MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home-Ali
Home-Ali
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha click here
kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai do char din se lagta hai jaise sab kuchh alag hai sab kuchh naya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai cheezen main rakh ke bhool jati hoon bekhayali mein gungunati hoon ab akele mein muskurati hoon badali huyi si meri ada hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai pighala pighala hai dil mera jab se achha rehta hai mood bhi tab se haske milta hoon aaj kal sab se khushh ho gaya hai jo bhi mila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai rang chamkeele sare lagte hain raah mein bikhare taare lagte hain phool ab zyada pyare lagte hain mehki huyi si jaise hawa hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai dhyan ab apna zyada rakhta hoon sochta hoon main kaisa lagta hoon aaeena ho to dekh leta hoon kaise ye chehara aisa khila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai ye nasha jismen dono rehtein hain ye laher jismen dono behte hain ho na ho click here
kurbaan huaa teri tishnagi mein yun kurbaan huaa teri ashiqui mein yun bekhudi mein bekali mein bekasi mein huaa tujhko har duaa di par dagaa bhi aur fanaah hua kurbaan huaaaaaaa kurbaan huaaaaa haaa haaa haaaa haaaaa adaa pe wafaa pe zafaa pe kurbaan huaaaaaaaa kurbaan huaaaaa haaa haaa haaaa haaaaa rubaroo tu magar tanhaa hai ye jahaan hooo uuuuoooo jal uthe meri guft se saanson ka ye samaan hooo uuuooo kya hua pal mein jaane kho gaya kyun tu mila aur judaai wahaan huaa yun bekhudi mein bekali mein bekasi mein huaa tujhko har duaa di par dagaa bhi aur fanaah hua kurbaan huaaaaaaa kurbaan huaaaaa haaa haaa haaaa haaaaa adaa pe wafaa pe zafaa pe kurbaan huaaaaaaaaa kurbaan huaaaaa haaa haaa haaaa haaaaa yeuuhaaa marne ka sabab maangta raha dar badar mitne ko to dil pal mein raazi huaa poori huyi har aarzoo har daastaan meri ye tum shuru huye jahaan main khatam hua kurbaan huaaaaaaa kurbaan huaaaaa haaa haaa haaaa haaaaa adaa pe wafaa pe zafaa pe kurbaan huaaaaaaaaa click here
heyyyyyyy laakad jal ke koylaa hoye jaaye laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye khaakh jiyaa jale to kuchh naa hoyi reeeee naa dhuwaan naa raaaakh jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa lagaaiyo reeee hey hey hey laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye hoooooo barf pighal ke paani hoyi jaaye re barf pighal ke paani hoyi jaaye re baadal ban udd jaaye peed jiya mein aisi baithi re baithi aisi baithi re baithi naa pighale naa jaaye reee nadi kinaare behte sahaare naa naa lagaiyo re naa lagaiyo re jiyaa naa lagaiyo reeee haaye jiyaa naa lagaiyo reeee jiyaa naa jalaiyo reeee hoooo laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye hooooo juthe vachan saari baaten hooooo juthe vachan sab saari baaten rutt barkha kaa paani daras baras sab beh jaave sab beh jaave re jeene jitni maani saawan se ye na bhujhne ki jaan naa jaliyo re naa jaliyo reee jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa jalaiyo reeee jiyaa naa lagaaiyo reeee click here
lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi maine jo chaaha tha mil gayi wo khusi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi main to badaa naadaan tha samjhaa nahin pyaar kya hai kartaa rahaa aawargee na jaana kaisi wafaa hai zanjeer se koi kabhi dil ko nahin baandh paaye taqdeer se chaahat mile daulat nahin kaam aaye kam na ho umra bhar pyaar ki bekhudi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi jab pyaar ho dil mein basaa jannat lage saara jahaan sabse badaa dhanwaan wo jisko mile ulfat yahaan jo pyaar mein de zindagi chaahat pe qurbaan ho mushqil se wo humdam mile jise dil ki pehchaan ho ishq to hai khudaa ishq hi bandgi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi click here
tere maathe jhumar damke tere kanon baali chamke hai re maahi ve tere haathon kangana khanke tere pairon payal chhanke hai re maahi ve nainon se bole rabba rabba mann mein dole rabba rabba amrit ghole rabba rabba tu soni ve ho o teri aankhen kaali kaali tera gora gora mukhada hai re maahi ve ho teri rangat jaise sona tu chaand ke jaisa tukda hai re maahi ve tere gaal gulabi rabba rabba chaal sharabi rabba rabba dil ki kharabi rabba rabba tu soni ve soni ve soni ve aaja maahi ve jind maahi ve soni ve soni ve aaja maahi ve every body sing soni ve soni ve aaja maahi ve jind maahi ve soni ve soni ve aaja maahi ve barse rangini kaliyaan hain maheki bhini bhini baje mann mein halki halki shehnaayi re jitne hain tare aanchal mein aa gaye sare dil ne jaise hi li angdaayi re hai tu jo aayi saj ke mehndi rach ke chal bach ke o soni ve dil kitnon ka khaaye dhachake o soni ve chanda mere chanda tujhe kaise main ye samjhaun mujhe lagati hai tu kitni pyari re ho o o khushiyan click here
khaabon ki dehlizen kadmon ko ab mere hai chumti haaaa haaaa haaa pehle tha main peechhe ye duniyaa ab peechhe hai ghumti haaaa haaaa haaa main kya hoon main kya ye batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen hooooo ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen main jeene ka andaaz jaanun main khushiyon ka har raaz jaanun main jaanun jahaan ko batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hoooooo ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hai shaamon mein ab to savere hai haathon click here
main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye tera husn humesha kaayam hai dum bhar ke liye rangeen hai ye main tujhko agar ek phool kahoon ye aankh agar uth jaaye to har ek sitaara sajda kare aa jaaye kahin hoton pe hasi bijali bhi tadap kar aah bhare bijali bhi tadap kar aah bhare main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye ye zulf agar khul jaye to raaton ki jawaani sharmaaye raftaar ka aalam kya kahiye raftaar ka aalam kya kahiye behta hua dariya tham jaaye main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye din raat mehakte rehne ki kaliyon ne adaa tujh se paayi yeh chaand jo ghatta badta hai darr asl hai teri angdaayi darr asl hai teri angdaayi main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye click here
Masoom Chehra click here
chaahiye kisi saaye mein jagah chaaha bahut baar hai na kahin kabhi mera dil lagaa kaisa samajhdaar hai main na pahunchun kyun wahaan pe jaana chaahun main jahaan main kahaan kho gaya aisa kya ho gaya o mehrama kya mila yun juda hoke bata o mehrama kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o mehrama kya mila yun juda hoke bata jo shor ka hissa huyi woh aawaaz hoon logon mein hoon par tanha hoon main haan tanha hoon main duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe bolo magar na baatein karun ye kya hoon main sab hai lekin main nahin hoon woh jo thoda tha kami woh hawa ho gaya kyun khafa ho gaya o mehrama kya mila yun juda hoke bata o mehrama kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o mehrama kya mila yun juda hoke bata click here
hmm hmmm hmm hmm hmm hey hey hey hmm hmm hmm hmm hmm mera chaand mujhe aaya hai nazar mera chaand mujhe aaya hai nazar aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar chhaaya hai nasha meri aankhon par chhaaya hai nasha meri aankhon par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi reh jaaye na pyaasa pyaar mera meri baahon mein bhar de yaar mera itna sa karam tu kar mujh par itna sa karam tu kar mujh par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar hmm aa haa aa aa haa haa ae hey hey abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi aas ka gulshan khilna hai abhi do jismon ko milna hai dekhonga abhi main wo manzar dekhonga click here
mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karunga mere saathiya mere saath chal andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein pyaar ke kachche dhaage se tumne mujhko baandh liya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal is pyaar ke lambe raste mein mod hazaaron aate hain kabhi kabhi in modon pe log bichhad bhi jaate hain is anjaane darr se haaye dhak dhak dhadke mera jiya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal main kho jaaun click here
mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa hoo mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai teri mehndi se tere gajre se mehka mehka mera jeevan hai mere sawaalon ka jawaaab ban ke tu aayi sajjaniyaa mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya aisi bandhi pyaar ki dor huyi main baawariyaa badla mausam badle nazaaren ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan ye pyaar ka saawan click here
kehte hain har ek dil mein chhupa kahin pyaar hai bas pehchaane jo koi na jane kis pal kahan kaise khota karaar hai naina lag jaye jo kahin nazdikiyon ka pata hain dooriyaan de gayi mileya mileya mujhe par meinu janeya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par meinu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi der se hi toh sahi haye eee dil ko kisi pe hai yakeen chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na tu bas ja mujh mein mera ban ke hi mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi click here
mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa aankhon ki raahon se dil pe chha jaate hain apne ban jaate hain jo dil hain anjaane schoolon mein yaari hai college mein yaari hai ye zindagi hai yaari sun le deewaane milnaa milaana hai masti lutaana hai yaari ke aage kya ye chaandi sona hai khushiyon ke saagar mein yaari ki kashti hai na hai kinaara yaara badhte jaana hai mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa ye aasma hai kya ek panchhi ke aage saagar ye kya hai yaara machhali ke aage tu bas hanste hi ja har pal muskaate ja phir ghum ki hasti kya yaara tere aage jeevan to gaadi click here
hooo rasiyaaaaaaa rasiyaaaaaaaa baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ohooo gesuoon si kaali ratiyaaan adharon pe kaape batiyaan sanwali si saanse mori araj sunaaweeee aake mori shwet preet pe rang sajaa de baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le baanwli si preet mori ab chain kaise paaye aaja rasiya mohe ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le ang lagaa le click here
jab bhi koi ladki dekhun mera dil deewana bole ole ole ole ole ole ole gaaun taraana yaara jhoom jhoom ke haule haule ole ole ole ole ole ole mujhko lubhati hai jawaaniyaan masti lutaati zindganiyaan maane naa kehna paagal mast pawan saa dil ye dole ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole jab bhi koi ladki dekhun mera dil deewana bole ole ole ole ole ole ole gaaun taraana yaara jhoom jhoom ke haule haule ole ole ole ole ole ole koi maane yaa naa maane main hoon aashique aawaara main saudaayi deewana mujhko chaahat ne maara ye chikne chikne chehre ye gori gori baahen bechain mujhe karti hain ye chanchal shaukh adaayen mujhko mili hain yen bechainiyaan likhun khyaalon mein kahaaniyaan dekhun jahaan koi shamma sang usi ke ho le ho le ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole ole jab bhi koi ladki dekhun mera dil deewana bole ole ole ole ole ole ole main to dooba rehtaa hoon yaadon ki rang raliyon mein mare sapnon ka ghar hain mehbooba ki galiyon mein deedar click here
lambi lambi badi haanke ain mauqe pe saala fuss bad luck ne diya tohfa khol ke ho gaya khush apni barbaadi ka siren sunke bhi besharam poochhe what is that that that paaji tussi such a pussy cat ullu da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat kya jaane teri kundli mein kaun se grah ki hai dasha aa ke apne hi chakravyuh mein beta abhimanyu tu phasaa chaar foot ki chhori de gayi re googli tu khada pakde apni bat bat bat paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat big budget tere saare sapne haath mein lolipop hai par haqeeqat ki theatron mein teri saari filmen flop hai flop ki khatiya pe flat kyun leta hai mard ban beta uth ke baith baith baith paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat paaji paaji paaji paaji paaji paaji o paaji tussi such a pussy cat ulla click here
loose control loose control one more time loose loose loose control loose control i am rebel i am rebel na koi padhne wala na koi seekhne wala na koi padhne wala na koi seekhne wala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala loose control chehare ki kitaabein hain hum wo padhne aate hain ye surat teri meri mobile library yaaron ki equation hai love multiplication hai jisne dil ko jeeta hai wo alpha hai theeta hai wo alpha hai theeta hai wo alpha hai theeta hai loose control loose control one more time loose loose loose control loose control i am rebel talli hoke girne se samjhi hamne gravity ishq ka practical kiya tab aayi clearity na koi padhne wala na koi seekhne wala naata ye sannata hai dekho lambu shor hain har dil mein bud bud karta h2so4 hai na koi padhne wala na koi seekhne wala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala click here
badle tere maahi laake jo koyi saari duniya bhi dede agar toh kise duniya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye sunn haaniye jind jaaniye sau baar janam loon toh bhi tu hi humdum har dafa chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha ho jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera ann ann ammm jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera khwaab rahe kis kaam ke mere khwaab se pyara tu sach mera sunn haaniye jind jaaniye zakhmon ko mere marham ki jagah bas tera chhua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khoya Hai Tune Jo Aye Dil Sur (The Melody of Life) (2002) 04:33 18052
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
- Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:33   Song Number : 18052   

Kuchh To Huaa Hai Kal Ho Naa Ho (2003) 05:34 16843
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
- Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Preity Zinta
Duration : 05:34   Song Number : 16843   

Kurbaan Huaa Kurbaan (2009) 04:19 17020
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
- Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 04:19   Song Number : 17020   

Laakad Omkara (2006) 05:31 11143
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
- Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 11143   

Lagi Lagi Dil Ki Lagi Yeh Dillagi (1994) 04:17 17272
 
Poster of Yeh Dillagi (1994)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Kajol
Duration : 04:17   Song Number : 17272   

Maahi Ve Kal Ho Naa Ho (2003) 06:14 16845
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
- Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:14   Song Number : 16845   

Main Kya Hoon Love Aaj Kal (2009) 05:48 11174
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
- Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 05:48   Song Number : 11174   

Main Tujhko Agar Ek Phool Kahoon Salam E Mohabbat (1955) 03:20 16310
 
Poster of Salam E Mohabbat (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Anjum Jaipuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Zeba Khan, Mohammad Ali
Duration : 03:20   Song Number : 16310   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Mehrama Love Aaj Kal (2020) 04:08 12099
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
- Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Kartik Aaryan, Sara Ali Khan
Duration : 04:08   Song Number : 12099   

Mera Chaand Mujhe Mr Aashiq (1996) 05:52 20903
 
Poster of Mr Aashiq (1996)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 05:52   Song Number : 20903   

Mere Saathiya Parampara (1993) 06:07 18453
 
Poster of Parampara (1993)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Neelam
Duration : 06:07   Song Number : 18453   

Mhaare Hiwada Mein Naache Mor Hum Saath Saath Hain (1999) 06:17 11884
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
- R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:17   Song Number : 11884   

Mileya Mileya Happy Ending (2014) 04:27 37278
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
- Priya Saraiya
Music Director- 
Jigar, Sachin
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz, Saif Ali Khan
Duration : 04:27   Song Number : 37278   

Mustafa Mustafa Duniya Dilwalon Ki (1997) 06:05 40515
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1997
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth
Duration : 06:05   Song Number : 40515   

O Rasiya Kurbaan (2009) 03:08 17021
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
- Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 17021   

Ole Ole Yeh Dillagi (1994) 04:30 17273
 
Poster of Yeh Dillagi (1994)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kajol
Duration : 04:30   Song Number : 17273   

Paaji Tussi Such A Pussy Cat Happy Ending (2014) 03:42 37249
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 03:42   Song Number : 37249   

Paathshaala Rang De Basanti (2006) 03:47 16889
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
- Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 03:47   Song Number : 16889   

Phir Aur Kya Chahiye Zara Hatke Zara Bachke (2023) 04:25 18985
 
Poster of Zara Hatke Zara Bachke (2023)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Sachin, Jigar
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Vicky Kaushik, Sara Ali Khan
Duration : 04:25   Song Number : 18985   
Karaoke Songs of ali, Sad Songs of ali, Love Songs of ali, Dance Songs of ali, Hip-hop songs of ali, Best songs of ali, Super hit songs of ali, hit songs of ali, duet songs of ali, solo songs of ali, old songs of ali, famous songs of ali, Hindi Karaoke Songs of ali, Hindi Sad Songs of ali, Hindi Love Songs of ali, Hindi Dance Songs of ali, Hindi Hip-hop songs of ali, best Hindi songs of ali, super hit Hindi songs of ali, hit Hindi songs of ali, duet Hindi songs of ali, solo Hindi songs of ali, old Hindi songs of ali, famous Hindi songs of ali, Sing Along Songs of ali, Sing Along Sad Songs of ali, Sing Along Love Songs of ali, Sing Along Dance Songs of ali, Sing Along Hip-hop songs of ali, Sing Along Best songs of ali, Sing Along Super hit songs of ali, Sing Along hit songs of ali, Sing Along duet songs of ali, Sing Along solo songs of ali, Sing Along old songs of ali, Sing Along famous songs of ali