MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tum meri zindagi mein kuchh iss tarah se aaye bhula sa khaab jaise sach ho ke muskuraaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye bhooli bisari kitni yaaden aaj gale milne aayi hain anjaane baaghon se chun kar kaliyaan daaman mein laayi hain itne suhaane safar ki kabhi manzil naa aane paayen hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hmmm hmmm kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise hmmm hmmm sach ho ke muskuraaye rukti badhti dil ki dhadkan kehti hai kitne afsaane dil ke saagar kitne gehre dil hi samjhe dil hi jaane aaye samjh mein ye raaz tab jab umr beet jaaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye click here
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho tum haath pakad kar mera jab pyaar jata jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil mein bhadke dum bhar ke liye kyun aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begaana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har cheez bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar click here
tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage click here
tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne meri zindagi ko pyaar se kyun bhar diya baaton hi baaton mein kaise jaadu jagaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho hum tumhare jo bhi honge tum hamaare kaun ho pehle bhi aisi hi kitni baaten chhupaayi hisaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the tumse mil kar ho gaye yun warna hum aise na the dil mein muhabbat ka tufaan kisne uthaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se click here
tu ru ru tu ru ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ab zara tu bhi ho ja ho ja yaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru sar e bazaar shuru hua mazedaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho mohabbat ka matlab hai kya kal tak ye jaana na tha hoooo dil ne kisi ko kabhi apna to maana na tha hooo nainon se nain mile naya sansaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho jee chaahta hai mera ab chal ke rahen hum wahaan ho jhuk jhuk ke milta jahaan is zamin se gale aasmaan haan kar lenge wahaan koi naya kaarobaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho patli patang si kudi ho hatth mere lag gayi ae ho kothadi aneri de vich ik laalten jag payi ye o garma garam hua pyaar lachchhedaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera click here
ho ho aa aa aa aa aa aa aa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jab aankhon se preetam door base un aankhon mein oooo aaa aaaaa aaaaa aa aa aa aaaaa aaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base chain kahaan se paaye wo dil jiska basiyaa paas na ho haar singaar bhi zehar lage usse jis ka rasiya paas na ho behte aansun unki zubaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen mere mann ki kali khile jab mujhse preetam aan mile wo kya dekhen mast samaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base click here
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte apni to ye aadat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko kuchh aisi hi haalat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate duniyaa ki inaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa ab ispe qayaamat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye click here
wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee nazar ke samne ghata si chha gayee nazar ke samne ghata si chha gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee kahan se phir chale aaye ye kucch bhatke hue saaye ye kucch bhoole hue nagme jo mere pyaar ne gaaye ye kucch bichhdi hui yaadein ye kucch toote hue sapne paraaye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jaane inse kyun mil kar nazar sharma gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee bade rangeen zamane the tarane hee tarane the magar ab poochhta hai dil wo din the ya fasane the fakat ik yaad hai baaki bas ik fariyaad hai baaki wo khushiyaan lut gayeen lekin dil ae barbaad hai baaki kahan thi zindagi meri kahan par aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee ummidon ke haseen mele tamannaon ke wo rele nigahon ne nigahon se ajab kucch khel se khele hawa mein zulf leherayee nazar pe bekhudi chayee khule the dil ke darwaaze mohobbat bhi chali aayee tamannaon ki duniya par click here
wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar jo nahin tujhe gawaara mujhe khaak mein mila de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai maana khata hai lekin aisi to na saza de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de click here
aaaaaa aaa aaaaaa hi this is rockey here the man born with the golden spoon rocky speaking no no wrong number please wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam har kisi se ho sakta hai its natural lekin aa haha ha ab to ho gayi lekin aa haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam no raat ko main show karta hoon aur din ko sota hoon isliye lekin haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam kha kha kha khane bhi na de pi pi pi pine bhi na de aa aa aa aane bhi na de ja ja ja jaane bhi na de khane de na pine de na aane de na jaane de na rone de na gaane de na marne de na jeene de yahan tak ki dil kisi aur se lagaane bhi na de aisi ek jidd pe wo adi huyi hai wo mere pichhe padi hui click here
woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len aaaa aaaa aaaa aaaa jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain kaho bhujhe ke jalen hum apni raah chalen yaa tumhaari raah chalen kaho bhujhe ke jalen bhujhen to aise ke jaise kisi gareeb ka dil kisi gareeb ka dil jalen to aise ke jaise chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain ye khoyi khoyi nazar kabhi to hogi idhar yaa sadaa rahegi udhar ye khoyi khoyi nazar udhar to ek sulagta hua hai veerana hai ek veerana magar idhar to bahaaron mein baagh jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo ashq pee bhi liye jo honth see bhi liye to sitam ye kiss pe kiye jo ashq pee bhi liye kuchh aaj apni sunaao kuchh aaj meri suno kuchh aaj meri suno khaamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh click here
woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai sun bhaiya wahin meri bhabhi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche ho dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche mat dekh utha ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara main jaan gayi ye bechara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai kehta hai tu pee ghar jaayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja teri click here
woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein khushiyon ki aas chhod de ghum ko gale ka haar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar click here
wo to lootha hai mana lenge wo to bigla hai bana lenge wo to lota hai hansa lenge aahhhh rootha hai to mana lenge rootha hai to mana lenge bigda hai to bana lenge rota hai to hansa lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge haye haye hooo hooo rootha hai to mana lenge bigda hai to bana lenge rota hai to hansa lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge rootha hai to mana lenge pyaar mein gussa hai gusse mein pyaar hai are pyaar mein gussa hai gusse mein pyaar hai jhuthe inkaar mein sachcha ikraar hai naadan ko samjha lenge hum jaal mein fansa lenge beimaan ko fusla lenge beimaan ko fusla lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge rootha hai to mana lenge dil ka meetha hai kadwa zubaan ka dil ka meetha hai kadwa zubaan ka banta hai sayaana buddhu jahaan ka hum dhoke se behka lenge takraar se manwa lenge ek pyaal se tanta malenge ek pyaal se tanta click here
ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai ye sachh hai agar to phir humse kyun door teri hi chhaya hai kya hum tere mehmaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di jo chain ki neend mein kat jaati aisi to kabhi ik raat na di kya apna koi armaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen marna bhi to tere haath mein hai ye kaam bhi kaise kar jaayen jeena bhi koi aasan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de click here
yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi paanv mere tod de aawaaragi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aa gayi jo apne ghum par us hasi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le click here
yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri dil mera lagta nahin kuchh mujhe bhaata nahin ye mujhe kya ho gaya kuchh samajh aata nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri ye andhere raasteeee ye andhere raasteee hain mere hi vaaste ye andhere raasteee hain mere hi vaaste thokarein khaata rahun ashk barasaata rahun hai yahi taqdeer mein dil ko samjhaata rahun yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri kya khushi ki aarzoo jab khushi meri nahin maut shaayad ho meri zindagi meri nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri click here
haseenon mujhse mat poochho ke kya kya bechtaa hoon main chhupa kar chudiyon mein dil ki duniyaa bechtaa hoon main yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna aabaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna hoooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo ooooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re hooo oooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa le ke haath ye chhod naa dena mukh mod naa lena ke dil mera shaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna main to mann ka darpan tod ke laaya dil ke tukde jod ke hooo oooo oooo saare jag se hai dekho niraala oooooo ooooo saare jag se hai dekho niraala ye baat meri yaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna click here
are yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak dil se mil milke dil khil jata hai yak bayak humne jo socha tha dil ne jo chaha tha are humne jo socha tha dil ne jo chaha tha wahi mila aaj yaka yak achanak hey yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak apne jawaan dil pe humein kal tak bada naaz tha kal tak mere dil ke liye yeh ishq ek raaz tha is ishq mein haa dil haar ke haa kya yaar humko mila haa haa yeh haar bhi haye haye kya haar hai haye is haar pe hum fida dil pe naya vaar hua yaar mila pyaar hua dil pe naya vaar huya yaar mila pyaar hua maar gayi teri ek jhalak achanak hey yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak aankhon mein thi khawabon mein thi barson se surat teri humko bhi thi dil ko bhi thi kab se zarurat teri muddat se hum tarse sanam aa ab toh lag ja gale ab dor yeh ahaa yun hi chale oye hoye yeh raat ab naa dhale are jhuki jhuki nazar uthi nazar uthi aise mili jhuki jhuki click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223   

Tum Meri Zindagi Mein Kuchh Bombay To Goa (1972) 03:24 15712
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Aruna Irani
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:24   Song Number : 15712   

Tum Saamne Aa Kar Khazanchi (1958) 04:42 39413
 
Poster of Khazanchi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Shyama
Duration : 04:42   Song Number : 39413   

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823   

Tumne Hansi Hi Hansi Mein Kyun Ghar Basake Dekho (1963) 03:44 19158
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 19158   

Tururu Turu (Tera Mera Pyaar) Jwar Bhata (1973) 03:34 39637
 
Poster of Jwar Bhata (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 03:34   Song Number : 39637   

Un Aankhon Mein Neend Kahan Minister (1959) 04:10 15627
 
Poster of Minister (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Roop Mala
Duration : 04:10   Song Number : 15627   

Unko Ye Shikaayat Hai Adalat (1958) 04:48 12619
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12619   

Wo Bhooli Dastaan Lo Phir Yaad Sanjog (1961) 04:52 12150
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Shobha Khote
Duration : 04:52   Song Number : 12150   

Wo Dil Kahaan Se Laaun Bharosa (1963) 03:28 12908
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:28   Song Number : 12908   

Wo Mere Pichhe Padi Ponga Pandit (1975) 05:20 20593
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 05:20   Song Number : 20593   

Woh Chup Rahen To Jahan Ara (1964) 04:40 13401
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bahar
Duration : 04:40   Song Number : 13401   

Woh Door Jo Nadiya Behti Hai Barkha (1959) 03:44 10387
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Jagdeep, Nanda
Duration : 03:44   Song Number : 10387   

Woh To Chale Gaye Sangdil (1952) 03:20 35983
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:20   Song Number : 35983   

Woh To Rootha Hai Jwar Bhata (1973) 03:49 12023
 
Poster of Jwar Bhata (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 03:49   Song Number : 12023   

Ya Keh De Hum Insaan Chhaya (1961) 04:55 32068
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:55   Song Number : 32068   

Yaa Meri Manzil Bataa Rakhi (1962) 03:09 14055
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 14055   

Yaad Jab Aaye Teri Mohar (1959) 03:23 32118
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 32118   

Yaad Rakhna Nagin (1954) 03:07 13818
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Bali, Vijaya Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:07   Song Number : 13818   

Yak Bayak Koi Nahin Katilon Ke Kaatil (1981) 05:17 37449
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:17   Song Number : 37449   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna