MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar click here
aaaaa aaaaa aaaa seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai andaaz dhadakne ka seekha andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se is dil pe tumhaari aankhon ka ehsaan tumhaari daulat hai ehsaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai kya cheez mohabbat hoti hai kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha jitni bhi hui hai ulfat se pehchaan tumhaari daulat hai pehchaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai click here
sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein o sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan phir kar aa baras bhi jaa kab tak yun tarsaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haay kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein ho sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein khule khule se ye gesu mehki mehki ye khushboo koi chura lega ek din dekh abhi anjaan hai tu khule khule se ye gesu haaye mehki mehki ye click here
shaadi shaadi shaadi aai aaiyo haan kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata are bhai uska kya jaataa sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata duniya mein dekho qadam qadam par duniya mein dekho qadam qadam par koi na koi koi na koi baaraat hai kismat ki baat hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi haay gori gori kaali kaali patli kamar waali illi billi khaali pili pyaari pyaari aankhon waali shaadi shaadi shaadi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi are bhai achchhi hi hogi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi bimla yaa kamla amlaa yaa ramla bholi ho bhaali yaa nakhrewaali lim boli bimbalabori igalaapaa pori gaanv ki gori natkhat chhori haath mein kangan kaan mein baali uhun click here
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon click here
Sharaabi Ja click here
sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye kayi iljaam liye aur kai iljaam diye aaj ke baad magar kuchh bhi na kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai mmm hmm hmm der ke baad ye samjhe hain mohabbat kyaa hai ab humein chaand ke jhoomar ki zuroorat kyaa hai pyaar se badh ke bhala kaun sa gahena hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke ghum ka kharidaar humaara dil hai aap ko apna koi dard na sehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga click here
sharma ke naa jaa sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman kuchh soch main hardam kyun tera peechha karta hoon zara aankhon mein aankhen daal ke tujh par marta hoon par kehte huye ye darta hoon jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman tujhe husn pe apne naaz mujhe apne dil par sur milenge kaise main hoon mom aur tu pathar haaye kaisa pada hai ye chakkar jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman mat bhool ke ik din aisa bhi to aayega jab ishq ke aage husn ka sar jhuk jaayega phir khul ke mera dil gaayega jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma click here
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke click here
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar click here
sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga nazar mein ye asar hoga idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi humein bhi neend aayegi kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaroooooo click here
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam hawaon lehraana ghataon mat aana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana dabe dabe panw jab aayenge saiyaan dabe dabe panw jab aayenge saiyaan chup ke se aake meri pakdenge baiyaan raat rangili hogi raseeli ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke chhedenge hum jootha naam bata ke kitna suhaana hoga bahaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa neend mein hogi saari duniya to khoyi neend mein hogi saari duniya to khoyi jaanega peechhe se raaz na koi chaand jalega jal ke dhalega ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani click here
so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha aaj aisi baat kyun hai kuchh samjh aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gayaa chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi jaane kya dekha yahaan ab laut kar jaati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya click here
socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge bahut khaakh duniyaa ki chhani thi humne bahut khaakh duniyaa ki chhani thi humne ab tak kisi ki naa maani thi humne ab tak kisi ki naa maani thi humne dhokhe mein dil kaise aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge agar dil naa dete bada naam karte agar dil naa dete bada naam karte magar pyaar se kya bada kaam karte magar pyaar se kya bada kaam karte dil ko yahi kaam bhaa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge click here
na dil raha na mere dil mein wo khushi hi rahi tere bagair tadapti ye zindagi hi rahi soonaa hai mere dil kaa jahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan duniyaa se meri tu door hai aaja mera pyaar majboor hai duniyaa se meri tu door hai aaja mera pyaar majboor hai tu jo nahin to mere liye viraan hain ye donon jahaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan tujhse bichhad kar ye zindagi bujhti huyi ek hai roshni tujhse bichhad kar ye zindagi bujhti huyi ek hai roshni apna pata batlaa de mujhe apna pata batlaa de mujhe miltaa nahin hai tera nishaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan ghum ka andhera yun chha gaya dil zindagi se ghabra gaya o jaane waale teri click here
aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi jeevan aani jaani chhaayaaaaaa jeevan aani jaani chhaayaa jhoothi maaya jhoothi kaaya phir kaahe ko saari umariyaaaaaa phir kaahe ko saari umariyaa paap ki gathri dhoyi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi naa kuchh tera naa kuchh meraaaaa naa kuchh tera naa kuchh meraa ye jag jogi wala phera raja ho ya rank sabhi kaaaaa raja ho ya rank sabhi ka ant ek sa hoooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi baahar ki tu maati phaankeeee baahar ki tu maati phaanke mann ke bheetar kyun na jhaanke ujale tan par maan kiyaaaaa ujale tan par maan kiyaa aur mann ki mail na dhoi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam click here
sun le sun le sun le sun le sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeee aa haaaaa aaaaa aaaa la la laa la la la lalaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeee aa haaaah aaa aah aah haaa aaa haaa hmmmmmm aaaaaaa aaaa aaaa ta ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam hmm hmm hmm main to hoon raahi teri manzil kaa aaya hoon pyaar ke sahaare mud ke na pichhe kabhi dekhungaa kitna bhi duniya pukaare oh deewane oh tu kya jaane dil to tujhe click here
sun rasiyaaaaaaa sun rasiyaaaaaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa sun rasiyaaaaaaa sun rasiyaaaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa likh likh haari balam tohe patiyaan tujh bin kaise bitaun kaari ratiyaan likh likh haari balam tohe patiyaan tujh bin kaise bitaun kaari ratiyaan kaari kaari ratiyaan ye kaari kaari ratiyaan oooo oooo oooo oooo oooooo sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kab sach hoga sajan mera sapna piya tum aa ke kahoge mujhe apna kab sach hoga sajan mera sapna piya tum aa ke kahoge mujhe apna kab tum aa ke kahoge mujhe apna oooo oooo oooo oooo oooooo sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa click here
sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya chun chun bagiya se laaun ri chameliyaaa chun chun bagiya se laaun ri chameliya kaliyon se meri sajaao ri doliya kajara lagaao maathe bindiya sajaao mori rang do gulaabi chunariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya laao ri kahaan hai nigodi paayaliya maang bharo mat der karo kahin rooth na jaaye saanwariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya click here
haaaaa haaaaa haaaa haaaaa haaaa mujhe jab daadi amma ka zamana yaad aata hai to chidiya aur kauve ka fasaana yaad aata hai are jawaan ladki ko aye jawaan ladki oye oye oye jawaan oye oye oye oye jawaan ladki ko nange sar kabhi wo dekh leti thi to jaane kaisi kaisi gaaliyaan jee bhar ke deti thi o khasmanu khani utte kitte jaani agg lage teri jawani ko chor le jaaye teri naani ko iss umar mein ye haal kambakhat dupatta sambhal puraani ladkiyaan bhi sharm ko jevar samjhti thi bujurgon ke hi kadmon mein wo apna ghar samjhti thi magar iss daur mein wo potiyaan naa daadiyaan dekhi jawaan yaa budhiyaan sab husn ki shehzaadiyaan dekhi kishora chhora qawaal khandve waala ab suniye suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme kaise inki suhab guzre kaise inki shaam suniye suniye aaj kal ki ladkiyon ka programme suniye suniye nau baje tak bistar mein ye khurche apne gaalon ko sapne dekhen beetal ke aur noche apne baalon ko click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511   

Seene Mein Mohabbat Laadla (1966) 03:39 20541
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:39   Song Number : 20541   

Sehmi Sehmi Kahan Chali Anmol Moti (1969) 05:31 15563
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:31   Song Number : 15563   

Shaadi Shaadi Ladki (1953) 02:42 17279
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R Sudarshanam
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Bharat Bhushan
Duration : 02:42   Song Number : 17279   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Sharaabi Ja Bhai Bhai (1956) 04:28 21031
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:28   Song Number : 21031   

Sharam Aati Hai Padosan (1968) 05:04 12417
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Abhogi
Duration : 05:04   Song Number : 12417   

Sharma Ke Naa Jaa Tadpaa Shehnai (1964) 03:47 12491
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 03:47   Song Number : 12491   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   

Sitaaron Aaj To Hum Rakhi (1962) 39719
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ameeta
Duration :    Song Number : 39719   

Sitaaron Chhup Jaana Duniya Na Mane (1959) 03:30 40463
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 40463   

So Gaya Sara Zamaana Miss Mary (1957) 03:21 12394
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:21   Song Number : 12394   

Socha Tha Pyar Hum Bluff Master (1963) 03:28 12289
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12289   

Soona Hai Mere Dil Ka Jahaan Devta (1956) 04:44 19972
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 04:44   Song Number : 19972   

Sukh Ke Sab Saathi Gopi (1970) 06:14 21255
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 21255   

Sun Le Pyaar Ki Dushman Pyar Kiye Jaa (1966) 05:48 12439
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mumtaz, Shashi Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 12439   

Sun Rasiyaa Kaahe Ko Nagin (1954) 03:22 12406
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Todi
Duration : 03:22   Song Number : 12406   

Sun Ri Sakhi Nagin (1954) 03:38 19202
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:38   Song Number : 19202   

Suniye Suniye Ladka Ladki (1966) 06:13 16267
 
Poster of Ladka Ladki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:13   Song Number : 16267   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna