Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaxmikant
HomeLaxmikant
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil shaad tha ke phool khilenge bahaar mein maara gaya gareeb issi aitbaar mein mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki nahin to iss gulistaan mein nahin to iss gulistaan mein kamin thi kya nazaaron ki meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta mere badle tu hans leti mere badle tu hans leti tere badle main ro leta mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mili hai chandani jinko ye unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar
mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet pagal hote hain kuchh log jinko lagta hai ye rog pagal hote hain kuchh log baithe aahen bharte hain kagaj kaale karte hain dil mein aati hai jo baat likhte jaate hain din raat usse un deewanon ko kisi se ho jaati hai preet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet mujhse poochhe mere meet geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek gori ke matware nain le jaate hain man ka chain gori ki matwari chaal ban jaati hai sur aur taal gori ke do meethe bol ban jaate hain man sangeet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet
dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dulha chhota chhota sa dulhan moti moti si dulha chhota chhota sa dulhan moti moti si miya halke fulke se begam double roti si somwaar ko jo soye to jaage shukkarwaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar halwa poora aath ser aur saath pooriyaan khaye halwa poora aath ser aur saath pooriyaan khaye phir bhi dulhan sharam ke maare bhukhi hi reh jaaye assi gaj ki bechaari ko tang pade salwaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar dari re dari diri daar hai kal itwaar ho munna jaayega bazaar pyaar jo aaye munne par to usko god mein
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil
wait wait wait! you see the whole country of the system is juxtapositioned by the haemoglobin in the atmosphere because you are a sophisticated rhetorician intoxicated by the exuberance of your own verbosity what my name is anthony gonsalves gonsalves my name is anthony gonsalves wow wow main duniya mein akela hoon dil bhi hai khaali ghar bhi hai khaali is mein rahegi koi kismat waali haay jise meri yaad aaye jab chaahe chali aaye jise meri yaad aaye jab chaahe chali aaye roop mahal prem gali kholi number chaar sau bees excuse me please my name is anthony gonsalves main duniya mein akela hoon and say such extenuating circumstances go ask me to preclude you from such extravagance what abhi abhi isi jagah pe ik ladki dekhi hai arre dekhi hai aji dekhi hai abhi abhi isi jagah pe ik ladki dekhi hai jo mujhe ishaare karti hai par kisi se shaayad darti hai arre darti hai aaha darti hai pyaar karegi kya darne waali meri banegi koi himmat waali ho jise meri yaad aaye jab
aye ji o ji aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hmmmm duniyaa chakori paisaa hai chanda suli pe latka har ek banda sab ke gale mein maaya ka fanda seekho o yaaron inn se ye dhandha inn se ye dhandha hoooo oooo oooo oooo oooo oooo do bol meethe bas bol ke har maal bechon kam tol ke re baba kam tol ke tum apni khaali jeben bharo ji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hoooo oooo oooo oooo oooo oooo main kuchh na jaanu iss se ziyaada main kuchh na jaanu iss se ziyaada tu mera mohan main teri radha jeevan nahin itna sidha
na chaahoon sona chaandi na chaahoon heera moti ye mere kis kaam ke na maangoon bangla baadi na maangoon ghoda gaadi ye to hain bas naam ke deti hai dil de badle mein dil ke deti hai dil de badle mein dil ke ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba pyaar mein sauda nahin ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba pyaar mein sauda nahin la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la na chaahoon sona chaandi na chaahoon heera moti ye mere kis kaam ke na maangoon bangla baadi na maangoon ghoda gaadi ye to hain bas naam ke deta hai dil de badle mein dil ke deta hai dil de badle mein dil ke ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba pyaar mein sauda nahin ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba pyaar mein sauda nahin na jaanoon mulla kaazi na jaanoon kaaba kaashi main to hoon prem piyaasa re mere sapnon ki rani hogi tumko hairaani main to tera deewaana re deti hai dil de badle mein dil ke deti hai dil de badle mein dil ke ghe ghe ghe ghe ghe ghe
hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu idhar to aa sanvaar doon khule khule ye gesun wafa deti hai sadaaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake bujha bujha badan tera kanval kanval bana ke khila doon rang e hinaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar isi jhuki huyi nazar ke kaajal se dil par likhe aa
na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam gagri bachaye ke tu manwa sambhale gagri bachaye ke tu manwa sambhale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale tham tham ke chalna tera girna sambhalna tera aaye na kaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare kuchh der to jaayegi baaton mein ho jaayegi subha se shaam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam
na jaiyyo na na na jaiyyo na na jaiyyo o na jaiyyo oho my darling don't you cry you don't cry you don't cry me going to die me going to die me going to die ohh bye bye ohh bye bye ohh bye byee na jaiyyo pardes maahi ve na jaiyyo pardes ve maahi ve na jaiyyo pardes na jaiyyo pardes mere dil pe laga kar thess maahi ve na jaiyyo pardes no no no no sad sad sad song nahin gaana bad bad bad thing nahin kehna chhod ke jaun main tujhko that is not the case maahi ve na jaiyyo pardes va va va va pe pe pe pe pa pa pa va va va va va va va ta na na na na ding dong ding dong dung ye mann tere pyaar ka mandir ye mann tere pyaar ka mandir ohh ohh reh ja yahin iss ghar ke andar oh nirmohi mast kalandar oh nirmohi mast kalandar kaahe bhatke tu des vides maahi ve na jaiyyo pardes ve chann ve na jaiyyo pardes you you where i i there i i where you you there kaise chhod ke jaaun main aisa beautiful place maahi ve na jaiyyo pardes bichhad gaye jo chaand chakori chaand chakori toot gayi
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga oooooooooo palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga wo saakh hi na rahi jo thi aashiyaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar oooooooooo garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar ye shai bani thi kisi dusre jahaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
naa jaane kaise pal mein badal jaate hain naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey kyaa jaane kaise rangon mein dhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil mein kaante chubhaate hain ye jaane kahaan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin magar haar kar kyon dukhon se koi zehar ghol de zindagi mein kahin sab khel hai taqdeer kaa taqdeer se hi badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey rishtey kabhi toote kahaan jo
naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa ghunghru banaa ke paaon mein baandh le phir meharbaan humein aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa mausam rangeen hai aashiq shaukeen hai mausam rangeen hai aashiq shaukeen hai to jo chaahe kar le maukaa haseen hai phir kab naadaan humein aisaa milegaa aisaa milegaa aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa kitnaa pyaasaa hai ye paise waalaa kitnaa pyaasaa hai ye paise waalaa to isko pilaa de tu masti ka pyaalaa kahin anjaan humein aisaa milegaa aisaa milegaa aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa apni tamnnaa hai kitni chhoti do haath kapdaa do waqt roti apni tamnnaa hai kahaan pe makaan humein aisaa
paani mein aag dekho kaise laga rahi hai gora badan chhupa ke gori naha rahi hai aakash ki pari hai ya koi aur hai tu ladki nahin hai zaalim resham ki dor hai tu naagan sa roop hai tera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera le jaunga tujhko duniya dekhegi dekhegi naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera sapera le jaunga tujhko duniya dekhegi oh le jaunga tujhko duniya dekhegi tu pahre laakh bitha le tu parde laakh gira le haan pahre laakh bitha le tu parde laakh gira le mehlon pe na itrana is dil ko na thukrana yeh dil kya mahal se kam hai jis mein hai tera baseera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera ho leh jaunga tujhko duniya dekhegi jo pyaar kiya karte hain marne se kab darte hain jo pyaar kiya karte hain marne se kab darte hain tu apna mukh dikhla de to kitne chaand ugaa de tu zulfon ko bikhra de to kar de ghor andhera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera ho leh jaunga tujhko duniya dekhegi haan gar aaj nahin kal hoga
nafrat ki duniyaa ko chhod ke khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar is jhoot ki nagari se tod ke nata ja pyaare amar rahe tera pyaar khush rehna mere yaar jab jaanwar koi insaan ko maare jab jaanwar koi insaan ko maare kehte hain duniyaa mein vehshi use saare ik jaanwar ki jaan aaj insaanon ne li hai chup kyun hai sansaar khush rehna mere yaar bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas khatm aye saathi ye khel hai apna ab yaad mein teri beet jaayenge ro ro ke jeevan ke din chaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin abhi dil ko milen sahaare hain sahaare hain tumhaare hain abhi nahin jaana nahin nahin nahin jaana nahin aji hum bhi to pyaar ke maare hain tumhaare hain bechaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin kaliyon ka pyaar jhule shabnam ki jholiyon mein kaliyon ka pyaar jhule shabnam ki jholiyon mein dulhan bani bahaar hai khushboo ki doliyon mein kitne khile nazaare hain nazaaron ke ye ishaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aankhen taras gayin hain ab to qaraar de de aankhen taras gayin hain ab to qaraar de de main zindagi bana loon thoda saa pyaar de de dil ke dard kunwaare hain kunwaare hain tumhaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin
yada yada hi dharmasya glaanirbhavati bharat abhyutthanam dharmasya tadaatmaanam srujaamyahum nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke tann mann ka na chaahe hosh rahe tann mann ka na chaahe hosh rahe tera naam na bisre bhule se tere dhyan mein itna kho jaaun tere dhyan mein itna kho jaaun paagal samjhe sansaar mujhe nandlaal gopaal daya karke aaaaaa aaaaaa main nirdhan gokul aur mathura main nirdhan gokul aur mathura tere darshan ko to jaa na sakun jab apne mann mein jhaankun main jab apne mann mein jhaankun main ho jaaye tera deedaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke
o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar chhoo rahe hain phool yun tujhe jaise ho inhen bhi tujh se pyaar ye ho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa tujh mein mujh mein fark na rahe aa karib aa karib aa tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho manzilen hazaar ho magar manzilon ki justzoo na ho ye
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Teri Muhabbat Ka Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 06:21 20984
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sadhana, Rajendra Kumar
Duration : 06:21   Song Number : 20984   

Mujhse Poochhe Mere Meet Dil Aur Deewar (1978) 03:31 37860
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 37860   

Munna Jayega Bazaar Man Mandir (1971) 04:26 17656
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:26   Song Number : 17656   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

My Name Is Anthony Gonsalves Amar Akbar Anthony (1977) 05:42 18097
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:42   Song Number : 18097   

My Name Is Lakhan Ram Lakhan (1989) 07:16 20997
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:16   Song Number : 20997   

Na Chaahoon Sona Chaandi Bobby (1973) 04:34 21008
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Patel
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rishi Kapoor, Prem Nath
Duration : 04:34   Song Number : 21008   

Na Ja Kahin Ab Na Ja Mere Hamdam Mere Dost (1968) 06:33 11825
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:33   Song Number : 11825   

Na Jaiyo Radhe Sau Saal Baad (1966) 03:35 40581
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40581   

Na Jaiyyo Pardes Karma (1986) 05:52 32956
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 32956   

Na Tu Zameen Ke Liye Dastaan (1972) 03:42 21012
 
Poster of Dastaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 21012   

Naa Jaane Kaise Pal Mein Badal Jaate Hain Badalte Rishtey (1978) 05:31 21001
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 21001   

Naach Meri Bulbul Roti (1974) 04:38 18372
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 18372   

Naagan Sa Roop Hai Tera Baghavat (1982) 06:40 32519
 
Poster of Baghavat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:40   Song Number : 32519   

Nafrat Ki Duniyaa Ko Chhod Haathi Mere Saathi (1971) 04:23 21021
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raju (Elephant), Rajesh Khanna
Duration : 04:23   Song Number : 21021   

Nahin Nahin Jana Nahin Zinda Dil (1975) 03:28 14454
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:28   Song Number : 14454   

Nandlal Gopala Daya Karke Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:59 17627
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:59   Song Number : 17627   

Nazar Na Lag Jaaye Night In London (1967) 05:16 21035
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:16   Song Number : 21035   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   
Karaoke Songs of laxmikant, Sad Songs of laxmikant, Love Songs of laxmikant, Dance Songs of laxmikant, Hip-hop songs of laxmikant, Best songs of laxmikant, Super hit songs of laxmikant, hit songs of laxmikant, duet songs of laxmikant, solo songs of laxmikant, old songs of laxmikant, famous songs of laxmikant, Hindi Karaoke Songs of laxmikant, Hindi Sad Songs of laxmikant, Hindi Love Songs of laxmikant, Hindi Dance Songs of laxmikant, Hindi Hip-hop songs of laxmikant, best Hindi songs of laxmikant, super hit Hindi songs of laxmikant, hit Hindi songs of laxmikant, duet Hindi songs of laxmikant, solo Hindi songs of laxmikant, old Hindi songs of laxmikant, famous Hindi songs of laxmikant, Sing Along Songs of laxmikant, Sing Along Sad Songs of laxmikant, Sing Along Love Songs of laxmikant, Sing Along Dance Songs of laxmikant, Sing Along Hip-hop songs of laxmikant, Sing Along Best songs of laxmikant, Sing Along Super hit songs of laxmikant, Sing Along hit songs of laxmikant, Sing Along duet songs of laxmikant, Sing Along solo songs of laxmikant, Sing Along old songs of laxmikant, Sing Along famous songs of laxmikant