Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNargis
HomeNargis
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rang kaacho aur nayo khiladi rang kaacho aur nayo khiladi maari pichkari bhigoyi saari maari pichkari bhigoyi saari rang gayi ang ang sajni rang gayi ang ang sajni khilan ke din aaye re aaye re dulhan ghunghat mein sharmaye dulhan ghunghat mein sharmaye rasiya nainan beech samaye rasiya nainan beech samaye kuku kuku kar koyal bole kuku kuku kar koyal bole yauvan ke din aaye re aaye re saajan baitha tan man kho kar saajan baitha tan man kho kar chhalak raha hai roop sarovar chhalak raha hai roop sarovar pyaasi pyaasi akhiyan boli pyaasi pyaasi akhiyan boli lutan ke din aaye re aaye re
dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye o ooo rumjhum rumjhum aayi hai aayi hai oo oooo oooo oooo ho oo saawan ki rut albeli baadal garje bijli chamke kaise rahun main akeli ho oo kaise rahun main akeli kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye bachpan yaad aaye hoo ooo ek to thandi pawan chale pawan chale oo oooo oooooo ho oo aur dil khaaye hichkole dooje mundere kaaga bole sun ke mera man dole hoo oo sun ke mera man dole bal bal jaaun kaaga par jo pee ka sandesha laaye bachpan yaad aaye
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili jahaan hum aur tum mil ke ho jaayen gum wo muhabbat bhari zindagi naa mili dil ko naahak muhabbat ka josh aa gaya dil ko naahak muhabbat ka josh aa gayaaaaa josh aa gaya bewafaa tumko paaya to hosh aa gayaa hosh aa gaya meri kismat mein tha haaye andhera likha chaand to mil gaya chandani naa mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye chhaaye huye meri aankhon mein aansoon hain aaye huye aaye huye mujhe dhoka diya mere dil ne ye kya ashq to mil gaye aur hansi na mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili
dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa dil matwaala laakh sambhaala dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya shokh nazar se dekhne waala shokh nazar se dekhne waala pyaar ka rog laga hi gayaa dil matwaala laakh sambhaala nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana mast nazar se teer chala ke mast nazar se teer chala ke koi humen tadpa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale dekha iss andaaz se tumne dekha iss andaaz se tumne pyaar kisi ko aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale koi kisi ko raaz e muhabbat koi kisi ko raaz e muhabbat aankhon mein samjha hi gaya dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala
doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare rooth gayin baagon se bahaaren rooth gayin baagon se bahaaren phail gaye patjhad ke saye lekin tum ko apne vaade lekin tum ko apne vaade bhule se bhi yaad na aaye doob gaye doob gaye aakash ke taare behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi aas ki ek nanhi si kiran thi aas ki ek nanhi si kiran thi woh bhi ojhal hone lagi doob gaye doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
dum bhar jo udhar munh phere dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dil karta hai pyaar ke sajde dil karta hai pyaar ke sajde aur main bhi unke saath chaand ko chanda roz hi dekhe meri pehli raat hoo meri pehli raat baadal mein ab chhup jaa re o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo idhar munh phere dum bhar jo idhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga main chor hoon kaam hai chori main chor hoon kaam hai chori duniya mein hoon badnaam dil ko churata aaya hoon main ye hi mera kaam hoo ye hi mera kaam aana tu gawahi dene o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga dil ko chura ke kho mat jaana dil ko chura ke kho mat jaana raah na jaana bhool in kadmon se kuchal na dena mere dil ka phool hoo mere dil ka phool ye baat unhe samjha
duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi tukde huye jigar ke chhuri dil pe chal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi aisi chali hawa ke khushi dukh mein dhal gayi duniyaa badal gayi dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin kisi ko khabar nahin dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin sab ye samjh rahe hain tamanna nikal gayi duniyaa badal gayi barbaad ho gaya meri umeed ka chaman umeed ka chaman barbaad ho gaya meri umeed ka chaman jiss daal par kiya tha basera wo jal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi
duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe do din ki zindagi hai ise yun guzaar de do din ki zindagi hai ise yun guzaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de hum tum yahaan rahen naa rahen iss ka ghum nahin lekin humare pyaar ka baaki nishaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan duniyaa humare baad humen yun karegi yaaaad do pyaar karne waale the par ek jaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe main bhi wahin rahun mera
duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge ghum jisne diyeeeeeeee ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega aurat hai wo aurat jise duniyaa ki sharam hai sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam haiiiiii sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam hai zinda hai jooooooooo zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega maalik hai tere saath naa dar ghum se tu aye dil mehnat kare insaan to kya kaam hai mushkil maalik
duniyaa meinnnn duniyaa meinnn duniyaa mein nahin koi yaar wafadaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai yahaan karna kisi se pyaar hai beqaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai dukh dard ka hai baazaar ye sansaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai milna hai yahaan dushwaar dil ko qaraar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kar gaye wo bhi hum se kinaaraaaaa jinko basaaya mann meinnnn pyaar ki baazi jeet chuka hai koi na iss jeevan meinn koi na iss jeevan mein hoti hai yahaan har baar dil ki haar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kismat ne majboor bana karrrr chheen liya sukh humseeee kaaya ki iss qaid mein aa kar kaun bacha hai ghum se kaun bacha hai ghum se chalte hai yahaan par waar ghum ke hazaaaaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai
duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya pehle to basaayi dil mein khushi phir dil ka sahaara chheen liya phir dil ka sahaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale kya kaam humen ab jeene se marne ki duwaayen kyun naa karen kyun naa karen toofan mein kashti aan phansi maujon ne kinaara chheen liya maujon ne kinaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale aye ghum ki ghata jaa aur kahin aye ghum ki ghata jaa aur kahin ab paas humare kuchh bhi nahin ab paas humare kuchh bhi nahin oooo kuchh bhi nahin chamkaaya tha jisne kismat ko toone wo sitaara chheen liya toone wo sitaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale
aaaa hoooo oooho dupatta mera malmal ka rang saleti halkaa haa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa batan mere kurte ke haay chann ve batan mere kurte ke sitaare aasmaani sajnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa o tumsa bhi koyi naa haay chann ve o tumsa bhi koyi naa zamaane mein nidar hoga wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa haay wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa
oo ooo kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans gharse jaata nikal roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans ghar se jaata nikal sandhya hote eeee sandhya hote ghar ko aata jhoom jhoom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil chanda hanstaa aaaa chanda hansta donon ke mukh choom choom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar kaun tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda thi unki
gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai dil ki kahaani aur hai aankhon ka fasaana aur hai doob nashen mein chhed maze mein tu koi nagma mastaana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se dekh rahen hain ye samaa mud mud ke sitaare door se husn chala hai ishq ke aage le kar dil ka nazraana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke
gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa tu gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa gaa mere mann gaa tu gaa mere mann gaa hmmm hmmm hmmm teri tooti huyi beena kahe tujhko hai jeena jeevan ko nibha hmmm hmmm hmmm chaahe bhar bhar aaye chhahe dukh barsaaye tere nainon ki ghata tu nain mat chhalka gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm ye hai duniyaa ke mele tujhe phirnaa akele seh seh ke sitam hmmm hmmm hmmm nafrat ka deewana nahin samjha zamaana tera dukh tera ghum kha thes aur muskaa aaaa aaaa aaaaa gaa mere mann gaa yunhi beetaye ja din zindagi ke gaa mere mann gaa hmmm hmmm hmmm har soo hai andhera phir kaun hai tera jo main kahoon zara sun hmmm hmmm hmmm meri kho gayi paayal meri geet hai ghaayal meri zakhmi hai dhun phir bhi tu jhoome jaa gaa mere mann gaa
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana
ghar aaya mera pardesi pyaas bhujhi meri ankhiyan ki tu mere mann ka moti hai inn naiynan ki jyoti hai yaad hai mere bachpan ki ghar aaya mera pardesi ab dil tod ke mat jaana roti chhod ke mat jaana kasam tujhe mere ansuwan ki ghar aaya mera pardesi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daro Re Rang Daro Re Rasiya Jogan (1950) 03:44 19284
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 19284   

Dhadke Mera Dil Babul (1950) 03:33 17959
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 17959   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Dil De Ke Sanam Amber (1952) 03:18 12651
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:18   Song Number : 12651   

Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 04:54 20365
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis, Feroz Khan
Duration : 04:54   Song Number : 20365   

Dil Matwaala (Male) Bewafa (1952) 03:04 12890
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 12890   

Doob Gaye Aakash Ke Taare Angarey (1954) 03:07 37891
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:07   Song Number : 37891   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Dum Bhar Jo Udhar Munh Phere Awara (1951) 04:36 20311
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:36   Song Number : 20311   

Duniya Badal Gayi Babul (1950) 03:30 12781
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12781   

Duniyaa Humare Pyaar Lahore (1949) 04:12 13575
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 04:12   Song Number : 13575   

Duniyaa Mein Hum Aaye Mother India (1957) 03:44 13772
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 13772   

Duniyaa Mein Nahin Koi Yaar Amber (1952) 03:29 15536
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 15536   

Duniyaa Ne Teri Duniyaawale Deedar (1951) 03:13 13032
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 13032   

Dupatta Mera Malmal Ka Adalat (1958) 03:20 10021
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nargis, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 10021   

Ek Hans Ka Joda Lajwanti (1958) 05:28 32972
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 05:28   Song Number : 32972   

Gaa Deewane Jhoom ke Flat No 09 (1961) 03:33 16403
 
Poster of Flat No 09 (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 16403   

Gaa Mere Mann Gaa Tu Lajwanti (1958) 04:33 13590
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:33   Song Number : 13590   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255   

Ghar Aaya Mera Pardesi Awara (1951) 02:12 20476
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:12   Song Number : 20476   
Karaoke Songs of Nargis, Sad Songs of Nargis, Love Songs of Nargis, Dance Songs of Nargis, Hip-hop songs of Nargis, Best songs of Nargis, Super hit songs of Nargis, hit songs of Nargis, duet songs of Nargis, solo songs of Nargis, old songs of Nargis, famous songs of Nargis, Hindi Karaoke Songs of Nargis, Hindi Sad Songs of Nargis, Hindi Love Songs of Nargis, Hindi Dance Songs of Nargis, Hindi Hip-hop songs of Nargis, best Hindi songs of Nargis, super hit Hindi songs of Nargis, hit Hindi songs of Nargis, duet Hindi songs of Nargis, solo Hindi songs of Nargis, old Hindi songs of Nargis, famous Hindi songs of Nargis, Sing Along Songs of Nargis, Sing Along Sad Songs of Nargis, Sing Along Love Songs of Nargis, Sing Along Dance Songs of Nargis, Sing Along Hip-hop songs of Nargis, Sing Along Best songs of Nargis, Sing Along Super hit songs of Nargis, Sing Along hit songs of Nargis, Sing Along duet songs of Nargis, Sing Along solo songs of Nargis, Sing Along old songs of Nargis, Sing Along famous songs of Nargis