MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke click here
ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo sholey sholey sholey sholey meri jawaani bole bole bole bole yahi kahaani jaane nahin yaar pyaar vyaar haye main mar jaawaan dole dole dole dole kaahe deewaani khole khole khole khole baaten puraani taane nahin maar baar baar uthake lai jawaan sholey sholey sholey sholey meri jawaani hum to bhole bhale the dilwaale matwaale the toone kaali zulfon mein kaale bichchhu paale the rabba main rabba main ki karaan dil se tum bhi kaale the humko dasne waale the mera dil fansaane ko kya kya daane daale the rabba main rabba main ki karaan baaton se kasti hai aankhon se dasti hai upar se hansti hai sholey sholey sholey sholey meri jawaani bole bole bole bole yahi kahaani jaane nahin yaar pyaar vyaar haye main mar jawaan dole dole dole dole kaahe deewaani aa haa aa aa haa haa laa la la laa laaa la garmi ke mahine mein thandi saansen bharti hai ab jaana ye afsaana ladki mujhpe marti hai rabba main rabba click here
shree raaaam shree raaaam shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav bhaya daarunam shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav bhaya daarunam navkanj lochan kanjmukh kar kanj pad kanjaarunam shree raaaam shree raaaam kandarp agnit amit chhabi nav neel neer da sundaram patt peet maanhu tadit ruchi shuchi naumi janak sutaavaram shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav bhaya daarunam shree raaaam shree raaaam bhaj deen bandhu dinesh daanav daitya vansha nikandanam raghunand anand kand kosal chand dashrath nandnam shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav bhaya daarunam shree raaaam shree raaaam sir mukut kundal tilak chaaru udaar ang vibhushanam aajaan bhuj shar chap dhar sangraam jit khar dushanam shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav bhaya daarunam shree raaaam shree raaaam iti vadati tulasidas shankar shesh muni mann ranjanam mam hridaya kanj niwaas kuru kaam aadi khal tal ganjanam shree raamchandra kripaalu bhaj mann haran bhav click here
prem bina bhakti nahin kyun mandir mein jaaye man ka thakur pooj le jo maange so paaye aaaa aaaa aaaa shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi ratiyaan beeti main nahin soyi meri aradhana uska naam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi janam janam ki main hoon daasi akhiyaan karti hain parnaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali hai mera gaon aur click here
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa click here
simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao hazaron dil dhadakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao kahan ho tum jo apne ko mera deewana kehte the wo aankhein tum kabhi jinko hansi paimana kehte the hansi paimana kehte the wo paimane chhalakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao yahi wadi yahi sahil yahi rangeen nazaare the yahi ghum e mohabbat ke jawaan lamhe guzare the jawaan lamhe guzare the kahan hum bhool sakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao mohabbat ke hansi wade the donon ki nigahon mein kabhi aankhein thi aankho mein kabhi bahein thi bahon mein kabhi bahein thi bahon mein akele ab bhatakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao click here
aayi thi raat josh e tamanna liye huye jaati hai ab luti huyiii duniyaa liye huye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye saji tum naa aaye jeevan ne aawaaz di sajnaaaaaaaa jeevan ne aaawaaz di tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo bichhadne ko ye raat kaa caarwan hai haaye caarwan hai hua chaand benoor chup aasmaan hai chup aasmaan hai chali rooth kar chaandani tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo abhi jaagte hain umeedon ke taare umeedon ke taare chale aao pyaare mohabbat pukaare mohabbat pukaare bahaaron ko neend aa gayi tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye click here
so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha aaj aisi baat kyun hai kuchh samjh aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gayaa chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi jaane kya dekha yahaan ab laut kar jaati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya click here
so gayi chaandni jaag uthi bekali ghum sataane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad cheekh uthi zindagi aankhon mein ashk bhi dabdabaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad laakh umangen liye raat dhalne lagi meri tanhaayi karwat badalne lagi haaye re bebasi ab mere saaye bhi munh chhupaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad door tak mere dil ki pukaaren gayin door tak mere dil ki pukaaren gayin phir na lauti kuchh aisi bahaaren gayi shaam e ghum ki kasam ab to mere kadam dagmagaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad click here
soch ke ye gagan jhoome soch ke ye gagan jhoome abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chaand jab nikal aayega dekhega na koi gagan ko chaand ko hi dekhenge saare chaand jab nikal aayega phool jo khile na to kaise ho phool jo khile na to kaise baagon mein aaye bahaar ho oo oo deep na jale to saanwariyaa kaise meete andhkaar raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chandani se bhi tum haseen ho ho oo oo chandani se bhi tum haseen ho nazdeek aao zara ho oo oo chand ke nikalne talak to tum jagmagaao zara raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome click here
soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina kya main kahoon sajnaa mujhko hua kya hai mujh mein base ho tum tum se chhupa kya hai kya main kahoon sajnaa mujhko hua kya hai mujh mein base ho tum tum se chhupa kya hai tum bhi suno ab kehta hai kya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina soch rahi thi kahoon na kahoon par aaj kahoongi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina haye re dil dhadke aur main ghabraaun jee ye kare kaise udd ke chali aaun haye re dil dhadke aur main ghabraaun jee ye kare kaise udd ke chali aaun tu hai mere armaanon ki manzil yaad rahe mera jeena hai mushkil tere bina tere bina raah mein jab tere saath nikalti hoon behekte hain ye kadam udti si chalti hoon raah mein click here
sochta hoon ye kya ye kya kiya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine kya ye sar dard le liya maine sochti hoon ye kya ye kya kiya maine kyun ye sar dard le liya maine kyun ye sar dard le liya maine sochti hoon kaun hai ye kahaan se aayi hai ye to apni nahin praayi hai aisi chanchal shareer aur jhoothi phir bhi dil ko ye aisi bhaayi hai haath haathon mein le liya maine dil e naadaan ye kya kiya maine sochta hoon dekh kar yun wo muskuraaya kyun dekh kar yun wo muskuraaya kyun muskuraaya tha paas aaya kyun naa to itni si aap itna saa phir bhi meri nazar ko bhaaya kyun isko arpan kiya hiya maine dil e naada ye kya kiya maine sochti hoon raat din ishq kaa jo rona tha lijiye ho gaya jo hona tha lijiye ho gaya jo hona tha ye jo kaafir dhadak raha hai yahaan isne ek din mujhe doobona tha dil e naada ye kya kiya maine jo kiya thik hi kiya maine dil ka roshan kiya diya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine click here
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein click here
sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re maange to mehale do mehale phir sochon de doon main pehle maange to mehale do mehale phir sochon de doon main pehle ye mushkil hai mera dil hai naahi koi khilona sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa re haai haai haai haai re jee ghabraaye na meri haan na ban jaaye haai haai haai haai re jee ghabraaye na meri haan na ban jaaye mere mann pe tu na kar de koi jaadu tona sona lai jaa re chaandi lai jaa re ho paisa lai jaa re hoo oo oo oo dil kaise de doon main jogi ki badi badnaami hogi sona lai jaa re chaandi lai jaa reee matlab hai tera ban ke jogan saat pheron mein tere ban ban matlab hai click here
na dil raha na mere dil mein wo khushi hi rahi tere bagair tadapti ye zindagi hi rahi soonaa hai mere dil kaa jahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan duniyaa se meri tu door hai aaja mera pyaar majboor hai duniyaa se meri tu door hai aaja mera pyaar majboor hai tu jo nahin to mere liye viraan hain ye donon jahaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan tujhse bichhad kar ye zindagi bujhti huyi ek hai roshni tujhse bichhad kar ye zindagi bujhti huyi ek hai roshni apna pata batlaa de mujhe apna pata batlaa de mujhe miltaa nahin hai tera nishaan tu hai kahaan soonaa hai mere dil kaa jahaan chup hai zamin aur ye aasmaan aawaaz de tu hai kahaan tu hai kahaan ghum ka andhera yun chha gaya dil zindagi se ghabra gaya o jaane waale teri click here
sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam raama duhaayi main to ye bhi nahin jaani raama duhaayi main to ye bhi nahin jaani beeta kab bachpan aayi re jawaani kaisi main baanwariyaa naa hi re khabriyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam likhna naa jaanun main to kaise likhun patiyaa likhna naa jaanun main to kaise likhun patiyaa kaagaz pe likh de koi mere mann ki batiyaa ban ke badariyaa barsi ye nazriyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam main to hoon aap hi apni dushman nigodi main to hoon aap hi apni dushman nigodi jaate piya ke pichhe kaahe naa daudi jaani naa kadariyaa roke naa dagariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa sooni re sajariyaa bhaye pardesi mere sanwariyaa sooni re nagariyaa ho raam click here
sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa loon sooni sej saja doon neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai iss saaye mein jo bhi aaye main usko dhamka doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sooni sej saja doon maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana main shabnam hoon par main chhuke shola tujhe bana doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sej saja doon raah taki in raaton ki jaane kitni raaton se kaash utha dete tum mera ghunghat apne haathon se raah taki in raaton click here
sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane phool mein jaise basi hai khushboo tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu mane ya na mane sooraj se jo kiran ka nata pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule hoo jaise sawan ki pehli purwayi dharti ko chhoo le dharti se jo neel gagan ka sawan se purwayi ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka hoo wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile tum bole do bol ke mujhko janam janam ke geet mile taar se jo jhankar ka nata geeton se jo sargam ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm click here
chhi chhi chhi chhi chhi chhi chhi chhi chhiii soorat haseen lagta hai deewaana soorat haseen lagta hai deewaana aise naujawaan se kya dil ka lagaana soorat haseen aaya kahaan se na ghar hai na baar hai hoooooo aaya kahaan se na ghar hai na baar hai akade hai aisa ke jaise thanedaar hai manzil pe na koi na thikaana manzil pe na koi na thikaana aise naujawaan se kya dil ka lagaana soorat haseen aankhen ladaata hai maane na kehna hooo oooo ooo aankhen ladaata hai maane na kehna aise anaadi ne bach ke hi rehna zaalim sehri paapi hai puraana zaalim sehri paapi hai puraana aise naujawaan se kya dil ka lagaana soorat haseen dekhe kahin bhi jo kaliyaan gulaab ki hoooo oooo ooo dekhe kahin bhi jo kaliyaan gulaab ki niyat badalti hai fouran janaab ki matlab ki baat karta hai syana matlab ki baat karta hai syana aise naujawaan se kya dil ka lagaana soorat haseen lagta hai deewaana soorat haseen lagta hai deewaana aise naujawaan se kya dil ka lagaana soorat haseen click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Sholey Sholey Locket (1986) 06:50 40236
 
Poster of Locket (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:50   Song Number : 40236   

Shree Ramchandra Kripalu Bhaj Man Lata Mangeshkar 05:12 18272
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Devotional
Lyricist
Traditional
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:12   Song Number : 18272   

Shyam Ke Rang Mein Patanga (1971) 05:03 20589
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:03   Song Number : 20589   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241   

Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 06:19 12294
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Moushumi Chatterjee
Duration : 06:19   Song Number : 12294   

Sitare Raah Takte Hain Black Cat (1959) 03:40 32415
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:40   Song Number : 32415   

Sitaron Ki Mehfil Saji Uran Khatola (1955) 03:36 12523
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:36   Song Number : 12523   

So Gaya Sara Zamaana Miss Mary (1957) 03:21 12394
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:21   Song Number : 12394   

So Gayi Chaandni Jaag Uthi Bekali Akash (1953) 03:19 21639
 
Poster of Akash (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:19   Song Number : 21639   

Soch Ke Ye Gagan Jyoti (1969) 03:25 21246
 
Poster of Jyoti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Niveditha
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:25   Song Number : 21246   

Soch Rahi Thi Kahoon Na Kahoon Ek Phool Char Kante (1960) 05:21 38895
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:21   Song Number : 38895   

Sochta Hoon Ye Kya Kiya Maine Hamari Yaad Aayegi (1961) 05:27 31065
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Tanuja, Anant Kumar
Duration : 05:27   Song Number : 31065   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Sona Lai Jaa Re Mera Gaon Mera Desh (1971) 04:06 18268
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:06   Song Number : 18268   

Soona Hai Mere Dil Ka Jahaan Devta (1956) 04:44 19972
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 04:44   Song Number : 19972   

Sooni Re Nagariya Uphaar (1971) 05:15 15744
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 05:15   Song Number : 15744   

Sooni Sej Saja Doon Jyoti (1981) 05:50 15452
 
Poster of Jyoti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 15452   

Sooraj Se Jo Kiran Ka Hungama (1971) 04:24 37153
 
Poster of Hungama (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 37153   

Soorat Haseen Hai Budtameez (1966) 04:14 21129
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:14   Song Number : 21129   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar