Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahmood
HomeMahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali aa haa haa haa aa haa haa haa haa mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali tere khaabon mein kahin mera guzar hai ke nahin poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko meri raaton ke muqaddar mein sehar hai ke nahin pyaar par bas to nahin hai kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aa haa haa haa aa haa haa haa haa kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aur teri marmari baahon ka sahaara na mile ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein aur tere reshmi aanchal ka kinaara na mile pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par
raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal kabhi chhupe kabhi khile roz ka ye khaar khele roz ka ye khaar raahi matwaale kali kali choom ke pawan kahe khil jaa kali kali choom ke khili kali bhanware se kahe aa ke mil jaa aa piyaa mil jaa kali kali choom ke dil ne suni kahin dil ki pukaar dil ne suni kahin dil ki pukaar kahin dil ki pukaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke aise mein nainon se naina ho
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein dil reh reh ke yaad dilaaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye duniyaa paraayi log paraaye raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye
sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida chaand si surat teri mohani moorat teri chaand si surat teri mohani moorat teri teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin sach bata tu mujh pe fida areee kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan ye sahara bhi kam nahin mujhe aaj duniya
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar
ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh
ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani ye kehti hai duniyaan ise chhod doon main ye botal buri cheez hai tod doon main magar kya karoon main hai aadat puraani are isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani bahaaron ki raani ye khwabon ki malika ise bhi nasha chadh gaya halka halka salaamat rahe tu teri ye jawaani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani suraahi ki aadat hai saaqi chhuda de mere sar se tu fikr e duniya hata de tera shukriya aur teri mehrbaani are isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo
yeh kya hai dhang zamane ka kaisi ye khudaai hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraai hai yeh kya hai dhang zamane ka har baat bane afsaana jahaan har naam pe tohmat aati ho uthate hi koi maasoom nazar bas ruswaayi ho jaati ho ae dil aisi mehfil se to behtar tanhaayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka dil paar hua bezaar hua ab jeena yahaan dushwaar hua dil paar huaa bezaar huaa jhoothe taanon ko sunkar main majboor hua laachar hua kahin le chal ae dil ye nagari mujhe raas na aayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun
Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Par Bas To Nahin Sone Ki Chidiya (1958) 04:26 12537
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:26   Song Number : 12537   

Raahi Matwaale Waris (1954) 03:38 15745
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Suraiya
Duration : 03:38   Song Number : 15745   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Raat Ne Kya Kya Khawab Dikhaaye Ek Gaon Ki Kahani (1957) 03:41 21143
 
Poster of Ek Gaon Ki Kahani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:41   Song Number : 21143   

Sach Bata Tu Mujh Pe Sone Ki Chidiya (1958) 04:20 12504
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:20   Song Number : 12504   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   

Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 03:07 15581
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 15581   

Ye Mehfil Ye Botal Ye Rangeen Pani Isi Ka Naam Duniya Hai (1962) 04:09 38894
 
Poster of Isi Ka Naam Duniya Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahmood
Duration : 04:09   Song Number : 38894   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Yeh Kya Hai Dhang Zamane Ka Dak Babu (1954) 03:16 36184
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 36184   

Zindagi Denewale Sun Dil E Nadaan (1953) 03:21 12045
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Raag- 
Bhupali
Duration : 03:21   Song Number : 12045   

Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe Diwali Ki Raat (1956) 03:30 36854
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Roop Mala
Duration : 03:30   Song Number : 36854   
Karaoke Songs of Mahmood, Sad Songs of Mahmood, Love Songs of Mahmood, Dance Songs of Mahmood, Hip-hop songs of Mahmood, Best songs of Mahmood, Super hit songs of Mahmood, hit songs of Mahmood, duet songs of Mahmood, solo songs of Mahmood, old songs of Mahmood, famous songs of Mahmood, Hindi Karaoke Songs of Mahmood, Hindi Sad Songs of Mahmood, Hindi Love Songs of Mahmood, Hindi Dance Songs of Mahmood, Hindi Hip-hop songs of Mahmood, best Hindi songs of Mahmood, super hit Hindi songs of Mahmood, hit Hindi songs of Mahmood, duet Hindi songs of Mahmood, solo Hindi songs of Mahmood, old Hindi songs of Mahmood, famous Hindi songs of Mahmood, Sing Along Songs of Mahmood, Sing Along Sad Songs of Mahmood, Sing Along Love Songs of Mahmood, Sing Along Dance Songs of Mahmood, Sing Along Hip-hop songs of Mahmood, Sing Along Best songs of Mahmood, Sing Along Super hit songs of Mahmood, Sing Along hit songs of Mahmood, Sing Along duet songs of Mahmood, Sing Along solo songs of Mahmood, Sing Along old songs of Mahmood, Sing Along famous songs of Mahmood