MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeS-D-Burman
HomeS-D-Burman
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse click here
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye click here
tumhare liye huye badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo jao ji jao aaye bade mohabbat karne wale mohabbat karne wale hamein chhod kar beech nadi mein paar utarne wale paar utarne wale chahe laakhon do ilzaam hum to kab se bane gulaam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi tum pardesi pardesi tum pardesi tum harjai phir kya hamse mel jao ja kar aur kisi se khelo pyaar ka khel humen auron se kya kaam tumhare bina nahin aaraam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo tum bhi zara jalne ka maza lo hamein jalaane wale hamein jalaane wale hum kya jane kaun ho tum o hamein manane wale hamein manane wale hum to aayenge subaho shaam hum to karenge roz salaam pehchano na pehchano tumhari marzi tumhari marzi tumhare liye hue badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi click here
tumne piya o tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika shyaam kahin shyaam kahin ban jaiyo na tu meri sudh bhulai ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya mere mitva re mere mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje maang bhare maang bhare meri nisdin ab sinduri sanjh aike tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke click here
naa to pe jor chale naa bas mein mor jiyaaaa jatan bata main kaa karun o re bedardii eee piyaaa tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin hey taare gin gin ke baras bhaye solaah hey kaise deewane pe mann tora dola hey taare gin gin ke baras bhaye solaah kaise deewane pe mann tora dola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola rog bikat hai prem ka pagli tadpegi niss din ho chhadi jawaani sahi naa jaaye rasiyaa tohre bin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hey gori gori phansi jaiho pahin mora kangna heyyy phir bhi matak ke phirungi tore angna gori phansi jaiho pahin mora kangna phir bhi matak ke phirungi tore angna kaahe mere sang chaahe kaanton pe chalna tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din click here
heyyyyy aeeee ae ae ae heyyyy ae ae tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath humne chahe the phool bhi humne paayi na dhool bhi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya door gayilyon mein raat bhar jhilmilati hai chandani tune humen kya diya ri zindagi bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa geet gaata hai tere hi duniyaa mein har aadmi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi click here
uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri tumpe bhi sona hai bhaari yun hai kaun aisi chingaari oooo tumpe bhi sona hai bhaari yun hai kaun aisi chingaari hai koi inn aankhon mein tum jaisi khaabon ki pari uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri ye tanhaa mausam mehtaabi ye jalti bhujhati bekhaabi oooo ye tanhaa mausam mehtaabi ye jalti bhujhati bekhaabi mehlon mein tharrraati hai betaabi armaani ghadi uff kitini thandi hai yeh rut kaise hai dil pe kuchh saaye dhadkan bhi jaise chun jaaye oooo kaise hai dil pe kuchh saaye dhadkan bhi jaise chun jaaye kaanpo tum aur sulge hum chaahat ki hai jaadugari uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri click here
ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani taaron bhari rajani aanchal ko fasaa re taaron bhari rajani aanchal ko fasaa re thi puchh rahi hanske tu kisko pukaare tu kisko pukaare nainan mein neer bhare dard sambhaale kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani rajani mohe na sataa mohe na jalaa itna bataa kahaan gayi sajani oo kahaan gayi sajani rajani mohe na sataa dil na jalaa itna bataa kahaan gayi sajani oo kahaan gayi sajani aansu hain mere nainon ke naa oss ki bunden aansu hain mere nainon ke naa oss ki bunden dil mein lagi aag lagaa man mein milan ke ho man mein milan ke haalat mere tujhe kyun taras na aaye kehta click here
unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar click here
upar gagan vishaal upar gagan vishaal neeche gehra paatal beech mein dharti wah mere maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal ek phoonk se rach diya toone sooraj agan ka gola ek phoonk se racha chandrma laakhon sitaaron ka dola tune rach diya pawan jhakola ye paani aur ye shola ye baadal ka udan khatola jise dekh humara mann dola soch soch hum kare achambhaa nazar na aata ek bhi khambha phir bhi ye aakash khada hai huye karodon saal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal tune racha ek adhbhoot praani jiska naam insaan jiska naam insaan jiski nanhi jaan ke bhitar bhara hua toofan iss jag mein insaan ke dil ko kaun saka pehchaan usmein hi shaitaan chhipaa hai usmein hi bhagwaan bada gazab ka hai ye khilona bada gazab ka hai ye khilona jiski nahin misaal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal click here
heyyy hoooo upar wala dukhiyon ki nahin sunta re sotaa hai bahut jaga hai na upar wala dukhiyon ki nahin sunta re kaun hai jo usko gagan se utaare ban ban ban mere jaisa ban is jeevan ka yahi hai jatan sala yahi hai jatan are ghum ki aag bujhana hai to hamse sikho yaar aag lagi aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai dekh bhai kitne tamaashe ki zindagaani hamaar aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai kitane tamaashe ki zindagaani hamaar heyyyy bhole bhaale lalawa bhole bhaale lalawa khaye jaa roti baasi are ye hi khaa ke to javaan hoga beta ha ha ha bhole bhaale lalawa khaye jaa roti baasi badaa ho ke banega saaheb kaa chaparasi khel khel khel maati mein holi khel gaal mein gulaal hai na zulfo mein tel are apani bhi javaani kya hai sunate hai yaar aag lagi aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai kitne tamaashe ki zindagaani hamaar heyy sajani tu kaahe aayi nagari hamaari jaa bhaag jaa bhaag sajani tu kaahe click here
wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapnaa bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhoola de pyaar ki wo mulaqaaten pyaar ki wo mulaqaaten tab door andheraa tab door andheraa musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah naa dekhe nain bichhaye naa koi dard se tere koi naa tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kiss ko tu mera kahe kiss ko tu mera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera hooooo ooooo musaafirrrrrr tu jaayegaa kahaannnnnn kehte hai gyaani duniyaa hai phaani paani pe likhi likhaayi hai sab ki dekhi hai sab ki jaani haath kisi ke naa aayi haath kisi ke naa aayi kuchh tera naa mera kuchh tera naa mera musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le click here
wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapna bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhulaa de pyaar ki wo mulaaqaaten pyaar ki wo mulaaqaten sab door andhera sab door andhera musaafir jaayega kahaan dam lele dam lele dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah na dekhe nain bichhaaye na koi dard se tere koi na tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kisko tu mera kahe kisko tu mera musaafir jaayega kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera ohh ho ho ooo toone to sabko raah bataayi tu apni manzil kyun bhoolaa suljha ke raaja auron ki uljhan kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun naache sapera kyun naache sapera musaafir jayega kahaan dam lele click here
waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi hum juda na thei beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi haan juda na thei tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khaab dum ba dum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya click here
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein click here
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat click here
yaad aa gayi wo nasheeli nighahen yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai kya jaanu gir ke sambhalna aaaa mere sang sang chalna yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen click here
yaad karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaad karoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaad karoge aayengi jab saawan ki raaten jaag uthengi bhooli baaten bhooli baaten bhooli baaten dard se dil aabaad karoge ik din humko yaad karoge jise basaaya tha kabhi mann mein dhoondhoge dhoondhoge use baagh ban mein dhoondhoge dil ka sukoon barbaad karoge ik din humko yaad karoge dil mein basa ke chhod diya hai apna hi ghar barbaad kiya hai kaise usse aabaad karoge ik din humko yaad karoge kho kar humko paa naa sakoge honge jahaan hum aa naa sakoge aa naa sakoge paa naa sakoge tadpoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaar karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaar karoge click here
ghum pe dhool daalo oo oo keh kahaa lagaa lo o o are kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ghum pe dhool daalo keh kahaa lagaa lo kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ye honth sukhe sukhe ye baal rukhe rukhe bolo chhayi udaasi kyun yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti are yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti nadi geet gaaye aye aye jharna gungunaaye aye aye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na nadi geet gaaye jharna gungunaaye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na are hawaa sidhi sidhi saanjh phiri phiri dekho samaa suhana kaisa yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti aankh na churao na churao ruth kar click here
laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai kaahe ghoonghat mein mukhda chhupaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan meri chunari hawaa mein lehraaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re o dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan meri patli kamar bal khaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:05 12090
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:05   Song Number : 12090   

Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 03:13 21364
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:13   Song Number : 21364   

Tumhare Liye Huye Badnaam Shabnam (1949) 04:21 36217
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 36217   

Tumne Piya Diya Sab Kuchh Mujhko Us Paar (1974) 04:01 32158
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:01   Song Number : 32158   

Tumre Sang To Rain Sagina (1974) 04:02 14113
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Saira Banu
Duration : 04:02   Song Number : 14113   

Tune Humen Kya Diya Zindagi Zindagi (1972) 04:59 14459
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 04:59   Song Number : 14459   

Uff Kitini Thandi Hai Yeh Rut Teen Devian (1965) 03:26 11832
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Simi, Nanda, Kalpana, I S Johar
Duration : 03:26   Song Number : 11832   

Ummeed Bhara Panchhi Eight Days (1946) 03:09 19261
 
Poster of Eight Days (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Gopal Singh Nepali
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
Duration : 03:09   Song Number : 19261   

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137   

Upar Gagan Vishaal Mashaal (1950) 02:55 13691
 
Poster of Mashaal (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:55   Song Number : 13691   

Upar Wala Dukhyion Ki Sagina (1974) 03:45 32542
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Om Prakash
Duration : 03:45   Song Number : 32542   

Wahaan Kaun Hai Tera Guide (1965) 04:50 21405
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:50   Song Number : 21405   

Wahaan Kaun Hai Tera (Long Version) Guide (1965) 06:00 38565
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:00   Song Number : 38565   

Waqt Ne Kiya Kya Kagaz Ke Phool (1959) 04:15 21406
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:15   Song Number : 21406   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Woh Dekhen To Unki Funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247   

Yaad Aa Gayi Wo Manzil (1960) 02:12 13683
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:12   Song Number : 13683   

Yaad Karoge Do Bhai (1947) 02:50 13140
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 02:50   Song Number : 13140   

Yaaron Nilaam Karo Prem Pujari (1970) 04:26 13982
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:26   Song Number : 13982   

Ye Baat Koi Samjhaaye Sazaa (1951) 03:00 14182
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:00   Song Number : 14182   
Karaoke Songs of s d burman, Sad Songs of s d burman, Love Songs of s d burman, Dance Songs of s d burman, Hip-hop songs of s d burman, Best songs of s d burman, Super hit songs of s d burman, hit songs of s d burman, duet songs of s d burman, solo songs of s d burman, old songs of s d burman, famous songs of s d burman, Hindi Karaoke Songs of s d burman, Hindi Sad Songs of s d burman, Hindi Love Songs of s d burman, Hindi Dance Songs of s d burman, Hindi Hip-hop songs of s d burman, best Hindi songs of s d burman, super hit Hindi songs of s d burman, hit Hindi songs of s d burman, duet Hindi songs of s d burman, solo Hindi songs of s d burman, old Hindi songs of s d burman, famous Hindi songs of s d burman, Sing Along Songs of s d burman, Sing Along Sad Songs of s d burman, Sing Along Love Songs of s d burman, Sing Along Dance Songs of s d burman, Sing Along Hip-hop songs of s d burman, Sing Along Best songs of s d burman, Sing Along Super hit songs of s d burman, Sing Along hit songs of s d burman, Sing Along duet songs of s d burman, Sing Along solo songs of s d burman, Sing Along old songs of s d burman, Sing Along famous songs of s d burman