Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein khil jaaye soyi kaliyaan haye kaliyaan baharen aaye sooni bagiyan mein yeh kaise achanak bina koyi aahat chale aaye ho tum mere zindagi mein tumhe aaj pakar main sab kuchh bhula kar magan ho ke doobi huyi hoon khushi mein itne hi rang salone haye salone bhar gaye hain mere khali daman mein main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein kabhi tum sahara banoge hamara main ye baat kal tak nahin maanti thi magar aaj kaise yeh lagta hai jaise main har ek janam mein tumhen janti thi lagta hai saari duniya saari duniya dhal gaye hai saj ke jaise kanchan mein main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein
uiiii main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya hurrrrrrrrrr pehle dil ka khel kheli ab pukaare padi akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha humra kaajal humra teeka jiyara jaaye kaahe kisi ka dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de zehar tera main utaarun mujhe chadhe to kise pukaarun dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya dekho kaise jal raha mera gora ang hai gori tere nakhre ka ye bhi naya rang hai dekho kaise
main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen gaadi mein romance karen tu mera husband main teri wife jo main kahun tu karega right phir door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen tere badan ki khushboo mujhko uda le jaaye baahon mein teri aake saara jahaan bhool jaayen dekh zara aage tu koi khatra lagta hai are khatra nahin re rasta to saaf suthra lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen raste mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen jhoomti thandi lehren kya keh rahin hain tumse aaoge kab humein milne poochh rahin hain humse kya beete tere man mein tujhe kaisa lagta hai are main kya bolun mujhko to idea achchha lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen paani mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen disco ki baat na poochho
main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa teri meethi meethi baaton mein kho jaaun jaise lehar lehar mein aise ek ho jaaun teri meethi meethi baaton mein kho jaaun jaise lehar lehar mein aise ek ho jaaun mera sab kuchh ho gaya tera tera sab kuchh hua meraa main teri hoon jaanam tu mera jiaa judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa mila pyaar ka humko mauka ye sunehara na to koi diwaar na koi peharaa mila pyaar ka humko mauka ye sunehara na to koi diwaar na koi peharaa ji bharke pyaar karenge darr humko nahin jaraa main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa main tere sang tufaa mein bhi beh jaaun main tere sang sholon par bhi reh jaaun main tere sang tufaa mein bhi beh jaaun main tere sang sholon par bhi reh jaaun teri baahen mera saahil saahil ki jarurat kya
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re saat rang saat sur aaj mile saath re bajne lagi baansuri jamne lagi baat re hooooo bheegi bheegi pawan saari bheegi bheegi pawan saari ke aayi holi aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re aaj koi unko bhi bhej de sandesh re raah take dulhaniyaa jaane ko pardesh re hoooo aayi aayi re yaad aayi aayi aayi re yaad aayi ke aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re pyaar se gale milo bhed bhaav chhod do lok laaj ki deewaar aaj sanam tod do rahe daaman na koi khali rahe daaman na koi khali ke aayi hole aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re
man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re tu kaahe na dheer dhare iss jeevan ki chadhti dhalti dhoop ko kiss ne baandha rang pe kiss ne pehre daale roop ko kiss ne baandha kaahe ye jatan kare man re tu kaahe na dheer dhare utna hee upkaar samajh koi jitna saath nibhaa de janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de koi na sang mare man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare ho man re tu kaahe na dheer dhare
hmmm manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo marzi hai are aaj kahin baahar khaana khaayen wo kahegi nahin sahab theek aath baje ghar waapas aa jaayen kitaab liye haath mein aap chain se baithe hain mem saab puchhengi kyun ji humse roothe hain kabhi kisi bhi naari se kar lo do baatein wo kahe inhi se hoti hain kya chhup ke mulaqaatein aji tauba bevaqufi ki hai shaadi inteha har aurat apna soche auron ki nahin parvaah kyun theek nahin kaha maine jo ji mein aaye wo karo kabhi shaadi na karo manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo zara sochiye aaraam se aap ye jeevan jee rahe hain pasand ka kha rahe pasand ka pee rahe hain achchha bhala ghar hai lekin kya karen aap se juda hai shauk begam sahab ka aate hi kahe suniye ji har cheez ko badlo pehle parde phir sofa phir apna huliya badlo aji maana tanhai se kabhi dil ghabraayega jeevan saathi ki zarurat mehsoos karaayega lekin is ghabraahat mein jo shaadi kar
zameen bhi chup aasmaan bhi chup hai kisi ki duniyaa ujad rahi haiiiii bata aye maalik ye kaisi kismat jo bante bante bigad rahi hai masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye sehlaa ke zakhm mere behlaa diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa sau sau sitam uthaaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne
har nayi raat naya dard liye aati hai neend aankhon se bahut door huyi jaati hai mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja taare chamak ke apni manzil ko ja rahe hain manzil ko ja rahe hain manzil ki yaad mein hum aansu baha rahe hain aansu baha rahe hain aur raaste sahi hain ae ashk baar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja nazren churaane waale nazren zara uthana nazren zara uthana seekha kahaan se toone ulfat mein dil jalaana ulfat mein dil jalaana ae dil jalaane waale kehta hai pyaar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja
maayoos to hoon waade se tere kuchh aas nahin kuchh aas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya jis ghum kaa taaalluq ho tujhse vo raas nahin aur raas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri tasveer jhalakti hai teri palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri deedaar ki pyaasi aankhon ko ab pyaas nahin aur pyaas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere
meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma bholi bhaali teri ye ada saari duniya ispe fida hum bhi to tere matwaale hain piya bhari mehfil mein lo keh diya meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma humsafar hamdum o hamnava tere bina jeena hai saza isiliye tu lage sabse juda mujhe duniya mein o re dilruba meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma subah ki tu pehli kiran kabhi raat ka tu reshmi badan din ho ya raat mujhe teri har baat jahan bhar se pyaari lage meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma
mehfil se uth jaane waalon tum logon par kya iljaam tum aabaad gharon ke baasi main aawara aur badnaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam mere saathi khaali jaam do din tumne pyaar jataaya do din tumse mel raha achchhaa khaasa waqt kata aur achchhaa khaasa khel raha ab uss khel ka zikr hi kaisa waqt kata aur khel tamaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tumne dhundhi sukh ki daulat maine paala ghum ka rog kaise banta kaise nibhta ye rishta aur ye sanjog maine dil ko dil se tola tumne maange pyaar ke daam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tum duniyaa ko behtar samjhe main paagal tha khaar hua tum ko apnaane nikla tha khud se bhi gezaar hua dekh liya ghar phoonk tamaasha jaan liya apna anjaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam
mehlon ka raaja mila ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi mehlon ka raaja mila ke raani beti raaz karegi galiyon galiyon dhoom machegi galiyon galiyon dhoom machegi kaandhe kaandhe doli chalegi doli mein dolega jiyaa doli mein dolega jiyaa ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi jiss ghar jaaye swarg banaa de jiss ghar jaaye swarg banaa de donon kul ki laaj nibha de yahi baabul ji denge duwaa yahi baabul ji denge duwaa ke raani beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi beti to hai dhan hi praayaa beti to hai dhan hi praayaa paas apne koi kab rakh paayaa bhaari karna naa apna jiyaa bhaari karna naa apna jiyaa tumhaari beti raaz karegi khushi khushi kar do bida tumhaari beti raaz karegi mehlon ka raaja mila
mere dil ki dhadkan kya bole kya bole mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane chali gayi raat madbhari hawaaon ke dole pe ho ke sawaar de gayi chaand ki pari nigaahon ko sapnon kaa paagal khumaar humen kisne diye yeh nazraane kaun jaane main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mehki thi raat ki raani khile the gagan mein chameli ke phool puchha maine kaan mein tumse muhabbat hai kaisi mazedaar bhool main tumse lagi kyun sharmaane kaun jaane main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole main jaanun aur tu jaane main
mere dil mein jo hota hai tere dil mein hota hai kya hota hai to ye pyaar hai iqraar hai haan thoda kuchh hota to hai jaane kyaaa kiske liye kya iska naaaam main hoon mushkil mein mere dil mein jo hota hai tere dil mein haan hota hai kya hota hai to ye pyaar hai iqraar hai haan thoda kuchh hota to hai jaane kyaaa kiske liye kya iska naaaam main hoon mushkil mein apni mushkil ko aasaan kar lo aankhon mein jhaanko pehchaan kar lo iss dosti ko kuchh naam de do aagaaz de do anjaam de do tum jo chaahe isko samjho jo samjho wo mujhse keh do mujhko kahaan inkaar hai iqraar hai kuchh to bata do apni zubaani hum jod lenge aage kahaani bechain si hai kya zindagaani bas pyaar ki hai ye hi nishaani aisa hai to aisa to hai rehne bhi do jaane bhi do kuchh aur to kehna abhi dushwaar hai kar do nazar se koi ishaara kya faislaa hai bolo tumhara apne dilon ko aise naa todo kismat ki baaten kismat pe chhodo mausam bhi hai fursat bhi hai aao mil ke jhoome gaayen hum phir kabhi
hmmm hmmm mere paas aavo mere doston ek kissa suno mere paas aavo mere doston ek kissa suno ghane jungalon se gujartaa hua kahin jaa raha tha ghane jungalon se gujartaa hua kahin jaa raha tha chala jaa raha tha main darta hua hanumaan chaalisa padhta hua lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa meri aankhen tere sapne din raat dekhen meri aankhen tere sapne din raat dekhen chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon meri aankhen tere sapne din raat dekhen chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon shukriya uss khuda ka mujhe tum se jisne milaya ek tujhe paane ko maine apna sab kuchh lutaya tujh par apni jaan bhi doon jaan to kya imaan bhi doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon koi tum sa hansi to iss jahaan mein maine na paaya ye karam hai tumhara mujhe tumne dil se lagaya phool pe shabnam ke daane gir ke lage ye parmane chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon zindagi ke safar mein mushkilen bhi aayengi dilbar mushkilon mein hi saathi maine jeena seekha hai hans kar shamma se mil kar parvane kahenge apne afsaane chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon meri aankhen tere sapne din raat dekhen meri aankhen
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Kaun Sa Geet Dillagi (1978) 03:03 13124
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:03   Song Number : 13124   

Main Kunwari Albeli Babu (1985) 05:39 39219
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 39219   

Main Tera Husband Shriman Shrimati (1982) 04:20 39215
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Rajesh Roshan
Duration : 04:20   Song Number : 39215   

Main Teri Hoon Janam Khoon Bhari Maang (1988) 06:27 18772
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi, Sonu Walia
Duration : 06:27   Song Number : 18772   

Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 03:19 12867
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:19   Song Number : 12867   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Mal De Gulaal Kaamchor (1982) 04:38 13479
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 04:38   Song Number : 13479   

Man Re Tu Kaahe Na Dheer Dhare Chitralekha (1964) 03:19 12184
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12184   

Manmaani Se Hargiz Na Daro Man Pasand (1980) 03:31 39435
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:31   Song Number : 39435   

Masoom Dil Ki Haan Pe Mashuqa (1953) 03:26 31076
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Suraiya, Kuldeep Kaur, Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 31076   

Mat Chhed Zindagi Raag Rang (1952) 03:51 37610
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:51   Song Number : 37610   

Mayoos To Hoon Waade Se Tere Barsaat Ki Raat (1960) 03:13 39296
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Duration : 03:13   Song Number : 39296   

Meet Mere Mann Ke Unees Bees (1980) 04:09 36984
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:09   Song Number : 36984   

Mehfil Se Uth Jaane Waalon Dooj Ka Chaand (1964) 03:20 13160
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:20   Song Number : 13160   

Mehlon Ka Raaja Mila Anokhi Raat (1968) 03:21 16201
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shahida
Duration : 03:21   Song Number : 16201   

Mere Dil Ki Dhadkan Anhonee (1952) 03:04 40460
 
Poster of Anhonee (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 40460   

Mere Dil Mein Jo Hota Aap Ke Deewane (1980) 06:16 12585
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 06:16   Song Number : 12585   

Mere Paas Aao Mere Mr Natwarlal (1979) 05:19 13782
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 05:19   Song Number : 13782   

Meri Aankhen Tere Sapne Aakhri Insaaf (1980) 06:24 37519
 
Poster of Aakhri Insaaf (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Zarina Wahab, Ranjeet
Duration : 06:24   Song Number : 37519   

Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 03:13 20940
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 03:13   Song Number : 20940   
Karaoke Songs of Roshan, Sad Songs of Roshan, Love Songs of Roshan, Dance Songs of Roshan, Hip-hop songs of Roshan, Best songs of Roshan, Super hit songs of Roshan, hit songs of Roshan, duet songs of Roshan, solo songs of Roshan, old songs of Roshan, famous songs of Roshan, Hindi Karaoke Songs of Roshan, Hindi Sad Songs of Roshan, Hindi Love Songs of Roshan, Hindi Dance Songs of Roshan, Hindi Hip-hop songs of Roshan, best Hindi songs of Roshan, super hit Hindi songs of Roshan, hit Hindi songs of Roshan, duet Hindi songs of Roshan, solo Hindi songs of Roshan, old Hindi songs of Roshan, famous Hindi songs of Roshan, Sing Along Songs of Roshan, Sing Along Sad Songs of Roshan, Sing Along Love Songs of Roshan, Sing Along Dance Songs of Roshan, Sing Along Hip-hop songs of Roshan, Sing Along Best songs of Roshan, Sing Along Super hit songs of Roshan, Sing Along hit songs of Roshan, Sing Along duet songs of Roshan, Sing Along solo songs of Roshan, Sing Along old songs of Roshan, Sing Along famous songs of Roshan