MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata-Mangeshkar
HomeLata-Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera taqdeer humse roothi apne huye paraaye taqdeer humse roothi apne huye paraaye jaane kahaan chale hain jaane kahaan se aaye chaaron taraf andhera barbaadiyon ne ghera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya hai raat umra bhar ki andha ki zindagi kya dil puchhta hai mera hai kaun ye lutera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera click here
ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen click here
ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai kahin hai kaphas mein kisi ka basera kahin hai nigaahon mein ghum ka andhera kahin dil ka lutta huya kaarwaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai yahaan aadmi aadmi ka hai dushman yahaan chaak insaaniyat ka hai daaman mohabbat ka ujda huya aashiyaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye beraham duniya samajh mein na aaye yahaan kar rahe hain sitamgar khudayi na jaane tu aye duniya waale kahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai click here
aye babu lelo na nariyal yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo click here
yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale chhota munh aur baat badi yeh hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna jhoothi inki jaat badi ye hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na click here
ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai tumhen jaantaa hai jo ghum ke safar mein mera humsafar hai main kyun saath uska naa dunga khushi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai hargiz nahin hai mohabbat ke kuchh khel aankhon ne meri bigadte bhi dekhe hansi hi hansi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein abhi to umeedon ki duniyaa jawaan hai click here
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa click here
yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai har lamha hai paraaya har saans ajnabi hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai phoolon ki justjoo mein kaante bhi haath aaye phoolon ki justjoo mein kaante bhi haath aaye rone ki koshishen ki to honth muskuraaye aansoo ya muskurahat har cheez ek si hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai kabhi din huye andhere kabhi raat jagmagaayi kabhi din huye andhere kabhi raat jagmagaayi kabhi apni na ummeeden ummeed ban ke aayin samjhe jise syahi dekha to roshni hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai sau aarzoo mile ke be aas jee rahe hain sau aarzoo mile ke be aas jee rahe hain kehni ki hai tammanna aur honth si rahe hain kaliyaan bhi khil rahi hain daali bhi jal chuki hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai yeh zindagi humaari kya khoob zindagi hai hmmm hmmmm click here
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban click here
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa click here
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag click here
hmmmm hmmmmmm yun lagne lagi hmmmm aaj kal hmmmm zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte ke dil ban gaya haan ke dil ban gaya dard ki raajdhani yun lagne lagi aaj kal zindgaani badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi baat hai haan badi baat hai roop ki meherbaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani la laaaa aaaa la laaaa aaaa la laaaa aaaa aaaaaaa chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen bahut ho chuki zindgi zindgi paani paani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar tumhaari zubaani hamaari hamaari kahaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani bade pyaar se sun raha hai zamaana bade pyaar se click here
Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye click here
yun toh aapas mein bigadte hain khafa hote hain milne waale kahin milne waale kahin ulfat mein juda hote hain hain zamaane mein ajab cheez mohabbat waale hain zamaane mein hain zamaane mein ajab cheez mohabbat waale dard khud bante hain khud apni dawa hote hain dard khud bante hain khud apni dawa hote hain milne waale kahin ulfat mein juda hote hain haan haal e dil mujhse naa puchho meri nazren dekho haal e dil mujhse haal e dil mujhse naa puchho meri nazren dekho raaz dil ke toh nigaahon se ada hote hain raaz dil ke toh nigaahon se ada hote hain milne waale kahin ulfat mein juda hote hain milne ko yun toh mila karti hain sabse aankhen milne ko yun toh milne ko yun toh mila karti hain sabse aankhen dil ke aa jaane ke andaaz juda hote hain dil ke aa jaane ke andaaz juda hote hain yun toh aapas mein bigadte hain khafa hote hain aise hans hans ke naa dekha karo tum sabki taraf aise hans hans ke aise hans hans ke naa dekha karo tum sabki taraf log aisi hi adaon pe fida click here
zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankho ne kya cheez pilaa di hai ulfat ke siwa saari duniyaa hi bhula di hai bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko lutkar bhi mere dil ne khush ho ke duaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko har cheez zamaane ki har cheez zamaane ki nazron se gira di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko aaaa aa aaa aaa aaa dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko jalne mein maza aaye jalne mein maza aaye wo aag laga di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim click here
aaa aaaa aaaaa aaaaa zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise naadaan hote hain wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain shamaa ki bazam mein akar ye parwaane samajhte hain ye parwaane samajhte hain yahin par umr guzaregi ye deewaane samajhte hain magar ik raat ke haan haan magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain mohabbat sabki mehfil mein shamaa ban kar nahin jalti shamaa ban kar nahin jalti haseenon ki nazar sab pe chhuri ban kar nahin chalti jo hain taqdeer waale haan jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain jahaan mein dubo kar door saahil se nazara dekhne waale nazara dekhne click here
zamaane ka dastoor hai ye puraana zamaane ka dastoor hai ye puraana mitaa kar banaana bana kar mitaana mitaa kar banaana bana kar mitaana zamaane ka dastoor hai ye puraana wafaa kya yahi hai jafaa karne waale wafaa kya yahi hai jafaa karne waale nighaahen mila kar nighaahen churaana nighaahen mila kar nighaahen churaana zamaane ka dastoor hai ye puraana mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par bahut humne roka magar dil na maana bahut humne roka magar dil na maana zamaane ka dastoor hai ye puraana koi aasmaan se zara ye to poochhchhe koi aasmaan se zara ye to poochhchhe mila kya jala kar mera aashiyaana mila kya jala kar mera aashiyaana zamaane ka dastoor hai ye puraana click here
zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa o sitam uss pe logo ne dhayaa kisi ne na ki meherbaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ho tadaptaa hai uss paar koi guzarti hai yun zindgaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise ho mare doob ker dono kaise ke royaa chanaa daa vi paani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani kabhi dil se dil mil sake naa kabhi zakham ye sil sake na kabhi dil se dil mil sake click here
zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya jahaan aake main khud ko bhool gayi tera pyaar wahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil tu paas rahe phir kya ghum hai har saans khushi ki sargam hai o chhedne waale pyaar ki dhun ehsaan tera ye kya kam hai ehsaan tera ye kya kam hai jo geet chhupe the dil mein mere unhein meri jubaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati main pyaar ki tere deewaani manzil pe akeli kya aati manzil pe akeli kya aati mera darde mohabbat tujhko bhi mere saath yahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil click here
la la la la la la la la aa aa aa aa aa aa aa ha aa aa aa aa aa zaraa mud ke to dekho saajnaa hoye saajna zaraa mud ke to dekho saajnaa wo peechhe rah gayaa bachpanaa aur aage khadi hai jawaani aur aage khadi hai jawaani bachpan kaa zamaanaa ho chukaa ho ho chukaa bachpan kaa zamaanaa ho chukaa wo khel puraanaa ho chukaa ab hogi nayi kahaani ab hogi nayi kahaani din raat badalte reh gaye armaan machalte reh gaye din raat badalte reh gaye armaan machalte reh gaye aakaash pe taare hain wahi aakaash pe taare hain wahi duniyaa ke nazaare hain wahi hai phir bhi nayi kahaani hai phir bhi nayi kahaani zaraa mud ke to dekho saajnaa wo peechhe reh gayaa bachpanaa aur aage khadi hai jawaani aur aage khadi hai jawaani shole ko bhadkanaa aa gayaa kyun dil ko dhadaknaa aa gayaa shole ko bhadkanaa aa gayaa kyun dil ko dhadaknaa aa gayaa ye madhur milan kaa saaz hai dhadkan me chhupaa ek raaz hai is raaz kaa naam jawaani is raaz kaa naam jawaani zaraa mud ke to dekho saajnaa hoye click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yeh Kaisa Nyay Tera Chhoti Bahen (1959) 03:14 17985
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda
Duration : 03:14   Song Number : 17985   

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
- Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   

Yeh Kya Zindagi Hai Kohinoor (1960) 03:02 19907
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:02   Song Number : 19907   

Yeh Lo Re Le Lo Babu Apna Desh (1972) 04:31 14441
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 14441   

Yeh Mard Bade Dil Sard (Female) Miss Mary (1957) 03:00 37882
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:00   Song Number : 37882   

Yeh Mere Andhere Ujaale Prem Patra (1962) 04:09 11830
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 11830   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793   

Yeh Zindagi Humaari Kya Pyar Ka Sapna (1969) 04:52 21746
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:52   Song Number : 21746   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
- D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Yun Lagne Lagi Santosh (1989) 06:08 39706
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
- Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 06:08   Song Number : 39706   

Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye Sunehri Nagin (1963) 03:55 37961
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Sheela Kashmeeri
Duration : 03:55   Song Number : 37961   

Yun To Aapas Mein Andaz (1949) 03:52 21604
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:52   Song Number : 21604   

Zaalim Teri Aankhon Ne Devta (1956) 03:57 36071
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan, Vyjayanthimala
Duration : 03:57   Song Number : 36071   

Zamaane Mein Aji Aise Jeevan Mrityu (1970) 05:57 36072
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Preeti Bala
Duration : 05:57   Song Number : 36072   

Zamane Ka Dastoor Lajawab (1950) 03:13 13589
 
Poster of Lajawab (1950)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
- Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Sohan, Rehana, Kuldeep Kaur
Raag- 
Des
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:13   Song Number : 13589   

Zamane Mein Sabse Purani Lovers (1983) 09:02 13629
 
Poster of Lovers (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 09:02   Song Number : 13629   

Zara Dekh Sanam Grahasti (1963) 03:46 38357
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 38357   

Zara Mud Ke To Dekho Sajna Meenar (1954) 02:52 21578
 
Poster of Meenar (1954)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Bina Rai
Duration : 02:52   Song Number : 21578   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar