bahaar tum bin jiya na laage haule haule hawa dole kaliyon ke ghoonghat khole aaja mere man ke raaja pihu pihu papiha bole haule haule hawa dole kaliyon ke ghoonghat khole aaja mere man ke raaja pihu click here
humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila humne kya pyaar kiya pyaar ka badla na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile humne chaaha tha ke is pyaar ko singaar mile teri baanhon ka mehekta hua ek haar mile pyaar hi pyaar ho aisa koi sansaar mile dukh bhari raat mili khushiyon ka sapna na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila humne kya pyaar kiya hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain hum badhen jinki taraf deep woh bujh jaate hain phool sehlaaye agar kaante se chubh jaate hain jinki chhaaon mein ruke paat wo jal jaate hain aisi taqdeer jo badle wo sitaara na mila saara jag dhoondh liya koi bhi apna na mila haaye humne kya pyaar kiya click here
itni jaldi kya hai gori saajan ke ghar jaane ki itni jaldi kya hai gori saajan ke ghar jaane ki sakhiyon ke sang baith zara aa sakhiyon ke sang baith zara kuchh baatein hain samjhane ki itni jaldi kya hai gori gunghate ki ot mein tu akhiyaan chhupaana saiyyaan pade paiyyaan tu mukh na dikhaana tere pee ko tu itni bhayegi tujhe unki nazar lag jaayegi sakhiyon ke sang baith zara itni jaldi kya hai gori sunke piya ki batiyaan hansi ki apne hi bas mein rahiyo gori daanton tale kahin ungli daba ke jor se hans mat jaiyyo gori seekh saheli ye hai paheli pee ko bas mein laane ki sakhiyon ke sang baith zara click here
jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho aji teer nazar ke ji jigar paar gaye hain jeet gaye tum aur hum haar gaye hain haar gaye hain ji hum haar gaye hain pakdo naa mori baiyaan saiyaan main padun paiyaan kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai aji humse banaao naa piya jhuthi ye baaten jaan gaye hum teri nazron ki ye ghaaten nazron ki click here
hari ommmm hari ommmm hari ommmm hari ommmm jab dukh se mann ghabra jaye har or nirasha chha jaaye jab dukh se mann ghabra jaye har or nirasha chha jaaye jab ek kiran bhi aash ki aati ho nahin nazar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommm hari ommm tu jaan bhoojh koi paap na kar ho jaaye to pashchatap na kar aaa aaaaaa aa aaa aaa aaa aaaaaaaa tu jaan bhoojh koi paap na kar ho jaaye to pashchatap na kar yeh sab lila us ishwar ki tu dhayan usi ka dhar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommm hari ommmm jis ko na kisi ne dekha hai wo ek karam ki rekha hai jis ko na kisi ne dekha hai wo ek karam ki rekha hai wo sab ka bhagvidhata hai sab ki hai use khabar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommmm hari ommmm jholi sukh se bhar dega wo sab bhool kshma kar dega wo jholi sukh se bhar dega wo sab bhool kshma click here
jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara yeh madmati raat ye thandi thandi hawa ke jhonke tere bina mere sune jigar mein birha ki agnee phunke jhilmil jhilmil taare chamakate jagmag hai jag saara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara chaand ki sheetal sheetal kirne chaand ki sheetal sheetal kirne birha ke baan chalaye raat chandni diya jalaye angon mein aag lagaye yeh basant ki raat naa sulge jaise koi angaara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara click here
jai hey mahalaxmi maa jai hey mahalaxmi maa naiya meri paar karo jai hey mahalaxmi maa naiya meri paar karo jholi failaaye khadi jholi failaaye khadi maiya bhandaar bharo tu hai dayaalu maiya mamta bhari laakhon dukhiyon ki toone vipda hari hum bhi aaye sharan tihaari hum bhi aaye sharan tihaari hum pe bhi to zara dhyaan dharo aayi deewaali aayi deepak jale teri kripa ho to sabhi phoolen phalen sukh sampati se ghar bhar jaaye sukh sampati se ghar bhar jaaye itna sa upkaar karo jholi failaaye khadi maiya bhandaar bharo jai hey mahalaxmi maa naiya meri paar karo jai hey mahalaxmi maa naiya meri paar karo click here
jaisi karni waisi bharni yahi parbhu ka nyaay boye beej babool ke to aam kahaan se khay aa aa aa aa aa aa jo jaisa boye beej yahaan karni kaa jo jaisa boye beej yahaan karni kaa waise hi wo phal paata doosron ke ghar mein aag lagaane waala khud hi us mein jal jaata jo jaisa boye beej yahaan karni kaa phool utha li to sar pe giregi bande na itna bhool kankar ke badle patthar milega kaante ke badle phool jo jaisa apna khata dikhaata jo jaisa apna khata dikhaata wo waisa hisaab chukaata doosron ke ghar mein aag lagaane waala khud hi us mein jal jaata jo jaisa boye beej yahaan karni kaa neki ka rasta seedha bada tu tedha na is par chala kar jo chahta hai apni bhalaayi to duniya mein sab ka bhala kar doosron ke ghar mein deep jalaane waala doosron ke ghar mein deep jalaane waala apna andhera mitaata doosron ke ghar mein aag lagaane waala khud hi us mein jal jaata jo jaisa boye beej yahaan karni kaa waise hi wo phal paata doosron ke ghar mein aag lagaane waala khud hi us click here
janam janam ke phere janam janam ke phere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa janam janam ke phere mathura ja vrindawan ja chaahe phera laga le tu kaashi ka sab kuchh sehna padega bande chakkar hai lakh chaurasi ka maaya moh ke ye ghere mad lobh krodh ke andhere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa maaya ye hai maaya duniyaan ki do rangi maaya kabhi uge aur kabhi dhale bhor bhaye shehnaayi baaje bhor bhaye shehnaayi baaje saanjh dhale to chita jale saanjh dhale to chita jale jinhe kehta tu mere mere aaj un sab ne mukhde phere saanjh sawere sab ko ghere inse na koi bache re ye hain janam janam ke phere aaaaa aaaa aaaa aaaa dekho gyaan ka deep jala dekho gyaan ka deep jala is deepak ke ujiyaale mein aaj musafir kahaan chala prabhu ki amar lagan mein pala magan bhajan ke saanche dhala is deepak ke peechhe peechhe kaun chala krishnam click here
jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi kya todenge is bandhan ko jag ke toofan aandhi re aandhi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi ho na sake kabhi hum tum nyaare ho na sake kabhi hum tum nyaare do tan hain ik pran humare chhaahe mile path mein andhiyaare chhaahe ghire hon badal kaare phir bhi rahoongi tumhari tumhari jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor yun ghul mil rehna jeevan mein jaise rahe kajra ankhiyan mein teri chhavi chhaayi rahe mann mein tera hi naam rahe dhadkan mein tere daras ki main pyaasi re pyaasi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi kaisa mujhe vardaan mila hai kaisa mujhe vardaan mila hai tum kya mile bhagwaan mila hai ab to janam bhar sang rahega is mehndi ka rang rahega tere charan ki main daasi re daasi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi click here
rok sake na raah humaari duniyaa ki deewaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saath jiyenge saath marenge amar hamaara pyaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe aa aa aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho singaar bhara piya pyaar tera singaar bhara piya pyaar tera jhankaar karein ho mere kangna mein jhankaar karein ho mere kangna mein lagi jabse lagan mere mann mein sajan lagi jabse lagan mere mann mein sajan shehnaai baje ho mere angnaa mein shehnaai baje ho mere angnaa mein sargam ki sadaa ho ji ho ho ho sargam ki sadaa barsaat rahe sargam ki sadaa barsaat rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan click here
amiya hala hal madbhare sweat shyaam ratnaar jiyat marat jhuki jhuki parat jehi chitwat ik baar jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya piya se milan chali aaj kaamaniyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa raat andheri darr laage rasiyaaaa raat andheri darr laage rasiyaaa paas kaise aaun tore mann basiyaa papihaa bole papihaa bole amrit ghole jiyara dole haule haule haule jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje sajj singaar koi naar naveli oooooo ooooooo ooooooo oooooo oooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo sajj singaar koi naar naveli nidar dagar mein chali hai akeli ritu basant aayi albeli daar daar bole kaari koyaliyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa pyaar jaga hai dekho kan kan meinnnnnn pyaar jaga hai dekho kan kan mein raas racha hai mann click here
Jis Din Se Mile Tum Hum click here
jyot se jyot jagaate chalo jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo raah mein aaye jo deen dukhi raah mein aaye jo deen dukhi sabko gale se lagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo kaun hai ooncha kaun hai neecha sab mein wohi samaaya bhed bhaav ke jhoote bharam mein ye maanav bharmaaya dharm dhawaja haaannnn dharm dhawaja phehraate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo saare jag ke kan kan mein hai divya amar ik aatma ek brahm hai ek satya hai ek hi hai parmaatma pranon se pran haaaannnnn pranon se pran milaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo click here
Kandhe Pe Kawad Le Kar Chala click here
kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi bichhadi rahe na deepak se baati kabhi to miloge jeevan saathi ban ke deewani teri van van dolun re ban ke deewani teri van van dolun re bhed jiya ke piya jag se na kholun re chhup chhup ke ro lun re likhte hain aansoo birhaa ki baaten kabhi to miloge jeevan saathi jab se gaye ho meri palken na laagi re jab se gaye ho meri palken na laagi re saari saari ratiyaan main to ro ro ke jaagi re aisi aag laagi re yaad na jaati nindiyaa na aati kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gori Nain Tumhare Kya Kahne Purnima (1965) 03:05 16108
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:05   Song Number : 16108   

Haan Diwana Hoon Saranga (1960) 04:15 20493
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 20493   

Haan Maine Bhi Pyar Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:17 12933
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:17   Song Number : 12933   

Haule Haule Ghunghat Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:47 36209
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Amita, Rajendra Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 36209   

Haule Haule Hawa Dole Geeta Dutt 03:16 21270
 
Poster of Geeta Dutt
 
Category
- Hindi Non Film
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Nikhil Ghosh
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 21270   

Humne Kya Pyaar Kiya Naag Mohini (1963) 03:30 40552
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 40552   

Itni Jaldi Kya Hai Gori Sati Savitri (1964) 03:21 21684
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:21   Song Number : 21684   

Jaa Tose Nahin Bolun Samrat Chandragupta (1958) 03:08 14132
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:08   Song Number : 14132   

Jab Dukh Se Mann Karm (1977) 06:50 13521
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vidhya Sinha, Om Shivpuri
Duration : 06:50   Song Number : 13521   

Jagmag Jagmag Karta Nikla Rimjhim (1949) 03:16 16468
 
Poster of Rimjhim (1949)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
A Shah
Duration : 03:16   Song Number : 16468   

Jai Hey Mahalaxmi Maa Jai Mahalaxmi Maa (1975) 03:35 40173
 
Poster of Jai Mahalaxmi Maa (1975)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:35   Song Number : 40173   

Jaisi Karni Waisi Bharni Shravan Kumar (1960) 03:25 19911
 
Poster of Shravan Kumar (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 19911   

Janam Janam Ke Phere Janam Janam Ke Phere (1957) 07:17 40507
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 07:17   Song Number : 40507   

Jeevan Dor Tumhin Sang Sati Savitri (1964) 03:17 14159
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 14159   

Jeevan Mein Piya Tera Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:37 11936
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Amita
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 11936   

Jhan Jhan Jhan Baje Rani Rupmati (1957) 03:15 14066
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Taal- 
Tintal
Duration : 03:15   Song Number : 14066   

Jis Din Se Mile Tum Hum Lalkaar (1956) 03:26 38061
 
Poster of Lalkaar (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Sanmukh Babu
On Screen Actors- 
Mahipal, Nirupa Roy
Duration : 03:26   Song Number : 38061   

Jyot Se Jyot Sant Gyaneshwar (1964) 02:55 31013
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar, Surekha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 31013   

Kaandhe Pe Kaawar Le Kar Chala Shravan Kumar (1960) 03:22 37601
 
Poster of Shravan Kumar (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anant Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 37601   

Kabhi To Miloge Sati Savitri (1964) 03:30 32735
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:30   Song Number : 32735   
Karaoke Songs of bharat vyas, Sad Songs of bharat vyas, Love Songs of bharat vyas, Dance Songs of bharat vyas, Hip-hop songs of bharat vyas, Best songs of bharat vyas, Super hit songs of bharat vyas, hit songs of bharat vyas, duet songs of bharat vyas, solo songs of bharat vyas, old songs of bharat vyas, famous songs of bharat vyas, Hindi Karaoke Songs of bharat vyas, Hindi Sad Songs of bharat vyas, Hindi Love Songs of bharat vyas, Hindi Dance Songs of bharat vyas, Hindi Hip-hop songs of bharat vyas, best Hindi songs of bharat vyas, super hit Hindi songs of bharat vyas, hit Hindi songs of bharat vyas, duet Hindi songs of bharat vyas, solo Hindi songs of bharat vyas, old Hindi songs of bharat vyas, famous Hindi songs of bharat vyas, Sing Along Songs of bharat vyas, Sing Along Sad Songs of bharat vyas, Sing Along Love Songs of bharat vyas, Sing Along Dance Songs of bharat vyas, Sing Along Hip-hop songs of bharat vyas, Sing Along Best songs of bharat vyas, Sing Along Super hit songs of bharat vyas, Sing Along hit songs of bharat vyas, Sing Along duet songs of bharat vyas, Sing Along solo songs of bharat vyas, Sing Along old songs of bharat vyas, Sing Along famous songs of bharat vyas