Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit%20Singh
HomeJagjit%20Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai pehle yeh tai ho ke is ghar ko bachayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai hasne wale tujhe aansu nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise koi apni hi nazar se to hamen dekhega koi apni hi nazar se to hamen dekhega ek katre ko samandar nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise
apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
apne hothon par sajaana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon koi aansoon tere daaman par gira kar koi aansoon tere daaman par gira kar boond ko moti banana chaahta hoon boond ko moti banana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon thak gaya main karte karte yaad tujhko thak gaya main karte karte yaad tujhko ab tujhe main yaad aana chaahta hoon ab tujhe main yaad aana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon chha raha hai saari basti mein andhera chha raha hai saari basti mein andhera roshani ko ghar jalana chaahta hoon roshani ko ghar jalana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aakhri hichki tere zano pe aaye aakhri hichki tere zano pe aaye maut bhi main shairana chaahta hoon maut bhi main shairana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai kitna aasaan hai tasveer banaana unki kitna aasaan hai tasveer banaana unki khud ko bas ek aaina rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon yun bhi khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
apni aankhon ke samander mein utar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna pehle maajhi kaa koi zakhm to bhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi koi aansun mere daaman pe bikhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko sochtaa hoon ke kahun tujhse magar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de
apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se kisko maloom kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai chalte rehte hai chalte rehte hai aye aa aa aa aa aa aye aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa chalte rehte hai chalte rehte hai ke chalna hai musafir ka naseeb sochte rehte kis raahguzar ke hum hai sochte rehte kis raahguzar ke hum hai rukh hawaaon ka rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni
aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin meri chaadar mere pairon ke barabar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de
baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa aarzuon ke gul muskuraane lage jaise gulshan mein jaan e bahaar aa gaya tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage tishna nazren mili shokh nazron se jab mai barasne lagi jaam bharne lage saaqiyaa aaj teri zaroorat nahin bin piye bin pilaaye khumaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage raat sone lage subah hone lage shamma bhujhne lage dil machalne lage waqt ki roshani mein nahaayi huyi zindagi pe ajab sa nikhaar aa gaya baad muddat unhen dekh kar yun lagaa jaise betaab dil ko qaraar aa gayaa har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi har taraf mastiyaan har taraf dilkashi muskuraate dilon mein khushi hi khushi kitna chaaha magar phir bhi uth naa
baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge paimaane ko paimaane se takraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi itraane ka mousam hai itraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya saaqi tujhe hum saamne bithlaa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge
hey baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe darshan dijyo sharan mein lijyo darshan dijyo sharan mein lijyo hum balihaari kahaan jhuke baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe aankh micholi humein na bhaye jag maaya ke jaal bichhaye raas racha kar bansi baja kar raas racha kar bansi baja kar bhent chadha kar deep jaga kar natwar naagar nishthur chhaliya hey natwar naagar nishthur chhaliya leela nyari kahaan chhupe baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe darshan dijyo sharan mein lijyo darshan dijyo sharan mein lijyo hum balihaari kahaan jhuke baanke bihaari krishan muraari meri baari kahaan chhupe sarvvyapak tum avinaashi jal thal gagan ravi ghat vaasi sarvvyapak tum avinaashi jal thal gagan ravi ghat vaasi yog suna kar rath ko chalaa kar yog suna kar rath ko chalaa kar yog suna kar rath ko chalaa kar kahaan
baat nihare ghanshyam naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare aas kare din rain naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare jog dhyan mein chit nahin laage mann ki peer hi pal pal jaage jog dhyan mein chit nahin laage mann ki peer hi pal pal jaage rain jaage aviraam naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare baanke bihari krishan kanhayi kaahe sakhe sudh budh bisrayi baanke bihari krishan kanhayi kaahe sakhe sudh budh bisrayi kab aoge mere dhaam naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare patit paawan sharan mein lijo naath sakha hari darshan dijo patit paawan mohe sharan mein lijo naath sakha hari darshan dijo lagan lagi tere naam naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare aas kare din rain naina neer bhare baat nihare ghanshyam naina neer bhare naina neer bhare naina neer bhare naina neer bhare
baat niklegi to phir door talak jaayegi baat niklegi to phir door talak jaayegi log bewajah udaasi kaa sabaab poonchhenge log bewajah udaasi kaa sabaab poonchhenge ye bhi poonchhenge ke tum itni pareshaan kyun ho ungliyaan uthengi sookhe huye baalon ki taraf ik nazar dekhenge guzre huye saalon ki taraf chudiyon par bhi kayi tanz kiye jaayenge kaanpate haathon pe bhi fikre kase jaayenge log zaalim hai har ik baat ka taana denge log zaalim hai har ik baat ka taana denge baaton baaton mein mera zikr bhi le aayenge unki baaton ka zara sa bhi asar mat lena warna chehre ke taasur se samjh jaayenge chaahe kuchh bhi ho sawaalaat naa karna unse chaahe kuchh bhi ho sawaalaat naa karna unse mere baare mein koi baat naa karna unse baat niklegi to phir door talak jaayegi
charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi shabaab ki naqaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi mujhe pila rahe the wo ke khud hi shamma bhujh gayi mujhe pila rahe the wo ke khud hi shamma bhujh gayi gilas gum sharaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi likha tha jiss kitaab mein ke ishq to haraam hai likha tha jiss kitaab mein ke ishq to haraam hai huyi wahi kitaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi labon se lab jo mil gaye labon se lab hi sil gaye labon se lab jo mil gaye labon se lab hi sil gaye sawaal gum jawaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi shabaab ki naqaab gum badi haseen raat thi charaag o aaftaab gum badi haseen raat thi
badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil dhadak aahista se aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai magar darne se kya haasil magar darne se kya haasil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai khudaya kis kadar mushkil khudaya kis kadar mushkil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai hooo ooo oooo ujaale dil ke phaile hain chale aao na jaanam chale aao na jaanam bahut hi pyaar ke kaabil bahut hi pyaar ke kaabil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil aye dil aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye
bahut dinon ki baat hai fiza ko yaad bhi nahin ye baat aaj ki nahin bahut dinon ki baat hai shabaab par bahar thi shabaab par bahar thi fiza bhi khush gawaar thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada kissi ne mujhko rok kar badi ada se tok kar kaha tha laut aaiye meri kasam na jaaiye na jaaiye par mujhe khabar na thi maahol par nazar na thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada main chal pada main sheher se phir aa gaya khayaal tha ke paa gaya usse jo mujhse door thi magar meri zarur thi aur ik haseen shaam ko main chal pada salaam ko gali ka rang dekh kar nayi tarang dekh kar mujhe badi khushi huyi khushi huyi main kuchh issi khushi mein tha kisi ne jhaank kar kaha paraaye ghar se jaaiye meri kasam na aaiye na aaiye wahi haseen shaam hai wahi haseen shaam hai bahaar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chhod kar na jaane jaaunga kidhar koi nahin jo tok kar koi nahin jo rok kar kahe ke laut aaiye meri kasam na jaaiye meri kasam na
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum tumhari nazaakat bani jab se chaahat sukoon ban gayi hai har ik beqaraari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein tumhaari ijaazat tumhaari huqumat ye saara gagan hai ye dharti hai saari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut
bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi aye zindagi tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain bahut pehle se meri nazren bhi aise kafiron ka jaano imaan hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain bahut pehle se firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir kabhi hum jaan leten hain kabhi pehchaan leten hain bahut pehle se un kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se
bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hota hai nehaa gard mein sehra mere hote ghista hai jabeen khaakh pe dariyaa mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe tu dekh ke kya rang tera mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr kaaba mere peechhe hai kalisa mere aage bazeecha e atfal hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai rehne do abhi saagar o meena mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm
be sabab baat badhane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai hum khafa kab the manane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai aap ke dum se to duniyaa ka bharam beqayam aap ke dum se to duniyaa ka bharam beqayam aap jab hain to zamaane ki jarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai hum khafa kab the manane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai tera koocha tera dar teri gali kaafi hai tera koocha tera dar teri gali kaafi hai bethikanon ko thikane ki zarurat kya hai bethikanon ko thikane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai dil se milne ki tamanna hi nahin jab dil mein dil se milne ki tamanna hi nahin jab dil mein haath se haath milane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai hum khafa kab the manane ki zarurat kya hai be sabab baat badhane ki zarurat kya hai rang aankhon ke liye boo hai damaanon ke liye rang aankhon ke liye boo hai damaanon ke liye
bebasi jurm hai hausla jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai zindagi teri ik ik adaa jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai aye sanam tere baare mein kuchh soch kar aye sanam tere baare mein kuchh soch kar apne baare mein kuchh sochna jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai zindagi teri ik ik adaa jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai yaad rakhna tujhe mera ik jurm tha yaad rakhna tujhe mera ik jurm tha bhool jaana tujhe doosra jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai zindagi teri ik ik adaa jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai kya sitam hai ke tere hasin shaher mein kya sitam hai ke tere hasin shaher mein har taraf gaur se dekhna jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai zindagi teri ik ik adaa jurm hai bebasi jurm hai hausla jurm hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Jagjit Singh 06:06 37434
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 37434   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Jagjit Singh 04:04 19210
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 04:04   Song Number : 19210   

Apne Honthon Par Sajaana Jagjit Singh 05:54 11273
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11273   

Apni Aag Ko Zinda Rakhna Jagjit Singh & Chitra Singh 07:18 15752
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 15752   

Apni Aankhon Ke Samander Mein Jagjit Singh 06:17 14687
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:17   Song Number : 14687   

Apni Marzi Se Kahaan Jagjit Singh 06:18 17982
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:18   Song Number : 17982   

Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Jagjit Singh 04:47 32028
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 32028   

Baad Muddat Unhen Jagjit Singh & Chitra Singh 05:28 17863
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:28   Song Number : 17863   

Baadal Ki Tarah Jhoom Ke Jagjit Singh 05:46 35959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:46   Song Number : 35959   

Baanke Bihaari Jagjit Singh 06:55 38695
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Ravindra Pathania
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:55   Song Number : 38695   

Baat Nihare Ghanshyam Jagjit Singh 06:07 35913
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Ravindra Pathania
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:07   Song Number : 35913   

Baat Niklegi To Phir Jagjit Singh 04:02 16045
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 16045   

Badi Haseen Raat Thi Jagjit Singh 05:16 16870
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:16   Song Number : 16870   

Badi Nazuk Hai Ye Manzil Jagjit Singh 04:58 37713
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
2003
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Tabun Sutradhar
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Perizaad Zorabian, Khalid Siddiqui
Duration : 04:58   Song Number : 37713   

Bahut Dinon Ki Baat Hai Jagjit Singh 04:37 19217
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 19217   

Bahut Khoobsurat Jagjit Singh 05:32 18141
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:32   Song Number : 18141   

Bahut Pehle Se (Duet Version) Jagjit Singh & Chitra Singh 04:48 11270
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:48   Song Number : 11270   

Bazeecha E Atfal Hai Jagjit Singh 05:11 15692
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:11   Song Number : 15692   

Be Sabab Baat Badhane Ki Zarurat Kya Hai Jagjit Singh 07:23 36834
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:23   Song Number : 36834   

Bebasi Jurm Hai Hausla Jurm Hai Jagjit Singh 04:37 18813
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 18813