MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun unn charnon par sab kuchh arpan ankhiyaan meenchun aur kho jaaun apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna jaan gayi main ankhiyan bhaasha seekh gaya mann khud hi dhadakna apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani unn bin mora jeevan patjhad saath rahe to duniyaa suhaani apne piya ki prem pujaran kar ke baithi click here
apne pyaar ke sapne sach huye aaaaaa haaaaaaa oooooo hooooooo apne pyaar ke sapne sach huye honton pe geeton ke phool khil gaye saari duniyaa chhod ke mann meet mil gaye apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan padh loon tore nainon ki patiyaan pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan bina dekhe tum dekho meri aankhon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan jhoomon naachon manao rangraliyaan kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan chalo sajna kahin chal ke saare logon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa teri doli ruke mere angnaa hoooo ooooo jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa mera ghungtaa tum kholo apne haathon se apne pyaar ke sapne sach huye click here
Apne Saiyan Se Naina Ladaibe click here
apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi ghabra ke dil ka dard jo ashkon mein dhal gaya ghabra ke dil ka dard jo ashkon mein dhal gaya ashkon mein dhal gaya palkon pe aate aate use palkon pe aate aate use rokna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi saaya bhi saath chhod ke jaane kidhar gaya saaya bhi saath chhod ke jaane kidhar gaya jaane kidhar gaya mud mud ke kitni baar mujhe mud mud ke kitni baar mujhe dekhna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi hum kaun hain kahaan ke hain aur kis jagah pe hain hum kaun hain kahaan ke hain aur kis jagah pe hain hum kis jagah pe hain tanhayiyon mein ye bhi kabhi tanhayiyon mein ye bhi kabhi sochna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada click here
apni nazar se door wo apni nazar se door wo unki nazar se door hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen bujh gaya pyaar ka chiraag dil ka jahaan ujad gaya pyaar mein hum to lut gaye aapka kya bigad gaya aapka kya bigad gaya isse badi sazaa hai kya isse badi sazaa hai kya tumse hain door door hum tumhi batao kya karen khwaab mein aao ek baar zakhm e jigar dikhayen hum tum humein bewafa kaho lab na magar hilaayen hum lab na magar hilaayen hum aansu tapak ke yeh kahen aansu tapak ke yeh kahen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen saathi nahin koi mera aur koi raazdaan nahin aisa luta hai kaafila kadmon ka bhi nishan nahin kadmon ka bhi nishaan nahin itna hi yaad hai humein itna hi yaad hai humein lut gaye bekasoor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen click here
haai sharmaaoon oye oye oye haai sharmaaoon haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan baalma ki jaalma ki teen nishaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan pehli nishaani main hoon jiski diwaani pehli nishaani main hoon jiski diwaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani mastaani uske aage pheeki laage sabki jawaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela rangeela chaal sharabi rang gulaabi te akhaan mastaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan aankhon ko meenche dekho saanson ko click here
apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe meri raahon mein naa uljhan ka andhera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye apni manzil ko jo kaanton ne naa ghera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota ajab sulagti huyi lakdiyaan hain click here
are are dnyana jhalasi pavan are are dnyana jhalasi pavan tuze tuj dhyan kalo aale tuza tuchi dev tuza tuchi bhav tuza tuchi dev tuza tuchi bhav fitla sandeh anyatatvi are are dnyana jhalasi pavan murduniya man upjalasi chitte murduniya man upjalasi chitte kothe tuj rite na dise raya are are dnyana jhalasi pavan are are dnyana jhalasi pavan dipaki dipak mavalalya jyoti dipaki dipak mavalalya jyoti gharbhari vati shunya jhalya are are dnyana jhalasi pavan are are dnyana jhalasi pavan vruttichi nivrutti apanasakat vruttichi nivrutti apanasakat avghechi vaikunth chaturbhuj are are dnyana jhalasi pavan are are dnyana jhalasi pavan nivrutti paramanubhav nema nivrutti paramanubhav nema shantipurna kshama dnyandevo are are dnyana jhalasi pavan are are dnyana jhalasi pavan click here
are jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hooo jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi lagta hai mera sehra taiyaar ho gayaaa hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya uff tauba jeena kitna dushwaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha hooo hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha bas aankhon hi aankhon mein izhaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hmmmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm click here
are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum jaise jaise raat chadhe akhiyon ki pyaas badhe gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum jaise jaise raat chadhe akhiyon ki pyaas badhe gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaaa aaaa aaaa aaaa dhoop jalao deep jalao dhoop jalao deep jalao chun chun kaliyaan sej bichhao sakhi mat jaao koi mat jaao sakhi mat jaao koi mat jaao dil dhadke koi dheer bandhao are koi jao are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaj ki raat saajan ke saath aaj ki raat saajan ke saath gupchup hongi bhed ki batiyaan nainon mein naina haathon mein haath nainon mein naina haathon mein haath roop dharengi mere man ki muratiya roop dharengi mere man ki muratiya are koi jao are koi jao re piya ko bulao re gori ki paayal baaje chhum chhan nan chhum aaaa aaaa aaaa aaaa behan ka pyaar baahon ka haar behan ka click here
are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna banake kahin chhod na jaana are o kaanha hum milte the saanjh sakaare dekh chuke jamuna ke kinare madhuban ke phoolon ne dekha hum mein jo hote the ishare kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di panghat par bhi ji jalta hai toone kaisi aag laga di are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha gokul ki galiyaan tarsengi madhuban ki kaliyaan tarsengi jin akhiyon ko tumne saraha tum bin wo akhiyaan barsengi kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha click here
ari chhod de sajaniyaa chhod de patang meri chhod de aise chhodun naa balmwaa nainwaa ki dor pehle jod de ari chhod de sajaniyaa chhod de patang meri chhod de aise chhodun naa balmwaa nainwaa ki dor pehle jod de aashaaon ka maanjha laaga rangin pyaar se dori tere mauhlle udte udte aayi chori chori bairi duniyaa kahin naa tod de patang meri chhod de aise chhodun naa balmwaa nainwaa ki dor pehle jod de armaanon ki dor lootne khade hain duniyaa waale baanke charkhi waale baanke charkhi waale oonche neel gagan mein chhod de patang meri chhod de aise chhodun naa balmwaa nainwaa ki dor pehle jod de dekh chali ye sang hawaa ke bal khaati ithlaati saiyaan bal khaati ithlaati cheer ke bairi jag ka seena geet pyaar ke gaati dekho geet pyaar ke gaati hai kiss mein itna zor jo kaate dor saamne aaye naa phir meri atariyaa pe chhod de patang saiyaan chhod de aise chhodun naa sajaniyaa nainwaa ki dor pehle jod de saiyaan chhod de patang meri chhod de gori nainwaa ki dor pehle jod click here
armaan bhara dil toot gaya taqdeer ke aansu behte hain duniya ke seetam ka afsana hum apne dil se kehte hain in chand sitaron se puchho barbaad huyi hain neenden bhi in chand sitaron se puchho barbaad huyi hain neenden bhi ye phool bane hain angare hum yaad mein jalte rehte hain jalti hai shama to raton ko jab aaye savera chain mile jalti hai shama to raton ko jab aaye savera chain mile is dil ki lagi bechain nahin din raat sulagte rehte hain sukh chain gaya dukh dard mila dil deke tadapna le baithe sukh chain gaya dukh dard mila dil deke tadapna le baithe jeene ka sahara koi nahin hum dard mein doobe rehte hain duniya ka yahi dastoor raha har pyaar bhara dil choor raha duniya ka yahi dastoor raha har pyaar bhara dil choor raha honthon pe khushi ke geet nahin ab ghum ke tarane rehte hain armaan bhara dil toot gaya taqdeer ke aansu behte hain click here
armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye ab dil mein na machlega deewana koi dil ka ab dil mein na machlega deewana koi dil ka khaamoshi na rokegi afsaana koi dil ka hothon ne girah kholi izhaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki ban aayegi in pyaasi matwaali nigaahon ki wo shaam e haya beeti deedar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein sau baatein bigadne ki man jaane ki sau baatein tanhaayi mein sajan se takrar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye click here
asha asha asha asha asha o asha o asha o asha tujhe kya hua kya hua na kaho mujhe asha main to ho gayi nirasha asha o asha o asha kaisi ghum ki shaam aayi dil mein reh gayi dil ki baat raat aayegi wo pagli leke khushiyon ki baraaat leke khushiyon ki baraat shakh dil ki jal gayi jab phir bahaar aayi to kya ye fiza to de rahi phool khilne ka pata phool khilne ka pata koi ab kuchh bhi kahe main to ban gayi tamasha asha o asha o asha saamne aayi thi manzil aake phir kyun kho gayi ik nayi manzil se wo sharma ke wapis ho gayi sharma ke wapis ho gayi apni aankhon mein naye sapne saja lun iss tarah waqt aane par badal jata hai mausam jis tarah ha us tarah jo kabhi suni na thi main samjh gayi wo bhasha asha main asha mujhe kya hua hmmm hmmm hmmm hmmm asha main asha main asha hmm hmmm hmmm click here
ashar shrabon mane na to mon jharo jharo jhare jhare jhorechhe tomake amar mone porechhe tomake amar mone porechhe ashar shrabon mane na to mon jharo jharo jhare jhare jhorechhe tomake amar mone porechhe alor toriti beye din chole jay adharer mon jale taray taray alor toriti beye din chole jay adharer mon jale taray taray amar e mon keno shudhu akulay barashon jeno kotha hoyechhe tomake amar mone porechhe tomake amar mone porechhe ashar shrabon mane na to mon jharo jharo jhare jhare jhorechhe tomake amar mone porechhe diona kakhono kichhu diona amay sab kichhu paoa habe tele go tomay diona kakhono kichhu diona amay sab kichhu paoa habe tele go tomay chokher jalete beye sukh elo tai aaj mon mohonay mishechhe tomake amar mone porechhe tomake amar mone porechhe ashar shrabon mane na to mon jharo jharo jhare jhare jhorechhe tomake amar mone porechhe click here
athara baras ki tu hone ko aayi re athara baras ki tu hone ko aayi re kaun poochhegaaaaaaaaa jatan kuchh kar le sajan kar le jatan kuchh kar le khaali baaton se teri baat naa banegi raaja khaali baaton se teri baat naa banegi raaja humse naa hogaaaaaaaa milan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le mere ghoonghroo salamat hazaaron kadardaan hain mere ghoonghroo salamat hazaaron kadardaan hain ek tu hi nahin dil mein dil mein laakhon mehmaan hain laakhon mehmaan hain lekin kab tak naachegi kabhi to thakegaaaaaaaaa badan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le hooooo kar le hum se muhabbat muhabbat muhabbat kar le hum se muhabbat guzar naa jaayen ghadiyaan tootti hain paayal to banti hain hathkadiyaan haaye tootti hain paayal to banti hain hathkadiyaan main hathkadiyaan pehnungi main hathkadiyaan pehnungi naa pehnungi tere kangan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le athara baras ki tu hone ko aayi re athara baras ki tu hone ko aayi re kaun click here
aur kaun aayega aur kaun aayega pukaar looo bahaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega pukaar looo pukaar looo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera ho barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa hoo aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai waada nibhana hai milkar hoo apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai click here
aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use baazaar diya jab jee chaha masla kuchla jab jee chaha dhuttkaar diya aurat ne janam diya mardon ko tulti hai kahin deenaron mein bikti hai kahin baazaron mein nangi nachwayi jaati hai aiyaashon ke darbaaron mein ye wo beizzat cheez hai jo batt jaati hai izzatdaaron mein aurat ne janam diya mardon ko mardon ke liye har zulm rawaan aurat ke liye rona bhi khata mardon ke liye laakhon sejen aurat ke liye bas ek chita mardon ke liye har aish ka haq aurat ke liye jeena bhi sazaa aurat ne janam diya mardon ko jinn honton ne inko pyaar kiya unn honton ka vyopaar kiya jiss khokh mein inka jism dhala uss khokh ka karobaar kiya jiss tann se uge kopal ban kar uss tan ko zaleel o khaar kiya aurat ne janam diya mardon ko mardon ne banaayi jo rasmein unko haq ka farmaan kaha aurat ke zinda jalne ko qurbaani aur balidaan kaha ismat ke badle roti di aur usko bhi ehsaan kaha aurat ne janam diya mardon ko sansaar ki har ek besharmi gurbat click here
aaaaa aaaaa aaaaa awachita parimalu jhulakara alumaalu awachita parimalu jhulakara alumaalu mi mhane gopaalu ala ge maaye awachita parimalu jhulakara alumaalu chaancharati chaancharati baaheri nighaale chaancharati chaancharati baaheri nighaale thhakachi mi thelen kaay karu awachita parimalu jhulakara alumaalu to saawala sundaru kaanse pitaanbaru to saawala sundaru kaanse pitaanbaru laawany manoharu dekhiyela awachita parimalu jhulakara alumaalu bodhuni thelen man taw jaalen aan sokoni ghetale praan maajhe ge maaye sokoni ghetale praan maajhe ge maaye awachita parimalu jhulakara alumaalu baap rakhumaadewi waru withthal sukhaacha baap rakhumaadewi waru withthal sukhaacha withthal sukhaacha withthal sukhacha tene kaaya man waacha wedhiyelen awachita parimalu jhulakara alumaalu mi mhane gopaalu ala ge maaye awachita parimalu jhulakara alumaalu click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Piya Ki Prem Pujaran Aman (1967) 05:34 15546
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:34   Song Number : 15546   

Apne Pyaar Ke Sapne Barsaat Ki Ek Raat (1981) 05:25 11578
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan
Duration : 05:25   Song Number : 11578   

Apne Saiyaan Se Naina Ladai Be Ardhangini (1959) 02:49 39924
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:49   Song Number : 39924   

Apni Khushi Se Apna Hi Kunwara Badan (1973) 04:54 19290
 
Poster of Kunwara Badan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ghanshyam
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Duration : 04:54   Song Number : 19290   

Apni Nazar Se Door Wo Bazar (1949) 03:57 10439
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana, Shyam
Duration : 03:57   Song Number : 10439   

Apni Prem Kahaaniyan Mera Gaon Mera Desh (1971) 06:51 17988
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 06:51   Song Number : 17988   

Apni Ulfat Pe Sasural (1961) 04:29 14157
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Mehmood
Duration : 04:29   Song Number : 14157   

Are Are Dnyana Jhalasi Pavan Lata Mangeshkar 03:07 37579
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Marathi
Lyricist
Sant Dnyaneshwar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:07   Song Number : 37579   

Are Jaane Kaise Kab Shakti (1982) 05:26 20151
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Samita Patil
Duration : 05:26   Song Number : 20151   

Are Koi Jao Ri Piya Ko Bulao Ri Patrani (1956) 03:24 37650
 
Poster of Patrani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:24   Song Number : 37650   

Are O Kaanha Bairi Zamaana Preet Na Jane Reet (1966) 05:05 38245
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
B Saroja Devi, Shammi Kapoor
Duration : 05:05   Song Number : 38245   

Ari Chhod De Patang Nagin (1954) 03:21 13812
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 13812   

Armaan Bhara Dil Toot Gaya Wafa (1950) 03:12 36221
 
Poster of Wafa (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vinod, Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nimmi
Duration : 03:12   Song Number : 36221   

Armaan Tha Humein Aulad (1968) 04:13 32307
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Babita, Jitendra
Duration : 04:13   Song Number : 32307   

Asha O Asha Black Mail (1973) 05:02 36886
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:02   Song Number : 36886   

Asharh Shrabon Mane Monihar (1966) 03:41 14849
 
Poster of Monihar (1966)
 
Year- 
1966
Lyricist
Mukul Dutt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 14849   

Athara Baras Ki Tu Suhaag (1979) 04:12 14288
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 04:12   Song Number : 14288   

Aur Kaun Aayega Pukaar Lo Aur Kaun (1979) 05:24 38684
 
Poster of Aur Kaun (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:24   Song Number : 38684   

Aurat Ne Janam Diya Sadhna (1958) 06:20 14104
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 14104   

Avachita Parimalu Lata Mangeshkar 04:03 19089
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Devotional
Lyricist
Sant Dnyaneshwar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:03   Song Number : 19089   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar