Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaghu
HomeRaghu
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aadhi parameshwariyin aalayamay verkaadu aadhi parameshwariyin aalayamay verkaadu annai aval thirupuhazhai dhinam dhinam neer paadu annai aval thirupuhazhai dhinam dhinam neer paadu aadhi parameshwariyin aalayamay verkaadu kungumathil koil konde deyvamaai kudi irupaal mangai ithe thilagam itte annayaayi thunai irupaal kungumathil koil konde deyvamaai kudi irupaal mangai ithe thilagam itte annayaayi thunai irupaal mangalamay vadi vidathe maadharasi vetridupaal mangaadhe nilavaagi yennaalum voli kodupaal yennaalum voli kodupaal aadhi parameshwariyin aalayamay verkaadu annai idam naagham vandhe bhakthi yudan kudai pidikkum abhishega paal mazhayil devi aval manam thallikkum annai idam naagham vandhe bhakthi yudan kudai pidikkum abhishega paal mazhayil devi aval manam thallikkum nambi varum yellorkum nalladhoru vazhi pirakkum naayagi thiruvarulay ponnana vaalvalikkum aadhi parameshwariyin aalayamay verkaadu verkaadu thirukkalamay vandavarke pugal kodukkum vetri tharum
hmm hmmm aawaargi aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hai aawaargi humaari na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan paayi thi har khushi har suqun humko tha nagme the bahaaron ke tarannum har kahin phir bhi kyun hum bhatka kiye yeh tu hi bata aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai aawaargi humaari khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf yaadon ke bhanwar se ab kaise niklen saathi na raha koi na koi humsafar zindagi ke safe par likhne ko hai ab to bas aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hain aawaargi humaari
do ghadi behla gayin parchhaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan rasmasata jism poonam ki chhata ye ghanere baal saawan ki ghata tum jo hans kar baadlon ko dekh lo tum jo hans kar baadlon ko dekh lo bijliyaan lene lage angdaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya doobne waala na phir ubhraa kabhi doobne waala na phir ubhraa kabhi uff nigaah e naaz ki gehraaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan tum meri duniyaa mera imaan bhi ho tum meri hasrat tumhin armaan bhi ho tum jo ho to har taraf sangeet hai tum jo ho to har taraf sangeet hai tum nahin to zehar hai shehnaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin
hum chaahen yaa naa chaahen hum raahi banaa leti hain hum ko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen ye raahen kahaan se aati ye raahen kahaan le jaati ye raahen kahaan se aati ye raahen kahaan le jaati raahen dharati ke tan par aakaash ki phaili baahen hum chaahen yaa na chaahen hum raahi banaa leti hain hum ko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen utraa aakaash dharaa par tan man kar diyaa nichhaavar utraa aakaash dharaa par tan man kar diyaa nichhaavar jo phool khilaanaa chaahen hans hans kar saath nibaahen hum chaahen yaa na chaahen hum raahi banaa leti hain humko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen
jai ambe gauri maiya jai shyama gauri tumko nishdin dhyavat hari bramha shivari jai jai ambe gauri maang sindoor virajat tiko mrigamad ko maa tiko mrigamad ko ujjval se dou naina chandravadan niko jai jai ambe gauri kanak samaan kalevar raktaambar raaje maa raktambar raaje raktpushp gal maala kanthan par saaje jai jai ambe gauri kehari vahan raajat khadag khappar dhaari maa khadag khappar dhaari sur nar munijan sevat tinake dukhahaari jai jai ambe gauri bramhani rudrani tum kamala raani maa tum kamala raani aagam nigam bakhani tum shiv pataraani jai jai ambe gauri tum hi jag ki maata tum hi ho bharata maa tum hi ho bharata bhaktan ki dukh harta sukh sampati karta jai jai ambe gauri aath bhuja ati shobhit varamudra dhaari maa varamudra dhaari manvanchhit phal pavat sevat nar naari jai jai ambe gauri shri ambeji ki aarati jo koi gaave kahat shivanand svami sukh sampatti paave jai jai ambe gauri jai ambe gauri maiya jai shyama gauri tumko nishdin dhyavat hari bramha
hmm hm hm hm hm hmm laa la la la la la la la aa kitni haseen hain nasheeli nasheeli ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor koi chaah baaki nahin haan itna kehna hai zaroor ho paas ho ya door ho chhodiye na chhodiye ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai chaahe jahaan bhi mein rahoon sang mere meet hai haan kaise bhi hon faasle na kam hongi na kam hongi ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein
kyun pyala chhalakta hai kyun deepak jalta hai donon ke man mein kahin anhone vikalta hai kyun pyala chhalakta hai patthar mein phool khila dil ko ek khwaab mila patthar mein phool khila dil ko ek khwaab mila kyun toot gaye dono iska na jawaab mila dil neend se uth uth kar kyun aankein malta hai kyun pyala chhalakta hai hain raakh ki rekhayen likhti hain chingaari hai kehte mout jise jeene ki taiyaari jeevan phir bhi jeevan jeene ko machalta hai kyun pyala chhalakta hai kyun deepak jalta hai dono ke man mein kahin anhone vikalta hai kyun pyala chhalakta hai
maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai ik saaz jo gumsum hai main usko jagaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain kis desh se chal kar ye iss desh mein aaye hain main inki sadaa bankar uss paar se aati hoon saanson mein samaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik
ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen dil ko churayen mujhko lubhaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun hariyali bhari inn ghaatiyon mein mehakti huyi inn wadiyon mein jeevan ki bagiya khil khil jaye ho khil khil jaye re man kahe main jhumun jhumun main gaaun oooo man kahe main jhumun main gaaun ho ho ho hoooo ho ho ho hooo kal kal behti jharnon ki dhara haule se chalti hawaon ki thandak dil ko ik meethi masti si deti dil ko ik meethi masti si deti sihran si deti haay man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun gulaabi sa mausam suhana neele gagan par halki si badliii pyara sa kalra ithala ke panchi soye sapne jagaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun o o o man kahe main jhumun main gaaun ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen dil ko churaye mujhko lubhaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun hoo man kahe main
yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga saanson mein tu hai khwabon mein tu hai saanson mein tu hai khwabon mein tu hai hain armaan jawaan yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan yeh bahaar keh rahi hai chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai meri umeed jawaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai hai tamanna yahi saath hum tum rahen baagon mein pyaar ke phool khilte
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadhi Parameswariyin P Susheela, Pokkisham & Raghu 03:10 15079
 
Poster of P Susheela, Pokkisham & Raghu
 
Category
Tamil Devotional
Lyricist
Thavaseelan
Music Director- 
Raghu
Singer- 
P Susheela
Duration : 03:10   Song Number : 15079   

Aawaargi Humaari Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:01 18932
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghunath Seth
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:01   Song Number : 18932   

Do Ghadi Behla Gayin Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:18 14426
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
G B Srivastava
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Marc Zuber
Duration : 06:18   Song Number : 14426   

Hum Chaahen Naa Chaahen Phir Bhi (1971) 03:13 32335
 
Poster of Phir Bhi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Raghu Nath Seth
On Screen Actors- 
Pratap Sharma, Meenal Mehta
Duration : 03:13   Song Number : 32335   

Jai Ambe Gauri (Aarti Durga Maa) Ravindra Sathe 03:39 17619
 
Poster of Ravindra Sathe
 
Category
Devotional
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Ravindra Sathe
Duration : 03:39   Song Number : 17619   

Kitni Haseen Hai Nasheeli Yeh Nazdeekiyan (1982) 05:40 14427
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 05:40   Song Number : 14427   

Kyun Pyala Chhalakta Hai Phir Bhi (1971) 03:07 36426
 
Poster of Phir Bhi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Raghunath Seth
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Urmila Bhatt
Duration : 03:07   Song Number : 36426   

Maine Ik Geet Likha Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:10 37988
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
J P Dixit
Music Director- 
Raghunath Seth
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Marc Zuber
Duration : 06:10   Song Number : 37988   

Ye Paudhe Ye Patte Yeh Phool Ek Baar Phir (1980) 04:55 36054
 
Poster of Ek Baar Phir (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghu Nath Seth
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Pradeep Verma
Duration : 04:55   Song Number : 36054   

Yeh Bahaar Keh Rahi Hai Talat Aziz & Peenaz Masani 06:52 39720
 
Poster of Talat Aziz & Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Raghunath Seth
Duration : 06:52   Song Number : 39720   
Karaoke Songs of Raghu, Sad Songs of Raghu, Love Songs of Raghu, Dance Songs of Raghu, Hip-hop songs of Raghu, Best songs of Raghu, Super hit songs of Raghu, hit songs of Raghu, duet songs of Raghu, solo songs of Raghu, old songs of Raghu, famous songs of Raghu, Hindi Karaoke Songs of Raghu, Hindi Sad Songs of Raghu, Hindi Love Songs of Raghu, Hindi Dance Songs of Raghu, Hindi Hip-hop songs of Raghu, best Hindi songs of Raghu, super hit Hindi songs of Raghu, hit Hindi songs of Raghu, duet Hindi songs of Raghu, solo Hindi songs of Raghu, old Hindi songs of Raghu, famous Hindi songs of Raghu, Sing Along Songs of Raghu, Sing Along Sad Songs of Raghu, Sing Along Love Songs of Raghu, Sing Along Dance Songs of Raghu, Sing Along Hip-hop songs of Raghu, Sing Along Best songs of Raghu, Sing Along Super hit songs of Raghu, Sing Along hit songs of Raghu, Sing Along duet songs of Raghu, Sing Along solo songs of Raghu, Sing Along old songs of Raghu, Sing Along famous songs of Raghu