Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVarbartani
HomeVarbartani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


is se pehle ke haseen raat ka jaadu jaage apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo dil mein jo hashra utha hai use khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar husn dhaayega abhi aur gazab aur gazab mujh se karte ho mohabbat se mohabbat ki talab kaise deewane ho kuchh hosh karo hosh karo kaise deewane ho kuchh hosh karo hosh karo apni zulfon ko sunghaa kar husn hai chaand hai mehki huyi tanhaai hai jhoomti gaati baharon ki baaraat aayi hai aaj to dil se ghum e dil ko faramosh karo aaj to dil se ghum e dil ko faramosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mere sapnon ka jahaan hogi tumhari duniya kahin is aag mein jal jaaye na saari duniya shola e ishq ko madham karo khamosh karo shola e ishq ko madham karo khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo dil mein jo hashra utha hai use khamosh karo apni zulfon ko sunghaa kar mujhe behosh karo
jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi ye duniya magar tujh si bholi nahin hai chhupa kar mohabbat ko ruswa karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se badi koshishon se badi khwahishon se tamanna ki sehmi huyi saazishon se milega jo mauka to bechain hokar milega jo mauka to bechain hokar darichon se tum mujhko dekha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi sataayegi jab chaandni ki udasi dukhayegi dil jab fizaa ki khamoshi ufaq ki tarah khali nazaren jama kar ufaq ki tarah khali nazaren jama kar kabhi jo na socha wo socha karogi jawaani ke heele haya ke bahaane ye maana ke tum mujhse parda karogi kabhi dil ki dhadkan mehsoos hogi kabhi thandi saanson ke tufaan
kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah main ek khwaab sahi aapki amanat hoon main ek khwaab sahi aapki amanat hoon mujhe sambhal ke rakhiyega jism o jaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant guzar na jaaye ye rut bhi kahin khizaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah
khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain meri hi tarah is mausam mein ghanghor ghataayen roti hain kehti hai fiza ro mil ke zara ye raat hai mil ke rone ki rone ki khaayi thi kasam maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai tu paas hi reh kar paas nahin roti hai milan ki shehnaai hasrat hi rahe is dil ke haseen armaanon ke pure hone ki hone ki khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam
main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana
Phool Ki Ankh Mein Ansoo Hai
teri aawaaz ki jaadugari se na jaane kis jahaan mein kho gaya hoon jahaan main kho gaya hoon isi aawaaz se chaunka tha lekin isi aawaaz mein gum ho gaya hoon jahaan main kho gaya hoon teri aawaaz ki jaadugari se aaja ke din dhale taaron se jaa mile sapnon ke silsile saanson ke saaz par naghma wohi suno lag jaa mere gale teri aawaaz ki jaadugari se na jaane kis jahaan mein kho gaya hoon jahaan main kho gaya hoon teri aawaaz ki jaadugari se le raat ho gayi wo dekh mil gaya dharti se aasmaan aaja ke iss ghadi zakhmon ki aag se uthne laga dhuwaan teri aawaaz ki jaadugari se na jaane kis jahaan mein kho gaya hoon jahaan main kho gaya hoon teri aawaaz ki jaadugari se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Zulfon Ko Sunghaa Teen Sardar (1965) 05:24 36981
 
Poster of Teen Sardar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Praveen Choudhary, Randhaawa
Duration : 05:24   Song Number : 36981   

Jawaani Ke Heele Haya Ke Bahane Jagjit Singh 06:28 40918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:28   Song Number : 40918   

Kabhi To Khul Ke Baras Chitra Singh 05:18 37971
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:18   Song Number : 37971   

Khaayi Thi Kasam Dil Ne Pukara (1967) 04:29 13111
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 04:29   Song Number : 13111   

Main Hoon Deewaana Bada Mastaana Haqdaar (1964) 03:15 32097
 
Poster of Haqdaar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Varbartani
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Babu Raje
Duration : 03:15   Song Number : 32097   

Phool Ki Aankh Mein Aansoo Hain Talat Mahmood 03:32 38937
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 38937   

Teri Aawaaz Ki Jaadugari Se Teri Talash Mein (1968) 03:17 36554
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum, Shailesh Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 36554   
Karaoke Songs of varbartani, Sad Songs of varbartani, Love Songs of varbartani, Dance Songs of varbartani, Hip-hop songs of varbartani, Best songs of varbartani, Super hit songs of varbartani, hit songs of varbartani, duet songs of varbartani, solo songs of varbartani, old songs of varbartani, famous songs of varbartani, Hindi Karaoke Songs of varbartani, Hindi Sad Songs of varbartani, Hindi Love Songs of varbartani, Hindi Dance Songs of varbartani, Hindi Hip-hop songs of varbartani, best Hindi songs of varbartani, super hit Hindi songs of varbartani, hit Hindi songs of varbartani, duet Hindi songs of varbartani, solo Hindi songs of varbartani, old Hindi songs of varbartani, famous Hindi songs of varbartani, Sing Along Songs of varbartani, Sing Along Sad Songs of varbartani, Sing Along Love Songs of varbartani, Sing Along Dance Songs of varbartani, Sing Along Hip-hop songs of varbartani, Sing Along Best songs of varbartani, Sing Along Super hit songs of varbartani, Sing Along hit songs of varbartani, Sing Along duet songs of varbartani, Sing Along solo songs of varbartani, Sing Along old songs of varbartani, Sing Along famous songs of varbartani