Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMaya Govind
HomeMaya Govind
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab charaagon ka koi kaam nahin ab charaagon ka koi kaam nahin tere nainon se roshni si hai tere nainon se roshni si hai chandrama nikle ab yaa naa nikle chandrama nikle ab yaa naa nikle tere chehre se chandani si hai tere chehre se chandani si hai husn e kashmir jaadu e bangaal husn e kashmir jaadu e bangaal tu sarapa kisi shaayar ka khayaal tune zarre ko sitaara samjhaa tune zarre ko sitaara samjhaa ye hai saajan teri nazron ka kamaal teri soorat mein jalwaa gar laila teri soorat mein jalwaa gar laila jaaneman tu hi sohini si hai tere nainon se roshni si hai ek khwaahish ek hi armaan ek khwaahish ek hi armaan raat din bas teri pooja karna tere charnon ki ban rahun daasi tere charnon ki ban rahun daasi tere charnon mein hi jeena marna mere sapnon ki tu mahaarani mere sapnon ki tu mahaarani teri soorat mein mohini si hai tere nainon se roshni si hai raat sapne mein kuchh ajab dekha sharm aati hai ye bataate huye ruk kyun gayin kaho naa ek seeppi mein chhup gaya moti
bahaar hi bahaar hai fiza mein bhi khumaar hai bhanwar kali se keh raha bhanwar kali se keh raha ki mujh ko tum se pyaar hai bahaar hi bahaar hai kisi na kisi ko ye dil tum dogi kisi na kisi se mohabbat karogi ye dil hai mera jo bhi chaahoon karoongi main dil ye kisi pagal ko na doongi ye dil hai mera jo bhi chaahoon karoongi main dil ye kisi pagal ko na doongi bahaar hi bahaar hai fiza mein bhi khumaar hai hai rangee samaa mausam hai suhaana abhi ye kahoge ki chedo taraana chhaya hai kya nashaa mujhko hai kya pataa tu hi meri manzil tu hai sahaara bina pankh udta hai panchhi bechaara bahaar hi bahaar hai fiza mein bhi khumaar hai ki us din shaamo sehar honge mere ki jis din tere adhar honge mere na din kabhi wo aayega ye khaab toot jaayega na din kabhi wo aayega ye khaab toot jaayega bahaar hi bahaar hai fiza mein bhi khumaar hai bahaar hi bahaar hai bahaar hi bahaar hai fiza mein bhi khumaar hai fiza mein bhi khumaar hai haan bhanwar se keh rahi kali bhanwar kali
chaar din ki zindagi hai jaa rahein hain din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga tum kahin kho jaaogi jaan main paata agar ban ke humraahi tera sang hi karta safar ye safar poora nahin hoga tumhaare bin do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga yaad ke toote mahal tab tera mandir bana deep jalte reh gaye chhup gayi moorat kahaan ye diye vishwaas ke bujh jaayen na ek din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga
are chadh gaya upar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey re panchhi deewana chug kar daana ud gaya phar phar re atariya pe oho atariya pe haye atariya pe lautan kabutar re mar gaya upar re gujariya pe lautan kabutar re panchhi deewana paaye jahaan daana aaye wohi mud mud ke atariya pe aaha atariya pe haye atariya pe lautan kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey baalon mein jo pankh daare hain goriya kitne kabutar maare hain goriya toone shikaar kar ke atariya pe lautan kabutar re yun to kai the pagal kabutar dil layi uda ik ghayal kabutar nazron se waar kar ke atariya pe sona kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey sona kabutar layi uda chunri chunari ke sang mori layi gaya mundri dhak dhak ye dil dhadke atariya pe sona kabutar re are chunri mein taare bhar de kabutar mundri mein moti jad de kabutar dil ka ilaaj kar ke atariya pe lautan kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar
haath mere hain madhu kaa pyaala haath mere hain madhu kaa pyaala tera roop bana madhushaala haath mere hain madhu kaa pyaala boond boond mein roz mita hoon kab chhalki sapnon ki haala jab poonam ki madira barseeeeeee jab poonam ki madira barseeeeeee tujhe chaandni mein nehlaaye nehlaaye nehlaaye tab ye gora badan tumhara tajmahel ban jaaye roz subah ki ek boond ko tarse ye tera matwaala haath mere hain madhu kaa pyaala tera roop bana madhushaala haath mere hain madhu kaa pyaala
Hu Hu Pagal Pawan Chale Chahe Gagan Se Agan Jhare, Bijli Gire Chahe Ghata Ghire Saathi Tum Mere Sang Rehna
hum dono hai alag alag hum dono hai juda juda ik duje se kabhi kabhi rehte hain hum khafa khafa hum dono hai alag alag hum dono hai juda juda ik duje se kabhi kabhi rehte hain hum khafa khafa ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali saala aailaa uff maa aaigaa pori aali aali main khiladi tu anari main anari tu khiladi gaal gulabi nain sharaabi hosh udaa le jaaye uff ladki hai yaa hai qayaamat dil se nikle haaye sote jagte ladki dekhun dil dhak dhak dhak dhadke dekho phadke aankh meri tann mein shola sa bhadke ladki ladki karte karte ho naa jaayen deewane aisa naa ho jaaye ke hum khud ko hi naa pehchaane waar mera jab bhi hota hai kabhi naa jaaye khaali har taale ki rakhta hoon main apni jeb mein chaabhi ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali saala aailaa uff maa aaigaa pori aali aali main khiladi tu anari main anari tu khiladi neeli chhatri waale ke bhi mann mein
mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen haan haal e dil tha tumko sunana haal e dil tha tumko sunana lekin mushkil tha keh pana tanhaayi mein tanhaayi mein tanhaayi mein lipta mujhse wo tha tera saaya tune chain churaaya haaaann tune chain churaaya mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen o dil chaahe teri chahat le loon o dil chaahe teri chahat le loon sab kuchh apna badle mein de doon jeena kya hai jeena kya hai jeena kya hai jaana humne saath tera jab paaya kaisa jaadu chalaaya haan kaisa jaadu chalaya mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen
mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin jo bigar gaya wo naseeb hoon jo bigar gaya main wo khaab hoon na suni gayi wo hoon daastan na padhi gayi wo kitaab hoon jo mili zameen jo mili zameen na tha aasmaan mila aasmaan to zameen nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin mujhe mil ke kho gayin manzilein main safar mein tha main safar mein hoon main to apna sheesa ye dil liye yahan pattharo ke shehar mein hoon jahaan hasraton jahaan hasraton ke makaan thei mujhe mil saki wo gali nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin
mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin ye safar bhi kaisa safar hai ye main kabhi kahin to kabhi kahin mujhe jis sanam ki talaash thi wo mila magar wo mila nahin main wo baat hoon main wo baat hoon to bani nahin main wo raat hoon jo kati nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin jo lahar ke saath hi bah gayi main to ret ki wo deewaar hoon jo na ban saka wo hoon aashiyaan jo na mil saka wo karaar hoon mera naam hai mera naam tulsi to naam ka kisi aangane mein saji nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin
nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam bolo ji bolo ye raaz kholo hum bhi sunen dil ko thaam yaa to hai dharti yaa hai gagan yaa to hai sooraj yaa hai pawan uhmm us ka to saajan hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam heyyyyy hoo oooo masti mein gaaye dil ko lubhaaye kaanon mein mishri si ghole bolo ji bolo ye raaz kholo mera bhi mann aaj dole yaa to koyal ki hai raagni yaa to paayal hai yaa bansuri naa us ka to sajani hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam hmmm hmmm hmm hmmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa behki behki chaal hai uski jhoome wo awaara bolo ji bolo ye raaz kholo kis ki taraf hai ishaara bolo kis ki taraf hai ishaara yaa to jogi hai yaa paagal yaa to baadal hai yaa aanchal uhmm us ka to preetam hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam la la la la la la la la la la la la la la la la aaa la la la la la la la la
pyaar karega tujhe pyaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega nagad nagad na udhaar karega are shaadi ke pehle ka pyaar koi pyaar hai shaadi ke baad dhuandhaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega thode dinon baad tu banegi gulaab aur iska rang ud jaayega sakhiyon ke sang roz shopping karegi tu saajan hi bill ko chukaayega aansu in akhiyon mein aane na dega apne hi aansu bahaayega apna beda bhale dubo de tera beda paar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega pyaar karega tujhe pyaar karega roz roz jab subha niklega sooraj bed tea tujhko pilaayega bachchon ko ye school bhej bhej khud daftar jaayega are late ho jaayega are boss chillaayega are typist hansegi aur chaprasi gaayega are bheja ghoom jaayega asprin khaayega aur phir ghar ki yaad aate hi sihar sihar reh jaayega paanch baje ye baahar aakar saadi ke dukaan pe jaakar chaar saadiyon ko bandhwa kar rupayon ko udhaar karwa kar haare huye juwaari jaisa bin dugdugi
heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman ho jhin chak jhin chak jhigin jhigin kitne beet gaye hain din kitni beeti raate magar dilruba sab kuchh mila tu naa mila haan haan sab kuchh mila tu naa mila heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman jala jala ke jala jala ke jala jala ke apna dil kiya ujaala humne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila yei yei yei yei yei yei yei yei yei yei yaa yei yei yaa do dinon ki haa haa haa do dinon ki do dinon ki zindagi kyun na kare manmaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila are farebi aye are farebi are farebi jaalima tune churaya hai dil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab
hooo tere liye ye saare nazaare mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai hooooo tere liye rangeen bahaaren mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai hoooo nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara madhosh ho gaya hai dekho ye dil humaara hoooooo saara chaman kahe saara chaman kahe dharti gagan kahe mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai oooooo sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya har cheez ho paraayi par tu na ho paraaya hooooo waada hai ye waada waada hai ye waada koi ho kisi ka mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki
thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein mere liye hai tu anjaani tere liye hoon main begaana anjaane ne begaane ka dard bhala kaise pehchaana jo iss duniyaan ne naa jaana thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein sab phoolon ke hai deewane kaanton se dil kaun lagaaye bholi sajani main hoon kaanta kyun apna aanchal uljhaye rabb tujhko kaanton se bachaaye thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein tum hi bataao kaise basegi dil ke armaanon ki basti khaab adhure reh jaayenge mit jaayegi inn ki hasti chalti hai kya reit pe kashti thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein kankar na
waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tere saath hi jeeyenge tere saath hi marenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tha jheel ka kinaara paani baras raha tha baahon mein le ke mujh ko tumne yahi kaha tha ye ghata se baal kaale teri chaal jaise naagan tu husn waadiyon ka tera pyaar jaise saawan tujh se juda naa honge naa tujhe juda karenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana phoolon ke beech the hum sooraj bhi doobta tha aankhon pe honth rakh ke jab tumne ye kaha tha main chun ke laaun taare teri maang main sanwaarun apni dulhan bana ke tujhe umr bhar nihaarun tere bol meethe meethe sun kar jiya karenge
ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum aankhon mein jo aansu bhare hain honthon se apne main inhen chheen lunga raahon mein jo kaante bichhe hain palkon se apni main inhen been lunga meri preet ye jaan le itna sach maan le harenge ghum jeetenge hum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum moti abhi lutaye hain tune zara muskurake tum kaliyan luta do jisko kabhi ghum na mila ho uss aadmi ka tum pata to bata do mere yaar kuchh to kaho zalim ab to hanso mar jaunga tumhari kasam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Charaagon Ka Koi Baawri (1982) 06:52 12772
 
Poster of Baawri (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 06:52   Song Number : 12772   

Bahaar Hi Bahaar Daman (2000) 04:06 18346
 
Poster of Daman (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhupen Hazarika
Singer- 
Dominique, Shaan
On Screen Actors- 
Raima Sen, Shaan, Others
Duration : 04:06   Song Number : 18346   

Chaar Din Ki Zindagi Ek Baar Kaho (1980) 04:01 14379
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Navin Nischol
Duration : 04:01   Song Number : 14379   

Gutur Gutur Dalaal (1993) 06:52 39293
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ayesha Julka
Duration : 06:52   Song Number : 39293   

Haath Mere Hain Aarop (1974) 03:05 12592
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Vinod Mehra
Duration : 03:05   Song Number : 12592   

Hu Hu Pagal Pawan Daman (2000) 03:49 18347
 
Poster of Daman (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Sanjay Suri, Raveena Tandon
Duration : 03:49   Song Number : 18347   

Main Khiladi Tu Anari Main Khiladi Tu Anari (1994) 06:19 18736
 
Poster of Main Khiladi Tu Anari (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Saif Ali Khan
Duration : 06:19   Song Number : 18736   

Mann Chahe Sanam Mere Yaar Aar Ya Paar (1997) 04:35 36638
 
Poster of Aar Ya Paar (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 04:35   Song Number : 36638   

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De Galiyon Ka Badshah (1989) 05:09 18445
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 18445   

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De Galiyon Ka Badshah (1989) 04:59 39307
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39307   

Nainon Mein Darpan Hai Aarop (1974) 03:52 15708
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Sayra Banu
Duration : 03:52   Song Number : 15708   

Pyaar Karega Tujhe Pyaar Rang Birangi (1983) 04:12 40169
 
Poster of Rang Birangi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:12   Song Number : 40169   

Sab Kuchh Mila Tu Naa Aarop (1974) 04:20 12260
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:20   Song Number : 12260   

Tere Liye Ye Saare Nazaare Main Aur Mera Haathi (1981) 05:19 19979
 
Poster of Main Aur Mera Haathi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Poonam Dhillon
Duration : 05:19   Song Number : 19979   

Thehre Huye Paani Mein Dalaal (1993) 05:13 18766
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:13   Song Number : 18766   

Waada Bhool Na Jana Jalte Badan (1973) 06:06 13413
 
Poster of Jalte Badan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Kumkum
Duration : 06:06   Song Number : 13413   

Ye To Zindagi Hai Qaid (1975) 04:10 37805
 
Poster of Qaid (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Nitin Mangesh
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:10   Song Number : 37805   
Karaoke Songs of maya govind, Sad Songs of maya govind, Love Songs of maya govind, Dance Songs of maya govind, Hip-hop songs of maya govind, Best songs of maya govind, Super hit songs of maya govind, hit songs of maya govind, duet songs of maya govind, solo songs of maya govind, old songs of maya govind, famous songs of maya govind, Hindi Karaoke Songs of maya govind, Hindi Sad Songs of maya govind, Hindi Love Songs of maya govind, Hindi Dance Songs of maya govind, Hindi Hip-hop songs of maya govind, best Hindi songs of maya govind, super hit Hindi songs of maya govind, hit Hindi songs of maya govind, duet Hindi songs of maya govind, solo Hindi songs of maya govind, old Hindi songs of maya govind, famous Hindi songs of maya govind, Sing Along Songs of maya govind, Sing Along Sad Songs of maya govind, Sing Along Love Songs of maya govind, Sing Along Dance Songs of maya govind, Sing Along Hip-hop songs of maya govind, Sing Along Best songs of maya govind, Sing Along Super hit songs of maya govind, Sing Along hit songs of maya govind, Sing Along duet songs of maya govind, Sing Along solo songs of maya govind, Sing Along old songs of maya govind, Sing Along famous songs of maya govind