MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharda
HomeSharda
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Leja Leja Mera Dil
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm mmmm hmm hmmm hmmmm mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin gair ki hai dagar gair ka hai nagar saans lene ka bhi ek sahaara nahin mann ke panchhi kahin koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai ghum ke toofan hai jiss taraf dekhiye aur toofan mein koi kinaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain zindagi ke liye haath failaye hum aisa jeena to humko ganwaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin ye zamin beraham aasmaan par sitam inn hadon se bhi aage nikal jaayen hum ye zamin beraham aasmaan par sitam inn
pyaar ka lekar udan khatola aaya prem pujaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari take off to huyi maze se lending ki hai baari lage naa dhakka baandh le kas ke pyaar ki peti pyaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari iss duniyaa ne laakh khadi ki badi badi deewaren mil gaye ye milne waale udd kar neeche reh gaye saare pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari aa jaa mil kar geet milan ke dharti par ab gaayen janam janam ke pyaase man ki saiyaan pyaas bhujhaayen pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye
tere siwa kaun hai mera maine apna jaan ke dil tujhe diya maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa tu kahe to cheer ke apna dil dikhaaun main tujhse kya chhupa saki tujhse kya chhupaaun main tu kahe to cheer ke apna dil dikhaaun main tujhse kya chhupa saki tujhse kya chhupaaun main jo tha mera ho chuka tera maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa aaj is tarah na dekh mujhko bedili se tu khel mat o beraham meri zindagi se tu aaj is tarah na dekh mujhko bedili se tu khel mat o beraham meri zindagi se tu baahen badha aa gale lagaa maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa kaun hai mera maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa
hmmmmm hmmmm ohhooooo hooooooooooo hmmm hmmmm hmmmmmm hmmmmmmmmm teri zulf mein chunke champe ki kaliyaan teri zulf mein chunke champe ki kaliyaan teri maang mein motiyon se saaja doon mera bas chale
titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash neelen hai gagan mein taaron ke jo phool wohi meri manzil kaise jaaun bhool yahaan nahin bande naa koi riwaaz jaana hai wahaan mujhe baadlon ke paas titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash phool ne kahaa tera jaana hai bekaar kaun hai wahaan jo kare tera intezaar boli titli donon pankh pasaar wahaan pe milega mera rajkumar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli ne poori jab kar li udaan nayi duniyaa mein huyi nayi pehchaan mila usse sapnon kaa rajkumar titli ko mil gaya manchaaha pyaar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash
tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala hum tum pe jo bhaari the wo din beet gaye hain matvaali dagar pe jo mile meet naye hain khushiyon ki lehar aur chhor daud gayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai duniya hi nayi hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala phir aaj dhadakta hua dil bol raha hai phir se kahin udd jaane ko par khol raha hai nagri javaan armaanon ki ye premnagar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai mohabbat ka asar hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar aaye hain aakash ke taare ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar
jai jai tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare safar saath jitna tha ho hi gaya tai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye aur tum bhi hans lena jab ye deewana yaad aaye milenge jo phir se mila de sitaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate aakhir kisne chaand chooaa hai hum kyun haath badhaate jo us paar ho tum to hum is kinaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai ye duniyaan hai ek saraaye jeevan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukaare na tum haare na hum haare safar saath jitna
Tumko Sanam Pukar Ke
ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain chupke se kar jaaye kamaal chupke se kar jaaye kamaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang chalte ho kaisi kaisi chaal chalte ho kaisi kaisi chaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Leja Leja Mera Dil An Evening In Paris (1967) 05:24 38324
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:24   Song Number : 38324   

Mann Ke Panchhi Naina (1973) 05:50 13828
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Padma Khanna
Duration : 05:50   Song Number : 13828   

Pyaar Ka Lekar Udan Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:01 12520
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 04:01   Song Number : 12520   

Tere Siva Kaun Hai Pyar Mohabbat (1966) 03:41 13585
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 03:41   Song Number : 13585   

Teri Zulf Mein Chun Ke Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968) 03:35 20420
 
Poster of Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Duration : 03:35   Song Number : 20420   

Titli Udi Udd Jo Chali Suraj (1966) 03:44 14305
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:44   Song Number : 14305   

Tum Pyaar Se Dekho Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:06 36216
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Hema Malini, Tanuja
Duration : 05:06   Song Number : 36216   

Tumhari Bhi Jai Jai Diwana (1967) 04:35 13040
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:35   Song Number : 13040   

Tumko Sanam Pukaar Ke Diwana (1967) 04:29 37626
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 04:29   Song Number : 37626   

Ye Munh Aur Masoor Around The World (1967) 04:45 12736
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree, Others
Duration : 04:45   Song Number : 12736   
Karaoke Songs of sharda, Sad Songs of sharda, Love Songs of sharda, Dance Songs of sharda, Hip-hop songs of sharda, Best songs of sharda, Super hit songs of sharda, hit songs of sharda, duet songs of sharda, solo songs of sharda, old songs of sharda, famous songs of sharda, Hindi Karaoke Songs of sharda, Hindi Sad Songs of sharda, Hindi Love Songs of sharda, Hindi Dance Songs of sharda, Hindi Hip-hop songs of sharda, best Hindi songs of sharda, super hit Hindi songs of sharda, hit Hindi songs of sharda, duet Hindi songs of sharda, solo Hindi songs of sharda, old Hindi songs of sharda, famous Hindi songs of sharda, Sing Along Songs of sharda, Sing Along Sad Songs of sharda, Sing Along Love Songs of sharda, Sing Along Dance Songs of sharda, Sing Along Hip-hop songs of sharda, Sing Along Best songs of sharda, Sing Along Super hit songs of sharda, Sing Along hit songs of sharda, Sing Along duet songs of sharda, Sing Along solo songs of sharda, Sing Along old songs of sharda, Sing Along famous songs of sharda