MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata-Mangeshkar
HomeLata-Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum aise rootho na humse khuda ke liye aise rootho na humse khuda ke liye ke hum hain taiyyar har ik saza ke liye jo chaahe keh lo humse sun lo hamse haaan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum husn to ishq ki daastan ban gaya husn to ishq ki daastan ban gaya ji ishq aise mein kyun bezuban ban gaya haan chhodo na hi keh do kuchh to bolo haan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum mehboob humaare tumhen kya pata mehboob humaare tumhen kya pata ke har kali ban gayi aaj mehbooba aise mein tum bhi hum ko dilbar keh do haaan dekho dekho ji socho ji click here
dekho ji bahaar aayi dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao aa jaao mana lenge sapnon mein rangraliyan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte tum bin aashaaon ki kaise khilen kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan click here
dekho ji dekho sun lo ye baat jeevan mein ek baar aana singapore dil ka khazaana dungi tujhe jeevan mein ek baar aana singapore nainon ke aayine mein tasveer hai tumhaari maano na tum to paas aake dekhlo nainon ke aayine mein tasveer hai tumhaari maano na tum to paas aake dekhlo hota hai pyaar kaisa kehte hain pyaar kisko jaano na tum to dil laga ke dekhlo kehta hai tumse man ka ye mor jeevan mein ek baar aana singapore dil mein bithaungi main apna banaaungi main raahon mein dil bichhaungi tere liye dil mein bithaungi main apna banaaungi main raahon mein dil bichhaungi tere liye nagmon ke phool laana khushiyon ke geet laana aaye jo aap is taraf mere liye tod na dena aasha ki dor jeevan mein ek baar aana singapore achchha to waada karlo aaoge kis din milne mere dildaar shukriya shukriya achchha to waada karlo aaoge kis din milne mere dildaar shukriya shukriya dil ka payaam hai ye tu jo kubool kar le tera sau baar shukriya shukriya bhool na jaana oo dil ke chor click here
dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein bahaaron ko aaye huye chaar din bahaaron ko aaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din dekho na todo aise suhaane sapne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein dua do ke yeh dil reham kar gaya dua do ke yeh dil reham kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya ye jaadu hai kiss ka maaloom nahin apne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi click here
dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa yahaan tera mera naam likha hai rastaa nahin ye aam likha hai ho ye hai darwaaja jahaan tu khadi hai andar aa jaao sardi badi hai yahaan se nazaara dekhon parbaton ka jhaakun main kahaan se kahaan hai jharokha ye yahaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa achha ye bataao kahaan pe hai paani baahar beh rahaa hai jharnaa deewani bijali nahin hai yahi ek ghum hai teri bindiyaa kya bijali se kam hai chhodo mat chhedo baazaar jaao jaata hoon jaaunga pehle yahaa aao shaam jawaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher click here
dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai ho o o o o sapne bhikhre mod mod pe aa ke naina jod jod ke aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan ho o o o o o o jhaanke chanda aasmaan se chhede humko jaan jaan ke aise mein kyun hum yahin par kho jaayen naa dekho mausam kya bahaar hai click here
dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo click here
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm click here
dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein koi kahega kya koi sunega kya kisi ke bhi kahe sune se tera waasta hai kya khayaal zulf e yaar kar ye lo khayaal zulf e yaar kar nazar ko beqaraar kar nahin hoti idhar udhar pade kadam tu kar na gham na soch zindagi mein tera raasta hai kya kya dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai kya baat hai bada haseen saath hai haseen hoon main jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main wahaan to zindagi nashe mein choor hai saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara qareeb aa mere arre apan bhi majboor hai aur tu bahut hi door hai dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein suraahi jhoomne lage click here
dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan tujhse kaise kahun dard ka manjara maine socha tha kya aur kya ho gaya paas aaye magar ho gayi dooriyaan paas aaye magar ho gayi dooriyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan sabke hote huye bhi akeli hoon main sabke hote huye bhi akeli hoon main aap apne liye ik paheli hoon main haaye majbooriyaan haaye lachariyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar haaye main lut gayi tu raha bekhabar mujhpe rote rahe ye zamin aasman dekhte dekhte jal gaya aashiyan reh gayi raakh si uth raha hai dhuan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan click here
dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale huye paida gareeb hain yeh kis ki khata huye paida gareeb hain yeh kis ki khata humko duniya mein kyun tune laaya bata kyun hai chup kuchh bata kuchh bata kuchh bata dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chheen li har khushi aur kaha ke naa ro chheen li har khushi aur kaha ke naa ro ghum hazaaron diye dil bhi dene the sau kar ke hum pe sitam khush naa ho khush naa ho dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan koi ghumkhaar hai naa koyi meherbaan khud kahe khud sune daastaan daastaan dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale click here
kab aaogeeeee jism se jaan juda hogi kya tab aaoge aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain baarhaa tere naa aane kaa sabab poochhte hain hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye har baat ka waqt muqarar hai har kaam ki saath hoti hai are waqt gaya to baat gayi bas waqt ki keemat hoti hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane badle hain kaise kaise tevar fazaa ne badle hain kaise kaise tevar fazaa ne saare waade iraade barsaat aa kee o saare waade iraade barsaat aa ke dho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye click here
devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tum naa mil paaye haye kya karu taqdeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tere charnon tak na pahuchi aur pyaasi rah gayi tere charnon tak na pahuchi aur pyaasi rah gayi chup huyi sehnayian mann me udaasi rah gayi mit gayi saari khushi mit gayi saari khushi rona pada tadbeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko gar meri doli gayi to tere ghar par jaayegi gar meri doli gayi to tere ghar par jaayegi keh uthi zindagani wo ghadi bhi aayegi kaun lutega bhala kaun lutega bhala iss pyaar ki jaagir ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tum naa mil paaye haye kya karu taqdeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko click here
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi mehboob ki nighaahen karam kaisi cheez hai mehboob ki nighaahen karam kaisi cheez hai wo ek pal to jaan se humko ajeej hai jo humne unke ghar mein guzaara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi aaye hain hum sharaab e muhabbat piye huye aaye hain hum sharaab e muhabbat piye huye aankhon mein ik khumaar ki duniyaa liye huye dil maangta hai unka sahaara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi betaabiyaan raaton humen ab jagaayengi betaabiyaan raaton humen ab jagaayengi aayenge jab wahaan se to yaaden bulaayengi chaahega jee ke jaayen click here
dhadkan har dil ki har dil ki hoon main aas dhadkan har dil ki har dil ki hoon main aas barah ghodon waali gaadi saiyaan mere pass dhadkan har dil ki har dil ki hoon main aas barah ghodon waali gaadi saiyaan mere pass lala la la la la la la la la la barah ghodon waali gaadi saiyaan mere pass mara phool jude ka jis jis ko raste mein geeton ka aanhon ka mach gaya shor raste mein mara phool jude ka jis jis ko raste mein geeton ka aanhon ka mach gaya shor raste mein koi mera pag chume koi mera bichhua toh koi meri paayal ammma dekhun na jisko wo ho jaaye udass dekhun na jisko wo ho jaaye udass barah ghodon waali re gaadi saiyaan mere pass dhadkan har dil ki har dil ki hoon main aas barah ghodon waali gaadi saiyaan mere pass naadan hai kamsin hai meri chaal ka jaadu sheeshe ka dil leke hat jaana o baabu naadan hai kamsin hai meri chaal ka jaadu sheeshe ka dil leke hat jaana o baabu abhi mera bachpan chale hai jawaani sang chhodo mera aanchal ammma nainon mein roko ye click here
dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak suno ri o gori tune chori chori dil ki kahaani aankhon ki jabaani keh di balam se apne sanam se jhuki jhuki jhuki jhuki ankhiyon se hota hai shaq ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak yun na sharmao ji zara khul jaao ji chhodo ji chhodo mukhda na modo humse bhi thodi thodi ankhiyaan milaao ji dekhe bhala dekhe bhala karoge ye zid kab tak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak sach sach kaho baat kaho baat kaisi huyi mulaaqat mulaaqat jaante ho kab se tab se ke ab se humse chhupaaoge to bach ke naa jaaoge jaante ho kab se tab se ke ab se humse chhupaaoge to bach ke naa jaaoge aage tum aage tum pichhe hum jaaoge thak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak click here
tak tak tak tak tak tak tak jaise chalti hai gaadi chhak chhak chhak chhak chhak chhak chhak jaise karta hai ye dil dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak kal kal kal kal kal kal kal o kaise behti hai nadiyaa chhal chhal chhal chhal chhal mere mann mein machi halchal khan khan khan khan khan khan khan khan tera kangna khanke chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan tere pyaar mein dole mera tan man tan man tan man tan man sun sun sun sun sun sun sun meri paayal baaje chhun chhun chhun chhun chhun main pyaar ki chhedoon dhunnn chhum chhum chhum chhum chhum chum chhum chhum chhum mera haathi naache rumjhum jhum jhum jhum meri baiyaan chhhodo tum mera jhumka ho gaya gum zara dhoondh dena tum main haan tum tum tum chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup aa chori chori luk chhup luk chhup luk chhup hum baant len apne dukh sukh dukh sukh dukh sukh dukh sukh tham tham tham tham tham tham tham thak gaye hain zulmi hum hum hum hum hum main hoon phir click here
aayi reeee ganga aur jamuna ki gehri hai dhaar aage ya peechhe sab ko jaana hai paar dharti kahe pukaar ke beej bichha le pyaar ke mausam beeta jaaye mausam beeta jaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye teri raah mein kaliyon ne naina bichhaaye daali daali koyal kaali tere geet gaaye tere geet gaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye ooo bhai re neela ambar muskaaye har saans taraane gaaye haaye tera dil kyun murjhaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye bhai re bhai re bhai re oo oo oo click here
dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye dheere kahaan tak chalen jo bekhauf chalte hain jeevan safar mein unko mila raasta dheere chalao zara haaye dheere chalao zara hawaon me udaa ke hamein tum churaa ke kahaan le chale ho batao to bhala jahaan ek hum hon jahaan ek tum ho jahaan kabhi na aaye koi dusra dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak chalen ye jhoomta nazaara safar pyaara pyaara hai mausam ka ishaara yahaan na rukna jahaan bhi tu kahega jahaan bhi le chalega chalungi sang tere o mere sajna dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak chalen jo bekhauf chalte hain jeevan safar mein unko mila raasta dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak click here
o la la la la la la la o aa dheere chalo more saiyaan raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan haule dol piya dhadke mora jiya maane na diwaana rut hai khoyi khoyi rasta aur koi jaane na diwaana ho mori kasam tohe saiyaan raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan jab se nain lade panchhi man ka ude daali daali bole chham chham dole pawan sun to more sajan kya matwaali bole hoo ruk ja padun tore paiyaan raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan pritam teri gali naiyya dil ki chali mausam pyara pyara kya kya rang bhare bhatke nain mere maujon mein aawaara ho lahraaye aanchal ki chhaiya raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan raahen pyaar ki dil diwaana chhute na mori baiyaan ho dheere chalo more saiyaan click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Dekho Ji Farz (1967) 04:39 19213
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:39   Song Number : 19213   

Dekho Ji Bahaar Aayi Azaad (1955) 03:11 12763
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12763   

Dekho Ji Dekho Singapore (1960) 04:52 21599
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Maria Menado
Duration : 04:52   Song Number : 21599   

Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho Aas (1953) 02:20 36225
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 02:20   Song Number : 36225   

Dekho Maine Dekha Love Story (1981) 04:18 20326
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:18   Song Number : 20326   

Dekho Mausam Kya Bahaar Hai Opera House (1961) 04:08 13888
 
Poster of Opera House (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Saroja Devi, Ajeet
Duration : 04:08   Song Number : 13888   

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Dekhta Chala Gaya Gateway Of India (1957) 03:30 38712
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Madhu Bala
Duration : 03:30   Song Number : 38712   

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyaan Naata (1955) 03:25 37666
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:25   Song Number : 37666   

Dene Waale Kisi Ko Patang (1960) 03:25 39277
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 39277   

Der Naa Ho Jaaye Kahin Henna (1991) 08:21 13332
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
- Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 08:21   Song Number : 13332   

Devta Maana Aur Pooja Albela (1971) 03:45 16071
 
Poster of Albela (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Namrata
Duration : 03:45   Song Number : 16071   

Dhadka Hai Dil Mein Pyaar Jaal (1967) 05:41 15114
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:41   Song Number : 15114   

Dhadkan Har Dil Ki Abhinetri (1970) 03:57 12142
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:57   Song Number : 12142   

Dhak Dhak Dhak Sazaa (1951) 03:11 14184
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dev Anand, Shyama
Duration : 03:11   Song Number : 14184   

Dhak Dhak Kaise Chalti Haathi Mere Saathi (1971) 04:05 21077
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:05   Song Number : 21077   

Dharti Kahe Pukaar Ke Do Bigha Zamin (1953) 03:31 32081
 
Poster of Do Bigha Zamin (1953)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Balraj Sahni
Duration : 03:31   Song Number : 32081   

Dheere Chalao Zara Aas Ka Panchhi (1961) 04:17 40362
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:17   Song Number : 40362   

Dheere Chalo More Saiyaan Flat No 09 (1961) 03:29 21569
 
Poster of Flat No 09 (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:29   Song Number : 21569   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar