MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sochta hoon piyun piyun na piyun taak daaman siyun siyun na siyun dekh kar jaan kashmakash mein hoon kya karun main jiyun jiyun haai na jiyun saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein chaand ki chaal bhi sazaki hui raat ki aankh bhi sharabi hai saari kudrat nashe mein hai jab to are maine pee li to kya kharaabi hai saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein click here
saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein teri nazar se ise dekh loon main dil se mere tum ye mehsoos kar lo toofan ye mere dil se utha hai chaaho to tum apne daaman mein bhar lo toofanon mein khoya hua ye raasta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein haara hua tha andheron ka raahi manzil se pehle hi neend aa rahi thi tum door le kar chale aaye warna mere charaagon se lau jaa rahi thi tere liye jeete hain hum dil jaanta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein click here
saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi ek chhalakta hua jaam hai ek hansi muskuraahat ka ye naam hai zindagi ek chhalakta hua jaam hai ek hansi muskuraahat ka ye naam hai honth hilte rahen phool khilte rahen zindgi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe shama pe aake parwaane jalte rahe shama pe aake parwaane jalte rahen kaafile aashique ke ye chalte rahen husn sota rahe ishk rota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe gulbadan chandani mein nahaate rahen aag lehron ke dil mein lagaate rahen gulbadan chandani mein nahaate rahen aag lehron ke dil mein lagaate rahen raat badhti rahe os padti rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe phool baagon se zulfon mein aate rahen phool baagon se zulfon mein aate rahen naginon ke dilon ko lubhaati rahe mel hote rahen khel click here
oooo ooooo ooooo oooooo ooo oooo oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai hamein saath dekha hai ek baar phir se zamane ki raftar sharma rahi hai sadiyon puraani apni kahaani mile the mile hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin mile the mile hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin wo ik lafz kehte hain jisko judaai meri dastaan mein to shamil nahin meri dastaan mein to shamil nahin oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai sadiyon puraani apni kahaani zamane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badli zamane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badli badalta raha aasma chaal apni ye raahi na badle ye rahen na badli ye raahi na badle ye rahen na badli oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai sadiyon puraani apni kahaani agar zulf zanjeer banti rahegi mohabbat ki taqdeer banti rahegi agar zulf zanjeer banti rahegi click here
yenada iddu aisi kisi hajjaam ki kismat na ho khoti kainchi ki kamaayi ki jagah jail ki roti ye insaaf hua duniya se aye yaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat ab dekhiye aaiyo dekhiye kab hota hai sansaar safa chat sansaar safa chat sansaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat safa chat safa chat safa chat chat chat dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai ta duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota shuru cut ho dhom cut duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota aaiyyo yo yo yo click here
saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana pyaar humara ban jaaye naa fasaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane apni bala se koi maane yaa naa maane pyaar mein itne bhi bano naa deewane pyaar mein itne bhi bano naa deewane saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan click here
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham raja ban ke aana re mohe le ke jana re ho mohe le ke jana re tham thama tham tham chandani raat hogi taron ki baraat hogi chandani raat hogi taron ki baraat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi khushi khushi gaayenge hum geet suhana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga tera manana mera ruth jana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham tum mere paas hoge ghum badi door hoga tum mere paas hoge ghum badi door hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga lana re lana tashrif lana re saiyaan dil mein aana re aa click here
lala lala lalaa hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm lala lala lalaa hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye zara uljhi latte sanwaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye paani pade tan pe to shola nikle jaane kaisi agan mein badan jale paani pade tan pe to shola nikle jaane kaisi agan mein badan jale din bhar ki thakan utaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye ang ang dho loon zara mal mal ke phool si mehak uthun main khil ke ang ang dho loon zara mal mal ke phool si mehak uthun main khil ke titli se pankh udhaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye sajj dhajj ke main zara ban than ke baan chalaungi nainan ke sajj dhajj ke main zara ban than ke baan chalaungi nainan ke aainaa zaraa nihaar loon khud apni nazar uthaar loon ke main to sajj gayi re sajna click here
aa aa aa sajnaa aa sajnaa sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de samjhe to samjhe ye dil haar ke samjhe to samjhe ye dil haar ke dard anokhe bade hote hain pyaar ke haaye bairi pyaar ke sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de apne paraye meri samjhen na batiyan apne paraye meri samjhen na batiyan kis sang bol ke bitaun kali ratiyaan kali kali ratiyan sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de kitni kathin hain pyaar ki rasmein kitni kathin hain pyaar ki rasmein apni hi nindiya wo bhi na bas mein haye mere bas mein sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de click here
sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana aa ke chala jaaye zamaana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyaar ka aa ke chala jaaye zamaana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyaar ka aaj ke waade sajnaa aaj ki baaten sajnaa bhool na jaana bhool na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana waise to hazaaron nazaare meri raah mein ek bas tu hi samaaya hai nigaah mein waise to hazaaron nazaare meri raah mein ek bas tu hi samaaya hai nigaah mein pyaar ki rasmen sajnaa pyaar ki kasmen sajnaa bhool na jaana bhool na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana kisne saath nibhaaya kisne saath nibhaaya dil ko ek khilona samjha khela aur thukraaya kisne saath nibhaaya kahaan ke click here
aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paaaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paaaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar ga ma pa pa ma pa ga ma pa ni sa ni pa ma ga ma pa pa ma pa ga ma pa ni sa ni pa ma ga ma pa ni sa re sa re pa ni pa ni pa ma ga re sa pa ni sa re sa re pa ni pa ni pa ma ga re sa pee pee ki jab taan sunaye aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa pee pee ki jab taan sunaye birhan mann ghabraaye aaaaa pee pee ki jab taan sunaye birhan mann ghabraaye haaan bhuli batiyan yaad dilayen bhuli batiyan yaad dilayen paapi barambaar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar aaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss aaaa aaaa aaaa click here
sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane nazara din chaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere ghum nahin haar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani ishara hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja click here
sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye andhiyaare ke the ye moti bhor bhayi aur phoot gaye sapne hain sapne kab huye apne bhor ki dori se baandhi hai jaane kisne raat ki choli bhor ki dori se baandhi hai jaane kisne raat ki choli jeevan ke aangan mein dukh sukh nis din khele aankh micholi nis din khele aankh micholi sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye sapne hain sapne kab huye apne din dooba to shaam hasegi shaam gayi to raat hasegi din dooba to shaam hasegi shaam gayi to raat hasegi rok le aankh se behata aansu beh nikala barsaat hasegi beh nikala barsaat hasegi sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye andhiyaare ke the ye moti bhor bhayi aur phoot gaye sapne hain sapne kab huye apne click here
sapne mein sajan se do baaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik raat milan ki aayi thi aur uske baad judaayi ki ghum aur khushi ki do raaten ghum aur khushi ki do raaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik saawan rutt laayi jhule ik saawan rutt laayi jhule duje mein sajan hum to bhulen dekhi hain yahi do barsaaten dekhi hain yahi do barsaaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik roz tumhen dil de baithe phir rog birhaa ka le baithe ye pyaar ki hai do saugaaten ye pyaar ki hai do saugaaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten click here
sare bazaar aha oho aha karenge pyaar aha oho ehe sare bazaar karenge pyaar na koi parda naa diwaar o duniya manegi manegi manegi mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jo ji mein aaye karna hai naa raani hai naa raani koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke hum rahenge tere hoke hai naa jaani hai naa jaani le bhi le haath haath mein le bhi le haath haath mein baat badhegi baat baat mein aa laga yaara koi lappa koi lara to duniya manegi manegi manegi haan mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar sare bazaar karenge pyaar karenge pyaar sare bazaar jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye phir kaun isse samjhaye hai naa click here
sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar click here
aaaaa aaaaa aaaa seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai andaaz dhadakne ka seekha andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se is dil pe tumhaari aankhon ka ehsaan tumhaari daulat hai ehsaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai kya cheez mohabbat hoti hai kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha jitni bhi hui hai ulfat se pehchaan tumhaari daulat hai pehchaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai click here
sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein o sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan phir kar aa baras bhi jaa kab tak yun tarsaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haay kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein ho sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein khule khule se ye gesu mehki mehki ye khushboo koi chura lega ek din dekh abhi anjaan hai tu khule khule se ye gesu haaye mehki mehki ye click here
shaadi shaadi shaadi aai aaiyo haan kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata are bhai uska kya jaataa sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata duniya mein dekho qadam qadam par duniya mein dekho qadam qadam par koi na koi koi na koi baaraat hai kismat ki baat hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi haay gori gori kaali kaali patli kamar waali illi billi khaali pili pyaari pyaari aankhon waali shaadi shaadi shaadi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi are bhai achchhi hi hogi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi bimla yaa kamla amlaa yaa ramla bholi ho bhaali yaa nakhrewaali lim boli bimbalabori igalaapaa pori gaanv ki gori natkhat chhori haath mein kangan kaan mein baali uhun click here
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saawan Ke Mahine Mein (Sad) Sharabi (1964) 03:32 12488
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 12488   

Saawan Ki Raaton Mein Prem Patra (1962) 03:53 12432
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sadhna, Shashi Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12432   

Saaz Bajta Rahe Modern Girl (1961) 06:19 20015
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan
Duration : 06:19   Song Number : 20015   

Sadiyon Puraani Apni Kahaani Shehnai (1964) 06:32 36104
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 06:32   Song Number : 36104   

Safa Chat Preetam (1971) 06:46 15200
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:46   Song Number : 15200   

Saiyaan Chhod De Baiyaan Rakhi (1962) 03:18 12453
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep, Waheeda Rehman
Duration : 03:18   Song Number : 12453   

Saiyaan Dil Mein Bahar (1951) 03:31 21207
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:31   Song Number : 21207   

Sajna Hai Mujhe Sajna Saudagar (1973) 05:09 12481
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Nutan, Padma Khanna
Duration : 05:09   Song Number : 12481   

Sajna Lagan Teri Duniya Na Mane (1959) 03:38 37540
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:38   Song Number : 37540   

Sajna Saath Nibhana Doli (1969) 05:46 19166
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 05:46   Song Number : 19166   

Sakhi Ri Sun Bole Papiha Miss Mary (1957) 03:42 12396
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Jamuna
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Tintal
Duration : 03:42   Song Number : 12396   

Sama Hai Bahaar Ka Ashiana (1952) 03:27 36738
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:27   Song Number : 36738   

Sapne Hain Sapne Nai Roshni (1967) 04:05 12407
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:05   Song Number : 12407   

Sapne Mein Sajan Gateway Of India (1957) 03:09 12351
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:09   Song Number : 12351   

Sare Bazaar Karenge Pyaar Katilon Ke Kaatil (1981) 04:05 37448
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:05   Song Number : 37448   

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511   

Seene Mein Mohabbat Laadla (1966) 03:39 20541
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:39   Song Number : 20541   

Sehmi Sehmi Kahan Chali Anmol Moti (1969) 05:31 15563
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:31   Song Number : 15563   

Shaadi Shaadi Ladki (1953) 02:42 17279
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R Sudarshanam
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Bharat Bhushan
Duration : 02:42   Song Number : 17279   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna