Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjaan
HomeAnjaan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maalik mere honthon pe sab ke bas ek tera hi naam bas ek tera hi naam maalik mere honthon pe sab ke bas ek tera hi naam bas ek tera hi naam sabka maalik bas ek tu hai sab hain tere gulaam sabka maalik bas ek tu hai sab hain tere gulaam sab hain tere gulaam sab hain tere gulaam maalik mere honthon pe sab ke bas ek tera hi naam bas ek tera hi naam tu chaahe to chalen hawaayen mausam aaye mausam jaaye badle din aur raat badle din aur raat sooraj chaand sitaare saare sooraj chaand sitaare saare sab chalte hain tere ishaare karte hain tujhko salaam sab hain tere gulaam maalik mere honthon pe sab ke bas ek tera hi naam sab hain tere gulaam aap kis maalik ki baat kar rahe hain baaba wo maalik jo duniya banaaye humko janam de humko jilaaye sabki likhe takdeer sabki likhe takdeer ye saara sansaar chalaana ye saara sansaar chalaana isko banaana usko mitaana hai bas uska hi kaam sab hain usi ke gulaam maalik mere honthon pe sab ke bas ek tera hi naam sab hain tere gulaam par
main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho ho ho main aawaara hi sahi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi ho dil ki sachchaayi gayi na chhupaayi hothon pe aayi hansi ho gussa hai chahat ka pehla kadam tum jaane kya jaano kya hai ye deewaangi ho ho ho main aawaara hi sahi duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan ho ri o hu hu hu hu hu ho ri o hu hu hu hu hu huu duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan o sadiyon mein aaye ek baar koi mehboob aisa yahaan o dharti pe utri hai koi pari tum jaisi pariyon pe marna hai aadat meri ho ho ho main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho main aawaara hi sahi pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa ouuo pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa para ra pam pam para ra ram pam para ra ram pam pa pa pa ho haaa
main deewana dil deewana tu deewani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya do dilon ki dosti ye do dilon ki dosti ye hai puraani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi aji soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi be iraada ban gayi hai be iraada ban gayi hai kya kahani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan jaan e tamanna mere dil ko
main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga aapke shehar mein hai pehla tamasha mera dekh kar boliye hai mere bare mein aapki raaye kya main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar jaisa jaadugar hai goga goga husn ki mehfilen main saja doon yahan aasmaan se pari main bula doon yahan dekhiye kya karishme dikhata hoon main kaise laila ko majnu banata hoon main jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar
main tera tota tu meri maina main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya jaadu chalaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna jaanun main jaanun baatein bana ke jaanun main jaanun baatein bana ke tu kaisa chakkar chalaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye raahon mein kyun roke mujhko subho shaam khulke to bol kabhi mujhse tujhe kya hai kaam mujhko to hai tujhse bas itna sa kaam likh de haan likh de tu saari umar mere naam mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya
ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya milne ko to pehle bhi hum milte the aksar yahan jo aaj hai saanson mein thi kal tak ye khushboo kahan milne ko to pehle bhi hum milte the aksar yahan jo aaj hai saanson mein thi kal tak ye khushboo kahan ho gul khil gaya khil gaya khil gaya kahan aake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya lalala lalala har pal mere dil mein hai tu ab main kahin bhi rahun kehna to main chahun magar tujhse ye kaise kahun har pal mere dil mein hai tu ab main kahin bhi rahun kehna to main chahun magar tujhse ye kaise kahun kya mil gaya mil gaya mil gaya tujhe paa ke o sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya jo bhi hua achha hua ye raaz e dil khul gaya dil ki nayi
mat poochh mera hai kaun watan mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan main cheen mein hoon cheeni japan mein japaani london mein hoon angrez india mein hindustaani main jis ghadi jahaan bhi hoon samjho wahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan saathi hoon main sabhi ka dushman nahin kisi ka mere liye baraabar ho roos ya amrica auron ke liye jo lut jaaye us kaarwaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan main pyaar ka hoon jaadu jo sar pe chadh ke bole ek phoonk se uda doon sau atmon ke gole kismat jo badal de duniya ki us aasma ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare
mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye bheege hai raat mere dil ke saath barsa ho pyaar jaise hoo ooo ooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye hooo oooo rang laayi hai ajab ye rang laayi hai ajab ye shokh dhadkan pyaar kiiiiii hai wohi duniya magar hai wohi duniya magar har baat lagti hai nayiiiii hooooo dhadkta dil mera machalti har ada dhadkta dil mera ye dekhe maine jalwe aaj pehli baar ulfat ke hooo ooooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye hooo oooo pyaar ki nazren inaayat pyaar ki nazren inaayat jab se hum par ho gayiiiiiii khushnuma khwabon mein hans kar khushnuma khwabon mein hans kar zindagi ye kho gayiiiii hoooooo jawaan har khawab hai ye dil betaab haiiii jawaan har khawab hai deewana kar na de dil ko ishaare ye mohabbat ke hooo ooooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye
mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise kiya nazron se vaar diya tohe mohe maar kaahe puchhe baar baar hua pyaar kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise chhanke teri paayal ke ghunghroo meri dhadkan mein jaadu tere geeton ka ulta gaya mere mann mein ghir aaya re pyaar ka sawan pyaase mere jeevan mein jhire purba bayaar jaise nadiya ki dhaar tohe dekho to hamaar jiya dole aise aankhen mili ishaaron mein iqraar hua kab kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise dekha koi andekha sapna teri aankhon mein jaagi koi anjaagi halchal meri saanson mein khil gayi re pyaar ki kaliyaan mehki meri raaton mein tan man ka singaar ban saiyaan tera pyaar chori chori ye bahaar aayi jaane kaise dil mein dabi mohabbat ka izhaar hua kab kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise kiya nazron se vaar diya tohe mohe maar kaahe puchhe baar baar hua pyaar kaise mere meet bata
meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade hans ki chaal mein dekho o kauwa ude meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade hey kya hasina hai ye ek nagina hai ye kya hasina hai ye ek nagina hai ye baarhon maas tape wo mahina hai ye abhi tola hai to abhi masha hai ye meri mashook hai ya ek tamasha hai ye roz chehre pe aur ek chehra jade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade sadke badalkar kya fashion ye surat badli hai badalkar kya fashion ye surat badli hai bina par ki titli sanwar kar nikli hai laga doon gaalon pe ye bindiya kaajal ki nazar lag jaaye na haye kisi paagal ki wo bache na ye jiske bhi palle pade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade meri kaali kalooti ke nakhre bade burrrr kurban jawan kuchh bhi kehle mujhe haan ye haq hai tujhe kuchh bhi kehle mujhe haan ye haq hai tujhe tu na chahe magar maine chaha tujhe
are na hum paagal hai aur na to piyela hai hein hein hein hei are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai hum manmouji banda hai apun ka to yahi dandha hai are jhoom ke naach ke gaana kismat mein likhela hai na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai ye sargam ye saaz hai ghunghru ki jhankaar hai duniya ke baazaar mein geeton ka vyopaar hai waah waah waah waah chhaya ho ya dhoop ho ho barkha ya chaandni basti basti ghoom ke hum to chheden raagini kya maze ki zindagi hai ye humaari zindagi hum bindaas ha ha are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai jeena to hai chaar din kyun na jee len pyaar se dena kya sansaar ko lena kya sansaar se waah waah waah waah hum kyun sochen zindgi kaanta hai ya phool hai jo bhi mile takdeer se humko wahi kabool hai kya hai paana kya hai khona kya hai rona kya hansi hum bindass aa aa aa ye na hum paagal hai aur na
na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo chhoo gayi dil koi madbhari kiran yun uthe kadam jaise chhoo liya gagan ye na jaanu main kahaan kho gaya hai man kahaan le chali humein nayi pyaar ki lagan na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo do dilon se naye rang kya ude yun lage ki hum kahin chaand pe mile aa yun hi chalen chalen saath mil gale agar ye nasha hai toh kabhi aankh na khule na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo aa aa aa aa aaa
ahaa haa haa haa aah haa haa ahaa haa haa haa aah haa haa ho ho hooo hooo hooo ho ho ho oho oho oho oho oho hoo ho oo oo oo oo oo oo o bedardi kyun tadpaaye jiyara mora rijhaye ke o nirdardi main pachhtaayi tujhse neha lagaaye ke o madhubaini kaahe lubhaye meethi taan sunaaye ke o mrignayani kaahe rijhaaye nainan baan chalaaye ke jab se dekha tujhe sajanva main sapnon mein kho gayi o nirmohi chupke chupke main to teri ho gayi mujhse nain churaaye balamva dil kaa chain churaaye ke indradhanush si tori chunariya hirday par chhaa jaaye re sanvar sanvar kar gori gumanniya jag jaise chhal jaaye re hoye mohan mantar kaahe chalaaye madhur madhur muskaaye ke ahaa haa haa haa aah haa haa oho oho oho oho oho hoo bada nithur hai mora sanvariya jo na pasije pyaar mein binaa pyaar main jiyun re kaise chhaliya is sansaar mein birahin main ban jaaun joganiya duniya ko thukaraaye ke preet teri pehchaan na paaya jiyaa mora anjaan re tujhse mera neh sajaniya karun nichhavar praan re
o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena phulon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein phulon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein tere bina kuchh kahin na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena jaane kaise anjaane hi aan basa koi pyaase man mein apna sab kuchh kho baithe hum paagal man ke paagalpan mein dil ke afsaane dil ke afsaane main jaanun tu jaane aur ye jaane koi naa tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena har dhadkan mein pyaas hai teri saanson mein teri khushbu hai is dharti se us ambar tak meri nazar mein tu hi tu hai pyaar ye toote na pyaar ye toote na tu mujhse roothe na saath ye chhute kabhi na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena tujh bin jogan meri raaten tujh bin mere din banjaare mera jeevan jalti dhooni bujhe
are hey ek din aasmaan se pari aayegi heyy eee laut ke phir na wapas kabhi jaayegi are heyy uski khamosh aahat ko sunta hoon main raat din har ghadi lamha lamha intezaar hai usi ka hey hey ek din aasmaan se pari aayegi phoolon se wo aashna kaliyon se hogi narm wo dekhunga jab main use mujhse karegi sharm wo sharma ke naazuk ada se ghabra ke behki haya se zulfon ki bheegi ghata se heyy honthon ki sehmi sada se mere dil pe kayamat si wo dhayegi aayegi hey hey heyy ek din aasmaan se pari aayegi hey hey heyy laut ke phir na wapas kabhi jaayegi are heyy uski khamosh aahat ko sunta hoon main raat din har ghadi lamha lamha intezaar hai usi ka heyyy heyy yeeee ooouuuuu hooouu heyy heyy heyyy eeee ek din aasmaan se pari aayegi
Shadi Kar Ke Phans Gaya
pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa kaali kaali raaton mein suraj bankar aaye ho oooo in sindoori raahon mein mujhko tum le aaye ho tumse milke badla mousam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa meri in do aankhon mein mere shaam savere hain oooo meri khushiyaan teri hain mere sapne tere hain sapne ye kabhi tuten na sanam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo
pyaar ke dhaage dhaage dhaage tode nahin toote toote toote janmon ke bandhan bandhan bandhan pal mein nahin chhoote chhoote chhoote oh jud ke yeh toote nahin bandh ke yeh chhoote nahin bandhan pyaar ke pyaar ke dhaage dhaage dhaage tode nahin toote toote toote janmon ke bandhan pal mein nahin chhoote chhoote chhoote dekha tumhe to humne ye jaana hoti hai pyaar ki tasveer kaisi aise to kam hain taqdeer waale ho jinke khwaabon ki taabeer aisi ho dil jahaan mil jaaye sehra mein khil jaaye gulshan pyaar ke pyaar ke dhaage dhaage dhaage tode nahin toote toote toote janmon ke bandhan pal mein nahin chhoote chhoote chhoote pyaar hai mandir pyaar hai pooja pyaar se pyaara koi na dooja pyaar hai meera pyaar hai raadha mar ke bhi pyaar ka toote na waada ho duniya mein kabhi kabhi dil ko mile yeh khushi jeevan haar ke pyaar ke dhaage dhaage dhaage tode nahin toote toote toote janmon ke bandhan pal mein nahin chhoote chhoote chhoote la la la la la la la la la la la la la la la
pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo tumse milte hi nazar sharm se jhuk jaati hai tumse milte hi aate aate kyun hansi hothon pe ruk jaati hai aate aate kyun hansi hothon pe ruk jaati hai narm honthon mein hansi aao to narm honthon mein hansi aise dabaaya na karo raaz khul jaayega yun aankh milaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo donon aalam mein hain bejod tumhaari aankhen yun na dekho ke behak jaayen humaari aankhen yun na dekho ke behak jaayen humaari aankhen meri aankhon mein nasha aaaa aa aaaaaaa meri aankhon mein nasha banke to chhaaya na karo raaz khul jaayega yun aankh churaaya na karo pyaar ki baat nigaahon se jataaya na karo
sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye shokhiyaan fizaon ki teri nazar mein chaanv hai wo surmayi ghataon ki teri nazar mein chaanv hai shabnami ye phoolon ki daali jhilmilati kirnon ki laali jhilmilati kirnon ki laali haaye ye rang khushnuma ye pyaar aur mastiyaan tere hi dam se hai suno o meharbaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho teri hansi mein dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se hans pade bujhe dilon mein chandani teri ada se hans pade ye nashila mausam gulabi jhumta ho jaise sharabi jhumta ho jaise sharabi mere haseen dilruba khila shabab yun tera mehak uthe hai ye zameen oo aasmaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maalik Mere Honthon Pe Sab Ke Aakhri Ghulam (1989) 07:55 40595
 
Poster of Aakhri Ghulam (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty, Saeed Jaffrey
Duration : 07:55   Song Number : 40595   

Main Aawaara Hi Sahi Anand Aur Anand (1984) 05:37 40071
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sunil Anand
Duration : 05:37   Song Number : 40071   

Main Deewana Zameen Aasman (1984) 04:37 37444
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 04:37   Song Number : 37444   

Main Jaadugar Hai Mera Naam Goga Jaadugar (1989) 11:27 36805
 
Poster of Jaadugar (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 11:27   Song Number : 36805   

Main Tera Tota Paap Ki Duniya (1988) 07:51 36935
 
Poster of Paap Ki Duniya (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan Sagari
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Neelam Kothari, Chanki Pandey
Duration : 07:51   Song Number : 36935   

Maine Dil Diya Zameen Aasman (1984) 05:54 37445
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunjay Dutt, Anita Raj
Duration : 05:54   Song Number : 37445   

Mat Poochh Mera Hai Kaun Mr India (1961) 04:01 40608
 
Poster of Mr India (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
I S Johar
Duration : 04:01   Song Number : 40608   

Mere Do Naina Matware Namaste Ji (1965) 03:44 37591
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 37591   

Mere Meet Bata Putlibai (1972) 03:33 37453
 
Poster of Putlibai (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Jai Kumar
On Screen Actors- 
Sujit Kumar, Jay Maala
Duration : 03:33   Song Number : 37453   

Meri Kaali Kalooti Ke Nakhre Bade Apne Rang Hazaar (1975) 05:39 37808
 
Poster of Apne Rang Hazaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:39   Song Number : 37808   

Na Hum Paagal Hai Taxi Chor (1980) 05:56 39184
 
Poster of Taxi Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:56   Song Number : 39184   

Na Main Hoon Main Umang (1970) 05:14 12371
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Archana
Duration : 05:14   Song Number : 12371   

O Bedardi Kyon Tadpaye Godaan (1963) 06:15 40383
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Ravi Shankar
Duration : 06:15   Song Number : 40383   

O Saathi Re (Female) Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:44 10297
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:44   Song Number : 10297   

Pari Saawariya (2007) 05:16 18954
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Monty Sharma
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor, Rani Mukherjee
Duration : 05:16   Song Number : 18954   

Piya Tohe Laaj Nahin Aave Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983) 05:44 39212
 
Poster of Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 05:44   Song Number : 39212   

Pritam Tum Mere Rahoge Sada Beshaque (1981) 04:14 12162
 
Poster of Beshaque (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Yogeeta Bali
Duration : 04:14   Song Number : 12162   

Pyaar Ke Dhaage Ghungroo (1983) 05:41 39137
 
Poster of Ghungroo (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kunaal Goswaami, Komal Mahuwakar
Duration : 05:41   Song Number : 39137   

Pyaar Ki Baat Nigahon Se Jataaya Adventures Of Robinhood (1965) 03:52 39306
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Duration : 03:52   Song Number : 39306   

Sanwaar De Jo Pyaar Se Adventures Of Robinhood (1965) 04:16 37399
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:16   Song Number : 37399   
Karaoke Songs of anjaan, Sad Songs of anjaan, Love Songs of anjaan, Dance Songs of anjaan, Hip-hop songs of anjaan, Best songs of anjaan, Super hit songs of anjaan, hit songs of anjaan, duet songs of anjaan, solo songs of anjaan, old songs of anjaan, famous songs of anjaan, Hindi Karaoke Songs of anjaan, Hindi Sad Songs of anjaan, Hindi Love Songs of anjaan, Hindi Dance Songs of anjaan, Hindi Hip-hop songs of anjaan, best Hindi songs of anjaan, super hit Hindi songs of anjaan, hit Hindi songs of anjaan, duet Hindi songs of anjaan, solo Hindi songs of anjaan, old Hindi songs of anjaan, famous Hindi songs of anjaan, Sing Along Songs of anjaan, Sing Along Sad Songs of anjaan, Sing Along Love Songs of anjaan, Sing Along Dance Songs of anjaan, Sing Along Hip-hop songs of anjaan, Sing Along Best songs of anjaan, Sing Along Super hit songs of anjaan, Sing Along hit songs of anjaan, Sing Along duet songs of anjaan, Sing Along solo songs of anjaan, Sing Along old songs of anjaan, Sing Along famous songs of anjaan