MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlka-Yagnik
HomeAlka-Yagnik
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui kyun urdu faarsi bolte ho ho ho kyun urdu faarsi bolte ho dus kehte ho do tolatey ho jhootho ke shahenshah bolo na kabhi jhaanko meri aankhein kabhi jhaanko meri aankhein sunaayein ik daastaan jo honthon se kholo na ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho ho hairate aashiqui do chaar mahin se lamhon mein do chaar mahin se lamhon mein umron ke hisaab bhi hote hain jinhein dekha nahin kal tak jinhein dekha nahin kal tak kahin ye bhi ab kokh mein wo chehre bote hain ay ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho o o hairate aashiqui chashme chashme num chashme chashme num hamesha ishq mein hi click here
baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan khulte band hote labon ki ye ankahi khulte band hote labon ki ye ankahi mujhse keh rahi hai ke badhne de bekhudi mil yun ke daud jaayein nas nas mein bijliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand moti luta rahi hai saawan ki badliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya jaane kya bole mann bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan click here
kangna kangna kangna ha aah jhumka jhumka jhumka ha aah paayaliya paayaliya ha aah kangna kangna kangna jhumka jhumka jhumka paayaliya paayaliya chhanak chhanak ke bole chhanak chhanak ke bole o o o o o o o o badi mushkil baba badi mushkil gore gore gaalon pe hai kala kala til badi mushkil baba badi mushkil til pe atak jaaye ashiqon ka dil zara bach ke rehna chhaliye zara bach ke rehna chhaliye meri ada bhi hai qaatil badi mushkil baba badi mushkil gore gore gaalon pe hai kala kala til badi mushkil baba badi mushkil til pe atak jaaye ashiqon ka dil ha aah ha aah koi kahe ho mujhko chhamiyan koi kahe mujhko nautanki shehar shehar meri baaten mumbai yaa baarabanki sab kahen mujhse aa ke mil aa ke mil baba aa ke mil meri ada bhi hai qaatil badi mushkil baba badi mushkil gore gore gaalon pe hai kala kala til badi mushkil baba badi mushkil til pe atak jaaye ashiqon ka dil zara bach ke rehna chhaliye zara bach ke rehna chhaliye meri ada bhi hai qaatil badi mushkil baba click here
ho oo ye ee ye wo oo oo har taraf rawaa aapka hi nasha chhu gayi dil ko aapki har ada ban jaaiye is dil ke mehmaan ban jaaiye is dil ke mehmaan mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan armaan ban jaiye hey hey hey hey heyyyy ban jaaiye is dil ke mehmaan mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan armaan ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan mehmaan ban jaiye ho ho ho ho ho ho ho ho bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hai palkon mein teri kahani rehti hai qaid nazron mein teri tasveer hai tere lafzon ka fasana padhta hoon bas tera hi chehra rozana padhta hoon padhta hoon padhta hoon ban jaaiye meri chahat ka nagma nagma ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan mehmaan ban jaiye hey hey hey oo ho ho ho hey hey hey hey oo ho ho ho teri hi tamanna rago main bhar li hai zindagi bhi tere hawale kar di hai chal rahi dhadkan sirf tere liye oohoo khamoshi se teri hi baatein karti hu teri arzoo mein main jeeti marti hoon jeeti hoon marti hoon ban jaaiye meri click here
band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa aisa lagtaa hai aisa lagtaa hai koi dil hi tere paas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye main banoon jaam main banoon jaam magar tujhko meri pyaas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se click here
tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi hey la ra ra ra ra ra ra ra ra ra hey aaaaaa kehta hai deewana tera hi afsana tere bin duniya mein kya khona kya paana aarzoo hai dil hai tu hi tuuuu tere sang bana hoon malang to sab hai dang hui ye duniya mujhse tang laayi hai umang ik tarang baaje mirdang to badle dhang phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi dharti ke aangan mein ambar ke daaman mein suraj ki kirnon mein saagar ki lehron mein har kahin har su hai tu hi tuuuu sab log manaye sog kahein ye jog hai mere mann ka koi rog hai ye prem aag to belaag raat ko jaagata hoon click here
bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar gayinyan hoooo oooooo ooooo aaa aa aa aa aa bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar gayinyan lai jaa lai jaa soniye lai jaa lai jaa dil lai jaa lai jaa hoooo ooooo oooo bole chudiyan bole kangana haai main ho gaya tera sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar javaan lai jaa lai jaa soniye lai jaa lai jaa dil lai jaa lai jaa hoooo ooooo oooo haaye haaye main mar javaan mar javaan tere bin ab to meri ratein katatin taare gin gin bas tujhko pukara kare meri bindiya ishara kare hoye lashkara lashkara teri bindiya ka lashkara aise chamke jaise chamke chand ke paas sitara ho o o o o o o o meri payal bulaaye tujhe jo ruthe manaaye tujhe o sajanji haan sajanji kuchh socho kuchh samjho meri baat ko bole chudiyan bole kangana haaye main ho gaya tera sajana tere bin click here
brahma murari surakshita lingam nirmala basinta shobita lingam janmaja dukkha vinashaka lingam tatpranamami sadashiva lingam devamu nitravalachita lingam kamada hana karunakara lingam ravana darpa vinashaka lingam tatpranamami sadashiva lingam sarva sugandhi sulepitha lingam buddhivi vardhana karana lingam siddha surasura vandita lingam tatpranamami sadashiva lingam kanaka maha mani bhooshita lingam anipati visthita shobita lingam dakshasu yagna vinashaka lingam tatpranamami sadashiva lingam kumkuma chandana lepitha lingam pankaja hara sushobita lingam sanchita papa vinashaka lingam tatpranamami sadashiva lingam devaganarchita sevitha lingam bhavai bhakti bhivevacha lingam dinakara gopi prabhakara lingam tatpranamami sadashiva lingam ashta dalopa diveshtita lingam sarva samudbhava karana lingam ashta daridra vinashaka lingam tatpranamami sadashiva lingam sura guru suravara poojitha lingam suravana pushpa sadachita lingam parama padam paramatmaka lingam tatpranamami click here
chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoongi umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe haan tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe tune dikhaayi pyaar se sajna jeevan ki tasveer mujhe jeevan ki tasveer mujhe chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar haan aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai haan aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai jab se mile ho mere sanam ab jeene ko dil karta hai jeene ko dil karta hai click here
la la la la la la lala lala laaaaaaa la la la la la la laaaa la la la chaahat kiiii khushboo ko chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya khaamoshi kehti hai maine sun liyaaaaa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya tu hi tu hi aur kuchh nahiii duniya mein dooba rahoon teri yaad ke dariya mein hooo hardam rahoon tere pyaar ki chhaiyaan mein sapnon ne aankhon mein sapnon ne aankhon mein ghar bana liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya palkein meri chhalkein nahin yaad rahe ae hamsafar baahon ka ghar aabaad rahe oo bas pyaar ki fariyaad ho yaad rahe har dhadkan teri hai har dhadkan teri hai oo saathiya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya kar liya kar liya click here
chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon aap ka hasnaa aap ka chalna rang badalnaa dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon aap ka hasnaa aap ka chalna rang badalnaa dekh raha hoon tum jo khiza mein aanchal udaao aaye bahaaron ke din hoooo bal kha ke tum jo guzro fiza mein aaye nazaaron ke din haan mausam kahoon ya khushboo kahoon masti kahoon ya jaadoo kahoon aap ka aana aap ka jaana dil churana dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon tum ho nazar ki pehli tamanna tum ko nahin hai pata hooo chaahon jise tum aashique bana do aisi tumhari adaa hooo paagal hua main jaan e wafa ghayal hua main pehli dafaa aap ki paayal aap ka kaajal uff ye aanchal dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha click here
chhail chhabeela rang rageela badan kateelaa honth raseela roop sajeela yaar hateela tang paijaama kurta dheela chhabeela rageela kateelaa raseela larala sajeela hateela paijaama hai dheela ohre chhabeela nasheela saawan beeta jaaye oh re chhabeela nasheela saawan beeta jaaye sun o jameela hatheela aise tann ko jalaaye ke oooooo oooooo oooo oooo ke oooooo oooooo oooo oooo ke oooooo oooooo oooo oooo oooo ooooo hooo hooo hooo hooo ang sajeela dekho rang rangeela dekho ang sajeela dekho rang rangeela dekho bijuri mujh pe giraaaaaaaaaaaye ke oooooo oooooo oooo oooo ke oooooo oooooo oooo oooo ke oooooo oooooo oooo oooo oooo ooooo hooo hooo hooo hooo oh re chhabeela nasheela saawan beeta jaaye tu naa jaane na na naa tu tu tu tu tu naa jaane nan na naa tu tu tu tu tu naa jaane tu naa jaane hai ye pyaar kya haan are beqadar tujhe naa khabar are beqadar tujhe naa khabar haal dard e dil kaa dono jahaan le chaahe to jaan le rabb ka hai waastaa kehna to maan le oooooooo click here
chhalka chhalka jaam hoon main chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle bhale chahe sabse chhupa kar tu pee magar ishq mein may mila kar tu pee ye ishq nasha hai ye husn nasha hai ye jaam sharaabi kehne ko nasha hai hoooo hooo ooo hoo oo hoo ooo soch le har baat tu bhi utarne se pehle thodi si tu bhi pila de re utarne se pehle jawaani ki khilti baharon se mil mere husn ke tu sitaaron se mil uljha de zulfein bikhra de kaajal is deewani ko tu kar de paagal hoo o hooo hooo hooo aur behka de tu mujhko sambhalne se pehle aur behka de tu mujhko sambhalne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle chhalka click here
khoob parda hai ke chilman se lage baithe hain saaf chhupte bhi nahin saamne aate bhi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman uthegi nahin uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin tum udhar ho chilman ke roshni to chhan chhan ke aayegi aashiqon tak rukegi nahin taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum click here
rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga o dil mera le gaya loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke haannn chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke rag rag mein iss tarah tu samaane lagi rag rag mein iss tarah tu samaane lagi jaise mujhi ko mujhse churane lagi dil mera le gayi loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam haaan tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam saari rasmon ko kasmon ko main tod doon tu kahe to ye duniyaa bhi main chhod doon hooooo ab na jaana kabhi ruth ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke maine sab kuchh tere pyaar ko de diya click here
la la la la lalaaaaa la la la la lalaaaaa chudi khankayi re chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai mehndi rachaayi re haan mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri chudiyon ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta hai haaye sachaa lagtaa hai chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri chudiyon ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta hai haaye sachaa lagtaa hai chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai aa jaa aa jaa piyaa ye singaar hai piyaa tadpe mera jiyaa intezaar hai piyaa tera ye singaar hum churaayenge aaj had se guzar jaayenge aa re aa re aa re aa re aa re bindiyaa chamkaayi re bolo kaisa lagta hai hoooo oooooo mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri bindiyaa ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta click here
aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya o jaana ye kya kiya tumne o jaana ye kya kiya tumne aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya zikr tera hawaaon se jab bhi kiya karte hain yaadon mein teri khushboo ka hum maza liya karte hain palkon se neendon ki tarah neendon se khwaabon ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya tassavvur tera karte hain hum kiye ja rahe hain aashiqui sanam tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re chura liya hai chura liya hai aksar ye sunte the hum ishq to hai deewanapan tumse milke jaan gaye sach kehte the log sanam honton click here
Deewane Do Dil Mile click here
deewana hai dekho beqaraar woh sambhalo sambhalo na pyaar ho hey deewana hai dekho beqaraar woh sambhalo sambhalo na pyaar ho apna bana ke dekho dil na chura le woh aisa kyun lage hai bolo na jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko pehli baar dekha hai aisa ajnabi na ajnabi ke jaisa pehli baar dekha hai aisa ajnabi na ajnabi ke jaisa duniyaa mein doston ki waise kami nahin hai yaar hota hai phir bhi na jaane kyun dil beqaraar haaye re haaye kya hua na jaane kyun dhadke hai dil baar baar begaana hai dekho thoda yaar wo haan sambhalo sambhalo na pyaar ho apna bana ke dekho dil na chura le woh aisa kyun lage hai bolo na jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko hmmm aankhon mein doob jaane ko hum click here
dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ye kya humein hua ye kya tumhen hua saanson ke dariya mein kul mul si hone lagi nayi hai ye sazaa sazaa mein hai mazaa chaahat ko chaahat ki shabnam bhigone lagi ab aur kya chaahen ab aur kya dekhen dekha tumhen to dil se nikli haaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye suno zara suno chuno humein chuno aankhon ne aankhon se sharmaa ke kuchh keh diya suna maine suna chuna tumhen click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ay Hairate Guru (2007) 06:03 16922
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
- Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:03   Song Number : 16922   

Baahon Ke Darmiyaan Khamoshi (The Musical) (1996) 06:25 17933
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:25   Song Number : 17933   

Badi Mushkil Baba Lajja (2001) 06:00 17973
 
Poster of Lajja (2001)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Manisha Koirala
Duration : 06:00   Song Number : 17973   

Ban Jaaiye Silsiilay (2005) 05:08 32682
 
Poster of Silsiilay (2005)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Rahul Bose, Bhumika Chawla
Duration : 05:08   Song Number : 32682   

Band Honton Se Jo Ek Baat Kahi Thi Sir (1993) 06:07 31525
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
- Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 06:07   Song Number : 31525   

Banke Tera Jogi Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:43 16781
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
- Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Johny Lever
Duration : 04:43   Song Number : 16781   

Bole Chudiyan Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 06:55 16772
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Duration : 06:55   Song Number : 16772   

Brahma Murari Nitya Poojalivigo 04:21 10279
 
Poster of Nitya Poojalivigo
 
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 04:21   Song Number : 10279   

Chaaha Humne Tujhe Velu Nayakan (1999) 05:40 18166
 
Poster of Velu Nayakan (1999)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
- P K Mishra
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Charaniya
Duration : 05:40   Song Number : 18166   

Chaahat Ki Khushboo Ishq Hai Tumse (2004) 05:01 40106
 
Poster of Ishq Hai Tumse (2004)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, Dino Morea
Duration : 05:01   Song Number : 40106   

Chand Sa Chehra Ajay (1996) 06:15 18090
 
Poster of Ajay (1996)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Karishma Kapoor
Duration : 06:15   Song Number : 18090   

Chhabeela Saawariya (2007) 05:23 16946
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Monty
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Rani Mukherjee
Duration : 05:23   Song Number : 16946   

Chhalka Chhalka Jaam Hoon Aankhen (2002) 04:19 38338
 
Poster of Aankhen (2002)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
- Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Paresh Rawal, Kashmira Shah
Duration : 04:19   Song Number : 38338   

Chilman Uthegi Nahin Kisna (2005) 08:39 37645
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
- Javed Akhtar
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 08:39   Song Number : 37645   

Chori Chori Chupke Chupke Chori Chori Chupke Chupke (2000) 07:51 17887
 
Poster of Chori Chori Chupke Chupke (2000)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Salman Khan, Preity Zinta
Duration : 07:51   Song Number : 17887   

Chudi Khankayi Re Yeh Hai Jalwa (2002) 05:26 18376
 
Poster of Yeh Hai Jalwa (2002)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
- Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Salman Khan, Amisha Patel
Duration : 05:26   Song Number : 18376   

Chura Liya Hai Tumne Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 04:50 16820
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
- Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 04:50   Song Number : 16820   

Deewaane Do Dil Mile Kudrat (1998) 06:40 40004
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
- Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:40   Song Number : 40004   

Deewana Hai Dekho Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:39 16743
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Hrithik Roshan
Duration : 05:39   Song Number : 16743   

Dekho Dekho Jaanam Ishq (1997) 05:12 39855
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
- Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 05:12   Song Number : 39855   
Karaoke Songs of alka yagnik, Sad Songs of alka yagnik, Love Songs of alka yagnik, Dance Songs of alka yagnik, Hip-hop songs of alka yagnik, Best songs of alka yagnik, Super hit songs of alka yagnik, hit songs of alka yagnik, duet songs of alka yagnik, solo songs of alka yagnik, old songs of alka yagnik, famous songs of alka yagnik, Hindi Karaoke Songs of alka yagnik, Hindi Sad Songs of alka yagnik, Hindi Love Songs of alka yagnik, Hindi Dance Songs of alka yagnik, Hindi Hip-hop songs of alka yagnik, best Hindi songs of alka yagnik, super hit Hindi songs of alka yagnik, hit Hindi songs of alka yagnik, duet Hindi songs of alka yagnik, solo Hindi songs of alka yagnik, old Hindi songs of alka yagnik, famous Hindi songs of alka yagnik, Sing Along Songs of alka yagnik, Sing Along Sad Songs of alka yagnik, Sing Along Love Songs of alka yagnik, Sing Along Dance Songs of alka yagnik, Sing Along Hip-hop songs of alka yagnik, Sing Along Best songs of alka yagnik, Sing Along Super hit songs of alka yagnik, Sing Along hit songs of alka yagnik, Sing Along duet songs of alka yagnik, Sing Along solo songs of alka yagnik, Sing Along old songs of alka yagnik, Sing Along famous songs of alka yagnik