MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o mitvaa mitvaa badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare aa mitvaa oo mitvaa ang lag jaare o mitvaa aayi milan ki rut matvaari aayi milan ki rut matvaari jhoom uthi hai bagiyaa saari fulwa mehke daari daari bheegi bheegi chale puravaa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa ye saawan man bhaavan sang laaya hai prem badariyaa rang daalo rang daalo sapnon ko chup ke se milaa ke najariyaa baat yahi bas baat yahi sharmeeli kali se kaanon mein bhi kahe bhanvraa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa door koyaliya gaaye van mein door koyaliya gaaye van mein aaya ye sandesh pawan mein unche parwat ke aangan mein ab to hone lagi barkha re aa mitwa ang lag jaa re badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare o mitwa ang lag jaa re hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm click here
bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya mere dil ki rahon pe mere sang sang aa oo ooo ooo tujhko dikhladun main humdam apna rangon bhari duniya meri mera pyaar pehla bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya chhup ke koi aaya hai jab se dil mein har din nayi halchal hai meri mehfil mein dhadkan meri gaane lagi ab ye geet un ka matwaali dolun main khoyi sapnon mein hoooo ab mera dil laage na mere apnon mein kya mil gaya kya kho gaya dil hi jane mera bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya click here
humaare baad ab mehfil mein afsaane bayaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa muhabbat phir haseen hogi nazaare phir jawaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi hazaaron manzile hongi hazaaron carwaan honge bahaaren humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaaren humko dhundegi click here
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren click here
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai click here
bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani mera dil tera jaise ho gaya laakh sambhala magar kho gaya badhane lagi hai ab beqaraari mitne lagi hai neend humari dil ko naa jaane ye kya ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya click here
baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro koi aaye kahin se koi aaye kahin se yun pukaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi ko dosh doongi tumhi ko dosh doongi aye nazaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo rachaao koi kajra laao gajra rachaao koi kajra laao gajra lachakti daaliyon tum lachakti daaliyon tum phool vaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo lagaoo mere inn haathon mein mehendi lagaoo mere inn haathon mein mehendi sajaao maang meri sajaao maang meri yaa sidharo baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo click here
la la la la la la la la la la la la la la la la la la bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega bujhaane se ye shola na bujhaaya jaayega zamaane se na kehna ki jalega zamaana zamaane se na kehna ki jalega zamaana karega badnaami banega afsaana achchha hmmmm zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai nigaahon hi click here
bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke mera pehla pehla pyaar meri pehli pehli haar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye ansuon ke haar karoon tumse pukaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke jab nazren kisi ko naa paayengi mose ratiyaan guzaari naa jaayengi le ke dil mein intezaar kaise beetegi bahaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke click here
bhor baye nit suraj uge saanjh pade dhal jaaye aise hi meri aas bandhe aur bandh bandh kar mit jaaye khabar mori naaaaaa linhi re khabar mori naaaaaa linhii re bahot din beete beete re bahot din beete khabar mori naa linhi re bahot din beete beete re bahot din beete gokul ki yeeeeeee gokul ki ye galiyaan roye madhuban ki ye kaliyaan roye jamuna roye raadha roye raswanti rang raliyaan roye more shyaaaaaam haaye roye roye mere do nainon bhaye reete bahot din beete beete re bahot din beete beete re bahot din beete sapne mein to daras dikha de kuchh dheeraj bandh jaaye kuchh dheeraj bandh jaaye sapna bhi to kiss bidh aaye jab nindiyaa nahin aaye jab nindiyaa nahin aaye more shyaaaam teri yaad yaad mein jug haari pal jeete bahot din beete beete re bahot din beete click here
bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai jaane milen ya na milen phir aisi tanhaayi dil ki lagi lene lagi seene mein angdaayi hooo mujhko chhupa le dil mein basa le dekh burra ye zamaana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kya zindagi kat jaayegi bas teri yaadon mein ye raat bhi dhal jayegi kya yoon hi waadon mein hooo armaan nikle ya jaan nikle pyaar mera deewana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai mere badan mein o sajan jaagi ek chingaari phunk jaayegi jal jaayegi iss mein duniya saari iss ko bujha de shola click here
bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa chimani maina chimana rava chimanya angani chimana chandava chimani jodi chimani godi choch laavite chimnya charyaala chimna chimna gharat baandal chimanya mainelaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa shiledaar ghardhani majhaaaa shiledaar ghardhani maajhaa ghardhani maajhaa thor malaa raajancha raaja thor malaa raajancha raaja bholaa bholaa jeev maaja jadala tyachya payaalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa re manmoraa rangpisaara angi ranguni jeev rangalaa gojirvani manjul gaani vajvite baasuri daalimb othaala yed yed mann yed zala aikun ganaala bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa click here
aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa bairan neend na aaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye sooni padi meri palkon ki galiyan sooni padi meri palkon ki galiyan kaun khilaye neendiya ki kaliyan apne bhi hain paraye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye laakh jatan karun aankh na laage laakh jatan karun aankh na laage so gayi khushiyan aur ghum jaage ghayal mann kit jaaye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye yaad aayein jab pyaar ki baatein yaad aayein jab pyaar ki baatein aur bhi lambi ho jaye raatein bhor nazar nahin aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye click here
bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun aankh chooke to harjaayi ud jaaye re aankh chooke to harjaayi ud jaaye re chhod ke mera solah singaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re mere bhanwre ke kaliyaan hazaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar click here
Baith Ja Khadi Ho Ja click here
baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaar baiyaan na dharo o balma dhalegi chunariyaa tan se dhalegi chunariyaa tan se tan se tan se aa aa aa aa dhalegi chunariyaa tan se hansengi re chudiyan chhan se hansengi re chudiyan chhan se chhan se hansengi re chudiyan machegi jhankaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma mohe chhodo haai sajnaa mohe chhodo haai mohe chhodo mohe chhodo chhodo chhodo sajnaa mohe chodo haai sajnaa diya sees uthaye sajnaa diya sees uthaye uthaye sajnaa diya sees uthaye sajnaa raha mohe nihaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma main to aap behki behki main to aap behki behki behki behki aa aa aa aa aa main to aap behki behki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki chameliyon ki daaaaar baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo click here
Balamva Bolo click here
haay balma anari man bhaye balma anari man bhaye ka karun samajh na aaye aaa ka karun samajh na aaye haye raam balma anari man bhaye mann bhaye balma anari man bhaye puchhe prem ka matlab hum se puchhe prem ka matlab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se uljhan badhti jaye aaaa uljhan badhti jaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye mann bhaye balma man bhaye balma anari man bhaye balma anari man bhaye honth hile to baat na jane honth hile to baat na jane nain mile to ghaat na jane nain mile to ghaat na jane nis din jee tarsaye aaaa nis din jee tarsaye haye raam balma anari man bhaye neha laga aise preetam se neha laga aise preetam se bin karan jo roothe hum se bin karan jo roothe hum se samjhe na samjhaye aaaa samjhe na samjhaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye man bhaye balma man click here
balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan click here
baalmavaa naadaan aaa aaaa aaa aa baalmavaa naadaan samjhaaye na samjhe dil ki batiyaan baalmavaa naadaan baalmavaa naadaan ho naadaan ho naadaan balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani in nainon ki balma tune koyi kadar na jaani o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma jaa ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane jee ke marna marke jeena pagle tu kya jaane o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badra Chhaye Re Kaare Kaare Man Jaiye (1972) 04:05 39069
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 04:05   Song Number : 39069   

Bahaar Banke Wo Muskuraye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 36484
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:35   Song Number : 36484   

Bahaarein Humko Baghi (1953) 02:50 12796
 
Poster of Baghi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Noor
Duration : 02:50   Song Number : 12796   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:24 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:24   Song Number : 13576   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Bahaaron Se Poochho Fashion (1957) 03:12 13244
 
Poster of Fashion (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:12   Song Number : 13244   

Baharo Mera Jeevan Aakhri Khat (1966) 04:51 12559
 
Poster of Aakhri Khat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Indrani Mukharji
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:51   Song Number : 12559   

Baharon Se Kahenge Ulfat (1978) 04:28 12341
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:28   Song Number : 12341   

Bahe Ankhiyon Se Dhaar Hum Log (1951) 03:14 13356
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:14   Song Number : 13356   

Bahut Din Beete Sant Gyaneshwar (1964) 03:32 12092
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surekha
Duration : 03:32   Song Number : 12092   

Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Heera Panna (1973) 04:38 11878
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:38   Song Number : 11878   

Bai Bai Man Moracha Mohityanchi Manjula (1963) 03:27 29026
 
Poster of Mohityanchi Manjula (1963)
 
Category
Marathi
Year- 
1963
Music Director- 
Anandghan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:27   Song Number : 29026   

Bairan Neend Na Aaye Chacha Zindabad (1959) 03:50 12955
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aneeta Guha
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:50   Song Number : 12955   

Bairi Aanchal Pag Pag Rahgir (1969) 03:08 32736
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padma Devi
Duration : 03:08   Song Number : 32736   

Baith Ja Khadi Ho Ja Amir Garib (1974) 05:33 38066
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:33   Song Number : 38066   

Baiyaan Na Dharo Dastak (1970) 04:30 20192
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Carukesi
Duration : 04:30   Song Number : 20192   

Balamva Bolo Picnic (1966) 04:54 39876
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 04:54   Song Number : 39876   

Balma Anari Man Bhaye Bahurani (1963) 04:25 32823
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Hemant
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 32823   

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Balma Ja Ja Ja Aaram (1951) 02:43 11827
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:43   Song Number : 11827   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar