Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi uski yaad chhuri banke mere dil pe chalti rahi meetha meetha dard saha bedardi se kuchh na kaha main deewani thi na jaani apne kaatil ko main dil de baithi dulhan banke sej sajaai julmi ka intezaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se sharam bahut aayi phir bhi chhedi baat bahaane se dil ka haal kaha sunke wo chup chaap raha main deewani thi na jaani aise bujdil ko main dil de baithi aaj nahin to kal samjhega maine aitbaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek
ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagti hain kitni saundhi lagti hai tab kitni saundhi lagti hai tab maazi ki ruswaai bhi ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein do do shaklen dikhti hain iss behke se aaine mein mere saath chala aaya hai mere saath chala aaya hai aap ka ik saudaai bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai khamoshi ka haasil bhi ik lambi si khaamoshi hai unki baat suni bhi humne unki baat suni bhi humne apni baat sunaayi bhi aisa to kam hi hota hai wo bhi hon tanhaai bhi ek puraana mausam lauta ek puraana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi
ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di saahil karega yaad ussi naamuraad ko saahil karega yaad ussi naamuraad ko haai kashti khushi se jisne bhanwar mein utaar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana haai duniyaa ka kyaa hai ussne sadaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai mujhe chaand samjhane waale bata ye raat hai yaa koi sapna hai ye raat hai yaa koi sapna hai ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain phoolon ko agar khilna hai to wo veeranon mein khil jaate hain veeranon mein khil jaate hain ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni
ik raadhaa ik meeraa donon ne shaam ko chaaha antar kyaa donon ki chaah mein bolo antar kyaa donon ki chaah mein bolo ik prem deewaani ik daras deewaani ik prem deewaani ik daras deewaani ik raadhaa ik meeraa donon ne shaam ko chaaha antar kyaa donon ki chaah mein bolo antar kyaa donon ki chaah mein bolo ik prem deewaani ik daras deewaani raadha ne madhuban mein dhoondha meera ne mann mein paaya raadha jisse kho baithi wo govind meera haath bhigaaya ik murali ik paayal ik pagli ik ghaayal antar kyaa donon ki preet mein bolo antar kyaa donon ki preet mein bolo ik surat lubhaani ik murat lubhaani ik prem deewaani ik daras deewaani ik raadhaa ik meeraa meera ke prabhu giridhar naagar raadha ke mann mohan sa ga ma pa dha pa dha ma pa re ma ga ga re sa ni dha re re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha sa ni sa re aaa aa aa aa aa aa aa aa meera ke prabhu giridhar naagar raadha ke mann mohan raadha nit shringaar kare aur meera ban gayi jogan ik raani ik daasi donon hari prem
ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara na meet koi na saathi phir kiske sang wo khele mehlon mein ek akela phirta tha raj dulara ek raja ka ek beta tha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone haha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone suno aage bina laage kehta tha ye wo bechara ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara ek raja ka ek beta tha dost uncle haan uncle aage bolo na aage usne chhoti si ek gudiya banai usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi na wo bole na wo dole karke jatan wo sab hara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha phir koi jadugar raja ne bulaya gudiya mein jaan dalo gudiya
hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb kaun jatan karun kaun upaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin baras baras dukh badhta jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare are pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare maa ki mamtaaa neer bahaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya are pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya inko jeena kaun sikhaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu
aaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye deep jalaaye deep bujhaye deep jalaaye deep bujhaye kabhi hansaaye kabhi rulaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye aaaa aaaa jiya nahin laage ka karun sajna jiya nahin laage ka karun sajna tujh bin soona laage angna jiya nahin laage ka karun sajna aaye na more nainon mein nindiya saaje na more maathe pe bindiya baaje na mori paaon mein kangna jiya nahin laage kaa karun sajna aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa aa aaaa aa aaaaa aise laage garje badra aise laage garje badra jaise tore nainon ka kajra chhodo sanwariya ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa khil gayin kaliyaan khil gayin
Ek Roop Kai Naam
khamosh hai jo ye wo sadaa hai wo jo nahin hai wo keh raha hai saathiyo tum ko mile jeet hi jeet sadaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal parbaton pe kahin barsi thi jab goliyaan hum log the saath meinnnn aur hausle the jawaan ab tak chattanon pe hai apne lahoo ke nishaan saathi mubaarak tumhen ye jashn ho jeet ka bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile paao tum itni khushiii mitt jaaye saare gileee hai pyaar jinse tumhennnn saath rahe wo sadaaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jab aman ki baansuriii goonje gagan ke tale jab dosti ka diyaaaaa inn sarhadon pe jale jab bhool ke
one two three one two three one two three one two three ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai sab jaane uss ke pyaar mein deewana koi ho gaya ye wo jaane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai sab jaane uss ke pyaar mein deewana koi ho gaya ye wo jaane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai kal use dekha to dekhta hi raha shamma ko jaise dekhe parwana na mujhe pehchana na haal e dil jaana kaha to kaha hans ke deewana kal use dekha to dekhta hi raha shamma ko jaise dekhe parwana na mujhe pehchana na haal e dil jaana kaha to kaha hans ke deewana mere dil mein rehti hai magar ye soorat meri aaj bhi wo pehchane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai khaabon mein aaye khayalon mein sataaye khaabon mein aaye khayalon mein sataaye main tadpun wo dekhe nazaara kahan dil haara haan main to gaya maara wo jaane naa dard humara mere dil ne uss ke pyaar ko maana hai apni zindagi ye wo maane naa ek
ek samay par do barasaatein ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein umad ghumad jab chhaanyeen ghataayein nir barsega sabne jaana umad ghumad jab chhaanyeen ghataayein nir barsega sabne jaana koi na jaane dil mein toofaan kab aa jaaye aur kidhar se ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein aag lagi hai dil mein lekin dekh raha hai aankh ka paani aag lagi hai dil mein lekin dekh raha hai aankh ka paani sholon ke sang behti nadiya nikal rahi hai ek hi ghar se ek samay par do barasaatein baadal ke sang aankh bhi barse chaaron ore hai jalthal jalthal chaaron ore hai jalthal jalthal phir bhi pyasa manwa tarse ek samay par do barasaatein
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai tere haath mein thi takdeer meri tere dil mein thi jageer meri teri aankhon mein tasveer meri kaho jhoota hai ya sachcha hai ye kehne mein to jhoota hai par sunne mein kuchh achchha hai maine bhi ek sapna dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai na dil mein teri chahen thi na tujhpe meri nigaahein thi na baahon mein ye baahein thi kaho jhoota hai ya sachcha hai ye teri taraf se jhoota hai wo meri taraf se sachcha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai sapne mein ek kali phool se jhoom ke jab takraayi thi gale mile jab wo dono to dekh ke tu ghabrayi thi oh ho aisa hua sachchii gale mile jab wo dono to dekh ke tu ghabrayi thi phir thaam ke mere haathon ko sharma
ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo pyaar ki belaa saath sajan ka phir kyon dil ghabaraaye nayhar se ghar jaati dulhan kyon naina chhalakaaye hain maalum ki jaana hoga duniya ek saraay phir kyon jaate waqt musaafir roye aur rulaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni pa ma pa ga ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni ma pa ga chaand ke maathe daag hai phir kyon chaand ko laaj na aaye uska ghatta badhataa cheharaa kyun sundar kehlaaye kaajal se naino ki shobha kyon duguni ho jaaye gore gore gaal pe kaalaa til kyon mann ko bhaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum
laa laa laa laa laa laa aa laa laa laaa laa laa laaa ek se badh kar ek ek se badh kar ek main laayi hoon tohfe anek zulfon ki shaam laayi are dil tere naam laayi o zulfon ki shaam laayi dil tere naam laayi mazaa aayegaa mulaaqaat ka kyaa program hai aaj raat kaa ek se badh kar ek main laayi hoon tohfe anek hey ek muhabbat dooji jawaani teeja behtaa paani roke se nahin rukte teenon sun le dilbar jaani ek muhabbat dooji jawaani teeja behtaa paani roke se nahin rukte teenon sun le dilbar jaani waqt hai soch le jaan le dekh le mazaa aayegaa mulaaqaat ka ye kyaa program hai aaj raat kaa ek se badh kar ek main laayi hoon tohfe anek dekh ek se badh kar ek main laayi hoon tohfe anek hey main hoon sholaa main hoon shabnam main hoon mast bahaar chun le jo bhi marzi teri mere rang hazaar ho main hoon sholaa main hoon shabnam main hoon mast bahaar chun le jo bhi marzi teri mere rang hazaar maan le baat ko thaam le haath ko mazaa aayegaa mulaaqaat ka ye kyaa program hai aaj
ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha wo shaqs jiske kaandhe pe sir rakh ke main soya seene se lag ke jiske kayi baar main roya jiski zulfon ki khushboo mein raaton mein khoya jis jism ki barsaat mein ye jism bheegoya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha humm hmm hmm hmm hmm hmm rehta hoon qaid ab bhi jiski yaadon ke pehre mein hai lafz jiska zinda meri baahon ke ghere mein jiske khawaabon ko maine neend mein sanjoya jiske ashkon ko maine apni aankhon mein piroya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek
ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare khone ko hai humko muhabbat hone ko hai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare khone ko hai humko muhabbat hone ko hai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai chalte hain gaate gaate socha naa jaate jaate jaayenge dono hum kahaan haan aankhon mein halke halke sapne hain jhalke kal ke sab ishq ke hain ye nishaan hoo tum ab ye maano yaa naa maano meri jaa aaa aaa aaan lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare
Ek Sitara Hai Akash Mein
ek subah ek mod par maine kaha use rok kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai murjhati hai koi shaam agar to raat koi khil jaati hai main roz subah tak aata hoon aur roz shuru karta hoon safar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai aankhon ka rang bhi ek saa hai aawaz ka ang bhi milta hai sach poochho to hum do judwaa hain tu shaam meri main teri sehar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar
ek sunehri shaam thi ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye pyaar ne duniyaa badal di kya se kya hum ho gaye shole shabnam ho gaye ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa jaane kis vaadi mein apna qaafilaa gum ho gaya phir hai dil tanha mera ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Patthar Dil Ko Main Dil Dil Ka Heera (1979) 05:29 39370
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:29   Song Number : 39370   

Ek Puraana Mausam Lauta Jagjit Singh 06:19 16864
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:19   Song Number : 16864   

Ek Pyaasa Tujhe Nazrana (1961) 03:29 31523
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 31523   

Ek Raat Mein Barkha (1959) 03:43 12840
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Anant Kumar, Jagdeep Nanda, Shubha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:43   Song Number : 12840   

Ek Radha Ek Meera Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:32 20447
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Mandakini
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:32   Song Number : 20447   

Ek Raja Ka Ek Beta Tha Tyaag (1977) 04:40 37680
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Master Tito
Duration : 04:40   Song Number : 37680   

Ek Ritu Aaye Gautam Govinda (1979) 05:34 13261
 
Poster of Gautam Govinda (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 13261   

Ek Ritu Aaye Ek Ritu Jaaye Sau Saal Baad (1966) 07:00 38696
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:00   Song Number : 38696   

Ek Roop Kayi Naam Swami Dada (1982) 05:32 36923
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:32   Song Number : 36923   

Ek Saathi Aur Bhi Tha LOC Kargil (2003) 08:27 11982
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
Raag- 
Gavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:27   Song Number : 11982   

Ek Sabz Pari Do Dilon Ki Dastaan (1984) 05:22 16227
 
Poster of Do Dilon Ki Dastaan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar, Chorus
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure
Duration : 05:22   Song Number : 16227   

Ek Samay Par Do Barasaatein Jhoola (1962) 03:46 31090
 
Poster of Jhoola (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vijayanti
Raag- 
Malhar
Duration : 03:46   Song Number : 31090   

Ek Sapna Maine Dekha Hai Sharafat Chhod Di Maine (1976) 05:43 36979
 
Poster of Sharafat Chhod Di Maine (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini
Duration : 05:43   Song Number : 36979   

Ek Sawaal Main Karoon Sasural (1961) 06:05 14155
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 06:05   Song Number : 14155   

Ek Se Badhkar Ek Ek Se Badhkar Ek (1976) 03:03 39827
 
Poster of Ek Se Badhkar Ek (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Runa Laila
On Screen Actors- 
Helen, Raj Kumar
Duration : 03:03   Song Number : 39827   

Ek Shaqs Abhijeet Sawant 05:41 16943
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:41   Song Number : 16943   

Ek Sharaarat Hone Ko Duplicate (1998) 05:55 13203
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:55   Song Number : 13203   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   

Ek Subah Ek Mod Par Hip Hip Hurray (1984) 03:51 18520
 
Poster of Hip Hip Hurray (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 03:51   Song Number : 18520   

Ek Sunehri Shaam Thi Aao Pyar Karen (1964) 03:36 32485
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 03:36   Song Number : 32485   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of