Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAa%20Aa%20Ee%20Oo%20Oo%20Ooo
HomeAa%20Aa%20Ee%20Oo%20Oo%20Ooo
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo chaahne waalon ki aaj duniyaa mein chaahne waale aa gaye ulfat ki mai aakhon se lo aaj pilane aa gaye aap piyen aur aap naa jhumen aap ke baski baat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin kasa hua hai teer husn ka zara sambhal ke rahiye ga nazar nazar ko maaregi to qaatil humen naa kahiyega chaal chali hai soch ke humne iss khel mein apni maat nahin ooooooo paas aa ke ye aap ke humen hone laga ehsaas hai dam hai to bas aap ke dam se aap hi se saans hai bayaan karen jo haal e dil ko aise koi jazbaat nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin
mai se meena se na saaqi se mai se meena se na saaqi se na paimaane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se gul se gunchon se na bul bul ke gul se gunchon se na bul bul ke gun gunane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne phoolon se bhi dil na behla hum lage tujhe dhoondhane jannat ki baharon se na pariyon ke jannat ki baharon se na pariyon ke muskuraane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein teri aankhen yaad aayi heeron ke bhi haar mein moti se na heeron se na jewar se moti se na heeron se na jewar se na kisi khazane se dil bahalta hai mera aap
aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon apne dil ki baaton se aapka dil behlaata hoon aap ke anurodh pe mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai bas chot issi ko lagti hai aur dard kisi ko hota hai door kahin koi darpan toote tadap ke main reh jaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon taareef main jiski karta hoon taareef main jiski karta hoon kya roop hai wo kya khushboo hai kuchh baat nahin aisi koi ye ek suroon ka jaadoo hai koyal ki ik kook se sab pe mann mein hook uthaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain ye bhed bataa doon geeton mein tasveerein kaise banti hain sundar honthon ki laali se main
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai ghata se jaise chhan rahi subah subah ki dhoop hai jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan dabi dabi hansee mein bhi tadap rahin hain bijliyan shabaab aap ka shabaab aap ka shabaab aap ka nashe mein khud hi choor choor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap se hai humen kitni muhabbat aap to ye nahin jaane hooo aap ko aise kaise bataayen aap ko hum kya maane dhadkan pe kyaaa humne likha hai dhadkan pe kyaaa humne likha hai padh lo dil ki nazar se aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap ko sab maaloom hai dilbar aap ko kya batlaayen aap ne humko
aap ke bheege huye jism se aanch aati hai dil ko garmaati hai jazbaat ko bhadkaati hai aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss haraarat se jo uljhegaa wo jal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa aap kaa husn wo shabnam hai jo sholon mein palle garm khusbuon mein tapte huye rangon mein dhale kiss ka dil hai jo sambhaale se sambhal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa honth hain yaa kisi shaayar ki duaaon ka jawab zulf hai yaa kisi saawan ke talabgaar ka khaab aise jalwon ko jo dekhegaa machal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss kadar husn kisi ek mein dekha na sunaa uska kyaa kehna jise aapne humraaz chunna uski taqdeer ka unwaan badal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa
aap ke pehloo mein aa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye zindagi ne kar diyaa jab bhi udaas aa gaye ghabraa ke hum manzil ke paas sar jhukaayaa sar jhukaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye shaam jab aansoo bahaati aa gayi shaam jab aansoo bahaati aa gayi har taraf ghum ki udaasi chhaa gayi deep yaadon ke jalaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye ghum judai ka sahaa jaataa nahin aap ke bin ab rahaa jaataa nahin pyaar mein kyaa kyaa gawaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye
aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hain kahin aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin bevaja taareef karna aap ki aadat to nahin aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain ho aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya reshmi ye baahen rokti hain raahen samjho pyaar ka ishara to zara aap ki adaaon pe fidaa shaam rangi jaam rangi shauk farmaaiye shaam rangi jaam rangi shauk farmaaiye husn bhi hai ishq bhi hai aur kya chahiye aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya reshmi ye baahen rokti hain raahen samjho pyaar ka ishara to zara aap ki adaaon pe fidaa beliyaa ji had se guzre dekhiye mohtaram beliyaa ji had se guzre dekhiye mohtaram dil na deeje dekh leeje ek nazar kam se kam aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya reshmi ye baahen rokti hain raahen samjho pyaar ka ishara to zara aap ki adaaon pe fidaa ibteda ka daur guzra hogi kab intehaa ibteda ka daur guzra hogi kab intehaa dil se dil jab mil gaya to kyun rahe faasla aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya aap ki adaaon pe fida dil mera ho gaya reshmi ye baahen rokti hain raahen samjho pyaar ka ishara to zara aap ki adaaon pe fida aa aa
aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein aap ki baatein karein raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein dono nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein
aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum ik bujhi shamma ki tarah tha jo dil mera devta ki aarti tha ban gaya diya ik bujhi shamma ki tarah tha jo dil mera devta ki aarti tha ban gaya diya aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum kya haseen khwaab nazar mein sanwar gaye har kadam pe jaise ujaale bikhar gaye kya haseen khwaab nazar mein sanwar gaye har kadam pe jaise ujaale bikhar gaye aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum pyaar ka suroor yahi bekhudi rahe pyaar ka suroor yahi bekhudi rahe iss nashe mein choor meri zindagi rahe aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum iltajaa yahi hai dil e beqaraar ki todnaa na dor kabhi mere pyaar ki iltajaa yahi hai dil e beqaraar ki todnaa na dor kabhi mere pyaar ki aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum aap ki inayatein aap ke
aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega hans ke naa sahi ro ke hi sahi hans ke naa sahi ro ke hi sahi ye waqt apna nikal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega sun lo kahaani humari phir aage marzi tumhari sun lo kahaani humari phir aage marzi tumhari pachhtaaoge sharmaaoge pachhtaaoge sharmaaoge jab sab pata tumko chal jaayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega maana hasin tum zuroor ho par kisliye magroor ho maana hasin tum zuroor ho par kisliye magroor ho iss husn kaa kya aetbaar iss husn kaa kya aetbaar ye aaj aaya hai kal jaayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega haan aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyaar mein badal jayega tirchhi nazar ki kataariyaan chhodo na ye
humne to kiya sabhi kuchh aap ki khaatir bhool huyi bhi to humse kahan pe aakhir kya soch ke main ho gayi iss tarah bezaar raaja mere tere liye ye roop ye singaar tujhse hi to hain mere jeevan mein bahaar aayega to pahnaungi baahon ka ye haar aaj saare sapne mere honge saakar raaja mere tere liye ye roop ye singaar chaha tha phoolon se bhar doon tera aangan main uljha laayi kanton se par apna daaman main sapnon ke moti ban gaye aansuon ki dhar raaja mere tere liye ye roop ye singaar tujhse hi to hain mere jeevan mein bahaar aayega to pahnaungi baahon ka ye haar aaj saare sapne mere
aap se hai gilaa aap se hi pyaar aap ka tha mujhe har pal intezaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap se hai gilaa aap se hi pyaar aap ka tha mujhe har pal intezaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap se sanam intehaai pyaar kartaa hai dil jaane kyun aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap ki aarzoo dil ko baar baar lekin hai shikayatein mujh ko beshumaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap se sanam intehaai pyaar kartaa hai dil jaane kyun hum ye nahin kehte dil ke bure ho tum gustakhiyaan lekin karte rehte ho tum hum ye nahin kehte dil ke bure ho tum gustakhiyaan lekin karte rehte ho tum aap ki sabhi gustakhiyaan maaf kartaa hai dil jaane kyun aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun do kadam chalo tum do kadam chalein hum khaamoshiyon ka ye kissa khatam karen hum do kadam chalo tum do kadam
uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir apne saare armaan apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir uuuu uu uu uuuu uu uu uuuu uu uu uuuu uu uu ishq bhi kya cheez hai iss mein hosh rehta nahin ye to hai silsila chainon sukoon ka dil ke zunoon ka aafree ishq bhi kya cheez hai iss mein hosh rehta nahin ye to hai silsila chainon sukoon ka dil ke zunoon ka aafree aapki baaton se mulaakaton se khayaalon se hua mein hua bada hi mutaasir aap ki khatir mere dil ka jaahan hai haazir apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu aap ki khatir aap ki khatir kabhi kabhi to hoti hai yahaan mukamal aashiqi kayi karvatein legi ye zindagi badle na nazar aap ki kabhi kabhi to hoti hai yahaan
aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir
aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha
aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye naujawaan maanti hoon dekhne mein achchhe ho kiss tarah maan loon main dil ke bhi sachche ho dil mera paas aa ke dil laga ke dekh lo naazneen har tarah se aazmaan ke dekh lo soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aankh mein ek nasha hai ek adaa hai chaal mein naachti khoob ho tum har kadam hai taal mein dekh ke kya sabhi ko aisi aahen bharte ho baaten hi baaten hain yaa pyaar bhi karte ho aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye naa soch ke bataayenge hum milte milte rahiye ho agar ek nazar mein pyaar kya hai khel hai chaahiye waqt iss mein do dilon ka mail hai gair bhi kar rahen hain kuchh ishaara soch lo aur kaa ho naa jaaye dil humara soch lo soch ke bataayenge hum jalte jalte rahiye aap ki raai mere baare
aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap se kya gila karen sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai unka to ek khel hai humse hi bhool ho gayi humse hi bhool ho gayi unki koi khata nahin kaash wo apne ghum mujhe kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile wo kitna badnseeb hai wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon kahte hain iss gunaah ki kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Kahen Aur Hum Naa Des Pardes (1978) 05:36 13050
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tina Munim, Others
Raag- 
Bhupali
Duration : 05:36   Song Number : 13050   

Aap Ke Aa Jaane Se Khudgarz (1987) 07:12 18698
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Govinda, Neelam
Duration : 07:12   Song Number : 18698   

Aap Ke Anurodh Pe Anurodh (1977) 05:01 20142
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:01   Song Number : 20142   

Aap Ke Haseen Rukh Pe Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:49 20069
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anjan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:49   Song Number : 20069   

Aap Ke Kareeb Saajan Ki Baahon Mein (1995) 06:53 18779
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tabu
Duration : 06:53   Song Number : 18779   

Aap Ke Paas Jo Kaajal (1965) 03:47 13492
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13492   

Aap Ke Pehloo Mein Mera Saaya (1966) 03:34 20070
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:34   Song Number : 20070   

Aap Ki Aankhon Mein Kuch Ghar (1978) 04:20 20063
 
Poster of Ghar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Vinod Mehra
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:20   Song Number : 20063   

Aap Ki Adaaon Ke Fida Nishan (1965) 03:50 37630
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:50   Song Number : 37630   

Aap Ki Baatein Karein Dil Ki Rahen (1973) 03:50 32308
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 03:50   Song Number : 32308   

Aap Ki Inayatein Vandana (1975) 05:19 20064
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri, Durga Khote
Duration : 05:19   Song Number : 20064   

Aap Ki Kasam Ek Din Lafange (1975) 05:46 13572
 
Poster of Lafange (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:46   Song Number : 13572   

Aap Ki Khaatir Aap Ki Khatir (1977) 03:31 32819
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:31   Song Number : 32819   

Aap Ki Khata Bardaasht (2004) 06:35 11815
 
Poster of Bardaasht (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Lara Dutta
Duration : 06:35   Song Number : 11815   

Aap Ki Khatir Aap Ki Khatir (2006) 04:54 18799
 
Poster of Aap Ki Khatir (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Khanna
Duration : 04:54   Song Number : 18799   

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719   

Aap Ki Mehki Huyi Trishul (1978) 03:07 14355
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:07   Song Number : 14355   

Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 04:00 20065
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20065   

Aap Ki Raai Mere Baare Mein Elaan (1971) 04:59 15593
 
Poster of Elaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rekha
Duration : 04:59   Song Number : 15593   

Aap Ko Bhool Jaayen Hum Chitra Singh 07:53 15989
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:53   Song Number : 15989