Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho mere haalaat aise hai ke main kuchh kar nahin sakta mere haalaat aise hai ke main kuchh kar nahin sakta tadapta hai ye dil lekin ye aahen bhar nahin sakta zakhm hai hara hara aur tum chot khane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho zamaane mein bhala kaise muhabbat log karte hain zamaane mein bhala kaise muhabbat log karte hain wafaa ke naam ki ab to shikaayat log karte hain aag hai bhujhi bhujhi aur tum lau jalaane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho kabhi jo khwaab dekha to mili parchhaaiyaan mujhko kabhi jo khwaab dekha to mili parchhaaiyaan mujhko
aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain saamne aap hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain aap jaisa hi mujhe lagta hai lagta hai aap jaisa hi mujhe lagta hai khwaab mein jis se mila karte hain khwaab mein jis se mila karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya haadse roz hua karte hain haadse roz hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain naam unn ka na koi unn ka pata unn ka pata naam unn ka na koi unn ka pata log jo dil mein raha karte hain log jo dil mein raha karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum akele hi chala karte
aaaa aaaaa aaaa aaaa aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan abhi sanson ki khushbu hawaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi sanson ki khushbu hawaaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi shakhon mein hai ungliyon ke nishan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho chandni mein jhalakti hai parchhaiyaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan
aap ke gumsum rehne se har shai pe udaasi chhayi hai ye bahaar aapke honthon se hansi maangne aayi hai aankh mili aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao jawaani mili dil ko lagaane ke liye dil to lagao zindagani hai naam khushi ka khushiyaan manao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao taaron ko pata tootenge phir bhi chamakte rehte hain phir bhi chamakte rehte hain phoolon ko pata murjhayenge phir bhi wo hanste rehte hain phir bhi wo hanste rehte hain honth mile hasne ko hanso hanso naa haan honth mile hasne ko duniyaa mili basne ko dil mein kisi ko basaao muskuraao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao dil ki nazron se dekho dildaar nazar aayega dildaar nazar aayega jab band karogi palken har parda uth jaayega har parda uth jaayega bhed ye nazar ka hai bhed ye nazar ka hai parda ye darr ka hai darr ka parda hatao muskuraao are aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao jawaani mili
aankh padti hai kahin paanw kahin padta hai sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sama hai gul bhi hai bulbul bhi hai parwaana bhi raat ki raat ye sab kuchh hai shahar kuchh bhi nahin raat ki raat ye sab kuchh hai asur ki dhoom hai sab kahte hain yun hai yun hai itna hai ek teri thokar ka magar kuchh bhi nahin nesti ki hai mujhe kooche hasti ne talash sair karta hoon udhar ki ki jidhar kuchh bhi nahin sair karta hoon udhar ki ek aansu bhi asar jab na kare trishna faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin aankh padti hai kahin
aankh se aankh mila baat banaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai tu zamaane ki tarah mujh ko sataata kyun hai waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain ye haqikat hai magar mujhko sunaata kyun hai ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin aisi raahon pe charaagon ko jalaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai
aaaaaa aaaaa aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh wah yeh hairat ki bhari mehfil mein wah yeh hairat ki bhari mehfil mein mujhko tanha nazar aata hai koi aankh se aankh chahiye khud pe yakeen e ka mil chahiye khud pe chahiye khud pe yakeen e ka mil hausla kis ka badhata hai koi aankh se aankh sab karishma ke tassavur hai shakeel sab karishma ke sab karishma ke tassavur hai shakeel warna aata hai na jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh
aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna mere yaar pe mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz meri chaahton se tum meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai tu meri saanson mein har waqt rehta hai
aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon
aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein roshan wohi chiraag hai yaadon ki raah mein wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi aankhon ko intezaar ki aadat si ho gayi takna hai unki raah yunhi umar bhar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe
aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan khaamoshi bhi to pyaar mein rakhti bahut hi asar hai kab ishq ho jaaye yahaan dil ko kahaan ye khabar hai do dil ke ye silsile chhup sake hain kahaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan hey aye hey hey hey haa haa haa haa haa haa hmm neend aaye naa jab aankhon mein badhne lage beqaraari shabnam ko bhi chhune se jab mehsoos ho chingaari to aisa kyun lagta hai ik hai zameen aasmaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan
aa aankhen meri maikhana maikhana maikhana pee ke ho ja deewaana deewaana deewaana aankhen meri maikhana maikhana maikhana peeke ho ja deewaana deewana deewaana hai raat raat bhar pee na jaaye raat banaale baat o jaane jaana aankhen meri maikhana maikhana maikhana peeke ho ja deewaana deewana deewaana hai raat raat bhar pee na jaaye raat banaale baat o jaane jaana aankhen meri maikhana maikhana maikhana ulfat ke rang jeene ke dhang seekho mujhse ulfat ke rang jeene ke dhang seekho mujhse bejaar nigaahon pe parda daal gunaahon pe bejaar nigaahon se le thaam zara huyi hai shaam utha le jaam ho jaane jaana aankhen meri maikhana maikhana maikhana peeke ho ja deewaana deewana deewaana hai raat raat bhar pee na jaaye raat banaale baat o jaane jaana aankhen meri maikhana maikhana maikhana dhadkan ki thaap dil ke milaap laayi main to dhadkan ki thaap dil ke milaap laayi main to sar ko rakh de seene pe loot machi phir jeene pe sar ko rakh de seene pe bahaana de sahaara de
aankhen milayenge baaten sunayenge aankhen milayenge baaten sunayenge palken bichhayenge zulfen bikharayenge phir kisi din aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gayenge aankhen milayenge baaten sunayenge palken bichhayenge zulfen bikharayenge phir kisi din bhai aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gayenge aaj sirf gaana gaayenge gaane ke liye yahaan aana kya zaroori tha jaane ke liye ye bahaana kya zaroori tha gaane ke liye yahaan aana kya zaroori tha jaane ke liye ye bahaana kya zaroori tha achchha maan jaate hain nahin tadpaate hain ye baat huyi na la la la la la la laa milke lehraayenge kabhi paas aayenge kabhi door jayenge ruthenge manaayenge phir kisi din aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaayenge pyaar mein gile shikwe ka mauka deti ho ghar se bulaa ke raste mein dhokha deti ho pyaar mein gile shikwe ka mauka deti ho ghar se bulaa ke raste mein dhokha deti ho achchha chalo theek hai kuchh bhi ho preet hai vaada raha naa haan vaada la la la la la la laa preet ye
bau baau baa bau bau baau baa bau re re re ee uuuuu re re re ee uu uuuuuu re re re ee eeee aankhen tumhari do jahaan aanchal tumhaara aasmaan khilta badan jaise chaman aayi ho kahaan se o jaane jaan gulsitaan maherbaan aankhen tumhari do jahaan aanchal tumhaara aasmaan khilta badan jaise chaman aayi ho kahaan se o jaane jaan gulsitaan maherbaan chehra tumhaara dekh kar bharti nahin hai kyun nazar aarzu yahi hai dil ki dekha kare hum umar bhar har ek ada niraali hai dil jeet lene waali hai har ek ada niraali hai dil jeet lene waali ee aankhen tumhari do jahaan aanchal tumhaara aasmaan khilta badan jaise chaman aayi ho kahaan se o jaane jaan gulsitaan maherbaan heere ke jaisi hai nazar kaat de jo pal main jigar ek baar jo bhi dekh le tadpa kare wo umar bhar armaan hazaaron jaag uthe tumse tumhi ko maang uthe armaan hazaaron jaag uthe tumse tumhi ko maang utheeee aankhen tumhari do jahaan aanchal tumhaara aasmaan khilta badan jaise chaman aayi ho kahaan se o jaane
aankhon aankhon mein aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do aankhon aankhon mein baat hone do haan mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do haan haan haan haan mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule kab tak intezaari umr padi hai saari dil ko zara dil mein samone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat haan haan haan pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi
aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa main na jaanun kyun ye dil beqaraar ho gaya ho maina jaanu kyun ye dil beqaraar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa sookh chain gaya akhiyon mein neend nahin sookh chain gaya akhiyon mein neend nahin ab main hoon kahin aur wo hain kahin ab main hoon kahin aur wo hain kahin haay mera sapona sansaar ho gaya haay mera sapona sansaar ho gaya main na jaanu kyun ye dil beqaraar ho gaya ho main na jaanu kyun ye dil beqaraar ho gaya aankhon aankhon mein unse pyaar ho gaya aankhon aankhon mein unse pyaar ho gaya pata poochhti hoon unka sitaaron se pata poochhti hoon unka sitaaron se dil loot gaye mera jo ishaaron se dil loot gaye mera jo ishaaron se baaton baaton mein koi dildaar ho gaya baaton baaton mein koi dildaar ho gaya main na jaanu kyun ye dil beqraar ho gaya ho main na jaanun kyun ye dil beqraar ho gaya aankhon aankhon mein unse
aankhon aankhon mein na jaane kya ishaare ho gaye muskura kar tumne dekha hum tumhaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane aa aaaaaa raat din ki bekraari umar bhar ki bekhudi raat din ki bekraari umar bhar ki bekhudi dil laga kar kuchh to jeene ke sahaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane haaye ye maasoom chehra ye ada ye baankpan haaye ye maasoom chehra ye ada ye baankpan tumse mil ke rang dil ke aur pyaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane tumko pa kar is jahaan mein humne sab kuchh pa liya tumko pa kar is jahaan mein humne sab kuchh pa liya ab humein kya chahiye jab tum humaare ho gaye muskura kar tumne dekha hum tumhaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane
aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane hum ajnabi the tum the paraaye ek doosreeeee ke dil mein samaaye hum aur tum mein uff ye muhabbat kaise ho gayi hum tum jaane nahin jaane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane kitni haseen ye tanhaaiyaan hai tanhaaiyon mein ruswaaiyaan hai ruswaaiyon se darte nahin hum chhodo pyaar ki baaten chhodo ye bahaane aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aankhon aankhon mein aankhon aankhon mein dil gaya apna aankhon aankhon mein dil gaya apna kanon kanon humen khabar naa huyi aankhon aankhon mein dil gaya apna unki nazron se mil gayi nazren unki nazron se mil gayi nazren ye khata thi to soch kar na huyi ye khata thi to soch kar na huyi aankhon aankhon mein dil gaya apna unse itni si bas shikaayat hai unse itni si bas shikaayat hai unse itni si bas shikaayat hai unki hum par abhi nazar naa huyi unki hum par abhi nazar naa huyi aankhon aankhon mein dil gaya apna unki aankhon mein sau fasaane hain unki aankhon mein sau fasaane hain baat honthon se kuchh magar naa huyi baat honthon se kuchh magar naa huyi aankhon aankhon mein dil gaya apna
aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain jis tarah bijli ghataon mein chamak jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankh Hai Bhari Bhari Tum Se Achcha Kaun Hai (2002) 07:16 18705
 
Poster of Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Nakul Kapur
Duration : 07:16   Song Number : 18705   

Aankh Jab Band Kiya Karte Hain Peenaz Masani 06:23 36928
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 06:23   Song Number : 36928   

Aankh Khulte Hi Tum Munimji (1955) 02:45 38199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nalini Jayvant
Duration : 02:45   Song Number : 38199   

Aankh Mili Nazren Milane Ke Liye Darinda (1977) 05:02 16217
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:02   Song Number : 16217   

Aankh Padti Hai Kahin Talat Mahmood 03:24 38325
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tishna
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 38325   

Aankh Se Aankh Mila Chitra Singh 05:29 13927
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:29   Song Number : 13927   

Aankh Se Aankh Milata Hai Koi Lata Mangeshkar 03:45 35889
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:45   Song Number : 35889   

Aankhein Band Kar Ke Aitraaz (2004) 06:20 16874
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 06:20   Song Number : 16874   

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aankhein Khuli Thi Saathi (1968) 04:32 38940
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:32   Song Number : 38940   

Aankhen Bhi Hoti Hain Dil Ki Zubaan Haasil (2003) 04:48 17559
 
Poster of Haasil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Israr Ansari
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Hrishita Bhatt
Duration : 04:48   Song Number : 17559   

Aankhen Meri Maikhana Sawan Bhadon (1970) 04:55 18685
 
Poster of Sawan Bhadon (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:55   Song Number : 18685   

Aankhen Milayenge Bhanwar (1976) 04:05 12829
 
Poster of Bhanwar (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Randhir Kapoor
Duration : 04:05   Song Number : 12829   

Aankhen Tumhari Do Jahaan Zameen Aasman (1972) 05:15 38643
 
Poster of Zameen Aasman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:15   Song Number : 38643   

Aankhon Aankhon Mein Aankhon Aankhon Mein (1972) 04:05 12575
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakhi, Rajesh Roshan
Duration : 04:05   Song Number : 12575   

Aankhon Aankhon Mein Ada (1951) 03:07 14627
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:07   Song Number : 14627   

Aankhon Aankhon Mein Bedaag (1965) 03:08 40728
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 40728   

Aankhon Aankhon Mein Mahal (1969) 04:58 20048
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 04:58   Song Number : 20048   

Aankhon Aankhon Mein Dil Gaya Apna Saanch Ko Aanch Nahin (1979) 03:34 14089
 
Poster of Saanch Ko Aanch Nahin (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 03:34   Song Number : 14089   

Aankhon Aankhon Mein Har Ik Raat Mubarak Begum 02:58 37553
 
Poster of Mubarak Begum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 02:58   Song Number : 37553   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of