MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel-Badayuni
HomeShakeel-Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koi kamin na ki ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi aate hain zindagi mein ye aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai wo bahaar to nagmein ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoon nikal pade honthon pe hai duwaayein magar dil pe haath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi bhanwara kali se door nahin saath saath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai click here
aaaaa aaaa aaaaa aaaa kal ke sapne aaj bhi aana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana preetam ko bhi saath mein laana kal ke sapne aaj bhi aana aaj bhi din hai madhur suhaana baaj rahi hai mann ki basuriyaa naino ke tatt pe prem ke rath pe laut ke ab to aa jaa sanwariyaa main bhi sunaaun dil ka taraana main bhi sunaaun dil ka taraana kal ke sapne aaj bhi aana aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa jhoomte baadal gaate jharne aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaj kisi ko dhundh rahe hain main to ye jaanun saare nazaare sajna tujhi ko dhundh rahe hain aaj mujhe bhi daras dikhana aaj mujhe bhi daras dikhana kal ke sapne aaj bhi aana meri nagariyaa aa mere rasiyaa dagar dagar main ankhiyaan bichhaun dil mein bitha ke nain mila ke janam janam ki pyaas bhujaaun tohe sikhaun preet nibhana tohe sikhaun preet nibhana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana kal ke sapne aaj bhi aana click here
kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi ik husn saamne tha qayaamat ke roop mein ik khawaab jalwaagar tha haqeeqat ke roop mein chehra wohi gulaab ki rangat liye huye nazren wohi payaam e muhabbat liye huye zulfen wohi ke jaise dhundhal kaa ho shaam kaa aankhen wohi jin aankhon pe dhokha ho jaam ka kuchh der ko tasaali e jazbaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi dekha use to daaman e rukhsaar nam bhi tha wallah uske dil ko kuchh ehsaas e ghum bhi tha the uski hasraton ke khazaane lute huye lab par tadap rahe the phasaane ghute huye kaanten chubhe huye the sisakti umang mein doobi huyi thi phir bhi wafaaon ke rang mein dam bhar ko khatam gardish e haalat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi aye meri rooh e ishq meri jaan e shaayari dil maanta click here
kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya duniya ka ye bhed abhi tak koi samjh nahin paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya jeewan ki naiyaa mein sabhi hain raahi ik manzil ke in hi mein mann ke meet milenge in hi mein dushman dil ke kisi ke dil mein bhari hai nafarat kisi mein pyaar ki maayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya bichhade log bhi mil jaate hain kabhi kabhi jeewan mein khushi ki laharein bhi uthati hain kisi ke dukhiya mann mein kabhi kisi nee khoya jag mein kabhi kisi ne paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya koi moorakh ban ke begaana apno ko thukraaye koi kisi ki khushi ke kaaran raste se hat jaaye koi kinaara chhod ke dhundhe toofaanon ka saayaaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya click here
kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad koi nahin hai poochhne waala koi nahin hai poochhne waala kisko karen hum yaad humaari kaun sune fariyaad phir wo hi aansoo phir wo hi aahen phir wo hi aansoo phir wo hi aahen ghum ke ye din ghum ke ye din ghum ke ye din hum kaise bitaayen chhoot gaye is qaid se phir bhi chhoot gaye is qaid se phir bhi ho na sake aazaad humaari kaun sune fariyaad loot liya takdeer ne humko loot liya takdeer ne humko aag lage aag lage aag lage is julm o sitam ko toot gayin sab dil ki ummeeden toot gayin sab dil ki ummeeden ho ke rahe barbaad humaari kaun sune fariyaad kaun sune fariyaad humaari kaun sune fariyaad click here
khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega na dekha jaayega khun e tamanna na dekha jaayega khun e tamanna teri mehfil se ab jaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na tha maaloom aayenge ye din bhi na tha maaloom aayenge ye din bhi kabhi rona kabhi gaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega bhula de haan bhula de yaad unki bhula de haan bhula de yaad unki yehi ab dil ko samjhaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na niklenge agar armaan dil ke na niklenge agar armaan dil ke yun hi ghut ghut ke mar jaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega click here
khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaaati hai khamosh hai khewanhaar mera khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai zinda hoon magar abb jeene kee ummeed bhi tooti jaati hai khamosh hai khewanhaar mera saahil ki tamanna thi mujhko majhdhaar mein beda ja pahuncha jeene ki duaayen kya maangun paani toh gale tak aa pahuncha dil dhundh raha hai duniya ko duniya hai ke chhooti jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera ghum apna zubaan tak laa na sakun sansaar ko munh dikhla na sakun ghutta hai jo dam rukte hain kadam badhte hain kadam rukte hain kadam ghutta hai jo dam rukte hain kadam manzil ki taraf bhi jaa na sakun bhatka huwa raahi jaan ke abb takdeer bhi roothi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera charnon mein hai tere laaj meri sun aaj zara fariyaad meri tu door nahin majboor nahin nagri hai magar barbaad meri kya yunhi gareebon ki duniya sansaar mein looti click here
khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaa jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke baajegi more ghar shahnaayi baajegi more ghar shahnaayi laayenge dolaa more kanhaayi laayenge dolaa more kanhaayi jhomega manwaa royengi ankhiyaan laagegi apni hi duniya paraayi aayenge mohe yaad din bachpan ke aayenge mohe yaad din bachpan ke jaaungi sasuraal dulhan ban jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa aahein bharenge paiyaan padenge binti karenge wo saari umariyaa karoongi pee se baat main tan tan ke karoongi pii se baat main tan tan ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj click here
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo click here
kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten kabhi hum kahenge unse kuchh dil ki baaten kabhi milke gayenge tarane wafa ke kisi ki mohabbat mein yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi mohabbat ki shamma yun hi dil mein jalegi isse kya bujhayenge jhonke hawa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil oooo kahin pyar kanta banke chubhata hai dil mein muhabbat nibhayenge hum muskura ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh click here
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao click here
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin click here
aaaa kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam oh oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam jalwa hai tera harsu aankhon mein hai tu hi tu hothon pe tere naghme saanson mein teri khushboo jo bhi ada hai teri qaatil hai ha aaaaaa ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram nazron mein shokhi jhoome pairon ko paayal choome dil waale dil ko thaame lehra ke jab tu ghoome koi deewaana koi ghayal hai ha aaaaaa ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram o jaan e jaana dilbar sadke bahaarein tujh par jaaye ab koi kaise mehfil se teri uthkar sab ki khushi ki yehi manzil hai aa aaa kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram ho oooo kya rang e mehfil click here
bana ke mera muqaddar bigaadne waale jawaab de o mera ghar ujaadne waale kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri mujhko tadpaati hai din raat nishaani teri kya mujhe toone rulane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa kya huyi mujhse khata ye to zara batlaaja ya ye keh de ke dikhane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi click here
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya click here
laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade tadpat tadpat yaad mein teri nain mere bhar aaye nain mere bhar aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi bhool gaya kyun o harzaai jaa ke des paraaye jaa ke des paraaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa click here
lagan more mann ki balam nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane laaj ki maari main to munh se na bolun munh se na bolun bhed kisi se kabhi dil ke na kholun dil ke na kholun thes jiyaa pe laage eeeee thes jiyaa pe laage chhup chhup ro lun chhup chhup ro lun tadap birhan ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane doob na jaaye kahin aashaa ke taare aashaa ke taare nain chura ke haay saiyaan humaare saiyaan humaare neha lagaane gaye eeeee neha lagaane gaye sautan dwaare sautan dwaare kadar nirdhan ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane click here
haan laagi naahi chhuteee raama chaahe jeeya jaaye ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna hooo tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re preet nahin koi kaachi dori aaj bandhai piya aur kal todi laaj umar bhar rakhiyo mori karun ghadi palchhin main tori rathna hooo karun ghadi palchhin main tori rathna ji zara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re tu bichhde to mora jee ghabraaye raam kare na kabhi wo din aaye thaam ke dil ko karen hum haaye dekho kabhi toote naa mora sapna hooo dekho kabhi toote naa mora sapna ji jara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna click here
haye laayi hai hazaaron rang holi koi tann ke liye koi mann ke liye koi tann ke liye koi mann ke liye koi toh maare hai bhar pichkaari koi rang daare nazar matwaari ho o o koi bheege badan hichkoli ki click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaisi Haseen Aaj Aadmi (1968) 04:47 12550
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Manoj Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 12550   

Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aadmi (1968) 03:52 20736
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:52   Song Number : 20736   

Kal Raat Zindagi Se Palki (1967) 06:09 13904
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 13904   

Kaun Apna Kaun Paraya Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:23 13536
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:23   Song Number : 13536   

Kaun Sune Fariyaad Dulari (1949) 03:50 39420
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:50   Song Number : 39420   

Khabar Kya Thi Ke Chandni Raat (1949) 03:28 37851
 
Poster of Chandni Raat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:28   Song Number : 37851   

Khamosh Hai Amar (1954) 04:44 19905
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:44   Song Number : 19905   

Khile Hain Sakhi Aaj Grahasti (1963) 03:08 32094
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Shubha Khote, Indrani Mukharji
Duration : 03:08   Song Number : 32094   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790   

Kisi Ki Mohabbat Mein (Part I ) Kaise Kahoon (1964) 04:58 32484
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Nanda
Duration : 04:58   Song Number : 32484   

Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 15735
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 15735   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795   

Kya Rang e Mehfil Hai Dil Diya Dard Liya (1966) 03:43 40228
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehman, Waheeda Rehman
Duration : 03:43   Song Number : 40228   

Kya Yunhi Ruth Ke Door Ki Awaz (1964) 03:39 13174
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 13174   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   

Laage Naa Mora Jiyaa Ghunghat (1960) 03:25 13281
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 13281   

Lagan More Man Ki Babul (1950) 03:11 20184
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 20184   

Lagi More Man Ki Shabab (1954) 03:22 38595
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamsad Begum
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Vyas
Duration : 03:22   Song Number : 38595   

Layi Hai Hazaron Rang Phool Aur Patthar (1966) 06:12 20315
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 06:12   Song Number : 20315   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni