MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


thukra ke mujhe jaane waale ik thokar aur lagaataa jaa sindur to maang se chheen liyaa ab phoolon ko thukaraataa jaa ooo jaane waale jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye kya qayaamat hai kya qayaamat hai usi ne dil ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne lootne waale ne lootne waale ne manzil ki tamannaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa click here
tie lagaa ke tie lagaa ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero tie lagaa ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero paapad hazaar belo koi bhi chaal khelo paapad hazaar belo koi bhi chaal khelo thodi kahin se par akal udhaar lelo thodi kahin se par akal udhaar lelo chashma chadha ke chashma chadha ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero laa la la la la laaa laa la la la la laaa ohhooo ooooo oooo maana diler bhi ho sheron ke sher bhi ho maana diler bhi ho sheron ke sher bhi ho bura na maano to main keh doon ke bater bhi ho bura na maano to main keh doon ke bater bhi ho sola laga ke sola laga ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero karte ho pet pooja aaye na kaam dooja karte ho pet pooja aaye na kaam dooja isiliye to bheja rehta hai ji sooja sooja isiliye to bheja rehta hai ji sooja sooja rasgulla kha ke rasgulla kha ke maana ban gaye janaab click here
tu aaye na aaye magar jaanewaale aaye na aaye magar jaanewaale teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi jo dekhegi rota hai koi akela dekhegi rota hai koi akela to khud bhi wo aansu bahaaya karegi bahaaya karegi aaye na aaye jidhar se gaya tu wo raahein hamesha jidhar se gaya tu wo raahein hamesha tarasti rahengi teri waapsi ko tarasti rahengi teri waapsi ko udhar se hawa bhi jo aaya karegi udhar se hawa bhi jo aaya karegi tera naam leke sataaya karegi sataaya karegi tu aaye na aaye magar jaanewaale aaye na aaye magar jaanewaale teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi aaye na aaye jo raaton ko taare puchenge mujhse raaton ko taare puchenge mujhse bata tu bhi kyun raat bhar jaagti hai bata tu bhi kyun raat bhar jaagti hai kahungi meri neend bas mein nahin hai ye birhan bahaane banaaya karegi banaaya karegi aaye na aaye magar jaanewaale aaye na aaye magar jaanewaale teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi aaye na aaye jahaan meri aankhon ka paani girega click here
na gila hoga na shikwa na shikayat hogi araz hai chhoti si sun lo to inaayat hogi tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein chaahe tu humen apna na bana lekin na samjh beganon mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein bhoole se humara naam kabhi aa jaaye tere afsaanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein click here
tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal phool bhi dilwaale hua karte hain koi kadmon se lipat baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal kaliyaan badi shokh hua karti hai koi shokhi pe utar aayi to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo baaz dil waale bhi kamzor hua karte hain koi naagin jo samjh baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo bijliyaan kaali ghataaon mein chhupi hoti hain koi chupke se chamak jaaye to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi click here
tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath khamosh kinaare soye hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khamosh kinaare soye hain chup chaap hain nadiyaa ki lehren ithlaate huye tum aa jaao lehron mein rawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath beeti huyi ghadiyon ki yaaden hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm beeti huyi ghadiyon ki yaaden aise mein agar hum dohraayen masoom muhabbat muskaaye bedaar jawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath click here
tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho ye behki fizaayen ye jhoomti hawayen jo chhed chhed jaayen to dil machale yahi to hai zamaane dilon ke afsaane jo sune na sunaye to dil machale tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho apni khushi se kisi ne jo kisi se kiya hai koi waada to dar kis ka dil hi diya hai kisi ka kya liya hai kahe to koi luta hai ghar kisi ka tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho pyaar ki adayen zamane ko na bhayen wo dekh dekh jale to jalne do humein na koi roke kisi ke hum ho ke chale hein masti mein to chalne do tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar click here
tum hi ho mata pita tum hi ho tum hi ho bandhu sakha tum hi ho tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho naiyya tum hi khiwaiyya tum hi ho bandhu sakha tum hi ho jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain daya ki drishti sada hi rakhna tum hi ho bandhu sakha tum hi ho click here
tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho koi meri aankhon se dekhe to samjhe ke tum mere kya ho ke tum mere kya ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho naa jaane magar kinn khayaalon mein gum ho jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho naa jaane magar kinn khayaalon mein gum ho mujhe dekhkar tum zara muskuraa do nahin to main samjhungi mujh se khafaa ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho tumhin mere maathe ki bindiyaa ki jhilmil tumhin mere haanthon ke gajron ki manzil tumhin mere maathe ki bindiyaa ki jhilmil tumhin mere haanthon ke gajron ki manzil main hoon ek chhoti si maati ki gudiyaa tumhin praan mere tumhin aatmaa ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho bahot raat beeti chalo main sulaa doon pawan chhede sargam main lori sunaa click here
ae hey hey aa haa aa haa o ho o la la la lalala tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre kya teer meri nazron ke dil mein janab ke thehre uff ye gajab haye haye yedhak haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye seene ko tham kar rakho dil na jagha se hat jaye uff ye akad haye ye pakad haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa kya rab tu husn walon ko kaisa mizaaj deta hai kya rab tu husn walon ko click here
tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan phir kabhi naa saath honge hum yahaan chaand ko to ye khabar nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai teri har adaa se mujh ko pyaar hai aaj mujh ko koi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile jo maut mujh ko tere haath se mile wo maut zindagi se kam nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai click here
tum jab jab saamne aate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho kuchh chehre aise hote hain jo apne apne lagte hain jo peechhe sach ho jaate hain jo pahle sapne lagte hain jo pahle sapne lagte hain tum jab jab aankh milaate ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab aankh milaate ho mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho tum aise takte ho mujhko palken meri jhuk jaati hain tum haath pakadte ho mera saansen meri ruk jaati hain saansen meri ruk jaati hain tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baten karte ho tum puchho apni aankhon se kyun hum apna dil kho baithe wo bhoole saari duniya ko jo paas tumhare ho baithe jo paas tumhare ho baithe tum click here
hooooooooo ooooo ooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa click here
tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tum meri zindagi mein kuchh iss tarah se aaye bhula sa khaab jaise sach ho ke muskuraaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye bhooli bisari kitni yaaden aaj gale milne aayi hain anjaane baaghon se chun kar kaliyaan daaman mein laayi hain itne suhaane safar ki kabhi manzil naa aane paayen hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hmmm hmmm kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise hmmm hmmm sach ho ke muskuraaye rukti badhti dil ki dhadkan kehti hai kitne afsaane dil ke saagar kitne gehre dil hi samjhe dil hi jaane aaye samjh mein ye raaz tab jab umr beet jaaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye click here
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho tum haath pakad kar mera jab pyaar jata jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil mein bhadke dum bhar ke liye kyun aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begaana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har cheez bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar click here
tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage click here
tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne meri zindagi ko pyaar se kyun bhar diya baaton hi baaton mein kaise jaadu jagaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho hum tumhare jo bhi honge tum hamaare kaun ho pehle bhi aisi hi kitni baaten chhupaayi hisaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the tumse mil kar ho gaye yun warna hum aise na the dil mein muhabbat ka tufaan kisne uthaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se click here
tu ru ru tu ru ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ab zara tu bhi ho ja ho ja yaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru sar e bazaar shuru hua mazedaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho mohabbat ka matlab hai kya kal tak ye jaana na tha hoooo dil ne kisi ko kabhi apna to maana na tha hooo nainon se nain mile naya sansaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho jee chaahta hai mera ab chal ke rahen hum wahaan ho jhuk jhuk ke milta jahaan is zamin se gale aasmaan haan kar lenge wahaan koi naya kaarobaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru ho patli patang si kudi ho hatth mere lag gayi ae ho kothadi aneri de vich ik laalten jag payi ye o garma garam hua pyaar lachchhedaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera pyaar shuru tu ru ru ru tu ru ru ru tera mera click here
ho ho aa aa aa aa aa aa aa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jab aankhon se preetam door base un aankhon mein oooo aaa aaaaa aaaaa aa aa aa aaaaa aaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base chain kahaan se paaye wo dil jiska basiyaa paas na ho haar singaar bhi zehar lage usse jis ka rasiya paas na ho behte aansun unki zubaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen mere mann ki kali khile jab mujhse preetam aan mile wo kya dekhen mast samaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Thukra Ke Mujhe Jaane Patanga (1949) 04:25 19231
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:25   Song Number : 19231   

Tie Laga Ke Bhabhi (1957) 03:28 40714
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:28   Song Number : 40714   

Tu Aaye Na Aaye Magar Jaanewale Payal Ki Jhankar (1968) 04:10 19955
 
Poster of Payal Ki Jhankar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:10   Song Number : 19955   

Tu Pyaar Kare Ya Dekh Kabira Roya (1957) 03:16 13046
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 13046   

Tum Akele To Kabhi Aao Pyar Karen (1964) 07:14 12581
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 07:14   Song Number : 12581   

Tum Chaand Ke Saath Ashiana (1952) 03:38 12745
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:38   Song Number : 12745   

Tum Chal Rahe Ho Duniya Na Mane (1959) 03:37 12059
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Pradeep Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12059   

Tum Hi Ho Mata Pita Main Chup Rahungi (1962) 02:55 13649
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bablu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 13649   

Tum Hi Mere Mandir Khandan (1965) 05:58 21381
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:58   Song Number : 21381   

Tum Ho Haseen Kahan Sharabi (1964) 03:41 36308
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:41   Song Number : 36308   

Tum Ho Saath Raat Bhi Haseen Mohar (1959) 03:29 15628
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:29   Song Number : 15628   

Tum Jab Jab Saamne Aate Ho Parde Ke Peechhey (1971) 05:13 37575
 
Poster of Parde Ke Peechhey (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogita Bali
Duration : 05:13   Song Number : 37575   

Tum Jis Pe Nazar Daalo Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 04:38 14429
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 14429   

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223   

Tum Meri Zindagi Mein Kuchh Bombay To Goa (1972) 03:24 15712
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Aruna Irani
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:24   Song Number : 15712   

Tum Saamne Aa Kar Khazanchi (1958) 04:42 39413
 
Poster of Khazanchi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Shyama
Duration : 04:42   Song Number : 39413   

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823   

Tumne Hansi Hi Hansi Mein Kyun Ghar Basake Dekho (1963) 03:44 19158
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 19158   

Tururu Turu (Tera Mera Pyaar) Jwar Bhata (1973) 03:34 39637
 
Poster of Jwar Bhata (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 03:34   Song Number : 39637   

Un Aankhon Mein Neend Kahan Minister (1959) 04:10 15627
 
Poster of Minister (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Roop Mala
Duration : 04:10   Song Number : 15627   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna