Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDholna
HomeDholna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa haa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne aa aaa aa dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse humaari maut haan haan haan humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse aaaaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao aaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse ke dil ki baat haan haan haan ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse aa aa aaaa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aaaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar jhootha hai wahi main hoon wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein samajh lo dekhne waalo yeh duniya kaisi duniya hai dil e nadaan woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi jahaan laakhon diye jalte the uss ghar mein andhera hai wahi main hoon woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga bharosa kar ke tum par maine apna chain khoya hai dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar
dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa ab wo haseen nahin to sitaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb main unse door unke nazaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo guzri huyi haseen bahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar tere bagair tere ishaaron ko kya karun jab paas
dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana pyaar koyi jo kare duniya kare haaye haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala kehne laga wo teri akhiyon ka main hoon matwaala maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi ere putti powaayi innechi ninne unn tumma milam terunne innechi ninne aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni jaan bacha haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila kehne laga wo tere saamne to chanda bhi hai maila maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi tumi je aamaar ogo tumi je aamaar kane kane shudhu ek baar bolo tumi je aamaar sufigoooo ooo oooo oooooooo duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni
oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana kehta raha dil sunte rahe hum daastaane ghum teri muhabbat mein aise rahe hum laakhon sitam ban gaya ek fasaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana uthati jawaani mein dil jo lagaaye chain na paaye dil ja ke pehlu pe wapas na aaye haaye re haaye pichhe pade hai pachhatana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana mil na sake haaye do dil bechaare kismat ke maare yaad aa rahe hain jo din gujaare saath tumhare haaye wo gujra zamaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana
dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam ho gaya mushkil chhupaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi bhool baitha jagmagaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana kal talak hum phir rahe the thokren khate huye kal talak hum phir rahe the thokren khate huye mil gaya dil ko thikaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana
sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara ajab shaam hai ye pyaar ki pehlun mein sabke yaar hai ajab raat hai zazbaat ki dil mein pyaar hi pyaar hai yeh pyaar tumhaara yeh pyaar humaraa hai khoob nazaara zamaana ussi ka hai saara zamaana ke jisne bhi seekha hai pyaar nibhaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa kadam aayen hain uss mod pe hum tum hai jahaan saamne nazar se nazar karne ab lagi baaten bade hi raaz se yeh raaz tumhaara yeh naaz humaraa kare hai kya ishaara nishaane pe dil hai ke dil pe nishaana deewana hai apni hi dhun mein deewana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar
dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara mausam bahaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara mausam bahaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara pehli mulaakaat mein main toh teri ho gayi tere hi khayaalon mein saathiya main kho gayi chaahta hoon aaj main saare bhed khol doon ab talak na jo kaha aaj tujhse bol doon matlab ishaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara maang teri bhar doon main zulf ko sanwaar doon jitna tu kahe sanam utna tujhko pyaar doon hoooooo aaa tere mere pyaar ka ek naya sansaar ho farsh ho armaanon ka sapnon ki deewaar ho aangan sitaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun
dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye adaayein teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye adaayein teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye nigaahen teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru mauka dil ne diya hi nahin pyaar hua kab pataa nahin banke muqaddar tum aaye kahin nazar na lag jaaye jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye nigaahen teri kar gayin
aaaa aaaa ooo aaaa aaaa ooo dil ne kiya tha yaad abhi dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye
dil ne kuchh aise pukara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara hooo oo dil ne kuchh aise pukara dard utha to door se mil hi gayi usse khabar dard utha to door se mil hi gayi usse khabar keh gayi haal e dil mera meri jhuki jhuki nazar halka sa pa ke ishara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara thahri huyi thi dhadkanen aankhen thi intzaar mein khwabon ka mera aashiyan jalne ko tha bahaar mein aise mein banke sahara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara beet gayi wo shaam e ghum aa gaye din karaar ke beet gayi wo shaam e ghum aa gaye din karaar ke ab to ruke meri bala kahte hain hum pukaar ke sunle zamana humara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara hhooooo dil ne kuchh aise pukara
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya
dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa maine ik khaab sa dekha tha jo pura naa hua mujhko duniyaa se shikaayat hai naa kismat se gila aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa haayi kya jal gaya seene se jo uthta hai dhuwaan darr hai iss aag mein jal jaaye naa ulfat kaa nishaan ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa
dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se pachhta rahe hain dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se kal tumne jo humse waade kiye the kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo waade kal tumne jo humse khaayi thi kasmein kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo kasmein na itraaiye na muskaaiye sharmaaiye dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye jaane jaan tum ko pooja hai humne jaraan yaad keeje wo raatein suhaani humraaz thi tum meri zindagi ki magar aaj badli huyi hai kahaani ye kya ho gaya ye kyun ho gaya samajh na saka dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye gulbadan sabse mumtaaz thi tum mehal pyaar ka ik banaaya tha maine ye kis ki nazar se jala aashiyaana bade naaz se ghar sajaaya tha maine looti
dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak hum to jayenge behak humne wo pyaar kiya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa aa aa aaaa koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani wohi zanjeer bani dil se dil baandh liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa ke sapnon mein sada le gaye dil ko chura hamne to dhund liya aankhon mein qaid kiya aa ke sapnon mein sada le gaye dil
dil ne ye kahaa hai dil se muhabbat ho gayi hai tumse dil ne ye kahaa hai dil se muhabbat ho gayi hai tumse meri jaan mere dilbar mera aitbaar kar lo jitna beqaraar hoon main khud ko beqaraar kar lo meri dhadkanon ko samjho tum bhi mujhse pyaar kar lo dil ne ye kahaa hai dil se muhabbat ho gayi hai tumse meri jaan mere dilbar mera aitbaar kar lo jitna beqaraar hai dil khud ko beqaraar kar lo meri dhadkanon ko samjho tum bhi mujhse pyaar kar lo dil ne ye kahaa hai dil se muhabbat ho gayi hai tumse tum jo keh do to chaand taaron ko tod laaunga main inn hawaaon ko inn ghataaon ko mod laaunga main hoo tum jo keh do to chaand taaron ko tod laaunga main inn hawaaon ko inn ghataaon ko mod laaunga main kaisa manzar hai meri aankhon mein kaisa ehsaas hai paas dariyaa hai door sehraa hai phir bhi kyun pyaas hai kadmon mein jahaan ye rakh doon mujh se aankhen chaar kar lo jitna beqaraar hoon main khud ko beqaraar kar lo meri dhadkanon ko samjho tum bhi mujhse pyaar kar lo dil
dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain hum hain teri lagan hai aye shamma tu kahaan hai hum hain teri lagan hai aye shamma tu kahaan hai parwana ban ke teri mehfil ko dhoondhate hain mehfil ko dhoondhate hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain duniya se hai niraala dastoor ashikon ka duniya se hai niraala dastoor ashikon ka jeene ki aarzu mein qatil ko dhoondhte hain jeene ki aarzu mein qatil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain seene mein hasraton ka jaaga huwa hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil E Naashad Ko Jeene Ki Hasrat Ho Chunariya (1948) 03:12 36528
 
Poster of Chunariya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manorama
Duration : 03:12   Song Number : 36528   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Dil E Nadaan Zamaane Mein Mast Qalandar (1955) 04:16 36041
 
Poster of Mast Qalandar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:16   Song Number : 36041   

Dil Hi Nahin To Dil Ke Anup Jalota 06:31 18328
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:31   Song Number : 18328   

Dil Na Kahin (Part2) Ghunghat (1960) 05:16 14371
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:16   Song Number : 14371   

Dil Na Lagana Mashuqa (1953) 03:07 13638
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ameer
Duration : 03:07   Song Number : 13638   

Dil Ne Chheda Hai Tarana Sipahsalar (1956) 03:13 39316
 
Poster of Sipahsalar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Iqbal
Duration : 03:13   Song Number : 39316   

Dil Ne Dil Ko Pukaaraa Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 07:57 21244
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 07:57   Song Number : 21244   

Dil Ne Dilse Kya Kaha Aaina (1993) 04:09 40377
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sameer Sen, Dilip Sen
Duration : 04:09   Song Number : 40377   

Dil Ne Kar Liya Humraaz (2002) 05:19 18635
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel
Duration : 05:19   Song Number : 18635   

Dil Ne Kiya Tha Yaad Bhupinder Singh 06:46 37110
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Bhupinder
Duration : 06:46   Song Number : 37110   

Dil Ne Kuchh Aise Pukara Hum Matwale Naujawan (1961) 03:25 37516
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shekhar, Sayeeda
Duration : 03:25   Song Number : 37516   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Mahal (1949) 04:11 13646
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:11   Song Number : 13646   

Dil Ne Pyaar Kiya Shararat (1972) 04:57 31111
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 31111   

Dil Ne Usse Maan Liya Santan (1959) 03:45 36241
 
Poster of Santan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kamini Kadam
Duration : 03:45   Song Number : 36241   

Dil Ne Yeh Kaha Dil Se Dhadkan (2000) 06:44 18682
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Shilpa Shetty
Duration : 06:44   Song Number : 18682   

Dil Unko Dhoondhta Hai Yasmin (1955) 03:38 37698
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 37698