MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeManna-Dey
HomeManna-Dey
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho umad ghumad kar aayi re ghataa ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa re neer nikalaa re neer jhar jhar jhar jhar dhaar jhare o dharti hi jal se maang bhare ho umad ghumad kar aayi re ghataa nanhin nanhin buundaniyon ki khanan khanan khan khanjari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakha dulhaniyaa barakha dulhaniyaa chhuk chhuk chhuk chhuk chhaiyan aaj daarun tohe gala bainyaa aaj daarun tohe gala bainyaa chhuk chhaiyan main to naachun tere sang sang sainyaa sainyaa sainyaa ho ho ho saavan kaa sandesaa le kar nikali apne ghar se jo koi is ke pyaar ko tarse wahin naveli barse kaare kaare kaare kaare baadarawa ki jhanan jhanan jhan jhanjhari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakhaa dulhaniyaa barakhaa dulhaniyaa ho ho ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa click here
upar gagan vishaal upar gagan vishaal neeche gehra paatal beech mein dharti wah mere maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal ek phoonk se rach diya toone sooraj agan ka gola ek phoonk se racha chandrma laakhon sitaaron ka dola tune rach diya pawan jhakola ye paani aur ye shola ye baadal ka udan khatola jise dekh humara mann dola soch soch hum kare achambhaa nazar na aata ek bhi khambha phir bhi ye aakash khada hai huye karodon saal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal tune racha ek adhbhoot praani jiska naam insaan jiska naam insaan jiski nanhi jaan ke bhitar bhara hua toofan iss jag mein insaan ke dil ko kaun saka pehchaan usmein hi shaitaan chhipaa hai usmein hi bhagwaan bada gazab ka hai ye khilona bada gazab ka hai ye khilona jiski nahin misaal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal click here
ooooooo oooo oooo ooooooo upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jaako raakhe re tuuuuuuuuuu sai reeeeeeeeeeeeeee sai reeeeeee uski chhooo na sake koi chhayaa upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jiska tu khiwaiyaa uski to naiyya toofaan mein bhi chalegi jiska tu ho maali wo phoolon ki daali patjhad mein bhi khilegi kisi ko maare kisi ko taare tere khel niraale upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jeevan ka dena aur jeevan ka lena haathon mein hai ye usi ke koi maane naa maane ke maut ke bahaane maare karam aadmi ke are der nahin andher nahin hain tere nyaay niraale upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya tera bhed kisi ne nahin paaya click here
usko nahin dekha humne kabhi par iski zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi insaan to kya devtaa bhi aanchal mein pale tere hai swarg isi duniyaa mein kadmon ke tale tere mamta hi lootayen jiske nayan hooooooo mamta hi lootayen jiske nayan aisi koi murat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kyon dhoop jalaaye dukho ki kyon ghum ki ghata barse ye haath duwaaon waale rehte hai sadaa sar pe tu hai to andere path mein humen hoooooooo tu hai to andere path mein humen sooraj ki zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kehte hai teri shaan mein jo koi unche bol nahin bhagwaan ke paas bhi maata tere pyaar ka mol nahin hum to yahi jaane tujh se badi hooooooo hum to yahin jaane tujh se badi sansaar ki daulat kya hogi aye maa aye maa teri soorat click here
vaishnav jan to tene kahiye je peed paraayi jaane re par dukhe upkaar kare toye mann abhimaan na aane de sakad lok maan soune vande nindaa na kare keni re sakad lok maan soune vande nindaa na kare keni re vaach kaach mann nishchal raakhe dhan dhan jananni teni re vann lobhi re kapat rahit chhe vann lobhi re kapat rahit chhe kaam krodh niwaaraya re band nar tayyio tenu darshan karta band nar tayyio tenu darshan karta phool ikko sez taaryaa re click here
vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram shubhrajyotsna pulakit yaaminim phulla kusumita drumadal shobhinim shubhrajyotsna pulakit yaaminim phulla kusumita drumadal shobhinim suhaasinim sumadhura bhaashhinim sukhadaam varadaam maataram maataram suhaasinim sumadhura bhaashhinim sukhadaam varadaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram click here
wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaaaa aaaaaa thandi thandi chanda ki kiran jalti jalti saanson ki hawaa kya naam hai iss mausam ka sanam pyaase hain magar phir bhi hai nasha aane lagi angdaayi ke jaise koi rutt badalne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage wo chaand muskaya khoya hai kuchh aisa aaj samaa behke behke uthte hai kadam yun pyaar bhari inn raahon mein chalte hi rahenge jhoom ke hum hum jo chalen mil ke gale khili chandani rang utarne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya click here
aa aa aa aa aa aa aa gar khuda mujh se kahe gar khuda mujh se kahe kuch maang ae bande mere main ye maangoon main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahein hum pyaala o hum niwaala o hum safar humraaz hon taa qayamat taa qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahein yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi pyaar ho bandon se ye ooooo pyaar ho bandon se ye sabse badi hai bandagi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi saaz e dil chhedo jahan mein saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada hey saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada jin dilon mein pyaar hai un se baharein ho fida pyaar le ke noor aaya pyaar le ke noor aaya pyaar le ke saadgi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre jaan bhi jaaye agar jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin hey jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin apne ho click here
selora selora selora selora selora selora baaa ba ba ba ba ba babdu ba babdu ba ba ba ba babdu ba yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen naa aa naa humaara koi pora naa humaari koi joru naa humaara koi pora naa humaari koi joru yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen hey ae ae hum nahin sunte baat kisi ki father ho ya laama aa gaye pehan ke kisi ka ho payjaama la lala la lala la la la la la la la are hum nahin sunte baat kisi ki father ho ya laama are aa gaye pehan ke kisi ka ho payjaama are tai kisi ki gale baandh ke phirte hain aawaara tai kisi ki gale baandh ke phirte hain aawaara na na na naa humaara koi pora naa humaari koi joru naa humaara koi pora naa humaari koi joru yaaro humaara kya chal den jidhar chaahen bottle ki gardan mein daale huye baahen sone ki zanjeer badan pe na muththi mein paise are phir koi dilrubaaye ruke paas to kaise sone ki zanjeer badan pe na muththi click here
yahaan ab kya rehna yahaan ab kya rehna kisi se kya kehna chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan jab tak hai zindgaani sun dukh ki har kahaani sun dukh ki har kahaani har aansu ganga jal hai samjhe ye kaun gyaani samjhe ye kaun gyaani man tarse chal ghar se kahe pyaasi teri aatma chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin tera saathi hain sab dhan ke samjhe dukh na tere koi man ke koi man ke matlab ke sab hain tere yaar yahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan man ke hain khel saare man se insaan haare man se insaan haare dhunde man pyaar jaa kar har ghar har dwaare dwaare har ghar har dwaare dwaare raah chale path na mile chahe aayen bhale andhiyaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin click here
insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara naye jagat mein hua purana unch neech ka kissa sab ko mile mehnat ke mutabik apna apna hissa sabke liye sukh ka barabar ho banthwaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara har ek mehal se kaho ki jhopadiyon mein diye jalaaye chhoton aur badon mein ab koi fark nahin reh jaaye iss dharti par ho pyaar ka ghar ghar ujiyaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara click here
yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa kaari andhiyari aadhi raat mein tu aayaa laadlaa kanhaiyaa meraa hoooo laadlaa kanhaiyaa meraa kaali kamli waalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa sun mere pyaare boli muskaati maiyaa sun mere pyaare gori gori raadhikaa ke nain kajraare kaale nainon waali ne hoooo kaale nainon waali ne aisaa jaadu daalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa click here
ye aawaara raatein ye khoyi si baatein ye uljha sa mausam ye nazron ki ghaatein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye naagan se balkhaye ye khwabon ke saaye ye chitke se taare jo palkon pe chhaye ye naagan se balkhaye ye khwabon ke saaye ye chitke se taare jo palkon pe chhaye kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye soyi si galiyaan ye kumbhlaai kaliyaan ye aankhon ke bhanwre kare rangraliyaan ye soyi si galiyaan ye kumbhlaai kaliyaan ye aankhon ke bhanwre kare rangraliyaan kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye bikhri hawayen jyun tooti si aahein bulayen sabhi ko nazaaron ki bahein ye bikhri hawayen jyun tooti si aahein bulayen sabhi ko nazaaron ki bahein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye aawaara raatein ye khoyi si baatein ye uljha sa mausam ye nazron ki baatein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the click here
oh ho ho ho oh ho ho ho ye din din hain kushi ke ye din din hain kushi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din din hain kushi ke ye din din hain kushi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo ye hai suhana saman pyaar ka saari zindagi mein aitabaar ka ye hai suhana saman pyaar ka saari zindagi mein aitabaar ka sun le sur ye baansuri ke sun le sur ye baansuri ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo beete jo yun hi intzaar mein phir kya maza hai is bahaar mein beete jo yun hi intzaar mein phir kya maza hai is bahaar mein ye pal haaye bekasi ke ye pal haaye bekasi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo main saaz tu meri aawaaz hai main saaz tu meri aawaaz hai tu meri zindagi ka click here
hoo oooo oooo oooo hoo oooo ooo oooo ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo hoo oooo oooo oooo aaye hain lene humko dekho baraati aaye hain lene humko dekho baraati sasure ne lene bheja lohe ka haathi sasure ne lene bheja lohe ka haathi chale hain tan tan ke sarkaari dulha ban ke chale hain tan tan ke sarkaari dulha ban ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo haa haa aaaa aaa sasure ka pyar dekho bheje hain gehne sasure ka pyar dekho bheje hain gehne humne bhi dekho aaj hans hans ke pehne humne bhi dekho aaj hans hans ke pehne dekho ji bina sehra chamak raha chehraa dekho ji bina sehra chamak raha chehraa click here
ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge arre meri jeet teri jeet teri haar meri haar sun ae mere yaar tera ghum mera ghum meri jaan teri jaan aisa apna pyaar jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge sabse dushmani ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge logon ko aate hain do nazar hum magar dekho do nahin arre ho juda ya khafa ae khuda hai dua aisa ho nahin khana peena saath hai marna jeena saath hai khana peena saath hai marna jeena saath hai saari zindagi ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge click here
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa click here
nirbal se ladaayi balwaan ki nirbal se ladaayi balwaan ki ye kahaani hai diye ki aur toofan ki ye kahaani hai diye ki aur toofan ki ik raat andhiyaari thi dishaayein kaari kaari mand mand pawan sa chal raha andhiyaare ko mitaane jag mein jyot jagaane ik chhota sa diya tha kahin jal raha apni dhun mein magan uske tan mein agan uski lau mein lagan bhagwaan ki ye kahaani hai diye ki aur toofan ki kahin door tha toofan kahin door tha toofan diye pe tha balwaan saare jag ko masalne machal raha jhaad ho yaa pahaad de wo pal mein ukhaad soch soch ke zamin pe tha uchhal raha ek nanha sa diya usne hamla kiya ek nanha sa diya usne hamla kiya ab dekho lila vidhi ke vidhaan ki ye kahaani hai diye ki aur toofan ki duniyaa ne saath chhoda mamta ne mukh moda ab diye pe ye dukh badhne laga par himmat na haar mann mein marna vichaar atyachaar ki hawa se ladne laga sar uthaana ya jhukana ya bhalaayi mein mar jaana ghadi aayi uske bhi imtihaan ki ye kahaani hai diye ki aur toofan ki click here
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha click here
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Umad Ghumad Kar Aayi Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:38 13132
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Shanta Ram, Sandhya
Duration : 04:38   Song Number : 13132   

Upar Gagan Vishaal Mashaal (1950) 02:55 13691
 
Poster of Mashaal (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:55   Song Number : 13691   

Upar Waale Himalay Se Ooncha (1975) 03:38 18510
 
Poster of Himalay Se Ooncha (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:38   Song Number : 18510   

Usko Nahin Dekha Humne Daadi Maa (1966) 04:11 13013
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 13013   

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Manna Dey 03:22 14661
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Gujarati
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:22   Song Number : 14661   

Vande Matram Vande Matram Andolan (1951) 03:29 20196
 
Poster of Andolan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Pannalal Ghosh
Duration : 03:29   Song Number : 20196   

Wo Chaand Muskaya Aakhri Dao (1958) 03:20 12034
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:20   Song Number : 12034   

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi Zanjeer (1973) 06:24 21424
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Pran
Duration : 06:24   Song Number : 21424   

Yaaro Humaara Kya Abhilasha (1968) 05:54 39939
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:54   Song Number : 39939   

Yahaan Ab Kya Rehna Annadata (1972) 04:50 16799
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:50   Song Number : 16799   

Yahi Paighaam Humara Paigham (1959) 02:35 13896
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:35   Song Number : 13896   

Yashomati Maiyaa Se Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:12 21429
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 03:12   Song Number : 21429   

Ye Aawaara Raatein Manna Dey 04:39 39943
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
V Balsara
Singer- 
Manna Dey
Duration : 04:39   Song Number : 39943   

Ye Din Din Hai Khushi Ke Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 06:06 37190
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 06:06   Song Number : 37190   

Ye Do Deewane Dil Ke Johar Mehmood In Goa (1965) 04:33 16449
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
I S Johar, Mahamood
Duration : 04:33   Song Number : 16449   

Ye Dosti Hum Nahin Sholay (1975) 05:15 18049
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 18049   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofan Ki Toofan Aur Deeya (1956) 06:31 14351
 
Poster of Toofan Aur Deeya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Sateesh Vyas
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:31   Song Number : 14351   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   
Karaoke Songs of manna dey, Sad Songs of manna dey, Love Songs of manna dey, Dance Songs of manna dey, Hip-hop songs of manna dey, Best songs of manna dey, Super hit songs of manna dey, hit songs of manna dey, duet songs of manna dey, solo songs of manna dey, old songs of manna dey, famous songs of manna dey, Hindi Karaoke Songs of manna dey, Hindi Sad Songs of manna dey, Hindi Love Songs of manna dey, Hindi Dance Songs of manna dey, Hindi Hip-hop songs of manna dey, best Hindi songs of manna dey, super hit Hindi songs of manna dey, hit Hindi songs of manna dey, duet Hindi songs of manna dey, solo Hindi songs of manna dey, old Hindi songs of manna dey, famous Hindi songs of manna dey, Sing Along Songs of manna dey, Sing Along Sad Songs of manna dey, Sing Along Love Songs of manna dey, Sing Along Dance Songs of manna dey, Sing Along Hip-hop songs of manna dey, Sing Along Best songs of manna dey, Sing Along Super hit songs of manna dey, Sing Along hit songs of manna dey, Sing Along duet songs of manna dey, Sing Along solo songs of manna dey, Sing Along old songs of manna dey, Sing Along famous songs of manna dey