Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit%20Singh%20
HomeJagjit%20Singh%20
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sach ye hai bekaar humein ghum hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai dhalta suraj phaila jangal rastaa gum dhalta suraj phaila jangal rastaa gum hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hoooo ghairon ko kab fursat hai dukh dene ki jab hota hai koi humdam hotaa hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai zakhm to humne in aankhon se dekhe hain ho oo zakhm to humne in aankhon se dekhe hain logon se sunte hain marham hotaa hai logon se sunte hain marham hotaa hai zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai
sachchi baat kahi thi maine sachchi baat kahi thi maine logon ne sooli pe chadhaya mujhko zehar ka jaam pilaya phir bhi unko chain na aaya sachchi baat kahi thi maine le ke jahan bhi waqt gaya hai zulm mila hai zulm saha hai sach ka ye inaam mila hai sachchi baat kahi thi maine sabse behtar kabhi na banna jag ke rahbar kabhi na banna peer payambar kabhi na banna sachchi baat kahi thi maine chup rah kar waqt guzaaro sach kahne pe jaan mat waro kuchh to seekho mujhse yaaro
sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main bikhraa pada hai tere hi ghar mein tera wajood bikhraa pada hai tere hi ghar mein tera wajood beqaar mehfilon mein tujhe dhundhtaa hoon main beqaar mehfilon mein tujhe dhundhtaa hoon main kya jaane kiss adaa se liya tune mera naam kya jaane kiss adaa se liya tune mera naam duniyaa samjh rahi hai ke sab kuchh tera hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main le mere tajurbon se sabak aye mere raqeeb le mere tajurbon se sabak aye mere raqeeb do chaar saal umr mein tujhse bada hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main
samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne charagon ko jalane mein jala li ungliyan humne samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne koi titli hamaare pass aati bhi to kya aati koi titli hamaare pass aati bhi to kya aati sajaye umr bhar kaagaj ke phool aur pattiyan humne charagon ko jalane mein jala li ungliyan humne samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne yun hi ghut ghut ke mar jaana hamen manzoor tha lekin yun hi ghut ghut ke mar jaana hamen manzoor tha lekin kisi kamzarf par zaahir na ki majbooriyan humne charagon ko jalane mein jala li ungliyan humne samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne hum us mehfil mein bas ik baar sach bole the ae wali hum us mehfil mein bas ik baar sach bole the ae wali zaban par umr bhar mehsoos ki chingariyan humne charagon ko jalane mein jala li ungliyan humne samajhte the magar phir bhi na rakhi dooriyan humne
sarakti jaaye hai sarakti sarakti sarakti ee ee ee eee sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista jawan hone lage jab wo to humse kar liya parda jawan hone jawan hone jawan hone lage jab wo to humse kar liya parda hayaa yaklakht aayi aur shabaab aahista aahista sawaale wasl par unko udu ka khauff hai itna khauff hai itna khauff hai itna khauff hai itna sawaale wasl par unko udu ka khauff hai itna dabe honton se dete hain jawaab aahista aahista dabe honton se dete hain jawaab aahista aahista humaare aur tumhaare pyaar mein bas farq hai itna humaare aur tumhaare pyaar mein bas farq hai itna idhar to jaldi jaldi hai udhar aahista aahista idhar to jaldi jaldi hai udhar aahista aahista humaare aur tumhaare pyaar mein bas farq hai itna idhar to jaldi jaldi hai udhar aahista aahista wo bedardi se sar kaate ameer aur main
sarveshvari jagdishvari sarveshvari jagdishvari he maatri roop maheshvari mamataamayi karunaamayi mamataamayi karunaamayi he maatri roop maheshvari jagajivani sanjivani samast jivaneshvari he maatri roop maheshvari sarveshvari jagadishvari sarveshvari jagadishvari he maatri roop maheshvari kripaalini jagataarini pratipal bhuvan hrdayeshvari he maatri roop maheshvari sarveshvari jagdishvari sarveshvari jagdishvari he maatri roop maheshvari tamahaarini shubhkaarini manamohani vishveshvari he maatri roop maheshvari sarveshvari jagdishvari sarveshvari jagdishvari he maatri roop maheshvari mamataamayi karunaamayi mamataamayi karunaamayi he maatri roop maheshvari sarveshvari jagdishvari sarveshvari jagdishvari he maatri roop maheshvari
seene mein sulagte hain armaan seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kahaan le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoo baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hai naa dil ke armaan hain ab dil hai naa dil ke armaan hain bas main hoon meri tanhaayi hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koi humko na koi shikaayat duniya se eeee do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi qismat ne thokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ek aisi aag lagi man mein jeene bhi naa de marne bhi naa dee eeeee chup hoon to kaleja jalta hai chup hoon to kaleja jalta hai bolun to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kahaan le aayi hai seene mein sulagte hain armaan
shaam se aaj saans bhaari hai beqaraari hai beqaraari hai aapke baad har ghadi humne aapke saath hi guzaari hai sehma sehma dara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai ishq mein aur kuchh nahin hota ishq mein aur kuchh nahin hota aadmi banwara sa rehta hai aadmi banwara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai ek pal dekh loon to uthta hoon ek pal dekh loon ek pal dekh loon to uthta hoon jal gaya sab zara sa rehta hai jal gaya sab zara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai chaand jab aasmaan pe aa jaaye chaand jab aasmaan pe aa jaaye aapka aasra sa rehta hai aapka aasra sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai
shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai shaam se aankh mein nami si hai dafn kar do hamein ke saans mile dafn kar do hamein ke saans mile nabz kuchh der se thami si hai nabz kuchh der se thami si hai aaj phir aapki kami si hai waqt rehta nahin kahin tik kar waqt rehta nahin kahin tik kar iski aadat bhi aadmi si hai iski aadat bhi aadmi si hai aaj phir aapki kami si hai koi rishta nahin raha phir bhi koi rishta nahin raha phir bhi ek tasleem laazmi si hai ek tasleem laazmi si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai
shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai shaam se shaam se shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai shaam se aankh mein nami si hai dafan kar do humen ke saans mile dafan kar doooo ayeeeee aaaaaaaaaaa dafan kar do humen ke saans mile nabz kuchh der se thami si hai nabz kuchh der se thami si hai aaj phir aapki kami si hai shaam se aankh mein nami si hai waqt rehta nahin kahin tik kar waqt rehta nahin kahin tik kar waqt rehta nahin kahin tik kar iss ki aadat bhi aadmi si hai iss ki aadat bhi aadmi si hai iss ki aadat bhi aadmi si hai shaam se aankh mein nami si hai koi rishta nahin raha phir bhi koi rishta nahin raha phir bhi ek tasveer laazmi si hai ek tasveer laazmi si hai aaj phir aapki kami si hai shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai
shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle haan mere deeda e tar khoob baras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam badh gayin aur bhi peene ki hawas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon unki yaadon ne sataaya hai to bas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras
shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya
heyyyy aaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyy aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa hey aaaaa aaaaa aaaaa aaaa heyyy maaaaeeee riiiiiiiii shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta sach munh se nikal jaata hai sach munh se nikal jaata hai koshish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta girti huyi deewaar kaa hamdard hoon lekin girti huyi deewaar kaa hamdard hoon lekin chadhte huye sooraj ki chadhte huye sooraj ki parishtish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta maathe ke pasine ki mehak aaye naa deh se wo khoon mere jism mein wo khoon mere jism mein gardish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta shola hoon humdardi e ehbaab se darta hoon mujaffar humdardi e ehbaab se darta hoon mujaffar main zakhm to rakhtaa hoon main zakhm to rakhtaa hoon numaaish nahin karta shola hoon bhadakne ki gujarish nahin karta sach munh se nikal jaata hai koshish nahin karta
socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi nahin socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi nahin maanga khuda se raat din maanga khuda se raat din tere siwa kuchh bhi nahin socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi nahin dekha tujhe socha tujhe chaaha tujhe pooja tujhe dekha tujhe socha tujhe chaaha tujhe pooja tujhe meri khata meri wafaa teri khata kuchh bhi nahin maanga khuda se raat din tere siwa kuchh bhi nahin socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi nahin jiss par humari aankh ne moti bichhaye raat bhar jiss par humari aankh ne moti bichhaye raat bhar bheja wahi kaagaz use humne likha kuchh bhi nahin maanga khuda se raat din tere siwa kuchh bhi nahin socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi nahin ik shaam ki dehliz par baithe rahe wo der tak ik shaam ki dehliz par baithe rahe wo der tak aankhon se ki baaten bahot munh se kaha kuchh bhi nahin maanga khuda se raat din tere siwa kuchh bhi nahin socha nahin achchha bura dekha suna kuchh bhi
suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke unse mulaqaat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke unse mulaqaat hogi hamein kya pata tha hamein kya khabar thi na ye baat hogi na wo baat hogi hamein kya pata tha hamein kya khabar thi na ye baat hogi na wo baat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo wo kehte hain humse nigahein mila lo main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo wo kehte hain humse nigahein mila lo nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon nigahon mein kya baat hogi nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon nigahon mein kya baat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein hamein khinchkar ishq laya hai tera tere dar pe hum ne lagaya hai dera hamein khinchkar ishq laya hai tera tere dar pe hum ne lagaya hai dera hamein hoga jab tak na deedar tera hamein hoga jab tak na deedar tera
sunte hain ke mil jaati hai har cheez dua se ik roz tumhain maang ke dekhenge khuda se sunte hain duniya bhi mili hai ghum e duniya bhi mila hai duniya bhi mili hai ghum e duniya bhi mila hai wo kyun nahin milta jise maanga tha khuda se wo kyun nahin milta jise maanga tha khuda se sunte hain ke mil jaati hai har cheez dua se ik roz tumhain maang ke dekhenge khuda se aaine mein wo aaine mein wo apni adaa dekh rahe hai aaine mein wo aaine mein wo apni adaa dekh rahe hai marr jaaye marr jaaye ke jee jaaye koi unki balaa se sunte hain ke mil jaati hai har cheez dua se ik roz tumhain maang ke dekhenge khuda se
tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jaao tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jaao ye mausam bhi badal jaaye agar tum milne aa jaao tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jaao mujhe ghum hai ke maine zindagi mein kuchh nahin paaya mujhe ghum hai mujhe ghum hai ke maine zindagi mein kuchh nahin paaya ye ghum dil se nikal jaaye agar tum milne aa jaao ye ghum dil se nikal jaaye agar tum milne aa jaao ye duniyaa bhar ke jhagde ghar ke kisse kaam ki baaten ye duniyaa bhar ke jhagde ghar ke kisse kaam ki baaten balaa har ek tall jaaye agar tum milne aa jaao ye mausam bhi badal jaaye agar tum milne aa jaao tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jaao nahin milte ho mujhse tum to sab humdard hai mere nahin milte nahin milte ho mujhse tum to sab humdard hai mere zamaana mujhse jal jaaye agar tum milne aa jaao tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jaao ye mausam bhi badal jaaye agar tum milne aa jaao tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa
tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge jab tak aansun paas rahenge tab tak geet sunaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do chaar kitaaben padh kar wo bhi hum jaise ho jaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai hum jab thak kar ruk jaayenge auron ko samjhayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai hum to uss din raaye denge jis din dhoka khayenge
Tasveer Banata Hoon
tera chehra hai aaeene jaisa tera chehra hai aaeene jaisa kyun naa dekhun hai dekhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum kaho to main poochh loon tumse tum kaho to main poochh loon tumse hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin naa milega koi mere jaisa naa milega koi mere jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle pal nahin hai wo bhulne jaisa pal nahin hai wo bhulne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sach Ye Hai Bekaar Humein Jagjit Singh 05:38 38976
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 38976   

Sachchi Baat Kahi Thi Maine Jagjit Singh 03:54 37480
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:54   Song Number : 37480   

Sadma To Hai Mujhe Bhi Ke Tujh se Judaa Hoon Main Jagjit Singh 04:12 16000
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:12   Song Number : 16000   

Samajhte The Jagjit Singh 05:46 18821
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:46   Song Number : 18821   

Sarakti Jaye Hai Rukh Se Naqab Aahista Aahista (Live) Jagjit Singh 08:46 14690
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:46   Song Number : 14690   

Sarveshwari Jagdishwari He Maatri Roop Maheshwari Jagjit Singh 05:15 40433
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:15   Song Number : 40433   

Seene Mein Sulagte Hain Jagjit Singh 05:14 37008
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Anil Biswas, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:14   Song Number : 37008   

Sehma Sehma Jagjit Singh 06:03 39298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 39298   

Shaam Se Aankh Mein Jagjit Singh 05:05 16816
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:05   Song Number : 16816   

Shaam Se Aankh Mein (Live) Jagjit Singh 07:17 18236
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:17   Song Number : 18236   

Shayad Aa Jaayega Saaqi Ko Jagjit Singh 07:01 16001
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:01   Song Number : 16001   

Shayad Main Zindagi Ki Sehar Jagjit Singh 06:58 18275
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:58   Song Number : 18275   

Shola Hoon Jagjit Singh 07:09 15990
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 15990   

Socha Nahin Achchha Bura Jagjit Singh & Chitra Singh 06:03 15968
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:03   Song Number : 15968   

Suna Tha Ke Wo Aayenge Anjuman Mein Jagjit Singh 07:17 31534
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:17   Song Number : 31534   

Sunte Hain Ke Mil Jaati Hai Har Cheez Dua Se Jagjit Singh 03:26 31533
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:26   Song Number : 31533   

Tamanna Phir Machal Jaaye Jagjit Singh 05:52 15122
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:52   Song Number : 15122   

Tanha Tanha Hum Ro Lenge Jagjit Singh 07:34 15123
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:34   Song Number : 15123   

Tasveer Banata Hoon Jagjit Singh 06:03 38316
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 38316   

Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa Jagjit Singh 04:50 17857
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:50   Song Number : 17857