Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNutan
HomeNutan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye bol baby bol bol bol bol are bol baby bol bol bol bol mere sang dol are duniyaa hai gol are bol baby bol bol bol baby bol zara mere sang dol dekh duniyaa hai gol dil mein bas jaane de mujhko dil ke sab darwaaje khol bol baba bol bol bol bol bol baba bol haan bol bol bol ho mere sang dol dekh duniyaa hai gol bol baba bol bol bol baba bol zara mere sang dol dekh duniyaa hai gol aankhon se kar baaten bol nazar ki boli bol are bol baby bol haan bol baba bol deewana mastaana deewana mastaana parwaana nazraana tera ye dil ho gaya hey hey hey hey chori se chupke se chori se chupke se chhup chhup ke duniyaa se milna mushkil ho gaya hum do premi hum do panchhi chal hum udd jaayen parr tol bol baby bol are bol bol bol mere sang dol are duniyaa hai gol are mauj mein hum mere kadam are mauj mein hum mere kadam dole sanam teri kasam meri baahen thaam le hey hey hey hey phool koi khaab koi phool koi khaab koi cheez koi taufaa koi doon main tujhe naam le saari cheezon ka hai
bol gori bol tera kaun piya bol gori bol tera kaun piya kaun hai wo tune jise pyaar kiya bol gori bol tera kaun piya are tu jaane na uska naam har subah har shaam duniyaa ne ussi ka naam liya bol tuhi bol tuhi bol mera kaun piya bol gori bol tera kaun piya hai kaun saare jag se niraala koi nishaani batlaao baala uski nishaani woh bhola bhala uski nishaani uske gale mein sarpon ki maala wo kai hai jiske roop kahin chhanv kahin dhoop tera saajan hai yaa behroopiya bol gori bol tuhi bol mera kaun piya mann uska mandir praan pujaari mann uska mandir praan pujaari ghoda na haathi are bail savaari kailaash parbat ka wo to jogi achha wohi dar dar ka bhikaari haan woh hai bhikhaari thik le ke bhakti ki bheekh badle mein jagat ko moksh diya bol tuhi
o boli saawan ki raat badi paawan hai baat boli saawan ki raat badi paawan hai baat o rang khushiyon ne pehne gulaabi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi boli saawan ki raat badi paawan hai baat o rang khushiyon ne pehne gulaabi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi sukh hai bhaabhi chain hai bhaabhi maa hai bhaabhi behan hai bhaabi dil hai bhaahi nain hai bhaabhi din hai bhaabhi rain hai bhaabhi teri bhaabhi meri bhaabhi meri bhaabhi teri bhaabhi apni bhaabhi hai aisi bhaabhi lachhman ki thi jaisi bhaabhi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi o humne dekhi hai hone waali bhaabhi bhaiyaa ki baarat chalegi bhaiyaa ki baarat chalegi saari jantaa saath chalegi taaron ki chunri mein lipat kar chaand chalega raat chalegi chaand chalega raat chalegi phir sambhandhi ki galiyon mein jaa kar naachenge bhangda punjaabi hoye adippa adippa adippa adippa o humne dekhi hai hone waali bhaabhi o humne dekhi
bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai kehti hai beqaraari ye raat hai humaari kehti hai beqaraari ye raat hai humaari jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte aaye na phir savera tum saath do jo mera aaye na phir savera tum saath do jo mera jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago
c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni
chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere khadi hoon main phir bhi nigahen bichhaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai jala gaye tan ko baharon ke saaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla
chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa udd udd baithi halwaiyaa dukaniyaan udd udd baithi halwaiyaa dukaniyaan barfi ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey udd udd baithi bajjajwaa dukaniyaan udd udd baithi bajjajwaa dukaniyaan kapda ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa udd udd baithi panwadiyaa dukaniyaan udd udd baithi panwadiyaa dukaniyaan are bida ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa haaa chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa
chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna dilaasa bhi bahaana hai sataane kaa rulaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam gila kis se karen jaa kar muqaddar ka zamaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen mila achchhaa sila humko teri duniyaa mein aane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa
chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalo mujhe dosh naa dena jag waalo ho jaaye agar dil deewaana chandan sa badan chanchal chitvan ye vishaal nayan jaise neel gagan panchhi ki tarah kho jaaun main sarhaana jo ho teri baahon ka angaaron pe so jaaun main mera bairaagi mann dol gaya mera bairaagi mann dol gaya dekhi jo adaa teri mastaana chandan sa badan chanchal chitvan tann bhi sunder mann bhi sundar tu sundartaa ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zururat hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai tu aur naa dil ko tarsaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana
chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare maathe par sindoori sooraj honthon pe dehkate angaare saaya bhi jo tera pad jaaye saaya bhi jo tera pad jaaye aabaad ho dil kaa viraana chandan sa badan chanchal chitwan tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zarurat hai pehle bhi bahot main tarsaa hoon pehle bhi bahot main tarsaa hoon tu aur naa mujhko tarsaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
ho oo oo ooooo aa aa aa aaa chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai tu hamara tha hamara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai kyun chamak uthe hai tere gaal gore kyun teri aankhon mein zaalim laal dore haa aaaaa ek sitamgar ka nazara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai khoob sunn rakhe the majnu ke fasane usko tadpaya tha laila ki ada ne haaaa aaaa phir wahi kissa dubara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai sochte the kaise guzre zindagani ho gayi teri nazar ki meharbani haay bas yahi samjho guzara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai
chupke se mile pyase pyase kuchh hum kuchh tum kuchh kya ho jo ghata khul ke barse rum jhoom rum jhoom rum jhoom rum jhoom chupke se mile pyase pyase kuchh hum kuchh tum kuchh hum kuchh tum jhukti huyi aankhon mein hai bechain se armaan kayi rukti huyi saanson mein hai khamosh se tufaan kayi madham madham madham hmm hmm hmm hmm hmm hmm chupke se mile pyase pyase kuchh hum kuchh tum kuchh hum kuchh tum thandi hawa ka shor hai ya pyaar ka sangeet hai chitwan teri ek saaz hai dhadkan meri ek geet hai thandi hawa ka shor hai ya pyaar ka sangeet hai chitwan teri ik saaz hai dhadkan meri ik geet hai madham madham madham hmm hmm hmm hmm hmm hmm chupke se mile pyase pyase kuchh hum kuchh tum kuchh
chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana lubhataa hai mujhko ye mausam suhaana main jaaungi tum mere peechhe na aana lipat jaayega koi bebaak jhonka jawaani ke rau mein na aanchal udaana hooo mere waaste tum preshaan na hona mujhe khoob aata hai daaman bachana mujhe khoob aata hai daaman bachana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana ghataa bhi kabhi choom leti hai chehraa samajh soch kar rukh se zulfen hataana hooo ghata mere nazdik aa kar to dekhe inn aankhon ne seekha hai bijli girana inn aankhon ne seekha hai bijli girana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana main jaaungi tum mere peechhe na aana khuli waadiyon mein akeli na jaana
dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo
tum ko apniiii zindagi kaa aasraa samjhe the hum bewafaa nikle ho tum kab bewafaa samjhe the hum dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai samjhe huye the hum jise ulfat ki chaand raat ulfat ki chaand raat hum ko jala rahi hai uss bewafaa ki baat bigde huye bigde huye naseeb pe kya ikhtiyaar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai duniyaa ke saath saath ab wo bhi badal gaye wo bhi badal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye taqdeer ki taqdeer ki nazar lagi har phool haar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai
siwaani aule aule aule aule aule aule oo aule aule aule aule aule oo haan haa haan haa haan haa haan haa dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane aa ha ha ha o ho ho ho hoo aye hey hey heyy aa ha ha haa aa ha ha haa aye hey hey hey aa ha ha haa aye hey hey heyy dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pyaar jo hoga dard bhi hoga pyaar na ho to jeena mushkil hai aaj kitni jawaan hai ye mehfil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane siyaan gaul ho bo yobano balaa o tado tawanodo mili paila o gali bala o mado bayila ablooo itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain pyaar bina to donon jahaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bol Baby Bol Meri Jung (1985) 05:59 20230
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 05:59   Song Number : 20230   

Bol Gori Bol Tera Milan (1967) 04:39 13738
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 04:39   Song Number : 13738   

Boli Saawan Ki Raat Yaadgar (1970) 06:05 14413
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nutan
Duration : 06:05   Song Number : 14413   

Bulbul Mere Chaman Ke Heer (1956) 03:46 18086
 
Poster of Heer (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:46   Song Number : 18086   

C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 03:39 20243
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 20243   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chaand Phir Nikla Paying Guest (1957) 04:11 12147
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 12147   

Chalat Musafir Teesri Kasam (1966) 03:05 20259
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:05   Song Number : 20259   

Chali Jaa Chhod Ke Hum Log (1951) 03:29 13358
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:29   Song Number : 13358   

Chandan Sa Badan (Female) Saraswatichandra (1968) 03:23 11972
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 11972   

Chandan Sa Badan (Male) Saraswatichandra (1968) 03:59 20277
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20277   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Chori Chori Ek Ishara Basant (1960) 04:03 36040
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:03   Song Number : 36040   

Chupke Se Mile Pyase Manzil (1960) 03:31 13684
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:31   Song Number : 13684   

Chura Le Na Tumko Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13103
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 03:19   Song Number : 13103   

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dil Beqarar Hai Nagina (1951) 03:04 31558
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nutan, Hira Lal
Duration : 03:04   Song Number : 31558   

Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 03:16 15630
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 15630   

Dil Ki Manzil Kuchh Tere Ghar Ke Samne (1963) 05:07 14340
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:07   Song Number : 14340   
Karaoke Songs of nutan, Sad Songs of nutan, Love Songs of nutan, Dance Songs of nutan, Hip-hop songs of nutan, Best songs of nutan, Super hit songs of nutan, hit songs of nutan, duet songs of nutan, solo songs of nutan, old songs of nutan, famous songs of nutan, Hindi Karaoke Songs of nutan, Hindi Sad Songs of nutan, Hindi Love Songs of nutan, Hindi Dance Songs of nutan, Hindi Hip-hop songs of nutan, best Hindi songs of nutan, super hit Hindi songs of nutan, hit Hindi songs of nutan, duet Hindi songs of nutan, solo Hindi songs of nutan, old Hindi songs of nutan, famous Hindi songs of nutan, Sing Along Songs of nutan, Sing Along Sad Songs of nutan, Sing Along Love Songs of nutan, Sing Along Dance Songs of nutan, Sing Along Hip-hop songs of nutan, Sing Along Best songs of nutan, Sing Along Super hit songs of nutan, Sing Along hit songs of nutan, Sing Along duet songs of nutan, Sing Along solo songs of nutan, Sing Along old songs of nutan, Sing Along famous songs of nutan