Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein bigdi huyi taqdeer bana do bigdi huyi taqdeer bana do doobti naiya paar laga do doobti naiya paar laga do ek nazar mujh par bhi khudara ek nazar mujh par bhi khudara mushkil hai ab jeena shah e madina beech bhanwar mein bekas ke ghum khaar tumhi hoooo bekas ke ghum khaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho dil ka sukun jeene ka sahaara dil ka sukun jeene ka sahaara duniya ne sab chheenaa shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein
hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na hmm na na gilaaf na lehaaf na gilaaf na lehaaf thandi hawa ke khilaaf sasuri na gilaaf na lehaaf thandi hawa ke khilaaf sasuri itni sardi hai kisi ka lehaaf lehi le jaa padosi ke chuleh se aag lehi le jaa padosi ke chuleh se aag lehi le hooo beedi jalayi le jigar se piya jigar maa badi aag hai beedi jalayi le jigar se piya jigar maa badi aag hai dhuaan na nikaaliyo lab se piya aah aa dhuaan na nikaaliyo lab se piya je duniya badi dhank hai haan beedi jalayi le jigar se piya jigar maa badi aag hai na gilaaf na lehaaf thandi hawa ke khilaaf sasuri itni sardi hai kisi ka lehaaf lehi le jaa padosi ke chuleh se aag lehi le jaa padosi ke chuleh se aag lehi le lehi le na kasoor na fatoor na kasoor na fatoor bina juram ke hajoor marr gaye ho marr gaye oo aise ik din dupheri bulai liyo re bandh ghungroo kachehri lagaliyo re bulai liyo re bulai liyo re
been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana baajegi mori payal jiya jo hoga ghayal karungi kya bahana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun na hoye badnami karo ye meharbani banao na deewana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona main wari jaaun dil se mila hai mushkil se tu sathi mastana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi ye aankhen pyaari pyaari na jage ratiya saari wo din na
kachhu bol bol bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol shaant mahi jhankaar suna de shaant mahi jhankaar suna de jeevan ke sab taar hila de jeevan ke sab taar hila de ek baar phir madhur dhwani mein ek baar phir madhur dhwani mein manjul manhar kar kallol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol aaj nayi wo raag suna de aaj nayi wo raag suna de jisse jad mein chetan aati jisse jad mein chetan aati bichhad jaaye na tere saathi bichhad jaaye na tere saathi sanjivni amrit ras ghol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol bhor bhaye bekal man dole bhor bhaye bekal man dole kal na paaye bhramar ban dole kal na paaye bhramar ban dole birha vedna prachand hove birha vedna prachand hove prithvi gagan uthe sab dol
beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re bal avastha khel gavanyi bal avastha khel gavanyi jab joban tab maan ghana re jab joban tab maan ghana re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re lahe karan mool gavanyo lahe karan mool gavanyo lahe karan mool gavanyo ajahun na gayi mann ki trishna re ajahun na gayi mann ki trishna re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re kehat kabir suno bhai sadho kehat kabir suno bhai sadho kehat kabir suno bhai sadho paar utar gaye sant jana re paar utar gaye sant jana re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re bal avastha khel gavanyi bal avastha khel gavanyi jab joban tab maan ghana re jab joban tab maan ghana re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re beet gaye din bhajan bina re bhajan bina re bhajan bina re bhajan bina re
beet gayi hai aadhi raat beet gayi hai aadhi raat chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat kaise kahoon main dil ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat pyaar mera jaage zamaana soya soya pyaar mera jaage zamaana soya soya jhume tere aage deewaana khoya khoya chheen li tune munh ki baat chheen li tune munh ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat jalte huye taaron ke diyon ko bujhaati jalte huye taaron ke diyon ko bujhaati aayi tere angnaa mein chhupti chhupaati de ke mere haathon mein haath de ke mere haathon mein haath chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat aa ke mere dil se guzar mat jaana aa ke mere dil se guzar mat jaana kar to liya vaadaa mukar mat jaana main to rahungi tere saath main to rahungi tere saath jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat
beete huye din kuchh beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh angdaayi mujhe yun aayi angdaayi mujhe yun aayi toot gaya haaye mera ang ang re toot gaya haaye mera ang ang re bedardi ab to aaja aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re haaye mast rang re beete huye din kuchh panchhi re tu kya jaane panchhi re tu kya jaane kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re tanhaayi ab nahin bhaye aaj mere dil mein nayi preet jagi re aaj mere dil mein nayi preet jagi re haaye preet jagi re beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh hmmm hmmm oooooo
bee te huye kuchh din aise hain beete huye kuchh din aise hain tanhaayi jinhen dohraati hai ro ro ke guzarti hain raatein ro ro ke guzarti hain raatein aankhon mein saher kho jaati hai beete huye kuchh din aise hain sharma ke kabhi chuup chhup jaana hans hans ke kabhi chal chal dena chunari ke mulayam kone ko daanton mein daba kar bal dena aawaaz kisi ke hasne ki aawaaz kisi ke hasne ki kaanon mein abhi tak aati hai beete huye kuchh din aise hain takdeer ne humko loot liya unko ye gila hum bhool gaye ae kaash zabaan se keh sakte majboor hain ya hum bhool gaye wo jaane tamanna kya jaane wo jaane tamanna kya jaane kismat jo qayamat dhaati hai beete huye kuchh din aise hain deewaar bani hai majboori wo paas bhi reh kar paas nahin hum pyaas bujha lein aankhon ki itni bhi humein to aas nahin barbaad bhi karti hai duniya barbaad bhi karti hai duniya mujrim bhi humein thehraati hai beete huye kuchh din aise hain tanhaayi jinhen dohraati hai ro ro ke guzarti hain raatein
abhi alvida mat kaho dosto naa jaane kahan phir mulaqaat ho naa jaane kahan phir mulaqaat ho beete huye lamhon ki kasak saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye chehre ye nazren ye java rutt ye hawaayen hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna yaadon ke cheragon ko jalaye huye rakhna lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye saath guzare huye lamhaat ki daulat ye
beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa mile bhi to door se hum koi dekhe ye sitam main to jagu meri taqdeer jaage naa maano sanam kategi ye raat nahin jo hum hi saath nahin maano sanam kategi ye raat nahin jo hum hi saath nahin kya hua jo tera mera saath nahin ye koi baat nahin na bano ziddi ye dete hain gawaahi tere naina beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa khidki khuli chanda nazar aa hi gaya mujhe tadpa hi gaya khidki khuli chanda nazar aa hi gaya mujhe tadpa hi gaya naam tera juba pe lehra hi gaya lab tak aa hi gaya jo labon pe aur wo keh di jo hai dil mein wo na kehna mile bhi to door se hum koi dekhe ye sitam main to jagu meri taqdeer jaage naa raat dhali chandniya zard bhi hai ye hawa sard bhi hai raat dhali chandniya zard bhi hai ye hawa sard bhi hai haan re piya hawa zara sard bhi hai dil mein kuchh
ooooo hoooooo ooooo hoooo hooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani ye subah suhaani hoooo kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo dooor kisi desh sab sitaare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye jaate huye de gaye jaate huye de gaye rutt koi nishaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo daal daal se sab panchhi nikal pade din ke musaafir apne raste chal pade din ke musaafir apne raste pe chal pade baantti phirti hai baantti phirti hai kaliyon mein zindagaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo aye mere dil kuchh bhoola to main nahin ye rang roop pehle dekha hai kahin ye rang roop pehle dekha hai kahin saath le ke aayi saath le ke aayi yaaden kayi puraani ye subah suhaani hoooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani kaliyon ka
beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bhigi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bheegi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa beeti hui batiyaan koi dohraaye bhoole hue naamon se koi to bulaaye chaand ho hoo o ooo chaand ki bindi waali bindi waali ratiyaan jaagi hui ankhiyon mein raat na aayee rainaa beeti na bitayi rainaa yug aate hain aur yug jaaye chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaaye jhuth se kaali laage laage kaali ratiyaan ruthi hui ankhiyon ne laakh manaai rainaa beeti na bitayi rainaa
Hey baby, I got someone and you got someone too Hey baby, but I don''t know what we''re gonna do How can something wrong feel so right C''mon baby, hold on tight Before the night is over We gonna get what we desire Remember what I told ya This could set our hearts on fire Hey baby, we''re old enough to know that it''s a sin Hey baby, the door is open slide on in This feels too good to be true I''ll tell ya what I want to do Before the night is over We gonna get what we desire Remember what I told ya This could set our hearts on fire Before the night is over We gonna get what we desire Remember what I told ya This could set our hearts on fire Before the night is over We gonna get what we desire Remember what I told ya This could set our hearts on fire Before the night is over We gonna get what we desire Before the night Before the night Before the night is over Gonna get what we desire This could set our hearts on fire Before the night Before the night Before the
begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana hai naa dulhan banungi main doli chadhungi mein door kahin baalam ke dil mein rahungi main tum to paraaye ho yunhi lalchaye ho jaane kis duniya se jaane kyun aaye ho jaane kyun aaye ho begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana hai naa lehraati aaun main balkhati jaaun main khadi khadi raste mein paayal bajaaun main palkhen bichhaun main dil mein bulaaun mein samjhe na kuchh bhi wo kitna samjhaun mein kitna samjhaun mein begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana dil ki inn baaton ko mushkil hai samjhaana apna begaana kaun jaana anjaana kaun apne dil se puchho dil ka
saa maaa aaa naaa aaaaa hooo begana vaar unse mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka taqdeer hi se ab ye karamaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho unko to yaad aaye huye muddatein huyi unko to yaad aaye huye muddatein huyi jeene ki wajah aur koi baat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho kya jaanu kyun uljhate hain wo baat baat par kya jaanu kyun ulajhte hain wo baat baat par maqsad kuchh is tark e mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse mulaqaat ho to ho
aa aa aa aa aa aa aa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa takda rawa muyo kujh na kawa haye beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa beh ja mere kol tenu takda rawa takda rawa muyo kujh na kawa haye beh ja mere kol tenu takda rawa mukh te sawer teri zulfa te shaam aye aa aa aaa aaaa mukh te sawer teri zulfa te shaam aye naina vich bhareya sharab wala jaam naina vich bhareya sharab wala jaam tere pichhe dukh saare has ke sawa tere pichhe dukh saare has ke sawa takda rawa muyo kujh na kawa haye beh ja mere kol tenu takda rawa mukh te sawer teri zulfa te shaam aye aa aa aaaa aaaa mukh te sawer teri zulfa te shaam aye naina vich bhareya sharab wala jaam
behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe tomar surer haat ti dhore chalo chole jai jekhane te anondo raag baje go sadai tomar surer haat ti dhore chalo chole jai jekhane te anondo raag baje go sadai kathar fule surer bhramor jethay milan sukhe hase sei asore imon tumi thako bondhu amar pashe chokher dekha jaak furiye khoti kichhu nai sapno dekhar nai simana dekhe jabo tai chokher dekha jaak furiye khoti kichhu nai sapno dekhar nai simana dekhe jabo tai bhalobasai shikhechhe mon tai to shudhui bhalobase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe
behna ne bhai ki kalaai se behna ne bhai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se sansaar baandha hai resham ki dori se resham ki dori se resham ki dori se sansaar baandha hai behna ne bhai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se sansaar baandha hai resham ki dori se resham ki dori se resham ki dori se sansaar baandha hai sundarta mein jo kanhaiyya hai mamta mein yashoda maiyya hai wo aur nahin dooja koi wo to mera raaja bhaiya hai behna ne bhai ki kalaai se hooo behna ne bhai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se sansaar baandha hai resham ki dori se resham ki dori se resham ki dori se sansaar baandha hai mera phool hai tu talvaar hai tu meri laaz ka pehredaar hai tu main akeli kahan is duniya mein mera saara sansaar hai tu behna ne bhai ki kalaai se hooo behna ne bhai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se sansaar baandha hai resham ki dori se resham ki dori se resham ki dori se sansaar baandha hai hamein door bhale
behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga meri gudiya jaisi behna meri gudiya jaisi behna tu to hai iss ghar ka gehna ja ke tu sasural mein apne seeta jaisi ban ke rehna behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga jeevan mein tu sab sukh paana jeevan mein tu sab sukh paana sadaa sukhi sasuraal mein rehna sukh ke us jeevan mein humko bhool na jaana pyaari behna behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga
beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa bas ek nazar more saiyaan haule se pakad mori baiyaan tune mujhpe kiya hai jaadu mohe dil pe raha na kabu kar itna na majboor sajna itna na majboor kyun milkar bhi hai door balma milkar bhi hai door sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa dil dena tu kya jaane zara dekh idhar deewane kuchh yun hi nahin behke hum betaab hai khud bhi mausam hai bheegi bheegi raat sajna bheegi bheegi raat aa sun ja dil ki baat balma sun ja dil ki baat sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Beech Bhanwar Mein Dard (1947) 03:21 38744
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:21   Song Number : 38744   

Beedi Omkara (2006) 05:53 11142
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:53   Song Number : 11142   

Been Na Bajana Ye Jadu Na Jagana Sunehri Nagin (1963) 05:18 37959
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahipal, Helen
Duration : 05:18   Song Number : 37959   

Beena Madhur Madhur Ram Rajya (1943) 04:17 14148
 
Poster of Ram Rajya (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankar Rao Vyas
Singer- 
Saraswati Rane
Duration : 04:17   Song Number : 14148   

Beet Gaye Din Bhajan Bina Re Jagjit Singh 05:23 16406
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:23   Song Number : 16406   

Beet Gayi Hai Aadhi Raat Nache Nagin Baje Been (1960) 03:23 40997
 
Poster of Nache Nagin Baje Been (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Kumkum
Duration : 03:23   Song Number : 40997   

Beete Huye Din Kuchh Aise Hi Hai First Love (1961) 03:17 16809
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:17   Song Number : 16809   

Beete Huye Kuchh Din Aise Mehdi Hassan 04:08 39388
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Year- 
1961
Lyricist
Khwaja Parvez
Music Director- 
M Asharaf
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:08   Song Number : 39388   

Beete Huye Lamhon Ki Kasak Nikaah (1982) 05:59 20208
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Salma Agha
Duration : 05:59   Song Number : 20208   

Beete Nahin Raat Sanam Hum Matwale Naujawan (1961) 03:35 16250
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shekhar, Saida Khan
Duration : 03:35   Song Number : 16250   

Beeti Huyi Raat Ki Sunaati Hai Kahaani Ayaash (1982) 05:05 31035
 
Poster of Ayaash (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Arun Govil
Duration : 05:05   Song Number : 31035   

Beeti Na Bitaye Raina Parichay (1972) 03:21 20209
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:21   Song Number : 20209   

Before The Night Is Over In the Style of Bryan Adams 03:41 10744
 
Poster of Bryan Adams
 
Category
English
Singer- 
Bryan Adams
Duration : 03:41   Song Number : 10744   

Begaani Shaadi Mein Abdulla Deewana Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:39 19232
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Duration : 03:39   Song Number : 19232   

Begana Vaar Unse Hariharan 06:15 38410
 
Poster of Hariharan
 
Category
Hindi Non film
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:15   Song Number : 38410   

Beh Ja Mere Ghulam Ali 08:50 32734
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali, Party
Duration : 08:50   Song Number : 32734   

Behag Jodi Na Hoi Raji Dui Purush (1975) 03:26 14796
 
Poster of Dui Purush (1975)
 
Year- 
1975
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Manna Deyy
Duration : 03:26   Song Number : 14796   

Behna Ne Bhai Ki Kalaai Resham Ki Dori (1974) 04:32 14073
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Dharmendra, Various
Duration : 04:32   Song Number : 14073   

Behna O Behna Adalat (1976) 04:20 18162
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Others
Duration : 04:20   Song Number : 18162   

Beimaan Baalma Ham Sab Chor Hain (1956) 02:46 38132
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Shammi Kapoor
Duration : 02:46   Song Number : 38132   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of