Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSunil
HomeSunil
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooooo oooo oooo ooooooo upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jaako raakhe re tuuuuuuuuuu sai reeeeeeeeeeeeeee sai reeeeeee uski chhooo na sake koi chhayaa upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jiska tu khiwaiyaa uski to naiyya toofaan mein bhi chalegi jiska tu ho maali wo phoolon ki daali patjhad mein bhi khilegi kisi ko maare kisi ko taare tere khel niraale upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya jeevan ka dena aur jeevan ka lena haathon mein hai ye usi ke koi maane naa maane ke maut ke bahaane maare karam aadmi ke are der nahin andher nahin hain tere nyaay niraale upar waale re ajab teri maaya tera bhed kisi ne nahin paaya tera bhed kisi ne nahin paaya
oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna ooo ooo ooo aaa aaa aa aaaaa rahe na kuchh aaj sab luta do dilon mein jitna hai pyaar baaki rahe na kuchh aaj sab luta do dilon mein jitna hai pyaar baaki rang hon jitne bhi yahin saja do hogi na kal ye bahaar baaki hansi ke charaag jalao ho gayi raat jawaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna kisi ke liye koi luta to ghum kya jeene ko ek ye khushi bahut hai kisi ke liye koi luta to ghum kya jeene ko ek ye khushi bahut hai mile na mile ek sanam ki bahen mujhe tumhari dosti bahut hai dekho aise door na jaao pyaar ka yahi hai sama bheeg jayen aaj palken aao hansen itna ho yaaro mera saath nibhaao roz aisi mehfil kahaan bheeg jaayen aaj palken aao hansen itna aao hansen itna aao hansen itna
ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan haaye ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaa hooooo hooo hoooo aaaaa haaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa haaaaa haaaa oooo hoooo ooooo hooo hooo hooo hooo hoooo ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye hain baraf ke dher yaa sang e marmar banaa le naa kyun apni jannat yahaan ye khaamoshiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye tanhaaiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan ye unche pahaadon ke magroor saaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye farishten bhi hai iss jagah bezubaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan naa parda hai koi naa hai koi chilman jahaan paaun rakh den hai
ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein tumhaari zulfon se khushboo ki bheekh lene ko jhuki jhuki si ghataayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein haseen champai pairon ko jab se dekha hai nadi ki mast adaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein mera kahaa na suno inki baat to sunlo har ek dil ki duaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein
yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole wo bhool gaye hum ko unhein hum nahin bhoole unhein hum nahin bhoole iss dard ke kaaton ki chubhan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw panghat hai yahaan koi na pipal ki wo chhaanw pipal ki wo chhaanw pashchim mein wo purab ki pawan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman hum log sayaane sahi deewane hain lekin begaane bahut achchhe hain begaane hain lekin begaane hain lekin begaanon mein apnon ki lagan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai
aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye is zindagi ko besaro samaan kiye huye aa aa saagar mein aaj yaar ka saagar mein aaj yaar ka jalwa dikha diya zaalim meri sharaab mein zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya ye kya mila diya o bata ye kya mila diya haan ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya aa aa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aaa chhod ke duniya chala aaya tha maikhaane mein apni hasti ko dubo baitha tha paimaane mein deeno duniya se deeno duniya deeno duniya deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aa gaya zikr aa gaya aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aaaaa aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein kyun bekhudi ka aankh se kyunnn kyun bekhudi ka aankh se parda utha diya are wah parda utha
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa aa gaye ik naye raaste par kadam jab tumhaari nazar ka ishaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki tumne jab muskuraa kar pukaara humein zindagi ko khushi ka nazaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum aaj aankhon ko jalwe tumhaare mille aaj haathon ko daaman tumhaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum
zulf lehraayi teri aur meri taqdeer bani koi dekhe zara kya pyaar ki tasveer bani jab kabhi badhne lage shaam ke thande saaye tere dhehke huye rukhsaar wahaan kaam aaye gardish e daher ne jab jab bhi uchchhala mujhko teri makhmoor nighaahon ne sambhala mujhko koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi muhabbat ki wo pehli pehli duwaaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho taranumm ko bhi rashk aata hai jiss per mere dil ki waadi mein tum wo sadaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri zindagani agar ek chaman hai meri zindagani agar ek chaman hai to phir jaaneman tum bhi baad e sabaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri khaamosh si duniyaa mein hai kyun aaj
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Upar Waale Himalay Se Ooncha (1975) 03:38 18510
 
Poster of Himalay Se Ooncha (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:38   Song Number : 18510   

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863   

Yaaro Mera Saath Nibhaao Pyasi Sham (1969) 03:59 19221
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:59   Song Number : 19221   

Ye Khamoshiyan Ye Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 05:39 14430
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naayadu
Duration : 05:39   Song Number : 14430   

Ye Wadiyaan Ye Aaj Aur Kal (1963) 03:24 21457
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 21457   

Yun Neend Se Wo Jaan E Chaman Dard Ka Rishta (1982) 04:55 13023
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Syam-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13023   

Zaalim Meri Sharaab Mein Reshma Aur Shera (1971) 08:26 37223
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheedan
Duration : 08:26   Song Number : 37223   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   

Zindagi Ke Safar Mein Akele Thei Hum Nartaki (1963) 03:39 31527
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Duration : 03:39   Song Number : 31527   

Zulf Lehraayi Teri (Koi Mujhse Puche Ke Tum Mere Kya Ho) Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 08:22 14433
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 08:22   Song Number : 14433   
Karaoke Songs of Sunil, Sad Songs of Sunil, Love Songs of Sunil, Dance Songs of Sunil, Hip-hop songs of Sunil, Best songs of Sunil, Super hit songs of Sunil, hit songs of Sunil, duet songs of Sunil, solo songs of Sunil, old songs of Sunil, famous songs of Sunil, Hindi Karaoke Songs of Sunil, Hindi Sad Songs of Sunil, Hindi Love Songs of Sunil, Hindi Dance Songs of Sunil, Hindi Hip-hop songs of Sunil, best Hindi songs of Sunil, super hit Hindi songs of Sunil, hit Hindi songs of Sunil, duet Hindi songs of Sunil, solo Hindi songs of Sunil, old Hindi songs of Sunil, famous Hindi songs of Sunil, Sing Along Songs of Sunil, Sing Along Sad Songs of Sunil, Sing Along Love Songs of Sunil, Sing Along Dance Songs of Sunil, Sing Along Hip-hop songs of Sunil, Sing Along Best songs of Sunil, Sing Along Super hit songs of Sunil, Sing Along hit songs of Sunil, Sing Along duet songs of Sunil, Sing Along solo songs of Sunil, Sing Along old songs of Sunil, Sing Along famous songs of Sunil